- 15,892
- 107,332
- 259
Last edited:
me xforum hi open karta hu ...ex nahi ..tab bhi ho raha ..Oh xforum wali site se open hoga exforum se nahi hoga
Sahi kha bhai ek explained update jada acha h kai faltu ke updates se. Esiliye to apke update ka intezar rehta h jada comment nhi krta ki update do update do.Yahi to mera mission tha.
Abhi sirf Ragini hi nahi... Dekhte jao bas... Kaise Sonia, Arohi, Kavya, Tejal, sab aur bhi pasandeeda banengi.
Thanks
Exactly. Lekin, ye sirf character ke liye hi nahi story ke foundation aur relationship ko mazboot banaane ke liye bhi zaroori hota hai. Aage chal ke hum aur bhi alag alag characters ke POV dekhenge. Jab samay aayega tab.
Nahi! Abhi Post Disembowler arc hi chal raha hai. Ek hafte ka time skip dikhaaya maine ki Veer me achanak se kya badlaav aaye.
Par, abhi ye kaha dikhaaya ki uss ek hafte me kya kuchh hua tha? Wo ab hum dekhenge aage ke aane waale updates me.
Thanks a lot man.
Past ko likha uss tarah se gaya ki wo boriyat waala feel nahi hua. Aur, yahi mein chaahta tha. Isliye, first person perspective ko chuna yaha par past ke liye. I'm glad people liked it. Aage chal ke various other characters ke bhi POVs aayenge.
Thanks a lot. And, keep supporting.
Abhi nahi. Abhi samay hai Summit arc me.
Dekhte jao bas. Kya kuchh hota hai.
Ek update likhne me hi bahut samay lagta hai bhai. Khaas kar agar iss tarah se likha jaaye toh. Aaltu faaltu update to mein bhi likh sakta hu, quality ghata dunga length ghata dunga aur tumhe hafte me kaho 2 updates mil jaaye. Par, baad me khud ju log hi bologe ki wahi pehle waala style theek hai.
So... Have patience.
Hoo! Hoo!" Aur woh amma dheere dheere uski taraf jaane lagi. Uska poora shareer chaalu generator ki tarah hil raha tha.
Veer : Y-Ye aapke saath hai?
Alok : Haan!!
Veer : Inhe band kaun karega?
Alok : Ehhh?
Veer : K-Kuch nahi!
No, it's not that simple. Ragini apni jagah sahi kaha? Holi ke din wo bathroom wala scene. She was intentionally seducing Veer, she was intentionally happy to see Veer's erection then it goes on, hotel wala scene again she was intentionally seducing him.. isse pehle bhi usne wahi kiya tha... Veer aur karta hi kya.. even though he was always protective.... Even Ragini's first choice was not Veer, after the divorce happened Ragini started seeing other dudes. But eventually ended up with Veer. Usne kabhi bhi Veer se physical hone se pehle poochha nahi uski zindagi mein koi aur ladki hai ya nahi, Ragini khud chahti thi Veer ke saath physical ho.Ragini apni jagah sahi hai.
Agar uske saath kuchh bhi nahi rakhna tha toh seedhe mana kar dena tha. Aage nahi badhna chaahiye tha Veer ko. It's that simple.
Bhai ab Maine to aise hi karke padha hai ab aap baki admin se hi pooch leme xforum hi open karta hu ...ex nahi ..tab bhi ho raha ..
Ho raha hai bhai. Mera to ho raha hai.ye index se lekar arcs ka jo link hai wo open nahi hota bas pop ups dikhata hai aisa kyu ??
Manorath : Mujhe kya hua? Arre jab tak apne pote ki shaadi nahi dekh leta tab tak koi mujhe iss duniya se nahi le jaa sakta. Hahahaha~
Fursat me disect karunga. Abhi to busy hu.No, it's not that simple. Ragini apni jagah sahi kaha? Holi ke din wo bathroom wala scene. She was intentionally seducing Veer, she was intentionally happy to see Veer's erection then it goes on, hotel wala scene again she was intentionally seducing him.. isse pehle bhi usne wahi kiya tha... Veer aur karta hi kya.. even though he was always protective.... Even Ragini's first choice was not Veer, after the divorce happened Ragini started seeing other dudes. But eventually ended up with Veer. Usne kabhi bhi Veer se physical hone se pehle poochha nahi uski zindagi mein koi aur ladki hai ya nahi, Ragini khud chahti thi Veer ke saath physical ho.
Now just reverse the gender, can you say same thing? If no then I must say it's a pseudo feminist thinking. Pehle khud situation create karo khud hi uss situation mein faso fir victim play karo.
