• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Curse

jitutripathi00

Active Member
820
3,201
138
Chapter 1 : Days of Humiliation

Update 6

Ek Shaher me bani ek society me Bane ek Ghar me Ek ladki apne hatho me book liye padhai kar rahi thi. Tabhi Ghar me door pe knock hota hai.

"Knock"
"Knock"

Ladki turant jakar Ghar ka door kholti hai. Door pe ek aurat khadi thi jisne ek Shadi pahen rakhi thi jo ki bhigi hui thi. Wo ladki us aurat ko dekhti hai jiske chehre pe paseena tha aur wo use gusse se dekh rahi thi. Fir wo aurat us ladki ko ek dhakka de ke ghar ke andar aa jati hai. Wo ladki bhi khud ko sambhalti hai aur door bandh karke us aurat ke pass jati hai.

Aurat : Ye Padhai vadhai chhod aur Mera kaam me hath bata. Pata hai Kitni mehnat karke Ghar chalati hu mein aur Tu hai ki padhai me paise aur samay barbad karna chahti hai.

Ladki : Mummy, Mein achha padhai karungi to fir bad me Aapko ye kuch karne ki nahi jarurat nahi padegi.

Aurat : Tujhe to pata hai na college ki fees kitni hai? Kaha se laungi mein utne paise?

Ladki : Mummy, Mein Puri mehnat karungi aur Bahut hi acche marks laungi. Mujhe Government College me admission mil jayega pakka. Wha utni fees nahi hoti Mummy. Sath me Mein Tution class bhi shuru karungi. Aap Bilkul tension lo.

Aurat : Ese Baato se kuch nahi hota. Tera baap bhi ese hi badi badi baate karta raheta tha. Bhag gaya Hume chhod ke. Kahi Tu Bhi aisa to nahi karne wali na? Haan, Tu bhi esa hi karegi. Apne Baap pe hi gai hai na Tu.

Ladki : Mummy, Ye kesi baate kar rahe ho. Papa ki jarur kuch majburi rahi hogi. Aur Unhone baate hi nahi bahut kuch kiya hai hamare liye. Ye Ghar unhone hi to banaya tha.

Aurat: Meri baat maan lete. Bola tha Mahoosiyat ko Ghar me na Lao. Par Nahi, Le Aaye Us Manhoos ko!! Tab se hi chha gayi hai na Is Ghar pe Manhoosiyat.

Ladki : Mummy, Aap fir se ye sab brfizul ki baate le ke beth gai.

Aurat : Mere baatein yaad na karne se kuch badal nahi jayega.

Ladki : Badlega to Baate yaad karne se bhi nahi.

Wo Aurat Us ladki ki baat sunke usko ek thappad laga deti hai.

Aurat : Zubaan bahut chalti hai Teri. Ab Sun, Ye padhai wadhai nahi. Kal se Tu bhi Mere sath Kam karne chalegi Samjhi?

Aur fir Wo Aurat Ladki ke Jawab ka intezar kiye wha se chali jati hai. Idhar Wo Ladki Ankho me Anshu liye wha ese khadi thi jaise koi Statue.

####################################

Forensic Lab ke Ek Cabin me Doctor Piyush ke Samne S.P. Ankush bethe the. Ankush ke hatho me report thi jise wo bade dhyan se dekh raha tha.

Piyush : Strange! Agli baar ke jesi same condition hai Deadbody Ki. Body me se sara Khun nikal liya gaya hai aur uski jagah ek Unknown liquid chemical hai. Body me se heart bhi gayab hai. Aankhe bhi gayab hai. Aage ki har Deadbody me same yahi chije dekhi gayi thi.

Ankush : Kya ye kisi Psychopath ne kiya ho sakta hai?

Piyush: Possible. Par the Thing is ke Ye chemical akhir kya hai? Testing Kiya humne to kaafi Mysterious results mile hai hume!

Ankush: To Ye chemical exactly hai kya fir? Kya purpose hai iska?

Piyush: Wahi to samjh nahi aa raha! Ye akhir hai kya? Kahi pe bhi esa koi chemical produce nahi hota. To akhir ye kisne banaya aur kyun banaya? Aur ye Deadbody me kyun mil raha hai? Ye sab ek mystery hai filhal to.

Tabhi Cabin ke door pe knock hota hai. Piyush aur Ankush dono ki nazare door pe padti hai aur Door open hota hai. Wha ek aadmi khada tha.

Aadmi : May I Come In?

Piyush : Ji Aap?

Ankush : Ji Ye Hai Mr. Rishi. Ye Ek scientist hai.

