- 658
- 4,694
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
UPDATE 38
53 saal pahle,
Pritam ke marne ke 50 saalo baad, Kharad ka koharam macha hua tha, usne Ozoro ko khuli chhut di hui thi bahut had tak, Sab log apni jaan bachane bhag rahe the har kisi ko dar tha unke sath kya hoga kab unke yaha koi aakar unke bachho ko kabhi biwi ko utha kar le jaaye koi nahi jaanta tha.
Usi vakt
Amrit lok ke ghane jangalo me Mangal nahi ..
Sukant Do jodo ke sath tha. Vahi Sukant jo ki Pritam ka guru tha. Uski umr koi nahi jaanta tha.
"Sarkar, aapne ham sab ko yaha?,aur mere mata pita ka kya? Unhe bhi to hamare sath laana tha." Piche se uski bahan aur premika halke se khusur pusur kar rahi thi.
Sukant muskurate hue."Lagta hai, tumhari bahan mujhe nahi jaanti, Main Sukant hu." Uska naam sunte hi, dono ladkiyo ke muh khule ke khule rah gaye. Vo jaanti thi sukant ke baare me.
Sukant ne phir apna dhyan sab ki taraf karke baat jaari rakhi.
"Maine jaisa kaha tha uske hisab se main sirf tum charo ko hi us surakshit jagah bhej sakta hu lekin ek aashvashan jarur dunga ki kharad aur zoro se tumhare parivar ki raksha main khud karunga."
"Aisi konsi jagah hai?" Chandrajit ne kaha.
"Prithvi lok, Vaha par tum sab ozoro ki loot paath se door rahoge, aur do ghar bhi bass jayenge." Sukant ki baat par Chandrajit ke man me bahut se sawal the lekin ek baat uski tabhi dhyan me aayi.
"Do ghar matlab?" Usne puchha phir baad me apni bahan ki taraf dekha jisne apna sar niche jhuka liya aur uska dost maafi maangte hue khudke kaan pakadane laga.
Chandrajit us vakt behad gusse me tha.
Uske baad bahut si chijen Sukant ne unhe samjhayi ki kaise rahna hai, Apne parivar ko hamesha apne pass rakhna hai. Unke bachho ki shaktiyon ke baare me kisi ko pata na chale kyuki vo prithvi lok hai.
Chandrajit ne himmat bandh li thi, use Apni jaan aur pyaar ke liye ek surakshit duniya dekhni thi. Lekin phir bhi uske dil main bojh tha. Sab se bada apne parivar kaa khaskar mata pita, sochte hue Chandrajit ki aankho me aansu aa gaye,tabhi uska apni bahan ki taraf dekha uska uske upar ka gussa khatam ho gaya isi ahsas se ki uski gudiya bhi uske sath rahegi bhalehi karan koi bhi ho.
Ye do jodiyan koi aur nahi Kamal ke Dada-dadi aur nana-nani the.
Chandrajit: Dada
Dayanidhi-Dadi
Suryabhan-Nana
Vatsala- Nani
_______
To hua kya tha tab, matlab ki jab maine us vishalkaay jaanvar ke sahare se ek bahut bada yuddh rok diya.
Shuruaat hui tab, jab mujhe drishti se atit ke kuch hisse dikhayi dene lage. Vo ek tarah se daraavane the, dhadkane tej thi lekin unhe bhi dahkane dene vaali chije ho rahi thi, ek jahaj ko Amrita ke dwara kaabu me kiya jana. Lekin sabse Darr vaali baat thi vo ozir jise maine us drishti me dekha tha. Aaj main ussse ladhne nahi balki vo mujhse ladhne aaya tha.
Laadai aasan nahi thi uske sath lekin Abby ke sath ladhne ki vajah se ladh paaya aur Asmita ki sthalantar ki takat se use hara diya.
