• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
46
86
19
Update - 16


Muskan apne chut me condom lage khere ko ghusa kar haule haule aage piche kar rahi thi, lekin uski garam chut me phasa ye thanda sa kheere use saant karne ke bajaye gussa dilaye jaa raha tha, aur wo kheere ko jod se phek deti hai zamin pe, aur zamin pe baith jaati hai, ek aurat jise ab land ka chaska lag chuka tha, akhir wo kheere se satisfy kaise ho sakti thi, Muskan phir apna sir pe hath laga nahane chali jaati hai.

---
4-5 gadiyon ka kafila tezi se farmhouse se nikal kar highway pakad leta hai. Ek gaadi ko rok kar wo log us randi aurat ko highway par phek dete hain aur bina rukhe aage nikal jaate hain. Raju ke sir par pasina tha, jo AC ke bawajood nahi sukh raha tha. Zarina, jo uske bagal mein baithi thi, ye sab dekh rahi thi. Usne Raju ke kandhe par haath rakha aur dheere se kaha, "Raju, meri baat maano, baat thandi hone tak Nepal mein dera daal lete hain. Warna wo Roshan..."

Raju ke chehre ki ghabrahat saaf dikh rahi thi. Tabhi, jaise hi Zarina ne MLA ka zikr kiya, usi MLA ka phone aa gaya. Raju dare hue haathon se phone uthata hai. Dusri taraf se ek garajti hui awaaz aati hai: "Kamina! Kahan hai tu?" Raju chup rehta hai, toh wo awaaz aur zyada jhalla jaati hai: "Jaldi se police ke saamne surrender kar de, aur kisi bhi keemat par mera naam nahi aana chahiye!"

Raju ab phas gaya tha. Uska dimag ghoom raha tha—akhir wo kare to kare kya? Zarina aage badhti hai, aur bade pyar se Raju ke pant par haath rakhti hai. Phir, uska chehra nazdeek laake uske honthon par apni ungli rakhti hai aur dheeme se kehti hai, "Roshan tumhe marwa dega. Wo MLA hai. Agar news walon ko zara bhi bhanak lag gayi, to poora system hil jayega. Aur wo yeh hone nahi dega."

Zarina ki baat sun Raju andar se kaamp gaya, lekin usne apna dar zahir nahi hone diya. Uske paas ab do hi raaste the—ya to surrender kare, ya Nepal bhag jaaye.

Aakhir Raju ne Nepal bhag jaane ka plan bana liya. Usne apni gaadi ek sunse highway par roki aur apne aadmiyon ko ek chakari bana kar bulaya. Phir unhe apna plan bataya: "Hum Nepal jaa rahe hain." Zarina uske bagal mein khamosh khadi thi, lekin uske chehre par ek ajeeb sa sukoon dikh raha tha.

Jaane se pehle, Raju ne ek thanda lekin khatarnak hukm diya: "Tinku ki maut." Uske aadmi zaruri hukum ka izhaar samajh chuke the. Raju aur Zarina Nepal ki taraf badhne lage, lekin is faisle ne ek aur chakravyuh ka darwaza khol diya tha.
Khan apne paltan ke sath farmhouse pahuncha aur wahan koi nahi tha, ise dekh Khan samajh gaya ki daal me kuch na kuch kala hai, aur phir wo is report ke sath wapas ko apne headquarters chala gaya. Aur Raju uski pakad se nikal bhaga tha...
---
Rinshu aur Tinku dono jail mein qaid the, aur unhe samajh mein nahi aa raha tha ki wo kya karein. Tabhi achanak cell ka darwaza khulta hai, aur samne ek police wala un dono ko bahar chalne ko kehta hai. Police wala unhe batata hai ki un dono par koi case darz nahi hai aur wo dono ab jaa sakte hain. Rinshu ye sun kar andar se khush ho jata hai, lekin Tinku ka chehra utar jata hai. Use pata tha ki jail ke bahar uski maut likhi hai. Phir bhi, police wale ne un dono ko dhakke maar ke station ke bahar phek diya.

Khan ne SP Meena ko khabar di ki Raju farar ho chuka hai, aur uska farmhouse khali tha. SP Meena turant samajh gaya ki operation ki baat leak hui thi. Raju aur wo MLA dono ko station mein jo hua tha, uski poori jaankari thi. SP Meena ko ab pakka lag raha tha ki ye khabar ya to TaskForce ke kisi aadmi ne leak ki hai, ya kisi ne shatirta se poori scheme bhanp li hai.
Khan aur Meena lekin abhi haar nahi mane the, wo kisi kimat pe us Raju ko dabochana chahte the, jo ki MLA ka rasta saaf kar deta, aur isi ke liye wo TaskForce ko dubara bulate hain, aur unhe Raju ko dabochane ka plan banane ko bolate hain.
---
Rinshu jail se nikalte hi Tinku se khud ko zindagi bhar alag rakhne ko kaha aur bina ek pal rukhe tezi se aage badh gaya. Abhi wo kuch door hi chala tha ki ek gaadi tez raftaar mein uske samne se guzarti hai. Us gaadi ki khidki se ek bandook thama hua haath bahar aata hai. Rinshu kuch samajh bhi nahi paaya tha ki tab tak goliyon ki 2-3 awazon ne poore ilake ko dhamaka diya.