Piyush : Oh.. Aaiye Aaiye Rishi Ji.

Fir Rishi andar aa jata hai.

Introduction

Rishi (Age - 51 Years)

Ye ek Scientist hai. Ankush ke kaafi achhe dost hai. Kaafi saalo pahele inki ek function me mulakat hui aur baato baato me dosti ho gai. Samay ke sath inki dosti ghaheri ho gai. Ankush ko jab ye Deadbody ki Mysterious halat ke bare me pata chala tha to usne Rishi ko bula liya tha. Luckily Rishi isi Shahar me Maujud tha to Piyush se milne aa gaya.

Ankush Rishi ko Report deta hai. Rishi bade dhyan se Report dekhne lagta hai.

Rishi : Interesting !!!

Ankush : Ye Chemical konsa hai? Aur Uski Properties bhi Mysterious hai Rishi. Iske baare me Jan na hoga agar Hume Ye Case Solve karne hai to.

Rishi : Ji Bilkul. Mujhe Is Chemical ka sample de do. Mein apni taraf se research karta hu. Okay?

Piyush: Okay.

Rishi : Thik hai Mein filhal Nikalta hu. Mujhe ek Aur Meeting attend karni hai. Ankush, Hum Sham ko milte hai agar Tum free ho to!

Ankush: Mein Free hi hu. Ek kaam Karo na. Raat ka dinner hi sath me karte hai. Thik hai? Dinner ke bad Case se Judi aur baate bhi kar lege.

Rishi : Done.

Fir Rishi Dono ko Bye bol kar wha se chala jata hai.

Piyush : Ankush Ji, Ye Chemical humne already scientific labs me bhijwaya tha jab aage mili Deadbodies me se ye Mila tha. Surprisingly unhe bhi kuch pata nahi chal paya is chemical ke bare me.

Ankush : What!!

Piyush : Ji Haan.

Ankush: Let Rishi Try This. He is a very Intelligent Man. I'm sure Hume kuch na kuch jarur pata chalega Is Chemical ke bare me.

Piyush : Agar Esa hua to kaafi achhi development hogi is mysterious case me.

Ankush : Vaise Abhi Report se ye to clear hai ke Deadbody Mr. Dinesh ki hi hai to ab Body hume unke family ko de deni chahiye.

Piyush: Ji Haan.

Ankush: Thik hai. Mein abhi nikalta hu Piyush Ji.

Fir Ankush Wha se chala jata hai aur sidhe apne Office aa jata hai jaha Home Minister ke sath dopahar ko Uski Meeting hone wali thi.

###################################

Ahan Apne Class Room me aata hai. Waha Pahele se Kaafi Students Maujud the. Maira bhi classroom me bethi hui thi. Wo to Ahan ke aane ka hi wait kar rahi thi. Ahan ko Class Room me aate dekh hi wo apni jagah se uth ke uske pass pahunch jati hai. Par Wo Ahan ke face ko dekh ke shock ho jati hai.

Maira (Apna hath aage badhakar) : Happy Birthday Ahan!

Ahan ek najar Maira pe dalta hai aur fir Bina kuch bole waha se jane lagta hai. Maira use jate hue dekhkar uske piche piche Jane lagti hai.

Maira : Ahan !!!

Ahan me Maira ki awaj to suni par wo use ignore karke apni jagah pe aake Beth gaya. Idhar class me Maujud students ki najare ab in dono ko hi dekh rahi thi.

Maira Apni Seat se usne banaya hua Birthday Card aur Poster leke wapas Ahan ke pass aa kar beth jati hai.

Maira : Ahan! Aaj Tumhara Birthday hai aur Mein Tumhare liye Ek Gift lai hu.

Ahan uski baato ko ignore karta hai aur apne Bag se Notebook nikalne lagta hai.

Maira : Ahan! Mein Tumse baate kar rahi hu. Aur Ye Tumhe Face pe kya hua hai?

Ahan abhi bhi na to kuch bolta hai aur nahi Maira ke taraf dekhta hai.

Maira Ahan ke face ko pakad ke apne taraf karti hai.

Maira : Aha…

Ahan : How dare You ! Tum Mujhe touch kese kar sakti ho? Jao yaha se…

Maira : Tum Mere sath esa kyun kar rahe ho? Mein to Aaj Tumhare birthday hai to ek special gift lai hu par Tum to Mujhe ese ignore kar rahe ho jese Mera koi wajud hi nahi hai!

Ahan : Haan To kis ne kaha tha Mere liye gift lane ko? Jao yaha se apni Gift leke. Mujhe na hi Tumhari koi Gift chahiye aur na hi Tumhari wishes.

