• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek anjani si love story

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
बिल्कुल नहीं जी।।
लेकिन उन किरदारों के साथ न्याय भी करना तो जरूरी है न।। और एक ही नाम बार बार आने से शायद पाठक भी पढ़ने से ऊब सकते हैं।।🙄🙄
O mata nishchal aur hella ko le kar aap hi ek kahani likh do yah nain bhai to un 2 jismo ko ek karne se rahe.
Haan wo to hai... par kya hai na lag bhag sabhi writers na kiya hai.. even harshit1890 sahab ne bhi... unki favorite reader hu.. phir bhi mana kar diya... so I thought ki sirf ek, bas ek writer nischal aur Hella ko leke story likh de to ye koshish safal ho jaye.. uske baad kisi se koi request nahi :approve:
 
Battu

Active Member
1,317
4,723
159

To wo shakhs aap khud kyo nahi ho sakti. Aapki kalpana ko murt rup agla vyakti kyo de aap swayam kyo nahi so write a new love story who based on nishchal and hella.,😁😁
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
28,158
56,356
304
Haan wo to hai... par kya hai na lag bhag sabhi writers na kiya hai.. even harshit1890 sahab ne bhi... unki favorite reader hu.. phir bhi mana kar diya... so I thought ki sirf ek, bas ek writer nischal aur Hella ko leke story likh de to ye koshish safal ho jaye.. uske baad kisi se koi request nahi :approve:
यही तो।।
आपको उनके बारे में इतनी गहराई से पता है तो अगर आप ही लिख दें उन दोनों के ऊपर एक मस्त कहानी तो उनके चरित्र के साथ न्याय भी हो जाएगा और आपकी इच्छा भी पूरी हो जाएगी😆😆😆

क्यों कि आप बहुत अच्छी पाठक हैं और मेरा मानना है कि आप उससे भी अच्छी रचनाकार भी हैं। बस हाथ में कलम उठाने की देरी है। तो झटपट शुरू हो जाइए और ये बार बार सभी से कहने वाला किस्सा ही खत्म कर दीजिए।।😂🤣
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
यही तो।।
आपको उनके बारे में इतनी गहराई से पता है तो अगर आप ही लिख दें उन दोनों के ऊपर एक मस्त कहानी तो उनके चरित्र के साथ न्याय भी हो जाएगा और आपकी इच्छा भी पूरी हो जाएगी😆😆😆

क्यों कि आप बहुत अच्छी पाठक हैं और मेरा मानना है कि आप उससे भी अच्छी रचनाकार भी हैं। बस हाथ में कलम उठाने की देरी है। तो झटपट शुरू हो जाइए और ये बार बार सभी से कहने वाला किस्सा ही खत्म कर दीजिए।।😂🤣
To wo shakhs aap khud kyo nahi ho sakti. Aapki kalpana ko murt rup agla vyakti kyo de aap swayam kyo nahi so write a new love story who based on nishchal and hella.,😁😁

me only masoom reader & Masoomiyat se bhari mah revos :angel:
 
Last edited:

Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,643
159
कहानी का पात्र परिचय बहुत अच्छा है।।

लेकिन ज्यादा लोगों को लेकर कहानी शुरू मत करिए नहीं तो गलती की संभावना ज्यादा रहेगी। कम पात्रों के साथ कहानी लिखिए।

Thanku hiii okkk main dhyan rakhunga dost sabhi honge .
 
Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,643
159
update 2

hero ki dadi death kar jati hain jiske wajah se hero ko uske nani ghar se aana pad jata hain to hero jab apne gaon aata hain us tym hero atractive ho gaya tha utna acha nahin tha hero but thik thak tha to hero gaon pahocha us tym hero ke papa delhi mein the aur hero ke bade papa ahemdabad mein the to dono kuch karan se nahin aa payen agni dene ke liye so majburan gaon walo ne paute ko aag dene ke liye kaha to hero heen apni dadi ko agni diya .... Hero ke dadi ka pura shraadh tha wo kiya gaya aur uske baad se hero apne gaon mein heen rehne laga .... Uska admission gaon se 4 km durr ke school mein karwaya gaya kyunki unke gaon mein sirf 5 tak ka heen school tha ..ab hero gaon to aa gaya but yahan usko nani ghar jaisa nahin mil pa raha tha kyunki yahan paiso ki tangi kafi thi uske papa kahin bhi kaam par tik nahin rahe the jo bhi jamin thi usme kafi saare unhone bech diya tha ya girwi rakh diya tha...aur khud jahan kamane jate wahan se kuchek rupya bhejte..to aisi uske ghar ki halat thi apna hero ko khet ka kaam bhi nahin karna aata but kehte hain na aadmi kuch bhi kar sakta hain to apna hero bhi karne laga tha waise hero ko uske nani ghar jane ka fayeda mila tha ki uska English kafi achi ho gayin thi kyunki gaon mein 6 th ke baad se English suru hota tha aur apne hero ko English likhna aur bolna bhi aata tha ...ab hero ke admission ke baad school jane ki bari aayi to hero ke paas kuch nahin tha cycle nahin tha aksar wahan ke sabhi ladke ladki paidal school jate the...to apna hero abhi nani ghar se aaya tha to uske jaan pehchan ka koi nahin tha gaon ka to ye chiz apni maa se bolta hain...( Yahan gaon mein gaon ki bhasha ka use hota hain but main usko hindi mein likh raha huun agar aapko gaon ki language mein chahiye to plzz bataiyega..)

