Update 6
Rani.ab ao gay yahan
Main (pass ja k).g
Rf2.tumhra naam kia hy
Main.kashif
Rf3.pura naam kiya hy
Main.bas itna hi hy
rf1.tumhry maa bap ka naam kia he
Main.pata nhi
Rani.lawaris ho
Main.g
Rf1.phr ya naam kis ne rakha
Main.jis ne mujhy khrida tha
Rf2.janty ho jis k maa bap na hon log usy kia kehty hain
Main.bakion ka to mujhy nhi pata per mujhy log yatem lawaris harami gandi nali ka kera or bhi boht sy naam le kr bulaty hain
Rf3.tm ko bura nhi lgta
Main.nhi
Rani.Q
Main.main hon hi lawaris to bura kis lia lagy ga
Ya bol kr mainy bahir ki taraf dakha to aik larky k hath main gun thi or Us ka nishana rani thi wo goli chlany hi wala tha k mainy rani ko dhaka dy dia or wo nichy gir gai jab tak wo larka goli chala chuka tha jo mujhy left bazu per lagi mujhy dard to bht hova per meri training or practis ki waja sy mera jism boht hard ho gaya tha to mainy wo dard bardash kr lia is se phly k wo larka dobara goli chalata mainy table per pari churi(knife) utha k us ki taraf phank di jo us k girdan mai lagi or wo wahin mar gaya
Main(rani ko uthaty hovy).ap thek to hain
Rani.btaa nhi sakty thy
Ya bol k us ne mujhy thapar maar dia
Us ko pata nhi tha k goli mujhy lag chuki hy mujhy goli lagi thi dard bhi ho raha tha or wo aisy bathi thi jaisy kuch hova hi nhi wo phr apni doston k sath bat krny lagi or main pichy ja kr bath gaya or canteen k larky ko bulaya
Larka.g bhai
Main.aik kam kry ga
Larka.g bolo
Main.kisi bartan main thora sa pani garam kr k la do gay or aik churi bhi us pani mai dal do garam hone k lia jab garam ho jay to btana
Larka.g bhai abhi krta hon
wo chala gya kisi ne police ko bhi call kr di thi thori dair bad larka aya or garam pani or churi dy gaya mainy rani ki taraf dakha wo apni doston k sath busy thi wo dar gai thi per mujhy zahir nhi hone dy rahi thi per jis trhan us ki dost us k pass bathi thin saaf pata chal raha tha k wo rani ko sambhal rahi hain mainy apni shirt utar di or usi ko garam pani mai bhigo k zakham wali jaga sy khon saaf kia garam churi ko wahan ghusa dia jahan goli lagi thi mujhy boht taklef ho rahi thi per bardash kar raha tha per last main goli niklty wakt meri bardash say bahir ho gaya or meri chekh nikal gai
Sab ne pichy dakha to mujhy dakh kr heran reh gay k kesy mainy rani per chlny wali goli khud per ly li or bardash kr gaya goli nikalny k bad mainy apni shirt apny zakham per rakh di Q k wahan sy khon nikal raha tha jab rani ne ya dakha to bhag k mery pas ai wo ro rahi thi
Main.apny papa ko call kr k yahan bulao jaldi
Us ne jaldi sy call kr k apny papa ko bulaya phr mujh sy
Rani.tum thek to ho na
Main.mujhy kia hona hy
Rf1.tum ko goli lagi hy or tum ny btaya bhi nhi
Main.kia fark parta hy madam
Rani.tum ko kuch ho gaya to
Main.to kiya aik harami aik lawaris aik kuta is dunya say chla jay ga dharti ka bojh kam ho ga or kia
Meri bat sun k un 4ro ne shram sy apna sir jhuka lia
Es sy pehly k koi kuch or kehta main behosh ho gaya
Jab meri ankh khuli to main hospital mai tha mainy dakha to rat ho chuki thi mery pass aik nurse khari thi usy dakh kr mainy pani manga to us ne mujhy pani dia or dr ko bula lai dr ne mera checkup kiya or chla gya itny main zeshan andr aya
Zeshan.ab kesy ho
Main.thek hon
Ya bol kr main khra hone laga to zeshan ny mujhy roka per mai uth gaya or bahir aa gaya dr ne mujhy bahir dakh kr
Dr.abhi tum ko rest ki zrorat hy
Main.main thek hon
Dr.abhi tmhra zakham taza hy khon phr se nikal sakta hy
Main.kuch nhi hoga main thek hon
Dr.wesy tum ny goli nikalny kahan se sekha
Main.jis ne larna sekhaya hy
