- 14,727
- 102,740
- 259
Last edited:
Tysm![]()
![]()
![]()
![]()
The reason why you are the G.O.A.T...
Full review later on... Thank u so much for giving us update even during your busy schedule... 🩷
He'll find something soon now that he's investigating on this case. Nothing can get past his eyes. Veer is a menace when it comes to deducing the mysteries.Now here it comes. Good to see you right away on the task.
My wish is to see Veer doing everything right but keeping himself in low profile and
By now at least give him some idea about the Blackof the system.
Don't say that I am asking too early for it but I assume that with such talent he should be able to stand against them not playing as puppet.
ThanksWonderful update dear bro. Congrats. Awaiting your upcoming awesome update eagerly
Yes. Very soon. Guess karo ki behno me se pehle baazi kaun maarega?Super awesome update Werewolf bhai ....
An kavya bhi khulkar veer ko apna roop dikha diya hai aur veer bhi janta hai ki dono bahut jald hi aage badne Wale hai...
Thanks a lot.Superb update broday by day your writing skills are leveling up bro thanks for the masterpiece
Dhanyavad.KHOOBSURAT LOVELY MIND BLOWING EXCELLENT AND INTERESTING UPDATE BHAI
Bas zyada der na ho jaaye.Mast update bhai har koi apni game khel raha he or sabse badi game fbcc se kheli ja rahi he dekhna ye hoga ki veer ko esbat andaja kab hota he
Dekhte jao man. Ye anxiety se khelegi. Ye mind boggling mystery arc nahi hai. Last me anxiety hoyegi but sab cheezein fir sense banayegi jab reveal hongi.Amazing writingbro nayi murder mystery ke liye ise veer ke hisab se complicated karna specialy veer ke cousin brother ke liye
Filhal toh Slogan waala case hold par hai. Trisha ke upar hai. Abhi dekhna hoga ki iss case ke saath kya hota hai.Just owsm
Now Veer is on a mission
Trisha jo clue na mil paye kya Veer woh dhund payega
Kya Slogan ka case phir se open ho payega
Yeh aane wale waqt mein pata chal jayega
Bilkul! Yahi mera uddeshya bhi hai. Lekin, sadly mujhe aaj hi cold ho gaya hai. Kal badalte hue Mausam ko maine lightly le liya tha aur bike se ghoom ghaam ke kaafi late aaya. Thand lag gayi. Ab aaj fever aur sardi ho rakhi hai. But still... I'll try my best ki jald se jald recover ho jau aur ek update is month ke end se pehle toh de hi du. Kind of like a diwali bonus...Werewolf bro mujhe pata hai yeh festival season hai job k sath isme bhi busy rahoge aap phir bhi thoda waqt nikal k hum logo k liye kuch na kuch likhte rehna
Thoda late sahi lekin update dete rehna
Thanks for ur time![]()
Agle waale me toh aur bhi kam the.Fantastic Update
Update seems comparatively small not becoz of word count but the number of scenes is less. Usually every update had 4-5 different scenes, but this time only 2 are there. Kavya and Veer and Trisha in Kishor's House.
Although Kavya is shy typically but she's also the most notorious one. She can be bold too. It's because of her friendly nature that she finds it easier than any other sisters to mingle with Veer.Cutsy Kavya chali to thi Veer ko jealousy feel karvane lekin uska daanv ulta pad gaya. But this gave the ground for their relationship to evolve more. Further we'll see some naughty stuff by kavya![]()
Thanks a lot. Most of the time goes there only when writing any update. You got to show the readers. Not let them read. But show...! And, I try to do that only. I'm glad you guys like it.The detailing you gave to explain the luxury of Kishor's house![]()
. And Trisha getting intimidate by that. Just another example of your extraordinary writing. A big applaud
![]()
Exactly! This point right here.Trisha ka character ab tak jo samajh aaya hai, woh ek imandar police officer to hai apne kaam ke prati. Lekin ek aadarshwadi nahi hai. She is honest but not the Idealistic. Uske bhi kuch apne swarth hai.
