- 3,821
- 5,379
- 143
sahi kaha janu bhaiya maine unki style apnae aur khude k style bhul gaya aur fhire dhire dhire frusted honai lagaUnique intro style...
next....
Haan bhai ye he hota h..
Ek kahawat h...
'Kawwa chala hans ki chaal aur apni chaal bhi bhul gaya.'
To bhai jia bhi writer ne apne tarike se kahani likhi h wo kamyaab rahi h.
Apna tarika apnao aur kamyaabi pao![]()
but ab esa nahi hoga
kyuki mujhe kise ne kaha hai
jo likho dil se likho
na k dimag se