★ INDEX ★
☟
☟
♡ Family Introduction ♡ |
|---|
Last edited:
♡ Family Introduction ♡ |
|---|
Guffa mein shaktiyan nahi waha pe wo hathiyar band hai...wo shield aur baaki ke saare hathiyaar..nice update ..kavita ne kaha ki sammohan hai ..aur wo cheel ka kanch todkar aana haath me aag lagna ..sab ajeeb hai ..agar saare hathiyar gufa me band the to nikale kisne aur kaise waha se..
Arre rukko yaar thoda aaram se.....nice update ..sofia ki kahani samajh me aa gayi..par jaha slayer hai waha raja to hona chahiye..aur lucifer kaha ka raja hai jisne unknown warriors ko planet se bhagane ki planning ki thi ? ..
viraj bhi warriors me se ek hai ...
shayad jo 10 warrior pariwar alag alag huye the unki pidhi me janam hua ho parth aur neelam ka jisse prateek me bhi warrior ki taakat aa gayi ho ya aayegi..
nice update ..aakhir family tree pe apna naam likh diya prateek ne ..aur sabko cheel ne aakar bhaga diya jo prateek ki family ko bura bhala keh rahe the ..
ab rupal apne nana nani ko aazad karwaana chahti hai..dekhte hai kaise ladhai hoti hai waha pe .
.
sab ho gaya...Aatmayon ko khana ek nasha jaisa ho gaya hai Slayer ke liye....shuru mein ye jaruri tha par ab...ab ye bas...ek aadat ho gayi hai....slayer ko lomdi aur saap ka nishan mila hai ..lagta hai ye sab warriors ke nishan haiagar prateek ko bhi mil jaaye to wo bhi aur jyada powerful ho jayega
..
par slayer itna taaqatwar hai to wo un aatmao ki bhook shant karne ke liye aur logo ki aatma kyu khata hai ? kya wo un aatmao ko control nahi kar sakta ..
aur aisa kya kiya tha parth aur neelam ne ki sab unke pariwar se nafrat karte hai ?? ..
Thanks bhaiSuperb update Bhai.
Dekhte ha aage fight me kya dhamal krta hai apna hero.
Aaj nahi bro kal aayegaBrother aaj update aayega ya Nahi