• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance BADLA

Dhruv ke saath kiska taanka lagega???

  • Sharon

    Votes: 64 78.0%
  • Riya

    Votes: 28 34.1%

  • Total voters
    82

FRIDAY

Active Member
559
1,570
123
Nice work bro.
Sab to gurav aur neha se bach gya.Aur aab party ki mood me hai.Magar ye tufan se phale shanti hai.Dekhte hai ye tufan kia kia korta hai.
Fantastic update....
Keep it up...
 
  • Like
Reactions: Riyansh and Swaraj

Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,013
219
Nice work bro.
Sab to gurav aur neha se bach gya.Aur aab party ki mood me hai.Magar ye tufan se phale shanti hai.Dekhte hai ye tufan kia kia korta hai.
Fantastic update....
Keep it up...
Review ke liye thanks bro.sahi kaha toofan se pehle ki shanti to hai
Dekhte hai kya hota hai
Abhi to maine villain baaki hai
Saath rahiye final chapter ke liye
 
  • Like
Reactions: Tiger 786

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,389
304
is update me to hero vivek hi raha.
savior of the day.... dil khus kar diya isne.
finally, dhruv bhi apne mata, pita se mil liya.
Khair... ye Mr grover kisko ko apna dad bol raha hai.. kahi boh boss to nahi... grover ko bhi mar dala..iski to purani dusmani hai dhruv ke family se... ye kuch na kuch to karega kahani ki climax me.
let's see what happens next
Brilliant update sir....
 

Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,013
219
is update me to hero vivek hi raha.
savior of the day.... dil khus kar diya isne.
finally, dhruv bhi apne mata, pita se mil liya.
Khair... ye Mr grover kisko ko apna dad bol raha hai.. kahi boh boss to nahi... grover ko bhi mar dala..iski to purani dusmani hai dhruv ke family se... ye kuch na kuch to karega kahani ki climax me.
let's see what happens next
Brilliant update sir....
Review ke liye thanks,vivek saviour to hai lekin kya kare,khud hospital me pohunch hi gaya
Bechara
Khair mr Neeraj grover ki story to khatam hai.lekin kai saare question suljhe hue nahi hai
Dushmani ya badla jo bhi hai,kya tha??next update me pata chalega
Saath rahiye
 

RAAZ

Well-Known Member
3,357
7,749
158
Vivek dekhta raha aur ankan aage badh gaya.shaam se raat ho rahi thi

Kai aadmi the jo guard de rahe the.lekin bina samjhe bujhe ankan dheere dheere badh gaya aur cottage me daakhil hone ki koshish karne laga

Tabhi ek aadmi ne dekh liya aur us par jhapta.ankan ne haar to nahi maani lekin akhir pakda gaya.use pakadkar ander laya gaya aur gaurav ke saamne laya gaya

"Ye to doodh Peeta bacha hai,iske pichwade me do teen chapat lagakar chod de"gaurav bola

Aur sabhi hasne lage

" Bache ko chod de gaurav,dushmani mujhse hai,baaki logo ko chod de"sharon boli

"Hmm,chodna to chahta hoon,lekin wo kya hai na,boss nahi manega"gaurav muskuraya aur chala gaya

Sab chup ho gaye aur rone lage.
-------------------------------------------------------------------------------
Gadi kharab ho gayi thi aur dhruv,vishal,avinash sab pareshan the

Dhruv ko kuch samajh nahi a raha tha kya kare??
Sadak poori khali thi.koi bhi nahi tha wahan.koi bhi help 2-3 ghante pehle nahi pohunchne wali

Tabhi dhruv ne dekha ki ek bike khadi thi.aur ek ladki aur ladka selfy le rahe the

Dhruv daudkar waha gaya.

"Want your bike,will pay you whatever you want"dhruv bola

"Hey it's been my favorite bike...."

"50,000 dollars"dhruv bola aur apni gaadi ke safe se cheque book lekar cheque faadkar haath me padha deta hai

Ladka aur ladki khushi se ek doosre ko gale lagate hai,

"All the best for whatever you need this bike for dude"ladke ne kaha aur chala gaya

Dhruv ne apna coat utar feka
Shirt ke button dheere chode,chasma nikala aur cuffs ko fold Kar kohni tak utha liya

"Dhruv hum bhi saath chalte hai tu akela..."vishal bike me baithne laga to dhruv ne rok liya

Dhruv - ladai meri hai , bhaiyya,mera parivar,meri biwi sab mujhe hi karna hai.

Bol dhruv chala gaya aur vishal aur avinash dekhte rahe

Toofan ki gati se bike ja rahi thi,dhruv ka sab kuch daanv par tha
Jis ladki ne apna sab kuch chod uske ghar aayi,jisne apne aapko badla aur ghamand tod diya,jisne dhruv se pyaar ke alawa kuch nahi maanga
Aaj ghar ki khushiyan sharon ki wajah se hi to hai
Lekin usne kya diya sharon ko???
Kuch bhi to nahi??

Lekin aaj sharon ko bachane ka time aya hai,use apni biwi ko bachana hai
Chahe poori duniya se ladna pade ya purane dhruv ko jagana pade

Apne gaal ke paas kuch feela sa mehsoos karne laga dhruv ,haath lagakar dekha to wo aansu the
------------------------------------------------------------------------------. INDIA MUMBAI
"Sir mil gaya"constable excited hote hue daudkar aaya

"Itna khush kyun hai bhai,kya ho gaya"inspector Iyer muskurate hue poochhe lage

"Batata hoon lekin aaj ek ek kaam ho jaaye sir"constable bola

"Hmm agar kaam ki cheez pata ki to jaam to kya,poori party karenge,ab bol baat kya hai??"Iyer ne poochha

Jawab me constable ne ek dhool jami hui file lakar rakh di Iyer ke saamne

Foonk dekar dhool saaf karne ke baad file khilkar padhne lagta hai
Aur padhkar hi jhatka sa lagta hai Iyer ko

Turant khada ho jaata hai aur nikalne lagta hai

"Kahan ja rahe hai sir??"constable ne poochha

"India se bahar jaana hai,aur haan party ki taiyyari karo.wapas aane par ek zordar party hogi"bol iyer nikal gaya
Bhai kafi din baad update aaya aur usse bhi zada din baad mainay pada. Update dhaasu hai. Magar chota hain. Aisa kiya mil gaya Iyer ko. Shayad Dhurv ki zindagi ke kuch un.suljhay RAAZ. Idhar Dhurv nikal gaya hai apne pyaar ke imtehaan ko denay sharon ne har baar apney pyaar ke imtehaan me awal number hasil kia hain aur ab baari hain dhurv ko. Dekhna interesting rahega ki dhurv kia.karta aur kis had tak jaata hain apne pyar ko bachane
 
  • Like
Reactions: Swaraj
Top