Dr.dua hy phr aisa na ho per agr phr kabhi ho to barod ko zakhm per rakh k aag laga dena khoon band ho jay ga
Wait 4 next
Update 7
Mainy ok kaha or wahan say bahir aa gaya phr zeshan k sath ghar aa kr apny kamry mai jaa kr sony laga per ab mery zehen main aik hi bat thi jo unhon ny mujhy kaha meri itni insult ki thi ab mujhy khud paisy wala banna tha Q k jiss k pass paisa hy log sirf usi ki izat krty hain or jis kam k lia main wapis aya tha wo karna tha filhal mainy rest krny ka soch kr so gaya ugli subha 7 bajy meri ankh khuli main naha k ready hova or bahir aa gaya rani ko thori dair thi to 1 larka mery pas aya
Larka.thanks
Main.kis lia or ap kon
Larka.mera naam waqas hy main rani ka mama ka beta hon wo meri behn jaisi hy main us ka bhai hon kal rat ko aya to pata chala k rani per hony wala hamla tum ne khud per ly lia
Main.is main thanks wali koi bat nhi ya meri duty hy
Waqas.phr bhi meri behn meri jan hy han thori ghamndi hy per dil ki boht achi hy
Main(in mind).han janta hon sali kitni achi hy sala sab ko un ki okat dikhati phrti hy
Waqas.kia hova kahan kho gay
Main.kuch nhi
Waqas.acha chalo main chalta hon phr mulakat ho gi
Main.ok
Itny main rani bhi aa gai ham colg k lia nikal pary rasty mai
Rani.aj ana zrori tha rest kr lety
Main.main thek hon madam or ya meri duty hy agr phr kisi ne hamla kr dia to
Rani.mera naam rani hy madam nhi
Main.mujhy pata hy madam
Rani.phr ya madam kia laga rakha hy
Main.kia kron main thera bhikari ghreb ap ka nokar ap ka naam to nhi ly sakta
Rani.sorry
Main.kis liya
Rani.mainy or meri friends ne tmhry sath boht bura salok kiya hy
Main.koi bat nhi mujhy in sab ki aadat hy
Phr ham colg aa gay aj bhi rani ki friends gate per hi mill gai or unhon ny bhi mujhy sorry kaha phr wo andr chali gai main bhi un k pichy jany laga thori dair bad wo apni clas mai chali gai main bhi un pichy class tak aya or class k bahir hi ruk gaya thori dair bad wahan aik admi aya to mainy usy rok lia
Admi.kia hova roka Q mujhy
Main.ap ki talashi leni hy
Admi.kis liya or tum ho kon
Is se phly k main us ki tlashi leta ya kuch kehta rani wahan aa gai or mujhy roka or kaha k ya hmary teacher mainy un say mafi mangi or un ko andar jany dia andr jaa kar
Techr.rani ya sab kiya hy
Rani.sorry sir ya mera body guard hy kal hi mujh per hamla hova tha to isi lia aj ya check kr raha tha k kahin phr koi hamla na kar day
Techr.acha to ya wohi hy jis ko kal goli lagi thi
Rani.g sir
Techr.per herat hy kal isy goli lagi hy or aj ya phr tumhry sath hy or itni choti umer main itna sab kar raha hy
Rani.sir yahi to mujhy bhi smjh nhi aa rha
Us k bad unhon ne mujhy andr bulaya or behtny ko kaha mainy rani ki taraf dakha to us ny bhi ishary say bathny ka kaha to main bath gaya
Teachr.wesy tumhra naam kiya hy
Main.mera naam kashif hy sir or sir abhi ap ko rokny k lia mafi chata hon
Techr.koi bat nhi wo tumhri duty hy or tum bas wohi kar rahy thy or acha laga k tum imandari sy apni duty kr rahy ho
Main.thanks
Techr.tumhry parents
Main.pata nhi
Techr.kiya matlab
Main.mery maa bap kon hain main nhi janta zinda bhi hain k nhi pata nhi
Mery itna bolty hi aik awaz ai
Awaz.ary ya to harami nikla
Techr.tamez se ya kon hy jis ny itni behoda bakwas ki hy
Main.sir agar ap ko aitraz na ho to mai kuch kahon
Techr.han zror main bhi dakhna chata hon k in jaisy logon ko jo sirf bakwas krna janty hain
Main wahan sy uth k techr k sath khara ho gaya
Main.han to bhai log aik swal ka jawab to do
Sab.pocho
Main.sab sy phly ya btao k ap sab k maa bap hain
Sab.han
Main.zinda hain
Sab.han