Maira : Ahan Plz. Dekho to sahi. Tumhe pasand Aayega I'm sure. Mene kaafi mehnat se banayi hai Tumhare liye ye special Gift.

Fir Maira Poster open karke Dikhati hai. Ahan Us Poster pe apni Potrait ko dekhta hai aur fir apni Nazare Fer leta hai.

Maira : Achhi nahi hai kya Ahan?

Ahan : Nahi. Ekdam Ghatiya hai ye! Ab Please Tum Mujhe tang karna bandh kar do aur jao yaha se.

Maira : Achhi nahi hai? To kya please Tum Mujhe bataoge Kaha kami hai? Mein Use sudharugi aur Is se achhi Potrait banaungi Tumhari !

Ahan (Chillate hue) : ENOUGHHH

Ahan apni jagah se khada ho jata hai aur Wo Poster apne hatho se fad deta hai. Wha Rakha Birthday Card bhi wo fad kar fenk deta hai.

Ahan : Mere se dur raho Tum. Samjhi ?

Aur Fir Ahan wha Classroom se chala jata hai.

Maira ankho me anshu liye Ahan ko wha se jate dekhti hai. Fir Wo Jameen pe pade Poster aur Birthday Card ke tukdo ko dekhti hai.

Idhar Class ke sabhi Students ye tamasha dekh rahe the. Kuch to kaafi khush the ye tamasha dekhkar. 2-3 ne to video bhi bana liya tha.

Student 1 : Sala Ye Manshoos ke sath chutiya bhi hai.

Student 2 : Abey Ye Dono hi Chutiya hai. Ek Ye bewkuf jo us Manhoos me pata nahi kya dekh ke pagal ho gai hai. Aur Dusra wo Chutiya jise kutta bhi bhav na deta wo iske samne apni akad dikha raha hai.

Uski baat sunke kuch students hasne lage.

Maira ke kaano me bhi kuch kuch ghuspus sunai de rahi thi. Fir wo bhi Ankho me Anshu liye Classroom se bahar chali jati hai.

##################################

Vikram aur Naina apni Car me beth kar Karishma ke Office ke taraf jaa rahe the.

Naina : Vikram, Kitni Ajeeb baat hai. Karishma jesi badi sakhsiyaat, Itne bade Businesswoman ki PA ne uske sath meeting ke liye bulaya hai. Hum to jante bhi nahi ekdusre ko. Akhir kya baat ho sakti hai?

Vikram: Mein bhi wahi soch raha hu Naina. Akhir unhone Meeting ka topic only business related hi bataya hai par Aaj Tak Hum kabhi unke contact me nahi aaye. Humare level ka business owner hota koi to fir bhi kuch samajh me aata. Par Ye to Apni country ke top me aate hai. Hum se kai guna rich hai. Fir Akhir Kyun?

Naina : I just hope Ke ye Humare Business ke liye aur Humare liye benefit koi deal ki baat ho. Aur Sahi me Itne bade Businessman aur Businesseswoman ke sath contact wakai humare liye faydemand to hai hi.

Vikram: Haan, Bas Ab kuch der. Fir sab clear ho jayega.

Itne me hi Car ki break lagti gai. Car ek Alishan corporate building tak pahunch chuki thi. Car se utarkar Vikram aur Naina Us building me jaate hai aur formalities khatam karke Karishma ke cabin ke pass pahunch jate hai.

Wha Monika khadi thi.

Monika : Welcome Mr. Vikram aur Mrs. Naina.

Vikram and Naina: Thank You.

Monika: Please Give me few seconds. Mein ma'am se contact karti hu.

Vikram: Okay. Sure.

Fir Monika apna Mobile nikalkar Karishma ko Call karti hai aur kuch baat karti hai. Baat Khatam karte wo Call end karke apna Mobile fir se rakh deti hai.

Monika: You can go in.

Vikram: Thanks.

Fir Vikram aur Naina Karishma ki Cabin ke andar aa jate hai.

Cabin Me Karishma akeli ek chair pe bethi thi. Vikram aur Naina samne rakhi chair pe baith jate hai.

Vikram and Naina: Good Morning Ma'am.

Karishma: Good Morning Mr. Vikram and Mrs. Naina.

Vikram: Ma'am, Your PA called me and she said….

Karishma: Yaa, I wanted to meet you both and I want to discuss something related to business.

Vikram: Yes Ma'am.

Karishma: So, I know your company is not doing well. Now You have only one last Factory and it is also about to shut down.

