• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Gulam (Completed)

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Awesome update bhai
Waiting for next update
Bhai ek to aapne etne detail se review diya Hai aur upar se ek gante me hi waiting for next update???
Kuch mazak chal raha Hai kya bhai
Bahut mahnat lagti Hai Bhai update likhne me
Kya aap thik se review bhi nahi de sakte?
Aur chalo nahi dena to thik par ek gante baad hi waiting for next update to mat likho
Jindagi me aur bhi Bahut kaam hote hai
Sorry if I'm behaving rude but it hurts man
 

Pta nhi

♥️🖤❤️🖤
5,287
8,202
188
images
 
  • Like
Reactions: Jitu kumar

Jitu kumar

Active Member
1,946
6,504
143
Awesome update bhai,
bahad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
jey ko gherne wale gundo ko pata hi nhi tha ki jey kaun hai, aur jey unko marne ke baad khud hairan ho gaya ki usne ye kaise kiya, lekin ye baat sach hai ki insaan apni yaddast kho sakta hai par apna hunar nhi kho sakta hai,
jey ne apne pet me ek memory chhupa kar rakha tha,
aur uss memory me lagta hai ki usne apne saare network ke baare me data rakha hoga,
jey ke dwara code use karte hi uska aadmi use lene pahuch gaya hai,
sach me bhai aapne jey ki manodasha ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai,
ab dekhte hai ki aage kya hota hai
 

Rahul

Kingkong
60,514
70,702
354
achcha update hai sach kahun to soncha tha ki aapki kisi thread par na aunga tabhi pichle update ke baad bhi mai na aya tha par chalo jo bhi hua pichla maaf kiya aapko..ab story aap apne hisaab se likho mai usme kuch nahi bol sakta baki jo bhi ho story hero ko pitwana mat halka fulka chalta hai :flowers:
 
  • Like
Reactions: Jitu kumar

Story Collector

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
137,678
116,115
354
super-gif-1.gif

Excellent update bhai bahut hi shandar aur lajawab bole to ekdum jhakaas mind blowing & fantastic :happy:

Wah bhai Chaa gaye aap to
Aap ki mehnat aur imagination ne is Kahani Mein Char Chand laga diye hai aur aap ki yahi mehnat Ke Karan aaj Gulam Story ke Deewano ki list din doguni aur rat chauguni badhati hi ja rahi hai,

Jey ko
lootne ke liye Park mein Jo Gundo ne use ghera tha Agar Unhe Pata Hota ke Jey kaun hai to Bina Maar Khaye hi Unki fat ke Hath Mein Aa jaati aur jey unko gundo ko marne ke baad khud bhi hairan ho gaya ki usne ye sab Aakhir kiya kaise,

Aur sach mein bhai Insaan apni Dhalti Umar ke saath Apni
yaddasht Ko sakta hai lekin apna hunar nahi kho sakta, aur jey ne apne pet mein yeh memory card kab chhupa kar rakha tha, iska to story Mein Kabhi Jikar hi nahi hua Shayad Ye Bhi Koi suspense hai jo Aage open hoga aur uss memory me lagta hai ki usne apne saare network ke baare mein data rakha hoga,

jey ke dwara code use karte hi uska aadmi use lene pahuch gaya iska matlab abhi tak Priya ne Jey banaye huye Kisi bhi code ko change nahi kiya hai aaj bhi wo jey ke dwara banaye gaye code ko use karti hai yaa ho sakta hai is code ke baare mein Priya ko bhi Pata Na Ho jey is code ko sirf Apne tak hi secret rakha hoga, sach mein bhai aapne jey ki manodasha ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai, ab dekhte hai ki aage kya hota hai iske liye aage ka intezar rahega

Keep going
We will wait for next update

:yourock:
​
 
Top