Main.phr kasor tmhra nhi un ka hy jinhon ne aisi bakwas krny walon ki parwrish thek sy nhi ki mujhy afsos hy k tum sab k maa bap zinda hain phr bhi tum log is kadr gir sakty ho agr tum sab k maa bap k hoty hovy bhi tum log aisy ho to mujhy fakhar hy k main yatem hon log mujhy yatem kuta or bhi kai namon sy bulaty hain per afsos k ap jaisy pary likhy log bhi kisi ki felings ka mazaq uraty ho
Main.kia faida aisi talem ka jo kisi k jazbat ko na smjh skta ho ya sach hy k mujhy mery maa bap ka nhi pata kia es mai mera kasor hy aisa kisi k sath bhi ho sakta hy khair meri koi bat agr kisi ko buri lagi ho to mafi chata hon
Ya bol k main wahan sy chla gya or ja kr bath gaya
Techr.welldone kashif or tum sab log afsos hy k aj aik larky ne tum logon ko btya k tum log kiya ho jab koi tmhri parwrish per ungli uthay to tum logon k lia doob marny ka makam hy or kashif beta tum in logon ki baton ki parwa na krna
Main.mujhy koi fark nhi parta sir agr maa bap waly aisy hoty hain to acha hy k main bin maa bap k hon
Mery ye bolty hi aik larka utha or techr k pass ja k
Larka.sory sir wo bakwas mainy ki thi is k lia main dil say mafi mangta hon
Techr.mafi mujh sy nhi us sy mango jis k lia tum ny wo lafz kaha he
Update 8
Phr wo mery pass aya or mujh sy mafi mangi to mainy bhi usy maaf kr diya mujhy laga k wo dil say mafi mang raha hy to mainy bhi maaf kr diya
Us k bad sab clases main sab techrs ne mera pocha to sab ne hi mujhy wahin behty ka bola sari classes hony k bad wo log canteen main aa gay or batyn karny lagy mujhy bhi bhok lagi thi subha nashta bhi nhi kiya tha to mainy wahan say samosy liya or khany laga us k bad baki ki clas ly k ham ghar aa gay ghar aa kr mainy thora rest krny ka socha or so gaya thori dair bad mai kisi k hilany sy utha dakha to sara thi
Main.g madam ap yahan
Sara.Q nhi aa sakti kiya
Main.nhi wo bat nhi hy koi kaam tha to mujhy bula liya hota
Sara.nhi kaam to koi nhi tha bas tumhra shukriya adda krna tha
Main.kis liya
Sara.kal tum ny apni jan ki parwa na Kert hovy meri bachi ki jan bachai us k lia main tmhari ehsan mand hon
Main.us ki koi zrorat nhi wo to mera farz tha or main isi duty k paisy leta hon to mainy koi ehsan nhi kiya
Sara.phr bhi agr aj tum na hoty to shayad aj ham sab yahan rani k liya ro rahy hoty or tum btao tumhri tabyat kesi hy
Main.thek hon bas halka sa dard hy jaldi hi thek ho jay ga
Sara.dwai li tum ne
Main.g
Us k bad thori dair wo wahan ruki phr chali gai main bhi bahir aya dakha to andhera ho raha tha main gate per guard ko keh k bahir chala gaya aisi jaga jahan gunday hoty hain mujhy wahan sy street fight ka pata karna tha isi liya main 2 ghanty ghomta raha per main nakaam raha phr main wapis aa gaya jab andr aya to samny rani khari thi mujhy dakh k
Rani.kahan thy tum ab tak
Main.wo thora kaam tha isi liya gaya tha
Rani.ab chalo mujhy dair ho rahi hy
Main.kahan jana hy
Rani.meri friend ki birthday party hy wahin jana hy
Main.ok main ready ho k aata hon
Usy bol kr main apny room main gaya or wahan sy aik white tshirt or black jeans pehn k bahir aya shirt thori lose thi
Rani.ya itni khuli shirt Q pehni hy
Main.mujhy aisy hi acha lagta hy
Rani.ok ab chalo pehly hi dair ho gai hy
Phr ham gari main bath gay or party main aa gay wo andr chali gai main bahir hi ruk gaya per us ne mujhy bhi andar bula liya mainy boht mana kiya per wo nhi mani or mujhy andr bula lia jab main andr gaya to andr boht shor tha per meri nazar wahan lagi talwar per gai jo mujhy boht achi lagi or thi bhi boht khubsorat
Main usi ko dakh raha tha k mujhy aik chekh sunai di jab pichy dakha to kuch larkon ne aik larki ko pakr rakha tha or un ko charh gai thi wo us k sath batmeizi kr rahy thy or zabrdasti kar rahy thy main un k pass ja k un ko alag kiya