Vikram: Yes Ma'am. Actually we are trying our best to boost our business but ..

Karishma: If this is your best then I'm not sorry to say that You both have poor business skills.

Vikram aur Naina dono Karishma ki baate sunke shock the. Karishma ne jese dono ko unho zalil karne ke liye bulaya tha.

Karishma: Anyways, I have still one offer for you.

Vikram: Please Tell us Ma'am.

Karishma: We have one Fabrication Factory in other state. We will sell you that factory at a fair price. We will also give you deals for the products which is going to be manufactured in that Factory.

Vikram: Ma'am, But we are not in condition that…

Karishma: Well, I don't want your money. You just have to move out in that other state and don't need to come here again in your whole life. We will purchase your last Factory in a decent amount.

Vikram aur Naina Karishma ki baat sunkar Ek dusre ko dekhne lage.

Karishma: Well, I don't think that a poor skilled businessman like you will get a better opportunity like this. Doing business with our company is the dream of many skilled businessmen.

Vikram ek baar fir se mare gaye taunt se shock ho gya. Usko aadat nahi thi. Par Wo kar bhi kuch nahi sakta tha. Akhir Samne Karishma thi. Ek successful aur rich businesswoman. Wo bakhubi janta tha ke Uske jese kai businessman ko wo jab chahe tab tabah kar sakti hai aur uske jesi kai companies to ye ese hi kharid le.

Fir Vikram fir se Karishma ki offer pe sochne laga. Wo Sochne laga ke ye offer uske company ke liye kaafi beneficial tha ek tarah se par tabhi use khyal aaya ke Karishma jesi businesswoman bina wajah ke to esa offer Dene se rahi.

Naina: What amount will we get for our factory?

Karishma: Way more than you deserve. Tumhari Factory ki Valuations hai 8 CR 24 lacs. We will give you 24 CR 72 lacs. Humari Us factory ki value hai 24 Crs.

Naina : Kya Mein is meherbani ki wajah jaan sakti hu?

Karishma: Nahi. Koi aur questions? Deal final?

Vikram: Yes.

Karishma: Good. My Team will contact you soon for further process. You can leave now.

Vikram aur Naina apni chair se khade hote hai aur Karishma ki Cabin se chale jate hai.

Unke jate hi Monika Cabin me aa jati hai.

Monika: Did they accept the offer?

Karishma: Do you think that they're gonna get a better offer than this in their whole life?

Monika: No ma'am. So they accepted the offer. Now what am I supposed to do?

Karishma: Hmmm… Just make sure ke Vikram ki Company bas humari company pe depend rahe.

Monika: Got it Ma'am.

Fir Monika bhi wha se chali jati hai. Aur Idhar Karishma kuch soch me kho jaati hai.
Shandaar update waiting for next
 
10,000
41,851
258
हर वारदात हर घटनाक्रम हैरतअंगेज है। अहान का विहेवियर तो और भी समझ से परे है। जो लड़कियाँ उसे दिल से पसंद करती है, उसकी खैर ख्वाहिशगार है जैसे ईशाना एंव माईरा उनके लिए वो उग्र रोल मे नजर आने लगता है और जो लड़कियाँ उसका हरदम बैंड बजा रही है उनके लिए बापू जी के किरदार मे नजर आने लगता है।

हाई रोड पर हो रही मौत सस्पेंस तो पैदा कर ही रही है और अब उनकी डेड बाॅडी भी काफी रहस्य ला खड़ा किया है। शरीर से हार्ट लीवर आंख सब कुछ गायब..शरीर के अंदर अज्ञात लिक्विड केमिकल का पाया जाना। यह सब कुछ कुछ मानव शरीर के अंगो की तस्करी का मामला लगता है।

फर्स्ट पैराग्राफ मे एक और परिवार देखा हमने जो किसी के मनहूसियत से आक्रांत हो रखा है। जरूर अहान ही वो शख्स होगा।

और लास्ट पैराग्राफ मे करिश्मा जी ने भी एक घाटे का सौदा कर हमारे लिए एक और पहेली छोड़ दिया। तीन गुणा ज्यादा कीमत देकर एक ऐसी कम्पनी टेक ओवर की जो शायद दूबारा कभी खड़ा ही न हो पाए!
विक्रम और नैना को हमेशा के लिए शहर छोड़ देना भी एक नासमझ आने वाली बात लगा हमे।

कहानी है इन्सेस्ट कैटेगरी मे लेकिन झटके हमे सस्पेंस और थ्रिलर के लग रहे है ।
वैसे भी मुझे थ्रिलर काफी पसंद है। बहुत मजा आ रहा है पढ़कर।

एक बार फिर मुझे आप की लेखन शैली चिर परिचित जैसा लग रहा है मगर याद ही नही आ पा रहा है कि कब और कहां पढ़ा था। वैसे स्वराज भाई की शैली भी करीब करीब ऐसी ही थी।

बहुत खुबसूरत अपडेट भाई।
Outstanding & Amazing & brilliant.
 
