• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Bastard 2

Status
Not open for further replies.

Sadhu baba

Member
171
592
108
PAta nhi dost tu sayad iss duniya ka sabse serious banda hoga. Yeh koi real life nhi hai dost, story hai. Story ka meaning hota hai imagination. Itna mat ghuss andar na toh aur jayda tu serious ho jayega.

Dost dekh story padh comment kar acchi baat hai lekin yaar yeh kya yaar tu logic dhund raha hai har ek baat ko khod raha hai. Ek baat bata sala ek baar me kisi ki shirt nhi pahtt sakti kya. Kya bhasar macha rakhi hai tune. Kyun tu ek acchi story ki lene pe tula hai. Pahla part v massstttt tha aur yeh v acchi hai. Main forum ki jitni v story hai usme se bahut saari story padhi hai kuch ko chod kar. Uske hisaab se yeh story acchi hai.

Tu itna hi serious hai na toh apni story likh joh v ho short story ho ya long dekhte hai tere mai kitna damm hai. Mai janta hu tuj jaisa aadmi nhi likhega bass usse bolna aata hai jab apne upar aati hai toh bhag jaate hai. Aur main janta hu tu iske baad mujhe gyaan dega woh v acchi wali. Toh joh maine kaha usse phale pura kar damm hai toh ek story likh main v forum par hu tu v hai. Yaadi sahi mai story acchi hui toh ham sab hai na acche comments ke liya. Aur story na hui acchii toh bajane ke liye. Bhai forum ka wasul hai dekh le koi v story utha ke story acchi hai toh sab padhte hai acche comments karte hai. Yadi na acchi story matlab average hai usko v support karte hai. Toh forum ka niyam aur kayde mat bigar. Support karne ka mann nhi hai toh chupp chap story padh aur nikal aur bhasar Matt maccha. Aur mai kah raha hu story acchi hai. Yaddi tujhe lagta hai mai galat bol raha hu toh tu 2no parts ke views aur comments dekh le lakho me hai. Isiliye apne hath kabu me rakh aur sahi comments karr. Story padhne aaya hai padh jayda gyaan mat de yaha tere se v acche gyaan dene wale hai. Woh v iss story ko accha bol ke gaye hai.

Mai v dekhta hu tu kitni acchi story likhta hai chall aja dekhte hai.

best of luck. Mai janta hu tu bura manega. Lekin jaruri tha tere ko bolna kyuki tune phaltu ke negative comments kare hai.
Please kuch bhi kahne ya hame bura bhala kahne se pahle hamare is message ke har ek word ko ache ke pad len uske bad bhi kisi ko lagta hay ki hamne kuch galat kaha toh beshak moderator se kah kar ban kara den.

Waise toh kafi cheejen hum bas flow flow main lik gaye hay pahle soch ki delete karden phir kuch soch ke sab as it is post kar raha hoon so maaf karna agar aap logon ka keemti waqt jaya hua hamari wajah se.

ismain jo oopar wala part hay woh hamne kisi or ke liyea likha tha so I did not change anything and just post as it was.yours matter is somewhere down in this post.