Hero - maa main yahan kisi ko janta nahin abhi main kisi se mila bhi nahin huun to jaise jaunga...school utna duur..
Maa- koi baat nahin chal main tumko sabse milwa deti huun..
( Gaon mein hero ke apni Patidar mins jo unke 7 pust wale the sabhi ka ghar ek line mein tha..yahan hero ke dost logo ko entry hogi jisme bahot se honge but 5 ekdum khash hone main sirf unke bare mein bata deta huu .. baki sabka naam aate rahega ..Sonu, Vikki , abhilekh( ajay),jhunjhun ( santosh) isko sabhi jhunjhun bolte hain kyunki gaon mein ek dhaga bandha jata hain ladko ko unke kamar ke paas isme jhunjhun ka dhage mein jhunjhuna tha jo always bajta rehta tha. .isliye sabhi usko jhunjhun bulate the isme Sonu aur abhilekh hero ke saath the aur dono junior the but isme sabhi ek heen age ke the..)
To hero ki mummy hero ko leke uske chachi ghar pahuchi jo Sonu aur abhilekh ka tha dono chachere bhai the..isme hero ki mummy sabse badi thi relation mein but age mein uske sabhi chachi se choti thi but gaon mein age nahin rista ko aage rakha jata hain isliye sabhi log jitni bhi chachi thi ya chacha the sabhi hero ki maa ke paon chute the..

Aage ka next bhaag mein kripya kar ye bataiyega ki aapko mere village ke language mein chahiye ya hindi mein..
 
Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
update 2

Hero abhi 12 saal ko ho gaya hain wo abhi ninth mein hain to usi tym hero ki dadi death kar jati hain jiske wajah se hero ko uske nani ghar se aana pad jata hain to hero jab apne gaon aata hain us tym hero atractive ho gaya tha utna acha nahin tha hero but thik thak tha to hero gaon pahocha us tym hero ke papa delhi mein the aur hero ke bade papa ahemdabad mein the to dono kuch karan se nahin aa payen agni dene ke liye so majburan gaon walo ne paute ko aag dene ke liye kaha to hero heen apni dadi ko agni diya .... Hero ke dadi ka pura shraadh tha wo kiya gaya aur uske baad se hero apne gaon mein heen rehne laga .... Uska admission gaon se 4 km durr ke school mein karwaya gaya kyunki unke gaon mein sirf 5 tak ka heen school tha ..ab hero gaon to aa gaya but yahan usko nani ghar jaisa nahin mil pa raha tha kyunki yahan paiso ki tangi kafi thi uske papa kahin bhi kaam par tik nahin rahe the jo bhi jamin thi usme kafi saare unhone bech diya tha ya girwi rakh diya tha...aur khud jahan kamane jate wahan se kuchek rupya bhejte..to aisi uske ghar ki halat thi apna hero ko khet ka kaam bhi nahin karna aata but kehte hain na aadmi kuch bhi kar sakta hain to apna hero bhi karne laga tha waise hero ko uske nani ghar jane ka fayeda mila tha ki uska English kafi achi ho gayin thi kyunki gaon mein 6 th ke baad se English suru hota tha aur apne hero ko English likhna aur bolna bhi aata tha ...ab hero ke admission ke baad school jane ki bari aayi to hero ke paas kuch nahin tha cycle nahin tha aksar wahan ke sabhi ladke ladki paidal school jate the...to apna hero abhi nani ghar se aaya tha to uske jaan pehchan ka koi nahin tha gaon ka to ye chiz apni maa se bolta hain...( Yahan gaon mein gaon ki bhasha ka use hota hain but main usko hindi mein likh raha huun agar aapko gaon ki language mein chahiye to plzz bataiyega..)
ye kya hero ki dadi na rahi ab...
hmm....to Hero ke ghar ki haalat itni bhi sahi nahi hai...
Btw thodi details mein likhiye...
aap Mahi Maurya se help le sakte hai...
Hero - maa main yahan kisi ko janta nahin abhi main kisi se mila bhi nahin huun to jaise jaunga...school utna duur..
Maa- koi baat nahin chal main tumko sabse milwa deti huun..
( Gaon mein hero ke apni Patidar mins jo unke 7 pust wale the sabhi ka ghar ek line mein tha..yahan hero ke dost logo ko entry hogi jisme bahot se honge but 5 ekdum khash hone main sirf unke bare mein bata deta huu .. baki sabka naam aate rahega ..Sonu, Vikki , abhilekh( ajay),jhunjhun ( santosh) isko sabhi jhunjhun bolte hain kyunki gaon mein ek dhaga bandha jata hain ladko ko unke kamar ke paas isme jhunjhun ka dhage mein jhunjhuna tha jo always bajta rehta tha. .isliye sabhi usko jhunjhun bulate the isme Sonu aur abhilekh hero ke saath the aur dono junior the but isme sabhi ek heen age ke the..)
To hero ki mummy hero ko leke uske chachi ghar pahuchi jo Sonu aur abhilekh ka tha dono chachere bhai the..isme hero ki mummy sabse badi thi relation mein but age mein uske sabhi chachi se choti thi but gaon mein age nahin rista ko aage rakha jata hain isliye sabhi log jitni bhi chachi thi ya chacha the sabhi hero ki maa ke paon chute the..
to Hero ki nayi life ki suruwat ho chuki hai... dost aur relative ke roop kayi naye kirdaar story pe entry le chuke hai... good...
Khair.... plot jab gaon pe base hai to har update dilchasp hone wala hai..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
Aage ka next bhaag mein kripya kar ye bataiyega ki aapko mere village ke language mein chahiye ya hindi mein..
Language hindi hi rakhiye :approve:
 
Thanku jii
 
Top