• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
hum to aise revos xp pe dete the... ab soche ki idhar bhi aise sameekshaye deke dekhe... :popcorn:
Baaki hum aise dibbo ke moh maya se ub chuke hai :yawn:
is baar koi revo nahi udhar contest pe :dazed:
Mujhe PM kar dena har story ka review
Hum hi ban jate h admin ke chune best reader :hint:
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,285

aisa kiya :roflol:
hukum sar Aankhon par sarkar... :D
Btw yeh post bhi dekh li ho admin.. :shhhh:
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Waiting for next update champ bhai :elephant:
 
Mbindas

Active Member
1,957
4,153
158
Kya hi kahu bhai par pehle sorry itne dino se koi reaction na ane ke liye par kya kare login problem hi esi ho gai thi. Par ab aapko time par revo mil jayega. Aur rahi aapke itne sabhi updates ki bat to sabhi padh kar maza aa gaya, aur is last update ki to kya mast bada wala update diya hai padh kar aur usse zyada scroll karke maza aa gaya:D.
Superb, mind-blowing, fantastic updates.
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,638
35,013
219
कहानी अब तक..
Who was your favourite character, and why?

Megha... reality ko accept karne wali, dusro ke dukh dard ko mehsus karne wali, dosto ke liye fikar karne wali unke sath har dum dene wali aur sath hi kaafi caring nature ki hai... yeh kirdaar niswarth roop se sabhi ki madad karti hai...

Did the characters feel real to you?

Yes.... ab topic aur almost sabhi lead characters hai medical department se juri huyi ab isme do ray nahi hai ki yeh vastavikta se juri na ho... of course har lag bhag har ek pehlu reality ko touch karti hai... yeh bhi writer sahab ke kalam se likhe gaye shabdo ka jaadu hai..

The qualities and passion of a writer is that through the character of story , make story's name meaningful. In which you were completely successful.

Did the story keep you guessing?
abhi nahi :shhhh: the end mein :D

What was your favourite part of the story , and why?

Jab kirti ki behavior wajah se sumit tut gaya tha tab ushe support karne megha aayi thi... gaur talab baat yeh hai ki sumit ne bura to megha ke sath bhi kiya tha phir bhi us baat ko dari kinar karr sumit ko sambhalne ke liye khud se aage aayi thi... btw aise hi kayi mod aaye hai is story mein...

Were certain types of scene written particularly well - for example sad scenes, tense scenes, mysterious ones...?

tour pe kirti ne jo kiya..... kaafi dukhad aur tanav purn tha. usne na hi koi mauka diya sumit ko galti sudharne ki aur juthe pyar ka natak rach, uske jazbaaton ke sath khela so alag...
ek mauka to milna chahiye galti ko sudhane ke liye ..
I think writer sahab ne is baat ko ek details ke sath hum readers ke samne pesh karna chahte the jisme wo purn roop se kamyab rahe...

Did the story make you laugh or cry?

Galat na bolu, bura na maniyo..
Hamare writer sahab tragedy aur emotional stories writer king hai...
is kahani ne is kahani ke sath bhaavanatmak roop se judne ke majbur kar diya... lage ki..
every word of the story like the first rain drops. While reading, I started to feel that I am connected with every character. Perhaps it is the magic of your writing. Keep writing like this and keep us entertained through your stylus.

Did the story grip you and keep you turning the pages?

shat pratishat.... Naye readers ne yehin kahu ki agar aapko romantic stories pasand to yeh story jarur padhne... ek pal ke liye bhi aapko boring hone nahi degi..
romance, emotion aur sath hi sath reality ko karib se mahsoos kar payenge, padhte waqt har ek update ke sath....
Ye hi mera bhi review mana jaye.... Me lord/your honour
:D
 
Achha Champ_AK_81 saheb... is revo ko dekh ye dono mahashay itne hairan kyun hai :confused:
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Kya hi kahu bhai par pehle sorry itne dino se koi reaction na ane ke liye par kya kare login problem hi esi ho gai thi. Par ab aapko time par revo mil jayega. Aur rahi aapke itne sabhi updates ki bat to sabhi padh kar maza aa gaya, aur is last update ki to kya mast bada wala update diya hai padh kar aur usse zyada scroll karke maza aa gaya:D.
Superb, mind-blowing, fantastic updates.
Kitna bhi late ho jao
Sirf ek din me story ke current update tak phunch sakte ho :(
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Waiting for update champ bhai :elephant:
 
Top