Lekin asli yuddh uske baad hua, vaha par har ek vastu daraavani thi saamne se aata vishaalkay jaanvar, terne ke bawajud bhi samandar, vaha khade Jamal ki tej dhadkane, durr khadi us ladki yaani Meena ki duvidha,yah sab kathinayio se bhari parishthiti, upar se bada sawal jo mujhe bahut vakt se dara raha tha jisase mere man kuch soch nahi paa raha achanak se, main kon hu? Mujhe kabhi main maseeha, farishta, ek hero yaa phir sirf kisi khel ka pyada. Jo ki mere liye aisi chije thi jo mere liye bahut badi thi, jis tarah se maine jivan jiya tha ye soch kar ki main sabse nakara insaan hu kyuki, main mere bhai aur baaki parivaar jaisa nahi ban sakta, vahi mera jadui parivaar, jaha bahano ki najro me main ek chudakkad tha to us hisaab se to upar ki chije mere liye badi hi thi. Lekin vahi mere liye darr tha.
Maine phir jo baat suni jisase ye sab chijen ek dam se khatam ho gayi, Main ab Darr nahi raha tha kyuki mere dil me usase bhi bada dard tha jo ki sadiyo se mere sharir yaa man me nahi, aatma me tha.
Iska matlab ye nahi ki ab tak sari baate mere liye mayne nahi rakhti, balki ab vo aur jyada mayne rakhti hai, kyuki ab vo sab darr nahi mere liye chunaoti ho gayi thi.
Saamne khadi vo badi si shaitani machli nahi thi ki jisase main daru vo is shrishti ka ek anmol hissa thi.
Ishwar ne mujhe kaam sopa tha use banane ka jise maine meri lagan se banaya.jisme mujhse bhi galtiya hui jiske karan Aaj vo apne darr se jhujh rahi thi, kon dost aur kon dushman is vishalkay samandar ke hisse me samajh nahi paa rahi thi, uski dhadkan me sun sakta tha uska dard main samajh sakta tha. Mere man ko lag raha tha ki vo mujhe jaanti hai, vo meri shaktiyo ko mahsoos kar paa rahi thi. Aur mujhe jaise main kon hu? mere pass kya hai? vo sab bata rahi thi.
Mujhe ab jald se jald raja banna tha, jisase ho rahi us dharti ko phirse sukh samriddhi se nahla sakhu. Main kharad ko uske khilone ki tarah istemal nahi karne de sakta tha.
Mere andar aur bhi shaktiyan hai jo main jaan nahi paya tha ab tak. Lekin ye baat main kise batau mujhe nahi lagta sivay Amrita ke koi ye samajh payega, kyuki Ashu to gayi tab se naa phone kar rahi hai naa hi kuch msg, us baat ki alag chinta thi ki use ab kya hua. Gharvalo ne usase kya kaha.
__________
Main abhi darwaje ke pass khada apni soch me duba tha. Tabhi aane ki aahat hui aur sulochanaji ne darwaja khola.
Mujhe achanak dekhkar vo pahle to chauk gayi, lekin phir khushi ke maare mujhe andar aane ko kaha.
Andar jaate hi vo andar kitchen ki taraf chali gayi.
"Tum yahi ruko main chai banakr aati hu."
Main niche sofe par baithne vaala tha lekin mujhe ahsaas hua ki Divya ghar par nahi hai isiliye unke pichhe chala gaya.
Bartano ki aavaj aur unki chudiyo ki aavaj ek sath andar se gunj rahi thi, mujhe aata dekh unhone mudte hue kaha. Vo aaj pasine se bhig hui thi ghar ke kamon ki vajah se.
"Maine tumhe rukne ko kaha tha na."
"Haa lekin jyada milna nahi hota isiliye.." main aage kuch nahi bola .
"Thik hai, batao phir kuch main tab tak chai banati hu." Apna kaam karte hue unhone bola.
"Kya batao?" Maine apne andaj me kaha.
"Kya batau matlab? Tumhari ye jadu vagere ka kya hai tumne us din bataya nahi achhese." Sulochanaji boli.
"Chal raha hai thodi jimmedari hai, kisi din achhe se samjhaunga abhi to mujhe meri hone vaali patniyo ki chinta hai." Maine majakiya andaj me kaha, kyuki pichhli baar jo baat chit hui thi main bhula nahi tha.
Unki bhauvaye upar ho gayi "Patniya? Shadi karne ka khayal hai kya?"