Main.pity Q ho jab bardash nhi kr sakty
L1.teri itni himat k tuny mera hath pakra or tu hy kon
Main.jo bhi hon per tum ya ghlat kar rahy ho
L2.ham jo bhi karyn tujhy kiya
Main.mery hoty hovy to tum kuch ghlat kar bhi nhi sakty
Us ny mujhy dhaka dy diya main thora pichy hova phr mainy aik larky ko pakr kr jo un ka boss lag raha tha us k pait per hath rakh kr usy ka mass thora khicnh k left side main ghumaya to us ko vomit aa gai or us ka sara nasha utar gaya mujhy ghorty hovy
Boss.tu hy kon
Main.rani madam ka body guard hon
Ya sun k sab hansy lagy
Boss.hahaha tu or body guard
Boss.phly tu khud ki to hifazat kar us ki bad main karna
Main.main yahan koi larai nhi chata to behtr yahi ho ga k tum yahan say chaly jao
L1.bhai aj to mazy hain
L2.wo kesy be
L1.aik kaam karty hain aj isy maar k rani k bhi mazy lety hain wesy bhi ya akala chota sa bacha or ham 4
L3.yar aj to maza ay ga
Boss.thek hy isy maro jab tak main rani k mazy leta hon
Wo boss rani ki taraf jany lagy or wo 3no meri tarf is sy phly k wo rani ko hath lagata mainy usy pichy say pakr kr khicnha or phaink dia phr wo 3no mery kareb ay aik ny mujhy punch marny ki koshish ki mainy usy block kr k aik punch us ki chest per mara jis sy wo door ja gira or dard ay chilany laga L2 ny mujhy kick marni cahi main nichy bath k us k tang per apni tang mar di Us ka balance bigra or wo bhi gir gaya phr L3 mery pas aya is sy phly k wo mujhy marta main us k kareb aa kr usy aik zor ka thapar mara jis sy wo ghom gaya to mainy usy aik kick mar di wo bhi door ja gira isi trhan wo mujh say larty rahy or main aaram sy un ko mar raha tha thori dair bad
Boss.tu janta nhi tuny kis say panga liya hy
Main.main janna bhi nhi chata ab nikal
Boss.tu yahin ruk ab dakh main kia karta hon (or call krny laga) call end hony k bad
Main.kitny aadmi bulay hain
Boss.15
Main.bas 15 aik kam kar usy phr call kr k or admi bulwa ly or han tu un sab k pichy rehna Q k agr ghalti sy bhi main tujh tak aa gaya to teri zindgi wahin khtam smjha
Mery itna bolty hi wahan aik car ai us main sy aik admi nikla or bhagta hova us larki k pass gaya jis k sath wo larky zabrdsti kar rahy thy usy dakh k lag raha tha k wo us larki ka bap hy or us ne larki ko galy laga liya
Main.call kr admi or bulwa mujhy maza nhi ay ga un ko marny mai
Meri bat sunk un ko laga k mai mazak kar raha hon per jab mainy thora gusy main kaha to us ny call kar k or admi bulwa liya or bahir aa kr un ka intzar karny laga mainy bhi bina kisi say pochy wo talwar uthai jisy main dakh raha tha or bahir aa gaya or bahir aany se phly
Main.koi bhi bahir nhi ay ga kuch bhi ho jay or agar yahan koi kamzor dil insan hy to wo bhol k bhi bahir na dakhy
Mainy bahir aa kr darwaza bahir sy band kar diya or un ka intzar karny laga thori dair bad aik truck aya or us main sy 30 aadmi nikly sab k pas chaku, hocky,danda isi trhan k hatyar the main bhi ready tha
G1(gunda1).kon hy jis ny mery bhai per hath uthya aj wo nhi bachy ga
Main.gala Q phar raha hy mainy mara hy
Wait 4 next
Update 9
G1.teri himat ki daad deni pary gi 1 chota sa bacha aj ham ko lalkar raha hy or yahi nhi 15 ki jaga 30 aadmi bulwa liye ab to tujhy marny ka or bhi maza ay ga
Main.then lets start the game
Ya bol kr main un ki taraf bhaga un main sy bhi 2 log meri taraf ay to main 1 dam nichy bath gaya or jo pichy tha us k pait main muka mar dia muka itna zordar tha k wo wahin bath gaya phr mainy pichy mur k phly waly ko dakha jo mujhy hi marny aa raha tha main wahin khray ho kr usy kick mari to urta hova pichy ja gira us ka sir pichy diwar sy tkraya or wo behosh ho gaya us k bad 3 admi meri tarf aye un k hath main talwar thi to mainy bhi apni talwar nikal li 3no ny mujhy marny k lia talwar chlai mainy nichy bath k us k war ko roka or zor laga kr utha to wo pichy ho gay un k smblny sy phly maine aik per war kia or us ka hath kat dia wo chilaty hovy gir gaya esi trhan wo aty gay main un ko katta gaya
