• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 120

Megha se aakhiri milan ke baad Sumit apne bike ko gaanw ke simaana me rok deta hai.

Bike se utar kar ek daaru ki bottle kharidta hai aur khet ke paas ek patthar par baith jaata hai.

Aankho se aansu ki baadh suru ho jaata hai jo usne bahut der se rok kar rakha tha.

Sumit:- Pata nahi kya kami hai mujh me...Jo mai apne pyaar ka vishwash nahi dila paaya...Itne din saath rehne ke baad bhi Megha ko mere saath comfortable feel nahi hota hai.

Dard me wo daaru ki bottle khol keta hai.

Sumit:- Na jaane kab piya tha aakhiri baar...Tumne hi iss aadat ko chhudwaya tha lekin aaj...Aaj fir tumhari vajah se suru kar raha hun.

Ek dard bhari muskaan ke saath Sumit daaru peene ke liye haath ko uthaata hi hai ki ek baad fir Megha ki chehra uske saamne aa jaata hai.

Turant wo bottle se nikalti daaru ki dhaar ka nishaana ko apne munh se badal kar jameen ki aur kar deta hai.

Aur daaru ko ussi patthar mein fenk kar tod deta hai.

Sumit:- Ye daaru ko chhodna shayad tumhare saath bitaaye pal me se ek bahut accha seekh hai...Jo picchli jindagi tha akelepan ka depresion ka...Usse bhi nikalne me madad ki hai iss daaru ne.

Tum meri life mein sirf acchaayi hi laayi ho...To jaane ke baad buraai ki suruwat kyu? Aur tumse badi badi baat bhi to ki hai ki hamesha khush rahunga. :D

Koshish to hai...Lekin dar bhi hai ki agar kuch ho jaaye to sambhalne ke liye tum ho hi nahi. :(

Dar lag raha hai Megha tumhe kho kar...Abb to sone se bhi dar lagta hai ye soch kar ki jab aankh khulega to tum nahi rahogi...Pata nahi kaise sambhaal paaunga khud ko.

Majbut dikhaana aur majbut hone me bahut fark hota hai...Abb samajh me aa raha hai.

Bhai kya hua?

Piche se ek aadmi Sumit ki aankho me aansu dekh kar pucch leta hai.

Sumit:- Kuchhh nnahiiii.

Issi ke saath Sumit hosh me aata hai.

Sumit:- (In his mind) Ek pal ka bhi privacy nahi.

Fir Sumit bike mein baith kar aage nikalne hi wala tha ki.

Mere bina hi jaaoge?

Iss aawaj ne Sumit ke pure sharir ko jaam kar diya...Piche tak mud nahi paa raha tha.

Jab kuch der baad samjh mein aaya to bhi piche nahi mud paaya...Kahi ye bhi koi sundar sapna ki tarah ek pal mein naa toot jaaye iss baat ka dar tha.

Kuch der mein Megha ko khud ke saamne paaya.

Megha ko apne saamne dekh kar khushi ka koi sima nahi tha saath hi dar bhi aur gehraata jaa raha tha ki kahi ye khushi hamesha ki tarah sirf do pal ka to nahi.

Aaahhhhhh...

Sumit ka ye cheekh dard se bhara hua tha...Aankho se iss baar aansu nikal aaye...Dard ka aansu yaa fir khushi ka?

Megha:- Abb to sach maan lo.

Jaise hi Sumit ko yakin ho gaya bike se utar kar sidhe Megha ke gale jaa laga.

Megha ko kas kar apne baaho me bhar liya...Munh se ek shabd nahi nikal raha tha...Aur saath hi Megha par pakad aur bhi kasta jaa raha tha...Shayad dar tha ki iss baar bhi kahi Megha nikal naa jaaye.

Megha ko bhi thoda dard ho raha tha lekin Sumit ki khushi ko dekh wo chup hi rahi.

Thoda to sharm karlo...Beech raashte me lage huye ho...

Ye sun kar Sumit hosh me aaya...Megha se thoda alag ho kar uski aankho me dekhne laga...Aaj pehli baar Sumit ko wo pyaar dikha Megha ki aankho me jo wo itne dino se dekhna chaahta tha.

Wo Megha ka haath pakad kar aage badhne hi wala tha ki...

Megha:- Bike ko lock kar ke sahi jagah park kar lo.

Sumit:- Koi baat nahi...Tum mil gayi ho...Isse badi...

Sumit ki baat ko bich me hi kaat kar.

Megha:- Abhi bhi middle class hi ho...Baad mein mere kharche uthaane ke baad baat mat badalna.

Sumit muskura kar bike park karta hai aur fir se Megha ka haath thaam jar kahi ekaant ki aur badhne lagta hai.

Sumit:- Tum itni jaldi kaise pahunh gayi? Mujhe to bike se 15 minute lag gaya.

Megha:- Kaunsi badi baat hai...Ghar se paidal 5 minute ka raasta hai.

Sumit ka munh khula ka khula reh gaya.

Sumit:- Mujhe to kabhi pata nahi chala aur bataya kyu nahi.

Megha:- Bata deti to tumhare saath baatein karne ka mauka kaise milta.