Aaj hamne last update tak pad liya,Kafi dino bad hame ek or Nayab or shandar kahani padne ko mili jisne sach main hamare dimag ki kasrat karwadi,waise to lekhak sahab aapne ham sab padne walo se kai dafa kaha hay ki apna dimag na jayda chalayen par kya karen adat se majboor hay. …or agar ham dimag lagana choor denge to hame or janwaroon main kya antar rah jayega….waise toh hamne aabhi tak na jane kitne upanyas pad dale honge...aapka jistarha likhna or choti choti cheejon ko bayan karna kabile tareef hay aapne har shabd ko jis khubsurati se piroya hay use nahi lagta ki aap pahli dafa story lik rahe, aap hame koi professional ki tarha lag rahe aapne na koi mistakes ki na koi missing part or har cheej ko bade salike se set kiya ki hamare dil se khud aapke liyea tareef nikal gaye .. ...waise to ham 12 saal ki oomar se kahani pad rahe hay us waqt toh mobile bhi bas chale the par hindustan main nahi….woh bade se mote mobile jo bilkul ek cordless ki tarha hota tha jisko aap aajki tarha apne shirt ya pant ki jeb main toh bilkul nahi rakh sakte the,or personal computer bas chale-chale the(maaf karna poorani yaden bas flow main likh gaya hehehe)...toh abhi is site par hame "kimat vasool" ke baad koi kahani ne hamare dimag ki kasrat or dimag ke ghoron ko doraya hay toh woh yeh hay or ek or story hay bastard ke naam se...khash tor para aapne ismain jo dimagi ladai darshaya hay, ki kaise hero apna dimag lagaya hay apne dusmano se ladne ke liyea...bilkul ek shatraj ke khel ki tarha...sab jante hay ki jismani ladai se kahi khatarnak dimagi ladai hoti hay. …. ..or jo dimag se ladte hay amooman woh hi jeet te hay is dharti par jitne bhi takatwar cheeje or khatarnak cheejen hay sab is chote se dimag ki badulat hay…...koi fantasy nahi bilkul real jayse kahani......kyunki fantasy main toh koi logic he nahi hota waha toh agar bina lund ke choodna dikha diya jaye or bache bhi ho jaye toh khuch kah nahi sakte kyunki woh fantasy hoti hay jisman reality or logic se koi connection nahi hota…..waise jab mahakaal ki pahli ladai huie jo ki eagle gang ki party main or jab woh ladai wale suite main aya toh hame laga ki jaroor is ke pass dheron alag alag kism ke hathiyar or gadgets honge,jayseki smook bomb,flash bomb,tesers, sleeping or poison darts waigara-waigara you know jayse Batman ki belt main hote hay ya phir kisi secret agent ke pas...par aapne sirf ek talwar he kyun de?jab uske pas itne paisa or itne tarha ki doosri adhunik cheejen hay toh...waise toh mujhe starting main Ronit kisi Jasoos ki tarha he laga phir dheere-dheere pata chala ki woh kya hay or ye ladai kis level ki hay,sahi main 30 lakha eagle army ko kaise khatam karega?.....Lagta hay aapko story main photos add karna pasand nahi kyunki almost sare ladkiyo ki photo same he hay haan aahana urvi or neha or shakshi ko chor kar sab ki same he hay or sab ki age bhi kam neha wali photo to lagti he nahi ki woh office going lady hay koi 15-16 saal ki lagti hay hehehe waise hame koi pareshani nahi......waise hame photo story main pasand nahi kyunki hamara manana hay ki har reader ki apni he koi na koi dimag main image hoti hay story padte waqt jo woh story ki hero or heroine or baki sab ke liyea jo unki khud ki soch hoti hay jisper writer ka koi control nahi hota or jo writer or dosre readers se alag hoti hay jo ki hona bhi chahiye jo ki photo add karne se aysa he lagta hay jayse ki hamare soch main kisi or ko jabardasti dal diya jaye hehehehe….waise toh hame aahana ka role hero ke liyea acha laga par urvi ka role bhi hero ke liyea acha hay I mean agar ho sake toh aahana ke saath urvi ko bhi hero ke saath set kar den I mean real main ending main woh dono se he shadi karle,ab story aapki hay toh decide aap ko he karna hay...hum toh bas isliye kah rahe kyunki story main urvi ka character or bhoolapan, sharafat or saf dil hame pasand aya or woh pahli ladki thi jo story ke introduce hone ke bad hero ko pasand kiya bina uske bare main jane ki woh ameer hay ya gareeb, or jistarha uska Ronit ko dhekna jab woh pahli baar use mili office main uske pahle task par, woh sirf insan 2 he wajah se dhekta hay pehla jab lage ki is insan ko pahle bhi kahi dekha hay or yaad karne ki koshish karten hay or doosra jab koi hame pahli he nazar main pasand ajaye...or is case main doosra number he hay,or phir is bechari ne bhi kafi dhuk sahe bhale Ronit ne ab uske sare pareshani khatam kardi par ab agar usko Ronit se door kar diya jaye toh hame sahi nahi lagta (yeh hamari sooch hay)....waise not all but almost logon hi jindagi main koi na koi jaroor hota hay jisko woh pasand karte hay...or allmost mostly unko unke pasand ka sathi nahi milta or yeh ladkiyo ke mamle main Jayda hota hay...par iska matlab ye nahi ki woh apne pahle pasand ko bhool jate hay...beshak apni jindagi se samjhauta kar lete hay, par marte dum tak jab bhi kabhi woh apni jindagi ko rewind ya poorani yadon ko yaad karte hay toh woh unke yadon main jaroor hote hay, or ek pal ke liyea woh yeh jaroor sochte hay ki kash woh apni jindagi apne pahle pyar ke saath gujaar sakte...kabhi-kabhi sochta hoon kya sach main koi dosri duniya hay jaha par marne ke baad woh log mil sake or saath rah sake jo is duniya main ek saath na rahsake...pata nahi kyunki aaj tak koi us duniya se ye sab batane kabhi aya nahi….or atmayen kaha se atin hay?kya universe main koi bahut bad