• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Darr

Supernatural Element hoga ki nahi....Kya lag raha hai....??

  • Haa

    Votes: 12 75.0%
  • Nahi

    Votes: 1 6.3%
  • Thoda Bohot

    Votes: 3 18.8%

  • Total voters
    16

mashish

BHARAT
8,032
25,910
218
Waiting
 
  • Like
Reactions: Luffy

Zaigham Bhatti

Active Member
932
2,996
138
Waiting for next update
 
  • Like
Reactions: Luffy

Aksh_blood

I'm just A Bug of this System.
384
4,758
139
Haa to pichli bar maine apne janam ke bare mein bataya.....

to ab main yeh batata ta hun ke maine mere janam ke bare mein khas kyun kaha.....

Baat aisi hai ke mere Nana Nani ekdum dharmik log hai....aur unke sath meri Maa bhi...
to unka kehna hai ...main khas hun...
aur yeh baat bad mein jaake mujhe clear bhi hua....

_________________

Haa to jaisa ke maine bataya tha ke Mere Maa Papa ke love Marriage hua tha...aur Papa ne apne ghar walo ke khilaf jaake shadi ki thi..
to bhai Maa Baap ka gussa hona lajmi hai...
aur isi liye Mere Dada Dadi ne unhe Ghar mein ane nahi diya....

aur Mere Mummy Papa 3 Saalon tak Bahar bhatakte rahe....
aur akhir mein jaake unhone ghar mein bulaya...

lekin meri Maa ki jagah unke najar mein ek Nuakrani se jyada kuch bhi nahi thi ...

Acha ek Baat batao ....ek maa ke liye sabse jyada dukh ki baat kya hai...
yahi na...uske bache ko usse alag kar dena..

mere dada Dadi na bhi yahi kiya...mujhe Mere maa se alag kar diya...
halat aisa bhi tha ke mujhe Maa ka Doodh bhi peene ko nahi mila...

Papa bahar rehte the....hafte mein 1 bar ya 2 bar ghar aate the...
aur jab wo aate the...tab unke samne sab kuch normal hota tha...
lekin jab wo nahi rehte the tab Maa pe itna Julm hota tha...ke main bata nahi sakta ....

Maa bhi kya hi karti...
thi to ek Dharmik aurat...Apni Saas Sasur ko BHagwan Mnati thi...aur unke diye julm ko sehti rehti thi....
unke man mein yahi asha thi ke ekdin sab kuch thik ho jayega..

aur wo Papa ko kuch bata bhi nahi paa rahi thi...
kyunke unko dhamki diya hua tha....ke agar wo Papa ko kuch boli to unko ghar se nialwa denge....
aur dusri ek aur reason yeh bhi thi ke Papa uss waqt Truck chalate the ...aur agar unko Tension diya gaya to...accident ka khatra tha...

Khair main bada hota gyaa...apne Dada Dadi ke pass hi..
maa ko rote huye dekhta...lekin kuch kar nahi sakta tha....aur jyada kuch samjhta bhi kaha tha...
waise bhi ek chhote bache se kya hi ummeed rakhoge..

Lekin ek baat samajh aa gayi thi...jo bhi ho raha hai...wp galat hai..
isliye dheere dheere mera aur maa ke beech mein jo Doori paida kiya gaya tha..
wo main kam karne laga..

kyunke jaisa ke maine batya tha...mujhe mere maa se alag kiya gaya tha....wo bas nam ke liye aur logo ke samne Meri Maa thi...
warna....ghar mein ...mera Khana..peena..nahana...sab kuch meri Dada Dadi hi karte the...aur mujhe apne pass hi sulate the/...

pehle wo mujhe pyar to karte the...kyunke main unke har ek baat manta tha...;lekin main jaise jaise unke baaton ke jagah Maa ki baat manne laga
main bhi unke liye Dushman ho gaya..

Mujhe wo pehle pyar to kartte the...lekin unke liye sab kuch mera Bua ka Beta tha....jise mujhe Bhai kehne mein bhi sharam aati hai..

Khair main bada hota gyaa...aur jab jab maa Ko rota hua dekhta...tab tab mere man mein Mre pure Family ke khilaf gussa palta jata...
aur main Baghi mein badalta gyaa...
kyunke Family mein Mere Maa ke side ke alwa aisa koi nahi tha...jo mujhe aur mere Maa ko pyar karti thi...

