- 5,758
- 13,139
- 189
Thanks Avinash bhai for your support and review... Keep supporting.Nyc update bhai ek request hain plz update thoda jaldi den...

Waiting for next update bhai
Update kab ayega champ bhoi
Waiting bhai
Posting...Bahut din se soch raha tha aaj likhunga...Lekin finally aaj likh paaya...Kuch aise hi vajah se late ho raha hai...Khair abb story ending ki taraf aa chuka hai jiska andaja iss update se ho jayega.Bhaiya agla update kab ayega please bhaiya jaldi is story ko aage badaiye na
Index Updated.Index 3
Update 37
Update 38
Update 39
Update 40
Update 41
Update 42
Update 43
Update 44
Update 45
Update 46
Update 47
Update 48
Update 49
Update 50
Update 51
Update 52
Update 53
Update 54
Update 55
Update 56
Update 57
Update 58
Update 59
Update 60
Update 61
Update 62
Update 63
Update 64
Update 65
Update 66
Update 67
Update 68
Update 69
Update 70
Update 71
Update 72
Update 73
Update 74
Update 75
Update 76
Update 77
Update 78
Update 79
Update 80
Update 81
Update 82
Update 83
Update 84
Update 85
Update 86
Update 87
Update 88
Update 89
Update 90
Update 91
Update 92
Update 93
Update 94
Update 95
Update 96
Update 97
Update 98
Update 99
Update 100
Update 101
Update 102
Update 103
Update 104
Update 105
Update 106
Update 107
Update 108
Update 109
Update 110
Update 111
Update 112
Update 113
Update 114
Update 115
Update 116
Update 117
To itne din lagataar ghanton tk milte rehne k baad bhi main motive to pura hua hi nhi ab Sumit kaise in 5 ghanton m wo sab krta hi jo wo itne din tk nhi kr payaa, dekhte hain next update m.UPDATE 117
After 2 weeks
Aise hi 2 hafte beet gaye...Sumit ke liye ye 2 hafta kaafi accha beeta...Roj ke 4 ghante Megha ke saath...4 ghante to kehne ke liye tha...Kisi bhi din aisa nahi gaya jab dono ne 5 ghante se kam ka vakt saath bitaya ho...Kabhi kabhi to 7 se 8 ghante bhi ho jaate thhe.
Lekin vakt badalte samay nahi lagta...Sumit to khush tha...Shayad Megha bhi...Baahar se bhale hi sab sahi dikh raha ho lekin andar man me kya chal raha hota hai kisi ko bhi pata nahi.
Aaj subah subah bula liya tumne? Kya baat hai.
Hamesha ki tarah khush aawaj mein Sumit ne kaha.
Megha:- Kuch baatein karni hai.
Sumit:- Wo to hamesha karte hai...Kuch aur karna ho...
Sumit ki baat bich mein hi kaat kar Megha kehti hai.
Megha:- Mai serious hun.
Sach mein Megha serious thi iss baar...Aawaj se bhi aur chehre ke bhaaw se bhi.
Sumit:- Haan kaho...Kya baat hai?
Iss baar Sumit bhi serious ho gaya.
Megha:- Bahut ho gaya hai Sumit...Abb aur nahi.
Sumit:- Khul kar bataao...Aisa lagta hai ki tum kuch kehna chaahti ho aur saath hi hichkicha rahi ho.
Megha:- Wohi samajh mein nahi aa raha hai.
Sumit:- Aisa lag raha hai jaise koi shikayat hai mujhse...Kaho jo bhi baat hai...Mujhe accha lage ya fir bura.
Megha:- Haan shikayat hi hai...Shayad tumhe bura bhi lag sakta hai...Lekin abhi tumhe ye baat saaf bata dena bahut jaruri hai.
Sumit:- Batao.
Megha:- Tumhe nahi lagta hum ek hi jagah aa kar atak gaye hai...Pyaar ki baatein karte hai...Roj saath rehte hai ek dusre ke saath vakt bitaate hai...Lekin mukhya cheej se hi dur bhaag rahe hai.
Sumit:- Kis cheej se?
Megha:- Baat ye nahi tha ki tumhara pyaar mere liye sachha hai ya nahi...Ye bhi nahi ki mai tumse pyaar karti hu ya nahi...Balki ye tha ki hum hamesha saath reh paayenge ya nahi?
Aaj pyaar hai? Kal hoga ya nahi...Vakt ke saath log badalte hai aur saath hi pyaar bhi badlega ya nahi...Pyaar ka roop bhi samay ke saath badalta hai...Aaj hum dono ki pyaar deewangi wala hai...Kal shaadi hone ke baad pyaar waisa hi gehra hoga lekin ye deewangi se badal kar jimmedaari wala hoga...Fir bacche hone ke baad bhi roop badlega aur budhaape mein bhi...Kya itne vakt bhi hum dono ka pyaar waisa hi hoga?
Sumit:- Tumhara sabhi sawaal ke jawaab mere paas hai...