ped hay or us ki pettiyon ki jagah atmayen ugti hay ya phir marne ke baad Is dharti ki atmayen dosre dharti jo ki shayed isi hamari galaxy ya fir dosre galaxy main ho chali jati or waha ki yaha ajati (pata nahi)....well anyway waise agar neha ka bhi dil Ronit par ajaye toh kuch naya ho jaye waise story main ye toh pata he chal jayega ki woh neha ka sautela bhai nahi hay jab woh sab raaz kholega tab kash neha use pasand karne lage kyunki mostly ladki aysa he ladke pasand karti hay jaysa ki Ronit ko dikhaya gaya hay or jo usne abhi tak dekha or abhi tak uska dil sirf shakshi ke he liyea hay as a big sister or use poori choot de rakhi hay yaha tak ki uske kamre main bhi shakshi bina rook tok ke chali jati hay par kaysa hoga jab woh kisi or ke liyea bhi kuch mehsoos kare as a first love or jab woh Ronit ko bhi apne kamre main shakshi ki tarha bina rook tok ke ane de or jo abhi tak Ronit se nafrat or fir nafrat se normal behave or ab bas ek formal way main behave kar rahi, woh uski jaroorat ban jaye toh kaisa feel ho or story ka tag(adultry) bhi complete ho jayega jo abhi tak kahi nahi dikha….waise toh sab ki door aapke hanthon main hay jaha chahe waha nachayen….
waise kahene ko to keemat wasool story incomplete hay par uska jo suspense hay woh bhi kamal ka hay ham toh uska pahla suspense jo ki uski sali ne kiya tha,ham samajh he nahi paye, tab pata chala jab sali or uska jeeja ne hero ko blackmail kiya or phir uske baad kahani main jab kai suspense ek saath aye tab he kahani thap ho gaye….so please I have a request that don't leave it incomplete take you time as much you want but kindly complete this and if there is any other story in your mind do that to but after finishing this...kyunki 2 nav ki ek saath savari thora mushkil hota hay dimag adha-adha bat jata hay or poora 100% nahi de pate….hame aapki kuch baten achi lagin ek toh aapka har ek updat kafi acha hota hay, dosra aapka har ek updat acha khash lamba hota hay bina font ko large kiye normal text size main bhi uski lambai pata chalti hay, or sabse badi baat jo hame pasand ayi jo har writer shayed he karta hay woh hay ki aap apne story ko recheck karte hay or jo mistakes hoti hay unko sahi karte hay jo hamne aapke almost har update main note kiya hay (woh hota hay na neeche right side main ki show karta hay ki edit kiya gaya hay)matlab ap apne kiye hue kaam ko dobara check karte hay ki kaam sahi hua ki nahi naki bas type kiya or bina koi galti check kiye post kardiya...or aapne apne ek post par kaha bhi hay ki aap yeh apni khushi se kar rahe,or jo kaam ham apni marji apni khushi se karte hay bina kisi ke dabav main ya kahe jane se,woh un sare kamo se acha hota hay kyunki woh ham khud karna chate hay or hame usmain khushi milti hay...waise toh is site par ek se ber kr ek writers hay par sirf kuch he ap ki tarha apne kaam ko dobara chek karte hay...or itne salon se hum is site par hay par hamne abhi kuch hafton se he longon ko comments karna suru kiya hay...uska reason hay ki yaha par kafi stories hay jo achi hay par kahi na kahi unmain kamiya ya galtiyen hay...par kisi bhi reader ko unki kamiya or galtiyon ko oojagar karte nahi dekha, jo bahut jaroori hay agar koi apni galti nahi dhek raha toh kya hamara farz nahi ki ham unhe unki galtiyon ko batayen take woh unko sudhar saken or age se achi kahani lik saken...naki agar koi aag main kooden ki galti karta hay toh ham use rooke nahi balke koodne den….jab tak ham kisi ki galti nahi batayenge toh kaise woh apni galiti pata chalegi or woh usko sudharega or acha writer banega? Is duniya main har tarha ke log hy...ek woh hote hay jo doston ke duara galtiyon ko ujagar karne se woh apni galti ke bare main soochte hay usko theek karte hay or dobara na ho ye koshish karte hy or ek woh hote hay jo galti dikhaye jane par usko apni insult samajte hay or usko apne ego par lelete hay…..waise log kabhi age nahi bad pate jo apni ego apne aham or ye ki kaise kisi ki himat hue ki unke kaam main galti nikali woh kabhi galtion se seek nahi pate….waise toh aaj tak hamne kabhi kisi ko koi yaha bura bhala nahi kaha par writers ki galtion ko jaroor oojagar kiya hay jismain kuch writers ne toh khud mana or us galti ko sahi ki or hamara manana hay ki galti man lene se koi chota nahi ho jata balke unme seekne ki kitni lagan hay yeh dikta hay jo galti se bhagte nahi….par kuch readers jaroor gusa ho jate hay or hame bura bhala kahne lagte hay….ye woh readers hay jo kharab khana toh kha sakte hay par ye nahi chate ki banane wale gi galti bataye jaye ki bhai aapne masala kam ya jayda dal diya taki woh age se acha khana banane ki koshish kare...balke ulata hame khana(story) bana ko kahte hay...ab agar inse yeh kah diya jaye ki aabbtak aapne hazaron gane (songs) sune honge toh ek gana likh ke dikha de….mere pyare jano har talent har kisi ko nahi milta ab har koi story lik pata toh yaha readers he na hote jayse har koi shayer nahi ban sakta…waise he hazaron story padne ke baad bhi ham story nahi lik sakte haan aap ab yeh kah sakte hay ki "jab hum koi story nahi lik sakte toh hum apna mooh band karlen" yehi na? …..ab yehi kahenge ki phir main kyun dosron ko nasiyet deta hoon toh simple si baat hay ki hame gusa or dukha or afsoos hota hay jab koi acha writer apni he galti ki wajah se apni kahni ko woh mukam nahi de pata jo use or uski kahani ko milna chahiye….