Aur Papa wo hain ekdum sidhe sadhe Bhale Manush...unhe sachai kabhi bhi nahi dikhti hai/..
wo khudke tarah hi baaki logo ko samjhte hai...
unke khud ke Maa baap jo unhe use karta hai..abhi bhi...unhe samajh nahi ata..

halaki waqt ke sath sath wo thode sakht huye hai...
lekin abhi bhi unke liye bechain rehte hai...

Mere Baghi hone ke peeche ek aur kaaran hai..
atirikti Paa Bandi...
mujhpe hadh se jayada paa bandi lagayi agyi thi...jo ki mere Dada Dadi ne hi lagaye the....

aur insani ek fitrat hai....
jo bhi cheejein karna mana hota hai...jo cheejein kisi aur ka hota hai.....humara man un sab cheejon ke taraf hi jyada daurta hai....
aur main bhi koi alag nahi tha...

kam umar mein hi Burayi ke dunia mein pohoch gaya tha..
nasha ...karna to mere liye aam baat thi...

haa lekin mere pass Meri Maa ki bhi sikh thi...
jinhone mujhe humesha Morality . Honesty , aur kisi ka hani na karne ki seekh dete the...
is liye mere bhi kuch Ethics the...
main bura tha...lekin itna keh sakta hun ke maine..kabhi kisi ka nuksan nahi kiya aaj tak.....

bad mein bataonga...mere Bure dunia mein beete waqt ke baare mein...

_________________________

main bachpan se humesha hi akela raha hun...
na koi mere pass bolne ko tha...na koi khelne ko....
kyunke mere Gaon ke bache mere se dur hi rehte the...
aur iska karan bhi mera Dada Dadi hi the....

kaise wo aage bataonga...........

ajke liye itna hi.............
 
good update
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,128

Fantastic update
 
Naik

Well-Known Member
21,510
77,377
258
Yeh meri jindagi ki kahani hai....
kuch sach to kuch main interesting banane ke liye add kar raha hun....

to chalo suru se suru karte hai....

Mera asli nam janna jaroori nahi hai....main ek Ghost kii taraha hi rehna pasand karoonga...
waise to mera Family bohot hi badi hai...

Maa Papa, Dada Dadi, Chacha Chachi , Bhaiya , Behen , Mousa Mousi , Bua Fufa, Mama Mami

sab close close hi rehte hai...
agar inke bich mein pyar ki baat karoon to....rehne do....
bahar se hi bas inke beech pyar dikhta hai...

________________

to mera janam hua tha 22 April Sunday ke din,,,.....Subah ke 4.35 pe ...
aur Dharmik hisab se mane to yeh dinka el aisa samay hota hai...jo sabse acha hota hai.....

aur mere janam ka samay tha bhi kuch khas ....main puri baat to bata nahi sakta...lekin ussdin ek bohot hi khas din tha...spiritual side ke hhisab se...

khair....janam ke samay main bohot hi sundar tha...aisa mere maa papa aur jo nurse thi delivery ke waqt unka kehna hai....
Meri maa ki side ki dadi humesha kehti hai ki...mere janam lene ke din bohot barish huyi thi....bohot hi jyada....

bt sabko laga its just a Coincidence

To mera janam mere ghar ke pass mein hi ek Hospital mein hua .....
jaha pe kuch gaon walo ne mere Dadi ke sath milke ...jab mere maa ko pet mein dard utha tha tab leke gaye the....
kyunke mere Papa bahar hi rehte the hafte mein 3-4 din .....

to hospital mein 2 din rehne ke bad mujhe gghar laya gaya....
usdin humare gaon mein ek bohot bada mela bhi tha...
aur jo mela tha wo mere hi Family ka tha...

matlab hum hi the aur abhi bhi hai...jo uss mele ko Niyantrit karte hai....
Ur yeh mela kul 7 din chalta hai...

chhodo iske bare mein age aur pata chalega..

to mujhe ghar laya gaya...mere ghar wale upar se bohot khush the...
aur hona bhi chahiye...ghar mein ladka hua hai....

aur main ghar ka ladla ban gaya ,.....
aisa hi laga hoga na....

nahi sachai isse kayi guna alag hai....

mujhe pyar to chhodo mujhe koi apne pass bhi rehne nahi deta tha....

agar kahun ke mujhe koi sache dil se pyar karta hai...to wo hai mere Maa Papa....
lekin yeh dunia unhe hi mujhse chhinne ko laga hua hai...

khair main line se bhatak raha hun ....

to aise hi pyar aur nafrat ke bich mein hi meri jindagi ki suruwat huyi
jaha pyar karne wale bas kuch aur nafrat karne wale anek..

