Hrami manus
Member
- 107
- 384
- 63
Stop expecting guys...writer is in hibernation now... Dekho kb jaagte h.. Kb ayega update..excuses are on top... But still waiting
Index Updated.Index 3
Update 37
Update 38
Update 39
Update 40
Update 41
Update 42
Update 43
Update 44
Update 45
Update 46
Update 47
Update 48
Update 49
Update 50
Update 51
Update 52
Update 53
Update 54
Update 55
Update 56
Update 57
Update 58
Update 59
Update 60
Update 61
Update 62
Update 63
Update 64
Update 65
Update 66
Update 67
Update 68
Update 69
Update 70
Update 71
Update 72
Update 73
Update 74
Update 75
Update 76
Update 77
Update 78
Update 79
Update 80
Update 81
Update 82
Update 83
Update 84
Update 85
Update 86
Update 87
Update 88
Update 89
Update 90
Update 91
Update 92
Update 93
Update 94
Update 95
Update 96
Update 97
Update 98
Update 99
Update 100
Update 101
Update 102
Update 103
Update 104
Update 105
Update 106
Update 107
Update 108
Update 109
Update 110
Update 111
Update 112
Update 113
Update 114
Update 115
Update 116
Update 117
Update 118
Update 119
Update 120
Update 121
Update chhota dia h for sure but bhai apki stories hoti hi addictive h toh isliye itna pyar h or jaisa ki kahte h k jisse jitna pyar hota h usse hi hum gussa b hote h islie uodate ke itna zda late hone pr hme apni narazgi zahir krni hi pdti h...baki aap ab zda Mt delay krna jldi jldi is stroy ko end kro or bdia tarah se...fir thoda rest lekr fir se ek bdia story ke sath dhamakedaar come krna baki apko pta hi h readers toh daude chle ayenge...well do entertain us with ur lovely story.. Much love brotherFriends Update 121 is posted... Please read and give your valuable feedbacks.
NYc update bhaiUPDATE 121
Sumit:- Haan to Kirti...Abb tumhari baari?
Kirti:- Kya?
Sumit:- Apni kahaani sunaane ki...Achanak se hriday parivartan kaise ho gaya?
Kirti:- Professor Dr. Rahul ko jaante hi honge tum?
Sumit:- Unhone kaise tumhara hriday parivartan kar diya...Wo to urologist hai naa ki cardiologist.
Kirti:- Bakwaas band karo.
Ek to Kirti pehle hi pareshaan thi ye jaan kar ki Sumit uska nahi raha upar se Sumit ka ye majaak.
Sumit bhi Kirti ka pareshaani dekh kar aaram se bola.
Sumit:- One of the best professor in my life...Ye baat to tum bhi jaanti ho ki Residency (MD/MS) MBBS se kaafi mushkil hota hai apne personal life manage karne ke maamle me.
Din aur raat bhar duty...Kaam kisi gadhe se kam nahi...Personal life ko to ghar me hi bhul jaao...Aur maine residency kiya bhi to uss vakt jab mai kaafi kamjor mehsus karne laga tha...Tum se alag hone ka dukh ne mujhe itna kamjor kar diya ki khud par hi bharosha nahi raha...Megha ka pyaar se hi darne laga tha.
Shayad dukh ko hi apna jeevan maan liya tha...Khush hone ka sochne par hi dar jaata tha.
Ussi residency mein ek cheej jo accha hua mere saath wo tha Rahul sir ka saath...Wo sirf mere thesis ke liye hi guide nahi thhe unhone mujhe jindagi bhar ke liye guide kar diya.
Professionally aur kuch hadd tak personally jo bhi hun unka kaafi yogdaan hai.
Tum unhe kaise jaanti ho?
Kirti:- Mere Papa ka dost hai.
Sumit:- Accha.
Sumit aage sunne ka intejaar kar hi raha tha ki Kirti ke ek sawaal ne Sumit ko kuch pal ke liye hairaan kar diya.
Kirti:- Pehle to mera hamesha picha karte thhe? Ye jaanne ke liye ki mai khush hun ki nahi. Lekin jab mujhe tumhara sabse jyada jarurat tha to tab kyu nahi aaye?
Ye kehte vakt Kirti ki aankho me aansu aa gaye.
Sumit:- Matlab...