We still don't know how it will go. You are free to make guesses though. But the update will tell you later on.So finally Veer is going to Pune....and maybe we'll see the most awaited scene as of now after some update. Veer will give sloppy kissesto Madhuri and Pranjal's ass will burn like hellfire. Death Kiñg Silent_killer Rihanna
Yes. Of course.Well aur kuch jyada to aisa nahi tha update me jise breakdown karna pade. Awesome update![]()
And as always I said take as much time as you want, at least I'm in no hurry, just deliver the best
.
Personal life is always the priority.
Ek toh already de diya hai. I'm planning to give one more as a diwali bonus but I just caught cold today. Fever ruk ruk ke aa raha hai. Let's see. Hopefully, mein kal parso tak recover kar jau. I'm in my hometown so, umeed toh yahi hai ki recover jaldi ho jaunga. But let's see what happens. Uss hisaab se mein inform karunga. I really want to give you guys one update which will be a starting banger for this arc. Thanks btw. Keep supporting.At least I'll expect 2 more updates in this month, nahi bhi hoga to koi issue nahi hai.
Nice update again![]()
Use toh abhi Divya, Kaera, Ava, Sonia, Suhana, Erica, Garofano ke baare me bhi theek se nahi pata. Kya hoga jab woh jaanegi ki iss level ki ladies bhi Veer ke peechhe padi hui hai?काव्या की हरकतें बचकानी थी । उसे पता नही कि वीर साहब उस युनिवर्सिटी के प्रोफेसर हैं जहां कि स्टूडेंट्स सिर्फ और सिर्फ लड़कियाँ ही हैं ।
Ju ko lagta hai ki Kavya raazi hogi? Kisi aur shaadi karne ke liye?वैसे यश साहब कोई बुरे बंदे नही लगते । काव्या को किसी न किसी को हमसफर चुनना ही है तो यश साहब ही क्यों नही ! बाहर का काम यश साहब करेंगे और अंदर के काम के लिए वीर साहब हैं ही ।
Waah!काव्या और वीर को अब वह गेम्स अवश्य शुरू कर देना चाहिए जिसकी शब्दावली शुरू होती है - समय बिताना व्यर्थ है करना है कुछ काम , शुरू करे इलू इलू वेयरवोल्फ लेकर नाम ।![]()
Kavya ne uska number hi uda diya hai Veer ke phone se.बाई द वे प्रज्ञा मैडम से बहुत दिनों के बाद मुलाकात हुई ।
शायद यह पहली इंसान थी जिसे वीर से सहानुभूति हुई थी । ऐसी अच्छी लड़की से मेल मुलाकात बराबर होनी चाहिए ।
Woh honest hai. Lekin, completely honest nahi.तृषा मैडम पानी मे लकीर खींचने का काम कर रही है । यह किशोर साहब के तिलिस्म रूपी बंगले मे फिर से जाहिर हो गया ।
भई , ऐसी ही भव्य तिलिस्म रूपी महल मे जाने का दुर्भाग्य - सौभाग्य एक बार मुझे भी प्राप्त हुआ था । बिल्कुल ऐन वही हालात मेरी थी जो इंस्पेक्टर तृषा मैडम का किशोर निवास मे हुआ था । तिलिस्म मे खोकर रह गए थे हम ।
लेकिन यह देखकर बहुत बढ़िया लगा कि इंस्पेक्टर महोदया पर इस तिलिस्म का जादू सर चढ़कर बोला नही।
Kishor hai hi sandigdh character.( स्काई लाइट की भव्य इमारत की तस्वीर और आप के द्वारा दी गई उस इमारत का डिस्क्रिप्शन वाकई मे अद्भुत था )
इस इमारत का वजीर-ए-आजम मुझे शुरुआत से ही संदिग्ध कैरेक्टर लगा ।
Aage pata chalega ki usne waha Damian ko kyu bheja tha. Saari cheezein ek ek karke sense banaane lagengi.रेबैका मैडम को , मुझे नही लगता महाराष्ट्र के सीरियल मर्डर मिस्ट्री से कोई मतलब है । शायद उन्हे मतलब है वीर के मिस्ट्रीयस पर्सनलटी की । शायद उन्हे मतलब है वीर के तत्वावधान की । और शायद उन्हे मतलब है वीर के उस सिस्टम होल्डर की जिसकी वह खुद भी एक सदस्या हैं
Bahut bahut dhanyavad bhaaya. Keep supporting.खुबसूरत अपडेट वेयरवोल्फ भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
Woh bechaari ye bhool gayi ki uske bhaiya ki rizz uss se bhi high hai.Bahot badhiya zabardast shaandar update