Last edited:
560
1,292
124
Cosimo bhai mujhe bas jaani hai ek baat apse private me isiliye ek msg karna tha apko , lekin apke id par conversation option show nahi ho raha hai isiliye kya ap munhe ek msg drop kar sakte ho?
 
  • Like
Reactions: Xabhi and Naik
6,146
9,517
174
Chapter 1 : Days of Humiliation

Update 6

Ek Shaher me bani ek society me Bane ek Ghar me Ek ladki apne hatho me book liye padhai kar rahi thi. Tabhi Ghar me door pe knock hota hai.

"Knock"
"Knock"

Ladki turant jakar Ghar ka door kholti hai. Door pe ek aurat khadi thi jisne ek Shadi pahen rakhi thi jo ki bhigi hui thi. Wo ladki us aurat ko dekhti hai jiske chehre pe paseena tha aur wo use gusse se dekh rahi thi. Fir wo aurat us ladki ko ek dhakka de ke ghar ke andar aa jati hai. Wo ladki bhi khud ko sambhalti hai aur door bandh karke us aurat ke pass jati hai.

Aurat : Ye Padhai vadhai chhod aur Mera kaam me hath bata. Pata hai Kitni mehnat karke Ghar chalati hu mein aur Tu hai ki padhai me paise aur samay barbad karna chahti hai.

Ladki : Mummy, Mein achha padhai karungi to fir bad me Aapko ye kuch karne ki nahi jarurat nahi padegi.

Aurat : Tujhe to pata hai na college ki fees kitni hai? Kaha se laungi mein utne paise?

Ladki : Mummy, Mein Puri mehnat karungi aur Bahut hi acche marks laungi. Mujhe Government College me admission mil jayega pakka. Wha utni fees nahi hoti Mummy. Sath me Mein Tution class bhi shuru karungi. Aap Bilkul tension lo.

Aurat : Ese Baato se kuch nahi hota. Tera baap bhi ese hi badi badi baate karta raheta tha. Bhag gaya Hume chhod ke. Kahi Tu Bhi aisa to nahi karne wali na? Haan, Tu bhi esa hi karegi. Apne Baap pe hi gai hai na Tu.

Ladki : Mummy, Ye kesi baate kar rahe ho. Papa ki jarur kuch majburi rahi hogi. Aur Unhone baate hi nahi bahut kuch kiya hai hamare liye. Ye Ghar unhone hi to banaya tha.

Aurat: Meri baat maan lete. Bola tha Mahoosiyat ko Ghar me na Lao. Par Nahi, Le Aaye Us Manhoos ko!! Tab se hi chha gayi hai na Is Ghar pe Manhoosiyat.

Ladki : Mummy, Aap fir se ye sab brfizul ki baate le ke beth gai.

Aurat : Mere baatein yaad na karne se kuch badal nahi jayega.

Ladki : Badlega to Baate yaad karne se bhi nahi.

Wo Aurat Us ladki ki baat sunke usko ek thappad laga deti hai.

Aurat : Zubaan bahut chalti hai Teri. Ab Sun, Ye padhai wadhai nahi. Kal se Tu bhi Mere sath Kam karne chalegi Samjhi?

Aur fir Wo Aurat Ladki ke Jawab ka intezar kiye wha se chali jati hai. Idhar Wo Ladki Ankho me Anshu liye wha ese khadi thi jaise koi Statue.

####################################

Forensic Lab ke Ek Cabin me Doctor Piyush ke Samne S.P. Ankush bethe the. Ankush ke hatho me report thi jise wo bade dhyan se dekh raha tha.

Piyush : Strange! Agli baar ke jesi same condition hai Deadbody Ki. Body me se sara Khun nikal liya gaya hai aur uski jagah ek Unknown liquid chemical hai. Body me se heart bhi gayab hai. Aankhe bhi gayab hai. Aage ki har Deadbody me same yahi chije dekhi gayi thi.

Ankush : Kya ye kisi Psychopath ne kiya ho sakta hai?

Piyush: Possible. Par the Thing is ke Ye chemical akhir kya hai? Testing Kiya humne to kaafi Mysterious results mile hai hume!