Sab ko marny k bad main us larky k kareb pohnch gaya
Main.han to janab ab kia khyal hy
Larka.pls mujhy maaf kr do mujh sy ghlti ho gai
Main.ghalti to tuny ki hy per afsos main mafi nhi deta
Ya bol k mainy us ki bhi garden kat di mainy wapis ja kr darwaza khola to sab bahir ka manzr sakh k dar gaye bahir har taraf khon or lashyn pari thi
Main.party kis ne rakhi thi
Admi.meri beti ne aj usi ka birthday tha
Main.ap aise logon ko invite Q karty ho
Larki.mainy invite nhi kiya tha wo khud aa gaya main kia karti
Main.jab wo aya tha to bhaga deti usy
Larki.us ka bhai gunda hy usi k dam per wo colg main gunda gardi krta hy jab usy pata chala k maine party di hy to khud hi aa gaya us k bhai ki waja sy pura colg darta hy us se
Main.ab ap ko darny ki zrorat nhi hy us ka bhai bhi aj mara gaya
Rani.nahi wo nhi mara
Main.kia per aik admi to usy apna bhai keh raha tha or mainy usy mar dia hy
Rani.wo us ka bhai nhi tha wo us ka aik sathi tha us ka bhai nhi
Main.chalo wo main dakh lon ga
Rani.chalo phr ghr chalty hain ab party to wesy bhi khtam ho gai hy
Mainy jany sy phly wo talwar saaf ki or wapis rakhny laga to wo admi bola
Admi.ya talwar tum hi rakh lo acha chalaty ho
Main.per mainy to ya bas wesy hi utha li thi
Larki.main janti hon ap ko ya talwar bht pasand hy
Main.or ya ap ko kesy pata
Larki.jab say ap ay hain isi talwar ko hi dakh rahy hain ap rakh lo wesy bhi hamry kisi kam ki nhi bas pari hy ap k kam to aa jay gi ab mana mat krna pls
Mainy bhi us ki bat maan li or rakh li phr driver ko bulaya or rani ko betha k nikal para wapis rasty mai
Rani.1 bat pochon
Main.g pocho
Rani.tmhri age kiya hy
Main.13 saal
Rani.lagta to nhi hy
Main.Q ap ko Q nhi lagta
Rani.jis trhan sy tum larty ho us se to Lgta hy k tum profestional ho
Main.nhi aisa kuch nhi hy maa bap ka pata nhi or ya dunya ham jaison ko jeny hi nhi deti to ya sab krna parta hy koi kamzor na smjhy
Rani.tum ny ya sab sekha kahan sy
Main.aik dost hy usi ki madad sy ya sab sekha hy
Ab usy kia btata k kahan sy sekha us k bad ham ghar aa gay or main apny room main ja kr so gaya agly 4,5 din aisey hi nikal gay main roz rat ko jata fighting ka pata krny per nakam rehta aik din main aisy hi ghom raha tha or aik shop per khara coldrink pi raha tha k wahan 2 admi ay un ki bat sun k mujhy boht kushi hovi
A1.ya tu smjh nhi raha main tery paisy double kr don ga
A2.kesy
A1.dakh yahan pass hi fighting hoti hy jis per boht paisa lagta hy or aj ki fight main last year ka champion lar rha hy jo aj tak nhi hara to jeet paki hy
A2.chal thek hy per agr wo har gaya to
A1.to tu mujh sy apny paisy ly lena
Ya bol k wo wahan sy nikal gay or main bhi chup kr un k pichy jany laga thori dair bad main us fight wali jaga k samne tha main ander jany laga to mujhy 2 logon ne rok liya
A1.kahan ja rahy ho
Main.ander ja raha hon
A2.tum andr nhi jaa sakty
Main. Q bhai main Q nhi ja sakta
A1.andr bachon ka jana mana hy
Main.bhai jane do na mujhy fight dakhny ka boht shok hy pls pls
A2.jane dy yar bacha kush ho jay ga
A1.agr ya police ka admi hova to
Main.uncle Q mazak krty ho main kia police wala lagta hon pls jane do na
A1.chal thek hy ja or sun ander paisy mat lagana bas dakh k enjoy kar paisy laga k khud ko barbad mar karna
Main.ok boss