Kavya kaha Veer ko leker gayi thi yeh soch ker ki Yash ke saath baat karegi tow Veer ko jalan hogi lekin baad me khud ko hi jalan hone lagi jab Veer Pragya se baat ker raha tha
YupTow Trisha madam pahoch gayi Karan ke usse pooch taach kerne ke liye
Kishor ne sahi kaha yeh ladki h nahi tow aisi jagah transfer kerwata ya fir ooper hi pohcha deta
Veer aur Pranjal already aamne saamne aa chuke hai.Baherhal dekhte h ab yeh dono pine jaa rehe h waha eneh kia milta h or sabse badi baat Veer ko waha iska cousin zaroor milega kia naam tha yaad nahi aa raha
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Kavya ka immature behaviour toh uska charm hai. Warna kahani me tob mostly sabhi matured enough hai.To aakhir kavya har jagah apna immature nature dikha hi deti hai magar phir bhi kuch to qareeb aaye woh dono. Aur ab Trisha Karan ke ghar tak pohach gayi hai lekin Divya n Veer ne sambhal liya hai. Ab Divya ke pass do task hai ki killer case ko solve and Veer ki identity ko kholna dekhtey hai kia me kamyab hoti hai.
Filhal ke liye toh nahi. Trisha abhi Mumbai me hi hai.Waisay Trisha se bhi usay tough time mil e ki puri umeed hai.
Iss month ek update aur dene ki koshish hai meri. Hopefully, aa jayega. Thanks and keep supporting.Intezar rahega bro next update ka chahe chota ho magar gap zada na ho bro warna story se n charcter se readers ki pakad dheli ho jati hai jo ultimately story ko tasteless kar deti hai to please bro update frequency mat kam karna chahe update ke words ko control me kar dijiyega.
These little scenes are the reasons why a character is loved or hated. We go through these small scenes as we progress only to recall it later that what happened earlier. Inhi chhote scenes ki wajah se readers ko Suhana se pyaar hua. So, although Little, they add a huge impact on a character's personality later on. I'm glad you liked it.Hamesha ki tarah bahut badhiya update bhai
1. Kavya jahan veer ko jalana chahti thi wahin khud jal bhun kar rah gayi pragya ki veer ke sath dekhkar ye wala scene bahut funny laga kuchh dono ki chedkhani wale cute moment bhi hue jo hamesha ki tarah hi badhiya the
System ka raaz aam aadmi ke saamne ujaagar nahi kiya jaa sakta. Not for now. Humne sabhi system holders ko dekha hai, kisi ne bhi publicly apni powers expose nahi ki. Toh it's unlikely that Rebecca wants Divya to find Veer's details about his system.2. Kher ek bat ha ye Rebecca kyon divya ke samne veer ko expose karna chahti ha ki veer ek normal insan nahi ha kya mil jayega use ya fir wo chahti ha ki divya veer ka sach jan jaye jisse veer apne bare me kuchh raj ugal de divya ko jisse uske system ke kuchh raj pata pad jaye or fir rebecca divya se jan sake ab aise to veer use apne hidden card nahi batane wala are use to chhodo veer ne to apni party members ko bhi puri jankari nahi di kya pata kon kab palat jaye
FBCC ke pressure ku wajah se filhal toh Trisha Slogan waale case me dakhal nahi dene waali3. Idhar karan ke ghar me trisha aa pahunchi karan se sawal jawab karne kishor ne pyar se dhamki bhi de dali lekin trisha ke upper bhi bhai junun sawar ha purane cases ko kholne ka kher karan ko side me rakhkar uske body guards ne apne uper lena chaha lekin trisha madam to manne se rahi wo to last me veer aa gaya divya ko leke jisse trisha madam ka dhyan filhal to is case se hat gaya ha lekin ye itni jaldi lagta ha rukne wali nahi ha sare purane kagaj kholkar rahegi lagta ha or abhi tak to veer ka name sam e bhi nahi aya jab ayega tab pata nahi kya hoga