Ankush: To Ye chemical exactly hai kya fir? Kya purpose hai iska?

Piyush: Wahi to samjh nahi aa raha! Ye akhir hai kya? Kahi pe bhi esa koi chemical produce nahi hota. To akhir ye kisne banaya aur kyun banaya? Aur ye Deadbody me kyun mil raha hai? Ye sab ek mystery hai filhal to.

Tabhi Cabin ke door pe knock hota hai. Piyush aur Ankush dono ki nazare door pe padti hai aur Door open hota hai. Wha ek aadmi khada tha.

Aadmi : May I Come In?

Piyush : Ji Aap?

Ankush : Ji Ye Hai Mr. Rishi. Ye Ek scientist hai.

Piyush : Oh.. Aaiye Aaiye Rishi Ji.

Fir Rishi andar aa jata hai.

Introduction

Rishi (Age - 51 Years)

Ye ek Scientist hai. Ankush ke kaafi achhe dost hai. Kaafi saalo pahele inki ek function me mulakat hui aur baato baato me dosti ho gai. Samay ke sath inki dosti ghaheri ho gai. Ankush ko jab ye Deadbody ki Mysterious halat ke bare me pata chala tha to usne Rishi ko bula liya tha. Luckily Rishi isi Shahar me Maujud tha to Piyush se milne aa gaya.

Ankush Rishi ko Report deta hai. Rishi bade dhyan se Report dekhne lagta hai.

Rishi : Interesting !!!

Ankush : Ye Chemical konsa hai? Aur Uski Properties bhi Mysterious hai Rishi. Iske baare me Jan na hoga agar Hume Ye Case Solve karne hai to.

Rishi : Ji Bilkul. Mujhe Is Chemical ka sample de do. Mein apni taraf se research karta hu. Okay?

Piyush: Okay.

Rishi : Thik hai Mein filhal Nikalta hu. Mujhe ek Aur Meeting attend karni hai. Ankush, Hum Sham ko milte hai agar Tum free ho to!

Ankush: Mein Free hi hu. Ek kaam Karo na. Raat ka dinner hi sath me karte hai. Thik hai? Dinner ke bad Case se Judi aur baate bhi kar lege.

Rishi : Done.

Fir Rishi Dono ko Bye bol kar wha se chala jata hai.

Piyush : Ankush Ji, Ye Chemical humne already scientific labs me bhijwaya tha jab aage mili Deadbodies me se ye Mila tha. Surprisingly unhe bhi kuch pata nahi chal paya is chemical ke bare me.

Ankush : What!!

Piyush : Ji Haan.

Ankush: Let Rishi Try This. He is a very Intelligent Man. I'm sure Hume kuch na kuch jarur pata chalega Is Chemical ke bare me.

Piyush : Agar Esa hua to kaafi achhi development hogi is mysterious case me.

Ankush : Vaise Abhi Report se ye to clear hai ke Deadbody Mr. Dinesh ki hi hai to ab Body hume unke family ko de deni chahiye.

Piyush: Ji Haan.

Ankush: Thik hai. Mein abhi nikalta hu Piyush Ji.

Fir Ankush Wha se chala jata hai aur sidhe apne Office aa jata hai jaha Home Minister ke sath dopahar ko Uski Meeting hone wali thi.

###################################

Ahan Apne Class Room me aata hai. Waha Pahele se Kaafi Students Maujud the. Maira bhi classroom me bethi hui thi. Wo to Ahan ke aane ka hi wait kar rahi thi. Ahan ko Class Room me aate dekh hi wo apni jagah se uth ke uske pass pahunch jati hai. Par Wo Ahan ke face ko dekh ke shock ho jati hai.

Maira (Apna hath aage badhakar) : Happy Birthday Ahan!

Ahan ek najar Maira pe dalta hai aur fir Bina kuch bole waha se jane lagta hai. Maira use jate hue dekhkar uske piche piche Jane lagti hai.

Maira : Ahan !!!

Ahan me Maira ki awaj to suni par wo use ignore karke apni jagah pe aake Beth gaya. Idhar class me Maujud students ki najare ab in dono ko hi dekh rahi thi.

Maira Apni Seat se usne banaya hua Birthday Card aur Poster leke wapas Ahan ke pass aa kar beth jati hai.

Maira : Ahan! Aaj Tumhara Birthday hai aur Mein Tumhare liye Ek Gift lai hu.

Ahan uski baato ko ignore karta hai aur apne Bag se Notebook nikalne lagta hai.

Maira : Ahan! Mein Tumse baate kar rahi hu. Aur Ye Tumhe Face pe kya hua hai?

