Awesome update bhai,
bahad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
jey ko gherne wale gundo ko pata hi nhi tha ki jey kaun hai, aur jey unko marne ke baad khud hairan ho gaya ki usne ye kaise kiya, lekin ye baat sach hai ki insaan apni yaddast kho sakta hai par apna hunar nhi kho sakta hai,
jey ne apne pet me ek memory chhupa kar rakha tha,
aur uss memory me lagta hai ki usne apne saare network ke baare me data rakha hoga,
jey ke dwara code use karte hi uska aadmi use lene pahuch gaya hai,
sach me bhai aapne jey ki manodasha ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai,
ab dekhte hai ki aage kya hota hai