Already! Veer aur Pranjal indeed aamne saamne aa chuke hai. Ab dekhna hai ki aage kya hota hai. Next update me ye pata lag jayega.4. Kher trisha madam ko lagta ha veer ka attitude khasa pasand nahi aya ha abhi to first mulakat hui ha ab to inka milna hota rahega or veer to abhi na jane kitne jhatke dega kher abhi to divya or veer nikal chuke han pune apni first destination per dekhte han ki udhar kya clue milta ha or udhar hi to shayd madhuri ke papa ka murder hua tha or lagta ha pranjal or karunesh bhi udhar mil sakte ha dekhte han ki kya rang lata ha ye
Ye arc anxiety dega. Mein pehle bhi keh chuka hai. Aur, mission se iska andaaza lag hi chuka hoga. Baaki bas dekhte jao.5. Kher ek bat ha veer ko mission mil chuka ha lekin penalty ha ki wo kisi apne ko kho sakta ha jara socho agar galti se bhi mission pura nahi hua to Werewolf bhai ne story me sab de diya action funny drama kahin is bar dil na tod de kisi ki death se kyonki har bar to veer aisi situation me ghar se bahar raha ha to uske pariwar ko koi hani nahin pahuncha pata tha but is bar sab pas me han or dushman bhi pas ha to kuchh bhi ho sakta ha
Ofcourse kavyaGuess karo ki behno me se pehle baazi kaun maarega?
Main si baat se sehmat hoon ki Pranjal ka character ek selfish aur gire huye insaan ki tarah develop kiya hai aur weh kisi bhi tarah ki sahanubhuti ke layak nahi hai. Mera keval yeh kehna hai ki usko Madhuri ke madhyam se humilate kerna theek nahi hai. Veer yeh kabhi nahi karega, yeh kerne se to Veer ka character bhi gir jayega. Haan, Pranjal ki dhulayi kar sakta hai. Waise bhi mujhe lagta hai ki Madhuri ek chhota sa side character hai, jo story ki demand ke hisab se aa gaya hai.Nice review
Waise to reviews par reply Werewolf hi deta hai, lekin pranjal wale matter par mera bolna banta hai.
Kyoki Veer aur Madhuri ke intimate ko kehne walo me sabse pehle line me main hi khada hu.Khair Veer aur Madhuri ke bich kiss ka idea to sirf bakchodi hai, Usse koi fark nahi padta ki unke bich kuch hoga yaa nahi.
Sawal hai Pranjal ke bare me....Piche kuch readers ne kaha ki Pranjal ko sudhar do, uska hridya parivartan kar do. Yaa pranjal itna jyada gunehgar nahi hai yaa pranjal ne jo bhi Veer ke sath kiya woh galatfehmi aur karunesh ke bhadkane par kiya.
Lekin mujhe aisa nahi lagta...Pranjal Madhuri ke jane se pehle hi Veer ko pareshan karta tha. Madhuri wale incident ke baad to uske kaminepan ko ek wajah mil gayi woh sab karne ki. Ye uske character me hi hai kaminapan, chalaki aur lalach.
Agar uski nafrat sirf Veer se Madhuri ke liye hoti, to woh Monohar dwara jaydad diye jane par Vivek ko dhokha nahi deta, use property dene mana nahi karta. Aur sabse badi baat taki manohar property ka faisla jaldi kar de usne manohar ka accident kiya jisme uski jaan tak jaa sakti thi. To uski nafrat sirf Veer tak to seemit nahi hai. Apne fayde ke liye woh kisi bhi had tak jaa sakta hai aur kisi ko bhi nuksan pahuncha sakta hai.
To bhale hi Veer aur Madhuri ka idea bakwas ho, lekin mafi ke kabil to Pranjal bhi nahi hai, chahe woh madhuri se kitna hi pyar kare. Aur abhi hamne thik se dekha bhi nahi hai ki sach me woh madhuri se pyar karta bhi hai yaa madhuri uski sirf ek obsession hai jise woh bachpan se woh palta aaya hai aur uske pata chalne par bhaga chala aaya.