Ahan abhi bhi na to kuch bolta hai aur nahi Maira ke taraf dekhta hai.

Maira Ahan ke face ko pakad ke apne taraf karti hai.

Maira : Aha…

Ahan : How dare You ! Tum Mujhe touch kese kar sakti ho? Jao yaha se…

Maira : Tum Mere sath esa kyun kar rahe ho? Mein to Aaj Tumhare birthday hai to ek special gift lai hu par Tum to Mujhe ese ignore kar rahe ho jese Mera koi wajud hi nahi hai!

Ahan : Haan To kis ne kaha tha Mere liye gift lane ko? Jao yaha se apni Gift leke. Mujhe na hi Tumhari koi Gift chahiye aur na hi Tumhari wishes.

Maira : Ahan Plz. Dekho to sahi. Tumhe pasand Aayega I'm sure. Mene kaafi mehnat se banayi hai Tumhare liye ye special Gift.

Fir Maira Poster open karke Dikhati hai. Ahan Us Poster pe apni Potrait ko dekhta hai aur fir apni Nazare Fer leta hai.

Maira : Achhi nahi hai kya Ahan?

Ahan : Nahi. Ekdam Ghatiya hai ye! Ab Please Tum Mujhe tang karna bandh kar do aur jao yaha se.

Maira : Achhi nahi hai? To kya please Tum Mujhe bataoge Kaha kami hai? Mein Use sudharugi aur Is se achhi Potrait banaungi Tumhari !

Ahan (Chillate hue) : ENOUGHHH

Ahan apni jagah se khada ho jata hai aur Wo Poster apne hatho se fad deta hai. Wha Rakha Birthday Card bhi wo fad kar fenk deta hai.

Ahan : Mere se dur raho Tum. Samjhi ?

Aur Fir Ahan wha Classroom se chala jata hai.

Maira ankho me anshu liye Ahan ko wha se jate dekhti hai. Fir Wo Jameen pe pade Poster aur Birthday Card ke tukdo ko dekhti hai.

Idhar Class ke sabhi Students ye tamasha dekh rahe the. Kuch to kaafi khush the ye tamasha dekhkar. 2-3 ne to video bhi bana liya tha.

Student 1 : Sala Ye Manshoos ke sath chutiya bhi hai.

Student 2 : Abey Ye Dono hi Chutiya hai. Ek Ye bewkuf jo us Manhoos me pata nahi kya dekh ke pagal ho gai hai. Aur Dusra wo Chutiya jise kutta bhi bhav na deta wo iske samne apni akad dikha raha hai.

Uski baat sunke kuch students hasne lage.

Maira ke kaano me bhi kuch kuch ghuspus sunai de rahi thi. Fir wo bhi Ankho me Anshu liye Classroom se bahar chali jati hai.

##################################

Vikram aur Naina apni Car me beth kar Karishma ke Office ke taraf jaa rahe the.

Naina : Vikram, Kitni Ajeeb baat hai. Karishma jesi badi sakhsiyaat, Itne bade Businesswoman ki PA ne uske sath meeting ke liye bulaya hai. Hum to jante bhi nahi ekdusre ko. Akhir kya baat ho sakti hai?

Vikram: Mein bhi wahi soch raha hu Naina. Akhir unhone Meeting ka topic only business related hi bataya hai par Aaj Tak Hum kabhi unke contact me nahi aaye. Humare level ka business owner hota koi to fir bhi kuch samajh me aata. Par Ye to Apni country ke top me aate hai. Hum se kai guna rich hai. Fir Akhir Kyun?

Naina : I just hope Ke ye Humare Business ke liye aur Humare liye benefit koi deal ki baat ho. Aur Sahi me Itne bade Businessman aur Businesseswoman ke sath contact wakai humare liye faydemand to hai hi.

Vikram: Haan, Bas Ab kuch der. Fir sab clear ho jayega.

Itne me hi Car ki break lagti gai. Car ek Alishan corporate building tak pahunch chuki thi. Car se utarkar Vikram aur Naina Us building me jaate hai aur formalities khatam karke Karishma ke cabin ke pass pahunch jate hai.

Wha Monika khadi thi.

Monika : Welcome Mr. Vikram aur Mrs. Naina.

Vikram and Naina: Thank You.

Monika: Please Give me few seconds. Mein ma'am se contact karti hu.

Vikram: Okay. Sure.

Fir Monika apna Mobile nikalkar Karishma ko Call karti hai aur kuch baat karti hai. Baat Khatam karte wo Call end karke apna Mobile fir se rakh deti hai.

Monika: You can go in.