Ek baar firse Sumit ki dimaag mein wo saari yaadein taaja ho gaya jab pehli baar wo iss gaanw mein aaya tha aur tab se le kar aaj tak Megha ke saath uss raaste bhar ki baatein.

Sumit:- Aur achanak se tumhara dil kaise pighal gaya?

Megha:- Abb jaa kar tumne sahi sawaal pucha.

Fir Megha kisi ko phone laga kar Sumit ko deti hai.

Aawaj kuch jyada hi jaana pehchaana tha.

Unknown:- Laga na jhatka.

Sumit:- Abe kamine.

Iss baar Sumit ki hairaani ka koi simaa nahi tha.

Sumit:- Iss baar tera timing ekdum unpredictable tha.

Unknown:- Har baar ghatiya thodi na hoga?

Sumit:- Suspense mein dimaag ka nasa fat jaaye isse pehle bata de...Bahut tadpaya hai...Hisaab baad mein barabar karunga.

Unknown:- Surgeon hai tu...Aur future mein Neurosurgeon...Ye baat tu bhi jaanta hai ki suspense mein dimaag ka nasaa nahi fatta hai.

Sumit:- Chaat mat yaar...Jaldi bataa.

Unknown:- Agar dimaag ka nasa fat jaaye to usse Hemorrhagic Stroke bolte hai...Bahut hi dangerous situation hai...Tune hi to bataya tha.

Sumit:- Abbeee....

Aage bolne se pehle Sumit control kar leta hai...Megha ye sun kar apni hansi rok nahi paati hai.

Sumit:- Bata de yaar Ashish...Baad mein kabhi maje le lena...Abhi raha nahi jaa raha hai.

Ashish:- Chal thik hai...Ye baat to tu bhi jaanta hai ki tu laat ki bhut hai baat se maanne walo me se to hai nahi.

Kitni baar samjhaya Megha ki pyaar ko apna le...Lekin tu? Alag hi soch bana kar baith gaya tha...Mere paas ek hi raasta tha aur wo hai tere pichwade me acche se laat maar kar samjhana.

Megha ka phone number kisi tarah le kar usko samjhaya ki tujhse duri bana le...Tab teri akal mein baat ghusega.

Ye bhi tujhse kam nahi thi...Bahut mushkil se samjhaya...Aur jab wo tujhse dur hone lagi tab jaa kar tere jo dimaag ghutno mein chala gaya tha wo sahi jagah par wapas aa gaya...Tujhe samajh mein aaya ki tu kya khone jaa raha hai.

Mein to chaahta tha ki kuch din tu aur tadpe tab acche se samajh aayega tujhe...Lekin Megha nahi maani...Aakhir kaar tujh par dayaa aa hi gaya.

Chal abb sab thik ho gaya hai...Mahe kar.

Agli baar aisi bewkufi kiya to agla laat bahut kas kar padne wali hai tujhe.

Itna keh kar Ashish phone cut kar deta hai...Ye sunne ke baad Sumit ke munh se itna bi nikla.

Sumit:- Kamina...Ye to mujhse bhi aage nikal gaya.

Fir Megha ki aur dekh kar.

Sumit:- Aur tum....Jab jaanti thi ki mujhe ehsaas ho gaya hai ki mai tumse sacch mein pyaar karne laga hun aur galti ka ehsaas ho gaya...Fir bhi mujhe tadpaati rahi.

Megha:- Kyu na karu? Tumne mujhe itne saal se tadpaya uska kya?

Chun chun kar badla liya hai.

Sumit iska koi jawaab nahi de paaya.

Megha:- Badla se bhi jyada tumhara pyaar...Ye hi mujhe ruthe rehne ke liye majbur karta tha...Itne vakt ke baad tumhara pyaar dekh jar sach mein bahut accha lagta tha.

Tumhara mere liye kuch bhi kar jaane ki jidd ye dekh kar bahut garv hota tha khud par...Tumhare saath baatein karna, vakt bitaana jaise duniya bhar ki saari khushi mil gayi ho.

Aur tum jo mujhe manaane ke liye mujhe itna special feel karwate thhe isse mai aise kaise jaane deti...Bas yehi dekhna tha ki tum mere liye kya kuch kar sakte ho...Mujhe kitna pyaar karte ho? Mere bina kaisa haal ho sakta hai?

Bas ye hi dekhna tha.

Sumit:- Aur saath hi mera jaan nikalna bhi. :(

Megha:- Aur rahi baat ruthne ki to...Agar sach mein ruth jaati to itne din jo tum mere aas paas thhe ek hi pal mein tumhari jindagi se chali jaati bahut dur...

Sumit Megha ki hontho par ungli rakh deta hai.
 
Last edited:

Amdnvdia

New Member
44
143
33

at least mil he gi megha es ko buht khob bhai
wait for next updates
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304

Bhut hi bdiya update champ bhai :love:
Wah kya scene h :D
To ye baat thi, megha bhi chupi rustam nikli :love2:

Ye Ashish ko keeda utha tha ye sab karne ka:surprised:
images-1
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Waiting for next update champ bhoi :elephant:
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Waiting champ bhoi :injail:
 
Top