Megha:- Abhi baat khatm nahi hua hai...Kuch aur sawaal hai.
Sumit bina kuch bole abb aage ki sawaal sunne lagta hai.
Megha:- Tum mein ye attitude hai ki jab dusro ko tumse matlab nahi to tumhe bhi nahi...Ye bahut sahi hai...Lekin kya ye pyaar mein sahi rahega?
Jaise Kirti ne tumhe koi matlab nahi diya aur chhod diya tumhe der se hi sahi iss baat ko maan liya ki tumse galti hui thi aur tumne bhi Kirti ko matlab dena chhod diya...Jise tum ek vakt hadd se jyada pyaar karte thhe aaj uski koi mulya nahi hai...Sahi ha lekin.
Lekin agar ye hum dono ke bich bhi hua to?
Sumit:- Paagal ho kya? Humare bich kyu hoga aisa?
Megha ki iss sawaal ne Sumit ki dhairyata ek baar mein hi tod diya.
Megha:- Kyu nahi ho sakta...Aaj nahi hoga..Lekin kal...Abhi to hum lovers hai...Aur abhi tumhe mujhe paane ki jidd hai...Aise mein meri koi bhi galti ko tum najar andaaz kar doge...Lekin kal jab shaadi ho jaayega aur tum mujhe paa chuke hoge tab?
Tab chhoti chhoti baat par ladaai ho sakta hai? Aur wohi chhoti baat jab hadd se paar ho jaayega tab se duriyan banna suru ho jaayega...Man ki duriyan...Aur wohi Kirti wali baat kyu nahi ho sakta hai? Paas bhale hi rahenge lekin man se? Man se jaise tumne Kirti ko nikaala mujhe nahi nikaloge iss baat ki kya guarantee hai jab mai bhi bhaaw dena band kar dungi.
Sumit kuch kehne ke liye munh kholne hi wala tha ki...Megha fir se kehna suru karti hai.
Megha:- Tumhara galti ki baat nahi kar rahi hun...Abhi to tumhara koi galti nahi hai.
Maine jo bhi kaha usse tum mujh se badal do...Tumhari galti ki jagah waise hi mera galti bhi ho sakta hai...Lekin dono hi case mein...Galti humara hoga.
Aur aakhir baat ye hi hai ki maine tumhe kaha tha mujhe ye ehsaas dilaao ki mai tumhare saath comfortable rahungi ya nahi?
Iska jawaab ye 2 hafte mein bilkul bhi nahi mila...Agar kuch samjh mein aaya to tum mujhse kitna pyaar karte ho...Pyaar to mai bhi tumse karti hun...Ghum kar sawaal yahi aata hai ki aaj jo itna pyaar hai kal bhi rahega?
Aur kya guarantee hai ki jo tumhara attitude daba hua hai kal chhoti chhoti baaton par ye haawi ho kat humare bich man mutaaw nahi hoga?
Bas yahi sawaal ke jawaab chahiye mujhe.
Sumit:- Tumhare sabhi sawaal ke jawaab mere paas hai...Jab pyaar mein aaj tak itna kuch jhel liya hai to abb saaf saaf dikhaai de raha hai sab kuch.
2 hafte se mai tumhe apna pyaar nahi dikha raha tha...Tumhare sawaal ka jawaab hi de raha tha...Tumhare meti jindagi mein hone se mera jindagi kaise pura ho jaayega aur tumhari jindagi mein mai kyu jaruri hu? Jo shayad samjha nahi paaya.
Megha:- Jab itne din se ye samjha nahi paa rahe ho to mujhe nahi lagta ki aage samjha paaoge...Waise bhi vakt kuch jyada hi lag chuka hai.
Sumit ne iss baar jawaab nahi diya.
Megha:- Aaj raat tak ka samay hai tumhare paas.
Sumit abhi bhi shaant tha.
Megha:- Aaj 4 nahi 5 ghante tak ka samay deti hun...Jarurat pada to kuch aur...Lekin fir bhi hume sawaal ka jawaab nahi mila to kya faaidaa aage badh kar.
Jo baat aage jaa kar mushkil ho usse accha hai ki abhi kadam rok de...Mushkil hoga lekin behtar bhi yahi hoga jisse kuch dino mein bhula denge.
Sumit:- (In his mind) Kitna aasaan hai na.
Lekin Sumit ne ye nahi kaha.
Sumit:- Dekhte hai.
Itna keh kar Sumit waha se nikal gaya.
Wo bahut udaas tha...Megha ko jis baat ka ehsaas wo karaana chaahta tha usmein wo asafal raha...Samjha nahi paaya Megha ko ek dusre ki jarurat aur mahatwa.
Wo aage badh to raha tha lekin abb usse samajh mein nahi aa raha tha ki aage kya karna hai...Abb kaise 5 ghanta mein Megha ko uske sawaal ka jawaab dena hai? Baato se nahi balki ehsaas se.
Nyc update bhai dekhte hain sumit sahab aage kya karte hainUPDATE 117

Dil tod update champ bhaiUPDATE 117