Ab ek story hay bastard2 jo ki Red Skull writer ki hay …..story kamal ki hay suspense bhi kamal ka hay or uska concept bhi acha hay par story main bahut si galtiyan hay jinme se sare nahi sirf kuch he hamne show kiya (acha kiya jo hamne sirf kuch he galtiya batayi sari bata deta toh readers phone main ghus ke meri pitai kar dete) toh kuch readers ko ye baat buri lagi unka kahna hay ki agar story achi nahi lagi toh pad he kyun rahe ho ya phir ped ke nikal lo par negative message na karo...ab na toh hamne koi negative comments kiya nahi koi gandi baat writer ko kahi na hamne unki koi insult ki na hamne unko bura bhala khaha...bas hamari itni si galti hy ki hamne galtion ko ujagar kiya jo ki kai jagah logically fit nahi hay….ab agar yeh fantasy tag laga hota toh hame kuch kahne ki jaroorat he nahi, phir writer dinosaur bhi dikha dete toh koi baat nahi thi...or ek hamare dost hay Sam190 inhone same cheej kahi jo ham inse pahle kisi or ko kah chuke the or inko us ki attachment bhi bheji par hamare bhai sahab bahut busy rahte hay ki kisi dosre ka poori baat suna nahi chate toh ham kya kare chalo ek baar phir se inko ham woh attachment attach kar deten hay….