Peeche murte hi Rinshu ne dekha ki Tinku khun se lathpath zameen par gir chuka tha. Uski saansein ab dheemi ho rahi thi. Gaadi bina ek second rukhe wahan se nikal gayi. Rinshu tezi se Tinku ke paas daud kar gaya aur uska sir apni baahon mein uthakar zor zor se rone laga. Tinku ke thande hote ja rahe haath Rinshu ke aansuon se bheeg gaye, lekin ab sab kuch khatam ho chuka tha.
---
Rinshu ek daru ke theke par aadha soya aur aadha jagta pada tha. Uski zindagi pichhle ek saal se barbad ho chuki thi. Ek galat nirnay ne uski poori duniya ko jahannum bana diya tha, aur ab uske samajh mein nahi aa raha tha ki wo kya kare. Na uske paas paise bache the, na koi thikana. Ghar walon se bhi uska ek saal se koi sampark nahi tha.

Tabhi, daru ki sishi ke andar usne apne chehre ka aks dekha. Uske honton par ek muskan thi, lekin uske peeche sirf khud se nafrat chhupi thi. Aur achanak, us muskan ke saath Muskan ki yaad aayi. Nashe mein dhut Rinshu us yaad ke saath hi muskura kar so gaya.

Agle din, hosh aate hi usne Muskan ka number lagaya. Kaafi der tak ringtone bajti rahi, lekin phone nahi utha. Rinshu bina kuch soch-samajh Lucknow ke liye bina ticket train mein chadh gaya. Safar ke baad, wo sidha wahan gaya jahan Muskan raha karti thi. Lekin wahan jaakar pata chala ki Muskan to kab ka wahan se shift ho chuki thi.

Agle 1-2 mahine Rinshu ne Muskan ko poore Lucknow mein khoja. Har jagah, har gali, har kone, lekin Muskan kabhi nahi mili. Thak kar aur haar maan kar, usne Muskan ko dhoondhna chhod diya.

Rinshu, jiske paas na koi degree thi aur na koi udaan ka sapna bacha tha, dheere-dheere labour ka kaam karne laga. Din mazdoori karte aur raat akeli chaadar mein lipat kar guzarti thi. Jo zindagi kabhi uske liye sapna thi, ab wahi uske liye ek thakawat ban chuki thi.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: kamdev99008
46
86
19
Update - 17

Roshan ko khabar mili ki Raju bhag gaya hai. Wo ladka, jise police ne pakda tha aur jisne Roshan ka naam ugla tha, ab mar chuka tha. Lekin khatra tab tak barkarar tha jab tak Raju zinda tha. Isi wajah se Roshan hamesha tension mein rehta. Uske liye Raju ko marwa dena asaan hota, lekin musibat ye thi ki Raju kahan bhaga hai, iski kisi ko koi khabar nahi thi. Raju ke chele-chapati bhi sab gayab ho gaye the.

Roshan ek shatir aadmi tha. Use pata tha ki patte kaise pisne hain. Uski nazar ek aise insaan ki talash mein thi, jo uske liye Raju ko khoj kar use hamesha ke liye khatam kar sake—aise aadmi ko thikane lagana bhi asaan ho.

Wahin dusri taraf, Khan aur SP Meena, jo task force ke sath Raju ka pata laga rahe the, ko maloom chala ki Raju Nepal mein hai. Ye khabar milte hi case thande bakse mein daal diya gaya, kyunki Nepal unme se kisi ka jurisdiction nahi tha. Lekin unhe tasalli thi ki agar koi aisa mile jo jurisdiction ki parwah kiye bina Nepal jaakar Raju ko India le aaye, to wo use arrest kar lete.
 
  • Like
Reactions: kamdev99008
46
86
19
Update - 18

Rinshu Lucknow ki galiyon mein ek construction site par labour ka kaam kar raha tha. Accha, wo kaam kar raha tha nahi—reels dekh raha tha. Tabhi uska thekedar usse kaam chor karte hue pakad leta hai. Ghusse mein thekedar usse gaali dekar bhaga deta hai, aur Rinshu bhi ulta gaali dete hue wahan se nikal jata hai.