Is she dumb? Ragini wants an answer, a statement from Veer but Veer keeps skipping, she knows and realizes ki Veer is not giving her the statement Ragini wants to hear, still she kept her physical relationship with him. Why?
Yahan Veer galat kahan hai? And after all this she blames Veer ki woh uska physically use kar raha tha I mean, girl.. come on tum khud hi Veer ko bhogne ke liye invite kar rahi thi. Ragini pehle se hi bas khud ke feelings ko hi mahatva deti thi aaj bhi.
This situation is the mirror of our real life society, jahan victim act karke sympathy liya ja raha hai bina koi baat ke.
No, wo apni jagah sahi nahi hai, not at all. Last update ke baad Ragini meri favourite list se bahut dur chali gayi, and she will never be in my favourite list again.
___
Wahi dusri aur Suhana, currently she is my favourite character, more than Veer himself I like her character more, for many reasons.
___
Dusri aur I like Arohi, she is a little bit introvert, sometimes brilliant bhi, I am really interested to see her perspective about Veer, well she is a very little expression giver even for Veer, she shows her vulnerable side to Veer but still.
___
I'm totally hopeless about Suhana's sister, uska story pe individually contribution bahut hi bahut hi kam hai. I remember the hotel wala scene jahan Veer ka apman ho raha tha aur woh bas chup thi, I mean, aap agar ghar par kutta bhi palo to usse koi disrespect kare to aap protective ho jate ho, Suhana's sister, she is also familiar with Veer that time even now, more like friends, still... that time uske muh se ek bhi shabd nahi nikla tha Veer ke khatir, Veer ko bachane ke khatir, usse defend karne ke khatir.
___
Tej, like every typical elder sister, she is protective, loving, and caring. Veer se milne ke pehle se hi wah apne bhai se connected thi aur uske baad bhi wah Veer se connected hai, usne har waqt Veer ko importance diya, Tej ke liye Veer koi option nahi tha, woh uska choice tha milne se pehle hi. She is justifying her character with the story very well.
Vah scene jab woh Veer ke khatir apna childhood passion, income source, apna career ko bhi chhod diya, shayad sabhi ko is particular scene ka mahatva tab samajh nahi aaya, but that scene was more emotional than Ragini's.
Hotel bomb blasting ke baad, agar kisi ko Veer ki sabse zyada zarurat thi to wah thi Tej, she is assuming that she keeps failing, although she always tries her best. Giving her best to stand by Veer's side. Wah har waqt dikhana chahti hai Veer ko ki wah uske sath hai kuchh bhi ho, she needs Veer more than anything.
___
Kavya, chulbul extremely extrovert, her nature makes her character likeable. Ab tak uska reaction darshaya nahi gaya blasting ke baad se, uske upar kis tarah ka effect hua yah abhi dekhna baki hai, I am assuming ki usse bhi bahut effect hua hoga, according to her personality shayad nahi bhi hua hoga.
___
Keara, her name is a bold statement she too. Absolutely justifying with her character. Slowly she starts unfolding her emotions. Jab pehle zikr hua tha Keara ka laga tha koi narcissist psycho hogi par nahi, samay samay par woh developed hui. Aur past darshane ke baad readers mein usko lekar apna perspective bhi change hua, she is also justifying with her character. One of the favourites.
___
Bhavna, jitna mujhe samajh aaya, her personality seems like cold (not every time but yeah), we know that she had enough in her past, but uska character thoda daba hua lag raha hai, shayad ho sakta hai itna kuchh sehne ke baad usse apna family mila, isliye. Sometimes she seems to be sad, sometimes cold, sometimes not, main samajh nahi pa raha hun theek se iske character ko. Aise lag raha hai jaise ek thaka hara insaan ab bas jee raha hai.
Kahate hain na intezar agar had se zyada ho jaye to mithai bhi meetha nahi lagta.
___
Ava, she is also justifying her character very well, (not favourite but on the favourite list)
___
Villains, jo bhi villains ab tak dikhaye gaye hain, wah sab A to Z apne character ko justify karte hain. Agar Veer protagonist hai toh wah villains bhi apni kahani mein protagonist hi hain, that's some nice writing over there.
___
Nidhi, currently everyone's favourite. Sabse zyada character justify Nidhi hi karti hai, she has also had enough in her past just like Veer, dono ek sath ek hi nav ke chhod pe khade hain.
___
Shreya, is waqt main is character ko judge nahi karna chahta, is character ki aur potential dekhna hai mujhe, abhi tak ye character aisa lag raha tha hawa ke jhonke jaisa, kuchh samay rukta fir chala jata. Par wo hospital ka scene bohat kuchh keh raha tha, do sisters mein cat fight hote huye mujhe dikhai de raha hai, ye fir ek sacrifice dusre ke liye.