Main ander aa gaya andr boht se log thy larkian bhi thin mainy paisy lagany sy phly 1 fight dakhny ki sochi
Wait 4 next
Update 10
Main jab bhi niklta to apni jaib main paisy or aik mask rakh leta tha yahi soch kr k pata nhi kab mujhy moka mill jay aj wo din aa hi gaya tha main boht kush bhi tha or nervus bhi Q k yahan sab 6ft sy lamby thy or body bhi boht achi thi or main bas 13 saal ka or hight bhi bas 5 ft thi ya us sy bhi kam khair thori dair bad aik fight hovi main wo dakhny laga 2no hi acha lar rahy thy phr 5 mint bad aik har gaya to mainy jaib sy mask nikala or pehn liya or counter per ja kar dakha to aik larki bathi thi
Main.rate kia hy
Larki.kia
Main.rate kis fighter ka rate sab sy acha hy
Larki.pichly saal ka champion or tum Q poch rahy ho or ya mask Q pehn rakha hy
Main.wo bad main btaon ga rahi bat pochny ki to mainy paisy lagany hain
Larki.kis per
Main.btata hon sab btata hon last year champ k bad sab sy high rate kis ka hy
Larki.raka
Main.raka ye kesa naam hy
Larki.asal naam to pata nhi per sab usy raka hi kehty hain
Main.ok agr main us per 1 lakh lagaon to raka k harny per mujhy kitna mily ga
Larki.tum pagal ho kiya 1 lakh tumhry pass aya kahan sy chori to nhi ki
Main.jo pocha hy tum bas wo btao
Larki. Agr tum jeet gay to aik k badly 50 lakh mily ga
Main(paisy nikal kr).mera 1 lakh
Larki.raka aj last year champ sy lary ga tumhra 1 lakh to gaya
Main.tum sy kis ny kaha k main raka per paisy laga raha hon
Larki.phr kis per paisy laga rahy ho
Main.khud per aj raka mujh sy lary ga
Larki.tum pagal ho kia bachon ka to yahan ana hi mana hy tum pata nhi kaisy aa gay or tum larny ki bat kar Rahy ho
Main.tum bas mera naam likho baki mera kaam hy or rahi bat raka ki to wo aj mujh sy hi lary ga
Larki.thek hy tum ko marny ka or apny paisy barbad krny ka itna hi shouk hy to main kia kar sakti hon naam btao
Main.devil
Larki.ya kiya naam hova
Main.Q jab raka naam rakha jaa sakta ho to devil main kiya burai hy
Larki.ok
Us ny mera naam likh liya main ring ki taraf chla gaya or andr ghus gaya andr aik admi mike ly k khra tha mainy mike us sy chen liya or bolny laga
Main.raka tu jahan bhi ho ring main aa jao aj tum nhi bacho gy himat hy to samny aa buzdil kahan chupa batha hy bahir nikal or lar mujh sy
Mainy jan bujh kr aisa bola tha usy gusa dilany k liya mujhy pata tha ya sab sun k wo zror ayga or aisa hi hova 2 mint bad aik aadmi andr aya jo boht Gusy main tha or aaty hi
Raka.kis ki itni himat hy jis ne raka ko buzdil kaha
Main.mainy
Raka.teri itni himat aj main tujhy jan sy mar don ga
Main.abe chaprganju isi liya to tujhy gusa dilwa k bulya hy tu mujh sy lary
Raka.hahahaha 1 bacha mujhy larny k liya bula raha hy
Main.dakh beta to jo bhi hy aj main yahan aya hi isi liya hon k yahan sy paisa kama kr jaon to aa or larh mujh sy
Raka.kitna lagaya hy tune
Main.1lakh khud k jeet per
Raka.phr to tu gaya Q k tu jeetny sy to raha
Main.larh k dakh ly pata chal jay ga
Raka.chal tery liya aik kaam krta hon kuch aasan kr deta hon
Main.jaisy tera dil kry per jeton ga to main hi or ya pakka hy
Raka.mery harny per tujhy 1 k badly 50 mily ga per main tujhy 60 don ga
Main.shart bol
Raka.wesy to fight tab tak chalti hy jab tak koi aik haar na jay or tu to jetny sy raha to main tujhy 5 mint deta hon agr tune mujhy 5 mint main 5 bar gira diya to 60 lakh tery bol manzor hy
Main.chal thek hy 5 mint main tujhy 5 bar girana hy or tuny mujhy jo bhi 5 bar pehly gira wo har jay ga
Raka.chal manzor hy Q k 5 mint kiya main tujhy bas 2 mint main hi gira don ga
Main.chal phr shru kr pehla chance main tujhy deta hon
Raka.tery harny sy phly apna naam to btaa dy