Pichhle ek mahine mein Rinshu ko kareeb 7 jagahon se bhagaya jaa chuka tha. Usse mehnat ka kaam hota hi nahi tha, aur wo din bhar yahi sochta rehta tha ki zindagi kaise aage badhai jaye. Tabhi ek din uske dimaag mein ek idea aaya. Usne ek auto wale ko roka aur apni halat samjhate hue usse poocha, "Bhai, main auto kaise chala sakta hoon?"

Auto driver pehle to uski baat sunke hasa, lekin phir usne Rinshu ko apne malik ke paas le jaane ka faisla kiya. Malik ne Rinshu ki haalat dekh kar usse auto chalak ka kaam de diya. Rinshu ke liye ye labourer waala kaam karne se kaafi asaan tha, aur wo khush tha ki is kaam mein mehnat kam thi. Dheere-dheere Rinshu auto chalane mein expert ho gaya.

Isi doraan, Rinshu ki jaan-pehchaan ek thode adheer aur besharam aadmi se hui. Wo aadmi bhi Rinshu ki tarah daaru peene wala aur ek bada randibaaz tha. Dono ki soch aur zindagi ke maamle milte the, is wajah se unmein jaldi hi acchi dosti ho gayi. Dono din bhar auto chalate aur raat ko daaru ke nasha mein bazaru auraton ke saath apna waqt bitate.

Dono apne paise mila kar thodi mehngi aurat bulwate the. Lekin Rinshu ka man abhi bhi nahi bharta tha. Uska dil kisi aur cheez ke liye machal raha tha—use chahiye thi ek gharelu aurat, kisi ki maa ya kisi ki bibi. Is baat ko wo baar-baar apne adheer dost se kehta, lekin wo hamesha hans kar ya ignore kar jata, kyunki uske nazar mein ye sirf nashe mein ki gayi bakwaas baatein thi.

Aise hi ek raat, Rinshu ek aurat ke pair failane mein apne dost ki madad kar raha tha. Us aurat ke muh mein apna auzaar daal kar wo behtar se behtar masti kar raha tha, jab achanak usse Muskan ki yaad aa gayi. Nashe mein, wo has kar kehta, "Saale, tu yaqeen nahi karega, kya tanch maal maine set ki thi pichle saal."

Hansne laga aur phir aur zyada zor se bol pada, "Arre, ekdum asli gharelu maal thi. Teen bachchon ki ammi, pati school mein padhata tha. Saale, agar wo fir mil jaye na, to tujhe bhi chakhata. Tab tujhe farq pata chalta—bazaru chena aur asli gharelu rasmalai ka!"

Rinshu ke chehre pe ek ajeeb si tasalli thi, jaise wo apne maazi ke ek khushi bhare lamhe ko yaad karke zinda ho raha ho, lekin uske alfaz uski haar aur pagalpan ko chhupane ki koshish karte dikhte the.

---

Rinshu ne daaru ke nashe mein muskurate hue kaha, "Ruk, tujhe main uski tasveer dikhata hoon." Ye kehte hi wo apne phone ko nikalta hai aur Muskan ki tasveer dikhata hai. Tasveer dekhte hi wo adheer aadmi ekdum hairaan reh jata hai. Uski aankhein tasveer pe tiki reh gayi thi.

Wo dheere se bolta hai, "Arre, ise to main jaanta hoon."

Ye sunkar Rinshu ka chehra thoda badal gaya, lekin usne hasi mein lete hue poocha, "Kya baat kar raha hai? Kahan dekha tha ise?"

Lekin agle hi pal wo buddha apne aap ko sambhal nahi pata aur tasveer ko ghoorte hue ek ajeeb sa bechain asar uske chehre pe nazar aata hai. Uska muh se ek jhatka nikalta hai, "Iska... maine r r rape kar diya tha..."

Rinshu ek pal ke liye apne kaan par vishwas nahi kar saka. Wo tasveer ab bhi uske haath mein thi, lekin uske haath kaanpne lage the. Buddha apne haath se apna chehra chhupata hua bolta raha, "Aaj tak main apne aap ko maaf nahi kar paya hoon... us din ki wajah se mera jeena haram ho gaya hai."

Ye bolte hi, wo buddha sir jhuka ke us kamre se bahar chala jata hai, jaise apni hi baaton ke wazan ke neeche dab gaya ho.

Rinshu ek sadme mein chala gaya. Uski aankhein tasveer ko dekh rahi thi, lekin uska dimaag kisi aur duniya mein chala gaya tha. Muskan ka wo hasmukh chehra aur us buddhe ke shabd, dono uske mann mein gunj rahe the, aur usse samajh nahi aa raha tha ki wo kya soche, kya kare.
 
Top