_______________

chaliye ab mere Family ke bare mein kuch bata deta hun.....

waise to meri Family bohot bari hai...
lekin meri Core Family mein bas hum 5 log hai...
main, Maa Papa, Dada aur Dadi.....

aur joint mein mere Dadaji ke Bhai ke bache rehte hai.....jo ke ek hi Family ke under aate hai....

humara ek Middle Class Family hai....jaha Papa bas ek Driver hai....aur Meri maa Housewife aur sath hi mein wo Tailory ka kaam bhi karti hai...aur unka chhota sa ek kapdo ka business bhi hai....jo Maa Papa dono milke sambhalte hai....

Dadaji ka bhi ek cchota sa business hai....lekin wo usse unka aur Dadi ka dekhte hai....

wo dono mere Maa ko pasand nahi karte hai...pasand kaya bolun,...unse nafrat karte hai...

reason bas simple hai....maa Dekhne mein zyda sundar nahi hai....
unka Love Marriage hua tha...aur jiske chalte koi dahej nahi mila tha..
aur papa ne apne Maa Baap se bhi lare the...

aur isi karan se mujhe bhi nafrat hi sehne ko mili...Apne hi Dada Dadi ke taraf se......

aur meri Jindagi aaj jaisi hai...sabse bada hath inka bhi hai...

aajke liye itna hi....
agar acha lage to aaage jari rakhunga....
batana chahunga...jo bhi mere writing style se wakif ho...unhe pata hoga...main alag likhta hun...
so yeh bhi alag hai.....

agar mere jindagi ke bare mein janne ki khwaish ho to batao...
asha karta hun apko kuch sikhne ko milega...

lastly bas itna hi kehna chahunga....mera ek Dark past raha hai...aur maine aisi bohot galtiya ki hai....jo main nahi chahta koi aur kare....
Badhiya shaandaar update bhai
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,794
17,882
189
Forum pe bohot dino se main yeh story likhne ka soch raha tha...
lekin aaj ek ghatna ke chalte iss chingari ko aaag mil gayi,...

mujhe pata hai meri writings ko kam pasand kiya jata hai..
uske piche kuch basics reason hai...

main dunia se ulta bolta hun..
jo galat hai main usko galat bolta hun...
jo sahi hai wo sahi...

aur main humesha sachayi ko dikhane ki kosish karta hun ke...
apne ankhon se apni sapno ki dunia ki patti hatane bad dunia kaisi lagti hai..

yeh meri Jindagi kii kahani hai...

ab iske chalu hone ke bad aur padhne ke bad kuch log ayenge judge karne ...
aur main unka dil se swagat karta hun aao ....

isme kuch aise elements bhi honge jo sadharan insano ke liye Unbelievable hogi....
aur waise bhi insan janta hi kitna hai....

last mein itna hi kehna chahunga,....
care free jindagi jeena koi gunaah nahi hai...
lekin apne actions ke reaction ke bare mein bhi sochna chahiye
:congrats: :applause: :applause: :applause: :applause: :congrats: :hinthint: :congrats: :applause: :applause: :congrats: :congrats: bro
 
Naik

Well-Known Member
21,510
77,377
258
Haa to pichli bar maine apne janam ke bare mein bataya.....

to ab main yeh batata ta hun ke maine mere janam ke bare mein khas kyun kaha.....

Baat aisi hai ke mere Nana Nani ekdum dharmik log hai....aur unke sath meri Maa bhi...
to unka kehna hai ...main khas hun...
aur yeh baat bad mein jaake mujhe clear bhi hua....

_________________

Haa to jaisa ke maine bataya tha ke Mere Maa Papa ke love Marriage hua tha...aur Papa ne apne ghar walo ke khilaf jaake shadi ki thi..
to bhai Maa Baap ka gussa hona lajmi hai...
aur isi liye Mere Dada Dadi ne unhe Ghar mein ane nahi diya....

aur Mere Mummy Papa 3 Saalon tak Bahar bhatakte rahe....
aur akhir mein jaake unhone ghar mein bulaya...

lekin meri Maa ki jagah unke najar mein ek Nuakrani se jyada kuch bhi nahi thi ...