or Soku74 bhai sahab hay Jin hone tu tarake ke bhasha ke bade shaleen bhasha ka upyog kar ke hamara bada mansaman kiya hamari respect ki or ham bade inke surk gujar hay itni sari respect dene ke liyea….hamari koi writer se dushmani nahi hay jo ham unki kahani ko bura bhala kahe or hamne kaha bhi nahi, bat wahi ki agar kisi ki galti bata do toh ham bure ho gaye...inka kahna hay ki hamare jyse logon ki wajah se writers kahani chor dete hay….pahli baat toh abhi jab tak Ramzan hay writer nahi ane wala kyunki yeh unka bada he paak tauhaar hota hay jismain woh kisi ko bura toh door kisi ke liyea bura sochna bhi gunah hota hy toh woh abhi tab tak online nahi ane wale......well toh hamara kahna hay ki ayse writers jo galti bataye jane se usko correct karne ke bajaye usko apni insult samajte hay or story beech main chor dete hay, toh ayse writers kabhi age achi kahani nahi lik payenge jo sirf galtion ki wajah se bhag jaye naki galti ko sudhar kar yeh dikhaye ki woh kitna majboot hay or un main seekne or age badne ki kitni lagan hay….insan maan samman,ijat,bharosa, pyar ek do din main ya sirf kuch ache kaam kar lene se nahi kama leta badi mehnat karni pardti hay apni galtiyon ko sudhar kr dosron ki nazron main apne aapko sabit karna parta hay tab kahi jake uski mehnat safal hoti hay or koi bhi maa ke pet se seek ke nahi ata sab isi duniya main seekhten hay or is dharti par jitne insan paida hoke mar chuke jo jinda hay or jo paida honge sab ek dafa main jameen se asman main nahi pahuch jate, na jane kitni dafa woh neeche girte hay or phir woh apne girne ki wajah pata karte hay us kami ko door karte hay tab woh ek-ek sedi bana kar apni manjil tak pahunch te hay…. cricket toh sab he dhekte honge...jab batsman koi galti kar deta hay toh dhekne wale kase usko kahne lagte hay...par yeh nahi samajhte ki uske pas sirf kuch sec he hota hay decision or action lene ka….par yaha story likhne or correct karne ke liyea sec nahi balke ghanto or dino ka time hota hay or us main bhi woh agar apni story ko recheck na kar saken? Or agar writer koi naya ho or woh sirf ek he story lik raha ho toh ek bar sabar hota hay ki naya writer hay toh galtiyan ho gaye par tab kya Jab writer 1 nahi 2 nhi 4 stories ka malik ho, kya ham jab koi exam dene jate hay or questions ke answers likhte hay toh kya ek bar lik ke copy submit kardete hay? Nahi dene se pahle har answers ko kai dafa chek karte hay ki kahi koi cheej choot toh nahi gaye ya koi galat toh nahi lidiya.... Soku74 ji ka kahna hay ki ham story main logic dhoond rahe hay toh ham kahna chahenge ki agar ped ki patiyan hilti hy toh us main bhi logic hay ber sharte woh koi fantasy duniya main na hoo raha ho….ye sooraj,chand, din, raat, dharti ka ghomna har cheez main logic hay jayda door kyun jayen jo ham saas lete chalte phirte haste roote pyar gusa balke hamara hona he ek logic hay….ab agar logic par baat karna suru karen toh shayad adhi jindagi nikal jaye.