Main.devil
Phr hmari fight shru hovi jis main phly mainy usy chance diya main us k moves dakhna chata tha sab log ham ko hi dakh rahy thy Q k wo aik hata kata 6 ft sy lamba or main mushkil sy 5ft us ny mujhy aik kick marni cahi per mainy usy block kr diya phr us ny aagy aa kr pucnh marna caha mainy block kr liya phr nichy bath kr tang mar kr girany ki koshish ki mainy jump mar k khud ko bcaya wo isi trhan marta raha or main bachta raha 3 mint tak to wo mujhy chuu bhi na paya jis sy us ka gusa barny laga or wo gusy main mujhy marny ki koshish krny laga per aik jaga per aa kr mera mind us sy hata or us ne mujhy gira diya
mery girty hi time rok dia gaya jab mainy time ki taraf dakha to 3 mint 15 sec ka time chal chuka tha matlab mujhy us sy ab 1 mint or 45 sec bacna tha us k bad meri bari thi time rukny k thori dair bad phr sy fight start hovi is 1 mint or 45 sec mai 2 or bar us ny mujhy gira dia per in 5 mint k time k andr mainy us k moves dakh liya thy or aik us ki kamzori bhi pakr li thi or wo ya thi k wo tangon ka use krta hi nhi tha marny k liya
In 5 mint main bas sirf 4 bar us ny apni tangon ka use kiya jo mery liya +point tha
2 mint k rest k bad mera time start hova mainy usy aik punch mara us ny block kr liya mainy phr try kiya us ny phr rok liya thori dair bad mainy uchal k usy 1 punch mary ki koshish ki us ny wo bhi rok liya or mujhy pichy dhaka dy dia main thora pichy chala gya phr main thora or pichy hova or bhagty hovy us k pass jany laga usy laga k main phr punch maron ga per mainy 1 dam nichy bath k us ki tangon per aik war kiya jis sy wo sambal na paya or gir gaya us k girty hi time ruka
Mainy time dakha to 2 mint 37 sec hovy thy sab log heran thy mujhy dakh or mujhy ghoor rahy thy phr sy time start hova or mainy phr Us per war krny laga aisy hi mainy 4 mint or 19 sec main hi usy 4 bar gira diya or ring sy bahir jany laga
Raka.kahan ja raha hy
Main.apny 60 lakh leny
Raka.abhi time pura nhi hova
Main.to kiya main jeet to gaya
Raka.tu aisy nhi jaa sakta
Main.dakh main jeet gaya hon or ab mujhy jana hy
Us ny mujhy rok liya or marny laga main is k liya ready nhi tha us ny mujhy pakr k pichy gira diya mujhy gusa aany laga main utha us ny mujhy marny ki koshish ki mainy nichy bath k usy gira diya us k uthny say phly mainy us k face per zordar kick mari jis sy wo behosh ho gaya main wahan say bahir aa gaya counter per jaa kr us larki se Paisy mangy us ny darty hovy aik bag mery samny rakh dia mainy usy khol kr dakha or paisy ginti kiya 60 lakh pura tha mainy bag uthya or bahir aa gaya bahir mujhy wohi 2 aadmi mily
Wait 4 next
Update 11
A1.tu to chaa gya choty kiya bat hy
Mainy bag sy 10,10 hazar nikal k un dono k diya or jany laga k mujhy awaz ai
A2.choty or kamana chata hy
Main.han Q nhi
A1.aik kaam kr apna naam tornament k liya likhwa dy
Main.kiya matlab
A2.matlab aj sy 20 din dad tornament hony wala hy jis mainy jitny wale ko 10 cror mily ga ab tu dakh ly larna hy k nhi
Main.thek hy main tyar hon
A1.thek hy aj teri kismat achi hy Q k aj tornament k liya naam likhwany ka last din hy to andr jaa kr naam likhwa dy or fees bhar dy
Main andr aa kr counter per larki se
Main.mujhy 20 din bad hony waly tornament main larna hy
Larki.tum sach main pagal ho kiya janty ho us main kis trhan ki fight hoti hy
Main.mujhy koi fark nhi parta mujhy bas larna hy
Larki.thek hy jaisy tumhri marzi per aik bat sun lo us us mai ya to khud mar jao ya samny waly ko mar deny k bad hi fight khtam hoti hy soch lo
Main.manzor hy naam likho
Larki.thek hy 10 lakh do