Vikram: Thanks.

Fir Vikram aur Naina Karishma ki Cabin ke andar aa jate hai.

Cabin Me Karishma akeli ek chair pe bethi thi. Vikram aur Naina samne rakhi chair pe baith jate hai.

Vikram and Naina: Good Morning Ma'am.

Karishma: Good Morning Mr. Vikram and Mrs. Naina.

Vikram: Ma'am, Your PA called me and she said….

Karishma: Yaa, I wanted to meet you both and I want to discuss something related to business.

Vikram: Yes Ma'am.

Karishma: So, I know your company is not doing well. Now You have only one last Factory and it is also about to shut down.

Vikram: Yes Ma'am. Actually we are trying our best to boost our business but ..

Karishma: If this is your best then I'm not sorry to say that You both have poor business skills.

Vikram aur Naina dono Karishma ki baate sunke shock the. Karishma ne jese dono ko unho zalil karne ke liye bulaya tha.

Karishma: Anyways, I have still one offer for you.

Vikram: Please Tell us Ma'am.

Karishma: We have one Fabrication Factory in other state. We will sell you that factory at a fair price. We will also give you deals for the products which is going to be manufactured in that Factory.

Vikram: Ma'am, But we are not in condition that…

Karishma: Well, I don't want your money. You just have to move out in that other state and don't need to come here again in your whole life. We will purchase your last Factory in a decent amount.

Vikram aur Naina Karishma ki baat sunkar Ek dusre ko dekhne lage.

Karishma: Well, I don't think that a poor skilled businessman like you will get a better opportunity like this. Doing business with our company is the dream of many skilled businessmen.

Vikram ek baar fir se mare gaye taunt se shock ho gya. Usko aadat nahi thi. Par Wo kar bhi kuch nahi sakta tha. Akhir Samne Karishma thi. Ek successful aur rich businesswoman. Wo bakhubi janta tha ke Uske jese kai businessman ko wo jab chahe tab tabah kar sakti hai aur uske jesi kai companies to ye ese hi kharid le.

Fir Vikram fir se Karishma ki offer pe sochne laga. Wo Sochne laga ke ye offer uske company ke liye kaafi beneficial tha ek tarah se par tabhi use khyal aaya ke Karishma jesi businesswoman bina wajah ke to esa offer Dene se rahi.

Naina: What amount will we get for our factory?

Karishma: Way more than you deserve. Tumhari Factory ki Valuations hai 8 CR 24 lacs. We will give you 24 CR 72 lacs. Humari Us factory ki value hai 24 Crs.

Naina : Kya Mein is meherbani ki wajah jaan sakti hu?

Karishma: Nahi. Koi aur questions? Deal final?

Vikram: Yes.

Karishma: Good. My Team will contact you soon for further process. You can leave now.

Vikram aur Naina apni chair se khade hote hai aur Karishma ki Cabin se chale jate hai.

Unke jate hi Monika Cabin me aa jati hai.

Monika: Did they accept the offer?

Karishma: Do you think that they're gonna get a better offer than this in their whole life?

Monika: No ma'am. So they accepted the offer. Now what am I supposed to do?

Karishma: Hmmm… Just make sure ke Vikram ki Company bas humari company pe depend rahe.

Monika: Got it Ma'am.

Fir Monika bhi wha se chali jati hai. Aur Idhar Karishma kuch soch me kho jaati hai.
Amazing update brother..🔥🔥
Bas aap intezaar bhut kar waate hai ..😂😂
 
Naik

Well-Known Member
21,005
76,667

Yeh case tow wakai m nako chane chabwa raha h marne walo ki body se zaroori ang nikal ker usme chemical bhar dia jaata h yeh kon sa chemical h bhala jiska abhi tak koyi pata nahi chal paya ab dekhte h scientist Rishi kia maloom ker pate h apni research se iss chemical k baare m

Ahan ko Maira k saath aisa nahi kerna chahiye tha theek h tum usse baat nahi kerna chahte ho ya uska wish nahi lena chahte ho jhoota hi sahi bas dikhawe k liye le lete or usse bol dete ki aaj k baad usse koyi baat na kare baherhal pata nahi uske dimag m kia chal raha h
Karishma n Vikram or naina ko offer achcha dia or accept bhi ker lia lekin wajah nahi batayi iss maherbani ka woh kyon inke saath aisa ker rahi h or hamara bhi swal h ki Karishma aisa kyon ker rahi h inke saath kia rishta h iska in logo k saath
Baherhal dekhte h aage kia hota
Shaandaar lajawab update bhai
 
Last edited:
Top