Ham abhi bhi yehi kahenge ki ham kisi ko ahat karne ka koi udeshya nahi hay, aap chahe toh moderator ko bol kar hame ban kara sakte hay,par ham abhi bhe wohi kahnege, "jaha bhi hame galti dikhegi ham usko ujagar karne se baaz nahi ayenge".hum bahut dheet hay is mamle main.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Luffy

Sam190

Member
166
145
59

Aap kya sirf writer ko uski galti hi batayenge ya phir uski acchayee bhi batana pasand karengey.aap ne sirf writer ki galtiyo par hi comments section bhar diya ek to kahani ko le kar positive comments kar detey hai.aap reader ho na to aap ko sirf galti nhi acchayee bhi batana chahiye samjhe kya.
Bhai pehli baat to ye hai ke hum ko koi dikkat nhi hai writer ki galti bataney se,dikkat ye hai ke aap writer ki choti choti galti bata rahey ho comments me jo aksar log bhool jaatey hai.ab hero ke pass atm kaha se aaya ye kya comments section me bataney waali baat hai kya.
Filmo me bhi romance film keh kar hero 4 se 5 gundo ko aisa dhota hai jaise ke usme koi superpower ho.usko to sab pasand kartey hai na.
Aur rahi writer ko galti bataney ki to aap private me bataye na.chalo ek ya 2 update aap ko pasand nhi aaya to aap ne comments section me galti bata di lekin aap ko to poori kahani hi pasand nhi aayee hai.
Aur oopar se ye bhi kehtey hai ke agar kisi reader ko writer ki galti janna hai to me sab ko bataunga.aap kaisey reader hai jo writer ki galti ko sab ko batana chahtey ho.
Me bas aakhri baar yahi kahunga aap jab writer ki galti batate ho to uski writing ki acchayee bhi comments section me bata diya karo ya phir aap ko doosro ki galti batana accha lagta hai.
 
You did not read every words of my message if you did you I'll get all answers but you are same as usual, try to read again but slowly and every words if you still don't get your answers I I'll gladly enlightened you and give you every answers of your questions you asked on this message...coz I already know what you will say and I have your answers already but I want you to find it your answers on your own in that of my post if you find it you won't ask again if not feel free to ask me.
 
Bhai me ne aapka poora paragraph padh chuka hu mera bas yahi kehna hai ke aap jab writer ki galtiyo ko batate ho to aap writer ki acchi writing ki bhi taarif kar liya karo na comments section me.
Ya phir aap ko taarif karna nhi aata honga.aap ne first part aur 2 part padha hai kahani ka to aap ko kuch to accha laga honga na kahani ke baarey me uske baare me hi kuch words bol do ya phir aap ko kahani ke baarey me kuch accha laga hi nhi hai.agar nhi laga hai to bata do me aagey se comments nhi karunga aap ke reply par.
 