___
Suman, this fatherfucker is badass, iske bare mein kya hi bola jaye, she is a human tornado, ye agar RAW agent bhi nikalega to bhi mujhe realistic lagega
. Wah kar sakti hai sab kuchh. She is also justifying her character very well.
"Mass... Ma...ma.. mass.... Aay mala" is song par Suman ko kala chashma pehna ke nachwa do
___
Ab aate hain protagonist pe, Veer. Woh system milne se pehle nalla tha, lekin system milne ke baad, uska character bhi develop hua, minimum thinking se intelligence tak gaya, strength badha, appearance appealing hua. Usse pyar karne wale kuchh log mile, aur kuchh jaan aise bhi mile jo uske liye apne mann tan dhan se samarpit bhi hain, uska yah jo character development hua agar system uske paas nahi hota to kya aisa hota??? Kya usse itne pyar karne wale milte jo aaj uske sath hain??? Kya wah apne maa aur didi se mil pata???
Agar system usse nahi milta to aaj Veer ka character development nahi hota na hi usse itne pyar karne wale milte?? To prashn yah hai ki sabhi log aaj ke Veer ko chahte hain, jo strong, appealing, intelligent hai. Agar Veer ko kabhi system hi nahi milta to Veer nalla hi rehta, unattractive, gawar rehta to kya usse ye sab pyar milta? Agar nahi milta to upar diya gaya har ek character ki justification bhi jhootha ho jayega.
Ekmatra Veer hi to hai jiska koi dosh nahi, Ragini ko leke uske andar jo glani hai wo glani to uska achha insaan hone ka ek darpan hai, usse glani mehsoos karne ki zarurat nahi phir bhi mehsoos kar raha hai.
Aarohi Kavya ke pita ne Veer ke maa pe ek bahut bada daag lagaya hai, koi bhi baccha apni maa ke is apmaan ko na sehta, Veer ki jagah koi aur hota to ab tak Aarohi ke pita khallas ho jate, Veer bhi ye karne mein saksham hai, par usne apne behno ke liye neutral raha.
Veer ka past ek potential villain ka hai, par usne negativeness ko apne upar havi hone nahi diya.Na maa ka pyar mila, na baap ka saath, na bhai behno ka dular, na koi dost bane, na koi saathi phir bhi wo aaj bhi Veer hai.
Agar koi character apne character ko 101% justify karta hai to wo Veer hi hai,
Veer ke is development par jo writing diya gaya hai pure entire story mein amazing hai.
***
Veer ne in dino kuchh kand kiya hai, obviously. Woh ab ek team ka hissa ban chuka hai par kya wo baki char jaan pe vishwas karta hai 100%? Kya wah char jaan Veer par vishwas karta hai 100%? Individually to sabhi sabhi ko jante hain, par kya ek dusre ke intention ka pata hai?
And mujhe yaad hai, Garofano. Uska memory wash kiya gaya hai, uski yadasht bhi mitayi gayi hai Divya ki tarah, nobody noticed but she is mysterious. rahasya chhupaya gaya hai uska. Mujhe to lagta hai woh uss hat wali aurat ke sath directly/indirectly linked hai.
___
Main thoda sa professional hun isliye, koi bhi story achhi lagti hai to uss story ki characters ke ridh ki haddi ko pakadta hun. Thoda brutal idhar-udhar se nikal gaya to sorry.Storyline was amazing, ye mainstream series ka potential rakhti hai bas incest part ko cut off karna hoga.
I remember how she hate this name Nat in the future...Veer : Offer accha hai Miss Ava.
Ava (frowns) : It's Nat! Not Ava!
Is time Ava ko laga hoga ki uski chori pakdi gyi....ofcourse she knows what she is doing...framing Veer....uski jaan hi to leni thi...while reading these ....i can't digest Veer forgiveness to her....Veer (smiles) : Par aapko nahi lagta ki aap mujh jaise ek student ko bula ke yaha uski jaan khatre me daal rahi ho? Hmm?
Veer ki baat par iss baar Ava chinta me aa gayi aur nazre churaane lagi,
Its not a playful gesture,,,,she was warning Veer towards future....Dur jaati Ava lift ke saamne ruki aur usse dekh punaah muskuraayi.
Aur sharaarti dhang se usse haatho ki gun dikhaate hue uspe goli chalaayi.
Her mother's life was at stake.I remember how she hate this name Nat in the future...
Is time Ava ko laga hoga ki uski chori pakdi gyi....ofcourse she knows what she is doing...framing Veer....uski jaan hi to leni thi...while reading these ....i can't digest Veer forgiveness to her....
Its not a playful gesture,,,,she was warning Veer towards future....
Don't know why but mood suddenly becomes angrier while seeing Nat in these scenes...