"Haa main sari jimmedari achhe se nibhana chahta hu." Maine muskurate hue kaha unhe samjh aa gaya ki main kis baare me baat kar raha hu.
"Achha aisi baat hai." Unhone bass utna kaha aur muskurayi, lekin uske pichhe vo kuch chhipa rahi thi. Narajgi Lekin kis baat se.
"Kya hua? Maine kuch galat kaha kya? Aap mujhse kisi baat se naraj hai." Maine chintit swar me puchha.
" Nahi, kuch nahi." Unhone baat ko talne ki koshish karte hue kaha.
"Achha, aisa hai, us din to mujhe sunny ki jagah lene ko bol rahi thi, lekin aap to ek hamdard bi nahi samjhti mujhe." Mere hamdard kahne par unki aankhe gili ho gayi.
"Nahi aisi baat nahi hai, vo bass Amrita aur Ashu ke baare me soch rahi thi."
" Kya soch rahi thi?" Maine puchha.
"Main, unh hu main bass " achanak vo rone lagi, "vo main nahi chahti ki tarah un dono ke sath anyay ho jo mere sath hua hai."
Sulochanaji ki baat par main ruk gaya.
"Kya aap mujhe apne pati ki tarah nich samjhti hai?" Mere aise kahne par jor jor se rote hue naa naa me sar ghumane lagi.
" Nahi mujhe pata hai, tum usase achhe insaan ho lekin tum bhi to socho ye kis tarah ki paristhiti hai, mere pati ne mere pith pichhe kisi aur ke sath affair Kiya aur uske liye mujhe chhod diya, ye main.." uske aage ko vo kuch nahi boli.
Mujhe unki baat par gussa aa raha tha lekin unki baat samajh bhi raha tha.
"Aap jaisa soch rahi hai vaisa nahi hai, us din aapke saamne vo dono mili, un dono ko pata hai ki vo mere liye kya hai. Iski tulana aap Divya ke pita se nahi kar sakti" Mere kahne par vo meri taraf dekhne lagi jaise main unki baat nahi samajh paya.
"Nahi, tum galat samajh rahe ho, main un dono ke rishte ki baat nahi kar rahi. Ham dono ke baare.." itna kaha aur ruk gayi.
Maine jo bhi suna us par vishwas nahi kar paa raha tha. Maine usi vakt meri najare unki najro se milayi.
"Nahi aap galat hai, main aapke sath Jo bhi karna chahta hu vo unse chhip kar nahi, ye baat unhe jarur pata hogi. Aur vo is baat se bilkul bhi mana nahi karegi.
"Kyu nahi karegi vo dono, Maine dekha un dono ki aankho me pyar khaskar Amrita ki, vo to tumhe Ashu ke sath bhi kaise baat sakti hai." Main unki baato par khush hua.
Mujhe muskurata dekh vo nam aankho se boli. "Aise kya muskura rahe ho?"
"Yahi ki mujhe nahi pata tha ki aap hamare rishte ko lekar itni utsuk hai."
Vo kuch nahi boli, baju me chay Jo chal chuki thi use dekh kar gas band kar diya udas man se.
Mujhe thoda unke liye bura laga. isiliye Maine lambi saans leke unse kaha.
"Achha pahle aap ko meri ek baat Sunni hai.vaha pe.. jo bhi hai vo is duniya se alag hai,....." Phir Maine ab Tak sab kuch ho hua vo sab unhe bata Diya sirf kuch chije chhod kar jisase unhe jyada chinta Naa ho.
Aage baat shuru rakhte hue "main ye sab jabardasti yaa in sab me Mera man nahi hai aisi koi baat nahi hai, naa hi main ye kahunga ki main is sabke layak hu lekin yahi meri jindagi hai. To agar aapko lagta hai ki hamare bich kuch ho sakta hai to unki chinta mat kijiye unhe in sab se itna farak nahi padega vo mujh kuch alag tarah se hak jamayegi."
Meri baat sunne par vo shant thi, Bina kuch kahe sare bartan dhone lagi.
"Kya hua?" Is rukhe bartav par Maine puchha.
"Chai nahi banani kya phirse?" Itna kahkar unhone gas chalu Kiya.
"Batao na." Maine masum sa chehra banake kaha.