Oh okay so you read it again am really glad to know that,but as I said I did not criticize the writer, I only told what should not be like it was in story... hamara matlab hay ki hum ne writer ko kisi bhe tarha se kuch bura nahi kaha bus was kaha jo waisa nahi hona chahiye jo hay kahani main...balke mera experience ke hisab se kahani bahut achi hay khash tur par jo suspense jo kahani main hay….agar humare bus main hota toh hum bus mota-mota jo hay read kar lete par yen mumkin nahi uske liyea poora padna he jaroori hay or tab aap un cheejon ko nadar andaaz nahi kar sakte...or aapne jo kaha ki hum writer ko privately kah sakte the haan aapne sahi kaha balke hame aysa kuch writers ko kiya bhe hay par woh unko jo new or nausikhiye hay….ek example teda hoon aap bhi us daur se gujre honge balke amooman har ladka us daur se gujarta he hay sirf kuch ko choor ke...Jab koi student pahli dafa galti ya shararat karta hay toh teacher use dat or samjha kar choor deti hay, par jab dosri baar hota hay toh thora punishment de deti hay par jab woh teesri baar karta hay toh tacher usko sahi karne ke liyea thora kadak ruk aktiyaar karti hay or usko class main sab ke samne aysi jagah punishment deti hay jaha hay koi usko dhek sake...aysa kyun? Kya student ne teacher ki bhais Mardi ya teacher ko apne student se koi dusmani or badla lena chahti hay jo woh aysa karti hay ki woh usko aysi jaha punishment de ki woh sab ki nazroon main dikhe...aap samjha dar har hume batane ki jaroorat shayed nahi hay...Ham sab readers writers ke liyea teacher ki tarha hay or yeh hamara kaam hay ki agar writer kahi koi galti karta hay toh usko batayen ki bhai yaha pare aysa nahi aysa hona chahiye,writers samajh dar or grownup hota hay hay koi chota bacha nahi ki na samjhe or Rone lage ki teacher ne mujhe punishment dedi,ya mere kahani main nuks nikala….kahani main galtiya ayse he hay jayse, jayse ki aap koi dvd laga kar apni favourite video dhek rahe ho or achanak woh dvd phas jaye ya phas-phas kar chale ya phir aap koi apni pasandida game ghal rahe ho or game crash ho jaye ya net chala jaye,kysa lagta hay irritated,gusa,sad,ya khushi?or kya us waqt alfaz mooh se nikalta hay,yeh koi naye baat nahi yeh almost sab ke saath hua hay…..Aysa nahi hay ki hum kahani main sirf galtiyan nikalne ke liyea kahani padi bilkul bhi nahi,balke ye toh soch ke humne aajtak koi kahani padi he nahi, ab bhala jisko hum jante nahi jise hamara koi vasta nahi, jisne hamare saath kuch bura nahi kiya,koi dusmani nahi jo hum kisi ki kahani sirf is liyea paden ki us ki galtiyan bataye or usko jaliln or sharminda karen...Jaroori nahi ki har insan ka nazariya (point of view) same ho...jis cheej ko hum kuch or soch ke dhekte hay, koi or usi cheej ko kisi or soch se dhekte hay...aapne sahi kaha indian movies ke bare main shayed isi liyea humne indian movies dhekne main koi dil chaabi nahi balke 15 salon main humne sirf English, japanese,korean,or Chinese movies he shekhi, movie theatre toh shayed abhi tak sirf 4-5 dafa he gaya hoon...last time tab gaya tha jab main America gaya tha tab mera nephew hume legaya tha Batman movie dikhane ko 2008 main….mujhe toh yeh bhi nahi pata ki aajkal kaunsi indian movies ban or release ho rahi...magar aysa nahi ki hume Indian movies nahi pasand...pasand hay par poorani, jo baat poorani filmo main hay woh aajke in main nahi...jayse (do anken bara haat) (mera naam jokar) (anari 1959) (seema1955) yeh sirf kuch humare bahut se main se kuch hay...yeh 1 film aajke 10 film par bhari hay jo ki hindustan ke hi bane huwa hay par inka mukabla aaj ki filme nhi kar sakte….or jo aapne kaha jo action dhikhate hy bina kisi superpower ke...at least holliwood wale jab aysa kuch show karte hay toh koi na koi reason jaroor dikhate hay ki usko powers kaha se ayi kyunki woh jante hay ki human being woh sab nahi kar sakta jo woh dikhana chate hay isi liyea woh koi na koi reason jaroor show kare hay jise usko powers milti or woh phir waise action or fight kar sakta hay par yaha bina kisi reason ke bina kisi logic ke he sab hota hay...ab isko aap kya kahenge? Ab aap yeh mat kahiyega ki hum indian movies ko bura kahte hay par jo chap or jo asar woh Black n white and old indian movies karti hay woh aaj ki movies main woh dum nahi…

Well in the end hum abhi bhe kahenge ki story bahut achi hay par galtion ki wajah se hum ise 70% good agar galtion ko sahi kardiya jaye toh yeh 100% ho jayega or phir woh kahte hay naa...Insan apne anubhav se hi seekhta hay...or Wooh kahte hay na ki insan ka kaam us insan ko reflect karta hay.
 
  • Like
Reactions: Luffy
Status
Not open for further replies.
Top