Acha ek Baat batao ....ek maa ke liye sabse jyada dukh ki baat kya hai...
yahi na...uske bache ko usse alag kar dena..

mere dada Dadi na bhi yahi kiya...mujhe Mere maa se alag kar diya...
halat aisa bhi tha ke mujhe Maa ka Doodh bhi peene ko nahi mila...

Papa bahar rehte the....hafte mein 1 bar ya 2 bar ghar aate the...
aur jab wo aate the...tab unke samne sab kuch normal hota tha...
lekin jab wo nahi rehte the tab Maa pe itna Julm hota tha...ke main bata nahi sakta ....

Maa bhi kya hi karti...
thi to ek Dharmik aurat...Apni Saas Sasur ko BHagwan Mnati thi...aur unke diye julm ko sehti rehti thi....
unke man mein yahi asha thi ke ekdin sab kuch thik ho jayega..

aur wo Papa ko kuch bata bhi nahi paa rahi thi...
kyunke unko dhamki diya hua tha....ke agar wo Papa ko kuch boli to unko ghar se nialwa denge....
aur dusri ek aur reason yeh bhi thi ke Papa uss waqt Truck chalate the ...aur agar unko Tension diya gaya to...accident ka khatra tha...

Khair main bada hota gyaa...apne Dada Dadi ke pass hi..
maa ko rote huye dekhta...lekin kuch kar nahi sakta tha....aur jyada kuch samjhta bhi kaha tha...
waise bhi ek chhote bache se kya hi ummeed rakhoge..

Lekin ek baat samajh aa gayi thi...jo bhi ho raha hai...wp galat hai..
isliye dheere dheere mera aur maa ke beech mein jo Doori paida kiya gaya tha..
wo main kam karne laga..

kyunke jaisa ke maine batya tha...mujhe mere maa se alag kiya gaya tha....wo bas nam ke liye aur logo ke samne Meri Maa thi...
warna....ghar mein ...mera Khana..peena..nahana...sab kuch meri Dada Dadi hi karte the...aur mujhe apne pass hi sulate the/...

pehle wo mujhe pyar to karte the...kyunke main unke har ek baat manta tha...;lekin main jaise jaise unke baaton ke jagah Maa ki baat manne laga
main bhi unke liye Dushman ho gaya..

Mujhe wo pehle pyar to kartte the...lekin unke liye sab kuch mera Bua ka Beta tha....jise mujhe Bhai kehne mein bhi sharam aati hai..

Khair main bada hota gyaa...aur jab jab maa Ko rota hua dekhta...tab tab mere man mein Mre pure Family ke khilaf gussa palta jata...
aur main Baghi mein badalta gyaa...
kyunke Family mein Mere Maa ke side ke alwa aisa koi nahi tha...jo mujhe aur mere Maa ko pyar karti thi...

Aur Papa wo hain ekdum sidhe sadhe Bhale Manush...unhe sachai kabhi bhi nahi dikhti hai/..
wo khudke tarah hi baaki logo ko samjhte hai...
unke khud ke Maa baap jo unhe use karta hai..abhi bhi...unhe samajh nahi ata..

halaki waqt ke sath sath wo thode sakht huye hai...
lekin abhi bhi unke liye bechain rehte hai...

Mere Baghi hone ke peeche ek aur kaaran hai..
atirikti Paa Bandi...
mujhpe hadh se jayada paa bandi lagayi agyi thi...jo ki mere Dada Dadi ne hi lagaye the....

aur insani ek fitrat hai....
jo bhi cheejein karna mana hota hai...jo cheejein kisi aur ka hota hai.....humara man un sab cheejon ke taraf hi jyada daurta hai....
aur main bhi koi alag nahi tha...

kam umar mein hi Burayi ke dunia mein pohoch gaya tha..
nasha ...karna to mere liye aam baat thi...

haa lekin mere pass Meri Maa ki bhi sikh thi...
jinhone mujhe humesha Morality . Honesty , aur kisi ka hani na karne ki seekh dete the...
is liye mere bhi kuch Ethics the...
main bura tha...lekin itna keh sakta hun ke maine..kabhi kisi ka nuksan nahi kiya aaj tak.....

bad mein bataonga...mere Bure dunia mein beete waqt ke baare mein...

_________________________

main bachpan se humesha hi akela raha hun...
na koi mere pass bolne ko tha...na koi khelne ko....
kyunke mere Gaon ke bache mere se dur hi rehte the...
aur iska karan bhi mera Dada Dadi hi the....

kaise wo aage bataonga...........

ajke liye itna hi.............
Behtareen update bhai
 
Top