Mai ushey koyi jawaab nahi de paayi.
Vo bola, Agar tum kaho to mai tere pati ko hamaare baare mein sab kuch bata deta hu, tu to lagta hai kuch kah nahi paayegi.
Maine pucha kya ye blackmail hai ?
Vo bola, phir vahi baat, maine tujhe teri marji se paya tha. Tujhe blackmail nahi kiya tha, aur aagey bhi mera aisa koyi iraada nahi hai. Mai kitni baar tujhe samjhaaun. Teri marji hogi tab hi mai tere saath karunga. Mai to bas ye kah raha tha ki agar tujh mein himmat na ho apne pati ko bataane ki to mai bata deta hu. Agar tu nahi chaahti to theek hai. vaise bhi ushey na hi pata chale to theek hai, hum aaraam se maje kar sakte hai. tu mere saath rista mat tod. Baki rahi ush cycle wale ki baat, tu ushki chinta mat kar mai ushki akal theekane lagaata hun.
Maine kaha, mera tumhare saath koyi rista nahi hai.
Vo bola Acha to kya bus gaand aur lund tak hi sab kuch tha. Majey liye aur chaltey baney.
Mujhe samajh nahi aa raha tha ki mai ushey kya jawaab du.
Maine kaha, tum ab aisi baatey mat karo aur mera peecha chod do.
Vo bola, theek hai jaisi teri marji, mai ab tujhe pareshaan nahi karunga. Tu apni jindagi mein khus rah. Mera yakin kar mai koyi blackmail nahi karunga. jabardasti namardo ka kaam hai, mai to seduction mein viswaas karta hu.
Ye kah kar ushne phone rakh diya.
Mujhe sab kuch ajeeb lag raha tha mai samajh nahi pa rahi thi ki aakhir vo karna kya chaahata hai ?
Meri samajh se sab kuch baahar tha. Ushka bartaav kuch badla badla sa lag raha tha.
Par mujhe ish baat ka sakun tha ki ab vo mujhe pareshaan nahi karega.
mujhe lag raha tha ki mujhe sanjay ko sab kuch bata kar unsey maafi maang leni chaahiye.
Par unhey sab kuch kaise bataaun samajh nahi paa rahi thi.
Mai bahut sochne ke baad bhi koyi faisala nahi kar paayi.
Mujhe nahi lagta tha ki sanjay sab kuch jaan-ney key baad mujhe maaf kar payengey.
Mujhe pata nahi kyo billu ki baat par viswaas tha ki vo mujhe blackmail nahi karega. Aur aisa huva bhi.
Ishliye maine sanjay ko sab kuch bataana theek nahi samjha. Mai apne parivaar ko har haal mein bachana chaahti thi.
Agley kuch din shaanti se beet gaye. Mai phir se apne parivaar mein kho gayi.
Ek din subah ki baat hai mai akhbaar padh rahi thi.
Ek khabar dekh kar mai chonk gayi.
Cycle wala jo mujhe pareshaan karta tha uski photo chapi thi aur uske niche likha tha ki uski kisi ne hatya kar di, kaatil ka abhi pata nahi chal paya hai police ki jaanch chal rahi hai. ushki laash ek shunshan gali mein khun se lath-path mili thi.
Ek pal ko laga ki chalo acha huva ush kaminey ki yahi saja thi. Par phir khayaal aaya ki kahin ye sab billu ne to nahi kiya ?
Tabhi achaanak sanjay ki awaaz sunayi di, arey ritu itney dhayaan se kya padh rahi ho, aaj naasta milega ki nahi.
Maine kaha, kuch nahi bas yu hi. Mai abhi naasta taiyar karti hu.
Kitchen mein, mai bas yahi soch rahi thi ki billu ushki akal theekane lagaane ko bol to raha tha, kahin ye ushi ka kaam to nahi.
Phir maine socha, jaane do mujhe ish sab se kya lena dena.
Sanjay aur chintoo ke jaane ke baad koyi 10:30 baje ka vakt tha. Mai bedroom mein thoda aaraam kar rahi thi.
Achaanak phone ki ghanti baji. Na jaane kyo mujhe khayaal aaya ki kahin ye billu ka to nahi. Shaayad ye akhbaar ki khabar ke kaaran tha.
Maine jhat se phone uthaya, ye billu ka hi tha.
Vo bola, ab vo cycle wala tujhe pareshaan nahi karega.
Maine jaan bujh kar ush se pucha, tumne kya kiya ushke saath ?
Vo bola, ush se tujhe kya matlab bas itna samajh ley ki vo ab kabhi tujhe pareshaan karne nahi aayega.
Maine pucha, aakhir tum saabbit kya karna chaahtey ho ?
Vo bola, kuch nahi bas teri ek choti si samashya dur ki hai.
Mere muh se achaanak nikal gaya to tumne ushe maar diya.