Mainy bag sy 10 lakh nikal kr us ki table per rakh diya or chala gaya ab mery pass 49 lakh 80 hazar thy main wo ly kr ghar aa gaya or bag chupa kr so gaya agli subha 5 bajy utha apna workout kiya or rani k sath colg chala gaya colg sy wapis aa kr main zeshan ay mila
Main.sir ap say kuch bat krni hy
Zeshan.han bolo kiya bat hy
Main.sir mera aik dost kuch kaam karna chata hy per uay samajh nhi aa raha k kon sa kaam kary
Zeahan.kitna invest kr sakta hy wo
Main.sir 45 lakh hy us k pass
Zeshan.mujh sy Q poch rahy ho tum mashwra do usy koi acha sa
Main. us ny mujh sy pocha ab mujhy kuch pata nhi ab busines krty ho to socha ap sy poch k usy btaa don
Itny main rani bhi wahan fresh ho k aa gai
Zeshan.yar sach kahon to mujhy bhi nhi pata Q k main to construction ka business krta hon us say related kuch hy to main btaa sakta hon
Rani.kiya bat hy papa
Zeshan ny usy sari bat btai jisy sun k
Rani.usy kaho koi coffee shop bana lay wesy bhi hamary area main koi achi coffee shop hy bhi nahi to achi chaly gi
Zeahan.ary wah ya to boht acha idea hy
Main.sir phr ap thori help kro
Zeahan.Ab main kiya help kron
Main.sir ab ap koi shop to btaa hi sakty hain jo thori sasti bhi ho or asani sy mill jay
Zeshan.han ya main kr sakta hon kareb hi aik shop hy bhi jo asani sy mil jay gi 25 lakh tak mily gi tum apny dost sy Poch lo wo kiya kehta hy
Main.sir us ny mujhy phly hi keh diya tha k 30 lakh tak ki shop mill jay to behtr hy baki 15 lakh wo baki kamo main lagay ga
Zeshan.thek hy main aj hi us shop k malik say mil kr bat final krta hon
Main.ok sir thanks
Main wahan sy chala gya mainy khud usy apna nhi btaya Q k agr usy apna btata to us ny hazar sawal krny thy k tmhry pas itna paisa kahan sy aya kaisy aya etc aisy hi kuch din nikal gay shop ka malik bhi ready tha 25 lakh mai shop deny k liya phr main phas hi gaya or mujhy zeshan ko sach btana para phas aisy gaya k us ne pocha k shop ki rigistration kis k naam krni hy to mujhy usy btana para phly to us ny mujhy danta phr kaha
Zeshan.abhi tum choty ho tumhry naam nhi ho skta per aik kam ho skta hy
Main.wo kiya
Zeshan.tmhry kisi apny k naam krwa lo
Main.per mera to apna koi hy nhi to kis k naam karwaon
Zeshan.kisi k naam to krwana hi pary ga
Main.sir phr ap apny naam hi krwa lo
Zeshan.main kesy
Main.sir ab mera to koi hy nhi ap k elawa to yahi ho sakta hy or mujhy yahan koi janta bhi nhi or na main kisi per bhrosa kr sakta hon
Zeahan.thek hy phr aik kaam krta hon us main shart bhi likhwa deta hon k tum jab caho mujh say lay sakty ho
Main .jaisy ap ko thek lagy
Us k bad meri shop bhi ready ho gai jis ka naam mainy kf coffee café rakha us k bad mainy staff bhi rakha manager ki jaga colg sy aany k bad main khud wahan bathta tha main rani k sath us ki har class main bathta tha to wohi jo teachers parhaty thy wohi parh leta tha isi bich rani per bhi aik do bar hamla hova or mera tornament bhi start tha
Mainy socha k is tornament k bad rani per hamla krny waly ka pakka bandobast kr don ga main bhi tang aa gaya tha isi liya socha usy hi khtam kr don per phly fight per dhiyan diya mera cafe bhi acha chal para tha or main fight main bhi agay jaa raha tha main final main aa gaya ab final main bas aik hi rule tha khud maro ya samny waly ko maar do mainy final bhi kisi trhan jeet liya per mainy kisi ko jan sy nhi mara ab mery pas 10 cror tha per rakhon kahan samjh nhi aa raha tha to main aik bank main gaya or manager sy mila
Main.sir mujhy yahan apna account khulwana hy
Manager.per tum abhi choty ho
Main.sir koi rasta to ho ga
Manager.han aik rasta hy
Main.kiya
Agr koi tumhri grente dy writen mai to ho sakta hy
Main.ok sir ho jay ga
Wait 4 next