Vivek ne hairani bhare shabdo mein kaha, kya ? kitne log the vaha ?
Sanjay ne kaha, teen
Vivek bola, hey bhagwaan, vaise tum vaha kaise pahunch gaye.
Sanjay ne kaha, mujhe ek phone aaya tha ki apne ghar aa kar apni barbaadi dekho. Aur jab mein ghar pahuncha to mujhe ek sms aaya ki apne kitchen ki khidki khol kar dekho ki tumhaari biwi kish haal mein hai.
Vivek bola, phir kya dekha tune ?
Sanjay ne kaha, maine dekha ki ritu chatpata rahi thi aur vo kamina billu ushke saath…………………..
Vivek bola, billu ! kaun billu ?
aage mujhe kuch shunaayi nahi diya, shyaad sanjay ne dheere se kuch kaha tha.
Par achaanak sanjay ke muh se billu ka naam shun kar mai hairaan rah gayi thi, mujhe samajh nahi aa raha tha ki sanjay billu ko kaise jaante hai ?
Mai ye soch hi rahi thi ki tabhi, vivek bol pada, to phir tumne kya kiya,
Sanjay ne kaha, maine turant apne bedroom ki almaari se pistol nikaali aur ush kamine ko goli maar di, par tabhi ushke ek saathi ne ek pathar utha kar maara aur meri pistol khidki se baahar jamin par gir gayi, aur itne mein ushke saathi ushe ley kar bhaag gaye. Ritu tabhi behosh ho gayi thi. par mujhe yakin hai vo billu nahi bachega, goli bilkul dil ke paas lagi hai.
Vivek ne pucha, phir kya huva ?
Sanjay ne kaha, phir mai ritu ko vaha se utha kar behoshi ki haalat mein hi, yaha ley aaya.
Vivek ne kaha, mujhe lagta hai tujhe police mein report to karni hi chaahiye.
Sanjay ne kaha, tu samjha kar yaar, tu to jaanta hi hai, ye baat itni sidhi nahi hai. report ki koyi jaroorat nahi hai, police se kaam lena mujhe aata hai. ab tak baaki ke do logo ka encounter ho chuka hoga.
Vivek ne pucha, par yaar bhaabi vaha kaise pahunch gayi, kisi padoshi ne kya cheenkhne cheellane ki awaaj nahi shuni ?
Sanjay boley, pata nahi yaar, ye sab to ritu hi bata paayegi. Ek baar ushe hosh aa jaaye to ish baare mein baat karenge, abhi to vo bhi shock mein hogi.
Vivek ne kaha, mujhe shak hai ki tujhe vaha billu ne hi bulaya hoga.
Sanjay ne kaha, tujhe shak hai, mujhe to pura yakin hai ki ye sab ushne jaanbujh kar kiya hai. par ab koyi chinta ki baat nahi, ushka khel khatam ho chuka hai.
Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha ki aakhir baat kya hai, aisa lag raha tha jaise ki sanjay aur vivek billu ko achey se jaante hai.
Aisa kyo tha mai samajh nahi paa rahi thi ?
Par unki baate shun kar meri duvidha dur hoti nazar aa rahi thi. mai soch rahi thi ki agar mein ye sab ** bata du to sanjay se nazre mila sakti hun, sanjay bhi to aisa hi soch rahe the.
Ek tarah se mujhe apni choti si bhool ko sudhaarne ka moka mil raha tha, aur mai apne parivaar ko bhi bacha sakti thi.
Par phir mujhe khyaal aaya ki mai sanjay ko to jhut bol dungi par apni aatma ko kya jawaab dungi. sach kya hai vo to mai jaanti thi, aur ish sach ko jhutla kar mere liye ab ek pal bhi jeena mushkil tha.
Sanjay ne vivek se kaha, chalo mere cabin mein chalte hai, abhi ritu behosh hai, ushe aaraam karne dete hai.
Par mujh se raha nahi gaya aur maine sanjay ko awaaj lagaai, sanjay !!
Sanjay daud kar mere paas aa gaye.
Vivek abhi tak vahi tha.
Maine dheere se kaha, mai tumse akele mein baat karna chaahti hun.
Vivek meri baat samajh gaya aur kamre se baahar chala gaya.
Sanjay ne room ka darvaaja ander se band kar liya.
Maine sanjay ki aankho mein dekh kar kaha, mujhe maaf kar do !!
Sanjay ne kaha, kish baat ke liye, ish mein tumhaari kya galti ?
Meri aankho mein phir se aansu utar aaye aur maine dheere se kaha, galti meri hi hai sanjay, mai khud ish sab ke liye jimmedaar hun.
Sanjay ne mere sar par haath rakha aur pyar se boley ye kya kah rahi ho ? ye ghatna to kisi ke saath bhi ho sakti hai, tum apne aap ko dosh mat do.
Ek pal ko mujhe phir laga ki mai bade araam se jhut bol kar bach sakti hun, kyonki jaisa maine abhi shuna tha, vo sabhi kamine maare ja chuke hai, ab koyi ye baat saabit nahi kar sakta tha ki mai khud ish gunaah mein shaamil thi.
Par agle hi pal mujhe kisi ki kahi ek baat yaad aa gayi
“the truth will set you free, but first it will make you miserable”
aur maine man hi man thaan liya ki mere saath chaahe kuch bhi ho mai sanjay ko sab kuch, sach-sach bata dungi.
ye sochne ke baad maine dheere se kaha, sanjay mai tumhe sach bataana chaahti hun.
ab sanjay ke chehre par aashcharya ke bhaav the.
Maine haklaate huve kaha, mai…khud… billu…… se….. milne ghar ke peeche gayi thi.
Itna shunte hi sanjay aag babula ho uthe aur gussey mein boley, kya matlab ? tum khud vaha teen logo ke saath…….. chii……… I cant believe this !!
Meri aankho mein phir se aansu bhar aaye.
Maine rotey huve kaha, mai billu ke bahkaave mein aa gayi thi, un do logo ke baare mein mujhe nahi pata vo kab vaha aa gaye.
Sanjay ne ye shunte hi mera gala daba diya.
Mera dum ghutne laga.
Maine khud ko chudaane ki koyi koshish nahi ki kyonki mai sab kuch sahne ke liye taiyar thi.
Vo boley, saali kutiya, to ye sab tera kiya dhara hai, mai ye soch bhi nahi sakta tha, kya kuch nahi diya maine tujhe, aur tu……….. ?
Unka sheekanza mere gale par kasta chala gaya.