- 14,073
- 99,784
- 259
Last edited:
Dhanyavaad odin bhai! Mujhe khushi hai ki logo ko dheere dheere favourability ka concept samajh aa raha hai. Mein time by time system ke baare me kuch details bhi share kiya karunga. Taaki log acche se jaan sake. ( ꈍᴗꈍ)Veer ke liye ab nayi jaga,nayi maal ke saath nayi suruwat hone ja rahi hai apne kam akal ka pradarshan karke usne free ke perks se jyada apne strength enhance mein laga diya(ya phir accha hua uske liye?) Ab aage dekhte hein ye YouTuber shreya ko sacche pyar ki talash kahan jaake khatam hoti hai aur hamari nidhi madam ki veer ke liye favourability badhti hai ya fir ghattiti hai...
Yes! Ye story thodi slow progressing hai. Pehle ek foundation banega fir story pace pakdegi. Aur ye kahani meri pichli story se badi bhi hai. So...Nice update bhai....
Story is taking pacs slowly slowly...
Hein? Kya matlab bhai!?Meri aankhe hamesha
aap pe rahegi
Aalu bhai zindabaadjab nidhi mam iske ghar gayee toh kya iske mata pita ke alawa koi na tha... akhir iski parwah karne waali iski chachi ne kyun na khojne kee kosis kari... itne bare pariwar ka hissa thee unke apne bhi jaan pehchan honge... aur iski so called pyari behen kavya kya usse maloom na tha kee veer ka koi dost na hain... kya iske gharwaale iske baare mein kuchh bhi na jante the jo na pasand karte the unki chhor bhi de toh jinhe iski parwah thee kya wo ratti bhar na jante the.... agar aaj tak kisi dost ko iske unhone dekha na tha toh kaise maan liya...
*****
missions karne par usse points milte hain aur unhi points se wo khud ko improve kar shatka hain... jitne jyada missions utne jyada points utne jyada improvement khud mein laa shakta hain... yeh proportionlly chalte hain ek doosre ke.... system ne apni urja dee veer ko jaise shock waves dete hain marte hue heart ko rejuvenate karne ke liye... its like a parastie just like venom they feed off each other... wo uski shaktiya badhati hain badle mein usse shaktiya leti hain...
*****
ek taraf uske apne khoon ke riste naate doosri taraf nidhi jisse theek se jaan pehchan bhi na hain uski... usne jaan bachaye aur aaj saath rahne ko keh rahi hain... bhala koi apna rishtedar itna na karta hain wo paraya ho ke... wo dil kee saaf hain lekin saaf dilwaale hi sabse jyada takleef sahte hain duniya mein... khule baal aur naseeli aankhen,,, aisi ankhen le ke chalti road pe chalti hain kisi ko ankhon mein dekhne e nasha ho gaya toh bechara khali fokat mein drunk and drive mein fas jayega... hihihi pg mara maine.. hihihih...
*****
wakai nidhi ne yeh tak na socha jiske gharwaalo ne hi usse ghar se nikal diya hain kaheen iss ladke ne hi kuchh galat aisa kiya ho jisse wo log nafrat karte ho aur usse apne ghar mein rahne de rahi hain... khud kee maa alag pareshani mein hain aur ek nayi mushibat mol le rahi hain... oopar se divorced mahila hain wo log tarah tarah ke baate banayenge ek anjaane ladke ko dekh ke uske saath... wahee par purush ka sparsh wo bhi ek lambe antaral ke baad kuchh soyee hue anchahe tarang utha rahi hain uske dil mein... kehne ko toh umra ka bara fasla hain lekin yeh dil kahan manta hain wo toh bas mehsoos karna janta hain...
*****
dekho wo aa gayee dekho na lagta hain wo aa gayee... shreya---- kaheen yeh wo toh nahin mera matlab hain hamari kahani kee heroine ... are ab bol bhi do itna kya sarmana... dak dak karne laga... /// yeh system kee maa kee ankh ek toh khud saali launda hain kee laundiya pata nahin oopar se bechare ka dil tor rahi ahin.. mana kee jahndu hain lekin koi toh dekhegi kee kya pata uske najariya change ho jaye love at first sight se love in the first fight ho jaye... kya bolte ho....
*****
I am becoming fan of your writing with each and every update... detailing is perfect... loved it...
Bilkul bro. Jese jese samay milta jaega wese wese mein stories explore karungaBhai padhna zaroor. X forum se jud kar jis ne enigma bhai ki pyaar 100 baar nahi padhi, samjho us ne kuchh nahi padha. Baki aap ki yeh story ki uthaan bata rahi hy k yeh bhi jhande garde
Awesome update bhai.
Saaf shabdo me bolo bhai...ki s ki s
ke sath
sacha
pyar