Kirti:- Mera engagement attend karne ke baad kyu ek baar bhi picche mud kar nahi dekha?
Sumit:- Mera posting ka date aa gaya tha...Uss vakt hi keh diya tha abb pichhe mud kar nahi dekhunga...Tumhe tumhare khushiyon ke saath hi chhod kar gaya tha...Dukhi tha to mai jo toote hue dil ke saath waha se gaya tha jiska filr sirf Megha ko hi tha.
Kyu tumhari shaadi....
Kirti:- Nahi hui...
Sumit ko kuch khaas to fark pada nahi lekin Kirti ko dukhi dekh thoda ajeeb jarur lag raha tha.
Kirti:- Engagement ke baad pata chala ki Vivek waisa nahi hai jaisa mai sochti thi. Uska mere alawa bhi do aur ladki ke saath affair tha uss vakt.
Shaadi mujhse karna chahta tha paiso ke liye.
Ye pata chalne ke baad mai puri tarah se toot gayi...Uss ke saath sach mein pyaar ho gaya tha tumse piccha chudaane ki koshish kar kar ke.
Mujhe hamesha se aise ladke pasand thhe jis mein sab kuch ho...Look mein handsome, padhaai mein intelligent, baaton mein humour, mujhe special feel karwaane wala aur har ek quality...
Sumit:- Saccha pyaar ke alawa.
Sumit ki iss baat par Kirti kuch der chup rahi aur fir bolna suru kiya.
Kirti:- Tumhara personality par attract hone lagi thi...Lekin tumhara ye haal nahi tha...Ye baat mujhe pasand nahi aayi jo dhire dhire mera ego hurt karne laga...Kaise bhi tumhe paana chaahti thi...Aur jab kaamyaab ho gayi to realize hua ki tumse bhi acche personality ke log hai.
Umar hi kya thi uss vakt...Jindagi bhar tumhe jhelna bhi nahi chaahti thi...Issi liye ussi vakt alag kar diya.
Aur baad mein tum jab fir tour mein mile...Tab tumhe lag raha hoga ki tum mujhe impress kar rahe ho...Lekin mai tumse aur irritate hone lagi...Lekin pata nahi Vivek se kaise pyaar karne lagi? Uska personality to tumhaare saamne kuch tha hi nahi...Shayad badalte vakt ke saath soch mein bhi pariwartan aa gaya tha.
Megha:- Aur jab Vivek ka asliyat pata chala to Sumit ki yaar aa gayi?
Bahut der se chup Megha abb jaa kar boli.
Kirti:- Nahi...Sumit ek haara hua aashiq tha mere saamne...Zero hi nahi balki negative personality...Mera 2nd yaa fir last choice...Jiske baare mein sochna bhi nahi chaahti thi.
Sumit:- To fir tumhara aaj ye roop kyu aur kaise?
Kirti:- Yaad hai maine Dr. Rahul ke baare mein puccha tha.
Sumit:- Haan mera Professor aur tumhare Papa ke dost...Aage bataao.
Abb shayad Sumit se bhi aur intejaar nahi ho raha tha wo raaj jaane ke liye ki kaise ek ladki jo usse bhaaw tak nahi deti thi...Pyaar to dur ki baat uske dard par bhi taras nahi aata tha aaj uske pyaar mein paagal khud uske piche aa gayi wo bhi itne der hone ke baad...Aur iss baar ka pyaar junoon aur attraction bhi nahi tha...Shayad sachha.
Megha kuch yaad karte hue muskura rahi thi...Shayad uska andaaja sahi disha mein jaa raha tha.
(Friends jaanta hu update chhota hai, isse comeback update samajh lijiye...Aur bahut late bhi ho gaya...Picchle mahine ek aisi department mein posting tha jaha ka kuch faculties toxic hone ke saath saath environment bhi toxic tha...Mentally itna jyada thak jaata tha ki likhne ki himmat to dur acche se relax bhi nahi ho paata tha...Uss department ka posting ka asar wo posting khatm hone ke kuch hafte tak bhi raha...Abb thoda free hun...Story bhi 5-10 updates baaki hai....Complete karke hi jaaunga.]
Bdiya lekin chota update champ bhoiUPDATE 121

Kirti:- Engagement ke baad pata chala ki Vivek waisa nahi hai jaisa mai sochti thi.