Baki aage kya hoga woh to sirf sarvgyata Werewolf hi jante hai![]()
Main si baat se sehmat hoon ki Pranjal ka character ek selfish aur gire huye insaan ki tarah develop kiya hai aur weh kisi bhi tarah ki sahanubhuti ke layak nahi hai. Mera keval yeh kehna hai ki usko Madhuri ke madhyam se humilate kerna theek nahi hai. Veer yeh kabhi nahi karega, yeh kerne se to Veer ka character bhi gir jayega. Haan, Pranjal ki dhulayi kar sakta hai. Waise bhi mujhe lagta hai ki Madhuri ek chhota sa side character hai, jo story ki demand ke hisab se aa gaya hai.
She's getting a little too naughty.Great update. Romance betwwen Kavya and Veer was very well depicted. Peeth per garmi ka sukhad ahsaas, speed breaker, kamar par saanp ki tarah baanh ka lipatna, aur ant me boobs press ka promise, yahi to chahti thi Kavya. Lekin jalaane wali khud hi jal gayi, bhechari Kavya. Kahan Veer kahan Yash. Lekin akhir uski boldness ne Veer ke bhi gaal laal kar diye. Aur itna khula nimantran, aur challanging task ke liye bhi tayyar, iska to ab kuch karna padega.
Thanks a lot. I'm glad you liked it. A lot of my time goes here in these small detailings. I like to picturise for you guys. And, I try my best to show you guys how I imagine it. If only you guys could see my imaginations moving frame by frame. Life would get so much easier.Then we are given a literary delight, the description of Skylight was breathtaking, the opulence was overwhelming. It looked like the reader himself is walking in, seeing the details through Trisha's eyes. The imposing appearance, luxury cars in parking, chandeliers in the lobby, hall, scent, each and every detail was very well written. Then the welcome, and imposing appearance of Kishore comong down the stairs was enough to nervous anyone, not familiar with luxury lifestyle.
But ultimately, Veer Trisha ke contact me aa chuka hai. Aur, yaha se ab kuchh bhi ho sakta hai. Choonki, woh abhi baahar hai toh filhaal ke liye woh safe hai. Lekin, Trisha ke aas paas rahega toh shayad kuchh blunder ho jaaye.Trisha ka Karan ko thane le jane ka plan viphal ho gaya, Slogan ka murder bhi itni planning se kiya tha ki koi loophole hi nahi chhoda. Isase pehle Jassi ke jaane ki jarurat padti, Veer ne aa kar sara maamla suljha diya.
Veer jaanta hai ki use mission me Divya ko assist karna hai. Toh, case me ghusna hi sahi hai.Ek kheechatani si huyi, lekin Trisha Veer ka mask utarwa nahi payi. Ek tarah se kaun boss hai, pata chal gaya. Waise Trisha ne apna dimag laga kar Veer aur FBCC (Divya) ko gumrah karne ke liye Pune bhej to diya hai, par kya pata wahin se koi clue miley.
1) Kishore jaanta tha ki Slogan naam ka aadmi uski beti ke peechhe pada hai. Jab Kaera ke bachpan me uss worker ko maara gaya tha Kishore ko tabhi pata lag gaya tha ki koi uske peechhe hai.Do baatein, ek to Kishore ko Slogan ke murder ki puri jaankari nahi thi, lekin iska story se abhi to kuch lena-dena nahi lag raha hai. Unless Kishore ko pata lage ki Slogan ko Veer ne maara hai aur weh Veer ke against ho jaaye.
Iss baare me maine clear kar hi diya tha so nothing more to say here now.Dusra, wo Autralian girl kaun hai aur weh India kyon aayi hai. Damian ko bhi India wapis aane ke liye kaha tha. Waise to abhi FBCC serial killer ko dhundne me madad hi karegi, uska aim to Maharashtra ki government ke karib aana hai, per kyon. Kya yahan bhi Morrocco ke Sultan ki tarah Mr X koi khel rach raha hai.