Phir unhone is baar gas band Kiya aur piche mudi.
"Rajat vaali ghatna ke baad jab tumne aana chhod Diya tha, tabhi mujhe bura laga, kyuki main hamdard chahti thi lekin vo tumhare roop me milega ye kabhi socha nahi tha. Upar se sunny ke dost me usko dhoka dena nahi chahti lekin ab vo kahne ki baate, hame nhi pata shayad vo kaise is sab baato par bartav karega, shayad ab tak jo hua hai us par hi gussa hota yaa phir uske hone par tum bhi ye naa karte, isiliye vo sochna chhod diya lekin main tumhe kisi ke sath mere liye bura karo ye nahi chahti upar se Divya kya sochegi, ham dono hi to uske sab se apne hai, ham aisa kare to kaisa hoga."
Sulochanaji ki baat sun main shant ho gaya. Ab mujhe Divya ki vajah se bura lag raha tha. main use is ghar me paraya mahsoos nahi karva sakta phir mujhme aur unme kya farak rah jayega. Main kuch naa bole vaha se nikal gaya.
Unhone is baar mujhe roka nahi, mujhe ab samajh aaya unke man me mere liye ichha hai lekin vo bandhi hui hai.
____________
Ghar ke garden me pahuncha tabhi mujh par hamla hua, ek mukka saamne se mere bhai ne mara. Usne puri takat se mara tha lekin ab main koi kamjor nahi tha. Uske sath Sunil yaani Ashu ka Bhai bhi tha.
Maine niche girte hi idhar udhar dekha, vaha par Ashu ke Mata pita , tejaswini Chachi aur shweta mere parivar vaalo ke sath khadi thi sivay maa ke.
Mujhe us mukke se dard to hua, is baar phirse maine mere bhai ko meri taraf aate hue dekha.
Lekin baar
*Thud*
Mera Bhai do baar girkar gasitate hue hariyali me mitti ughadte hue gira.
Maine is baar uski shaktiya nahi khichi kyuki mujhe jarurat nahi thi aur mujhe Sunil ki khichni thi, jab shaktiya aai thi tab to in sab ke bare me nahi jaanta tha lekin ab sabhi takato astitva main jaanta tha use samajh pata tha to bhalehi Sunil ki Shakti hamle se khich leta tha aur utni hi takat se hamla karta, phir bhi uski Shakti khichna behad aasan tha.
Mere Vishal ko lagaye mukke se sabhi ke chehre ke bhav badal gaye, khaskar shweta aur payal jo kuch bhi samajh nahi paayi aaj tak unhe lagta tha ki Vishal ko koi nahi maar sakta, lekin aaj jiske mukke se uski ye halat hui vo soch bhi nahi sakti thi.
Tabhi Meena bhagte hue aayi. Pratik aur nirmala ki bhauve sikud gayi, Vishal ko is tarah pitata kabhi nahi dekha tha, Sunil bhi samajh nahi paya kya ho raha hai, lekin phir bhi use lagta tha ki uske shaktiyo ke aage Kamal nahi tik payega kyuki bhalehi Kamal kuch bhi Karamat karle uske pass Sunil ki shaktiyo ka hal nahi hai.
"Sunil, ruk jaao beta." Pratik ne apne bete se kaha. Nirmala ne unhe aankhe badi kar dekha.
Sunil bola. " Papa aap chup rahiye, ye ham dono ke bich ki baat hai meri bahan ki jindagi kharab karne vaale ko sabak jarur sikhaunga."
Pratik bahut chinta me tha.
Nirmala ne unhe halke se kaha." Aji kya kar rahe hai?"
Unki idhar khusur pusur chal rahi thi ki sunil gusse se kamal ki aur bada Kamal tayar tha, Kamal ke man me usake liye apne Bhai itni hi nafrat thi. Vo vo pal yaad karne laga jab jab unhone uske sath bura bartav yaad aane laga, un logo ke vajah se baaki logo ke man me bhi Kamal bura ban chuka tha. Uski jindagi ka har ek din kharab karna Sunil aur Vishal kabhi nahi chhodte, school me bully karna karvana, uske dabbe milavat se lekar uske sath har ek buri se buri harkat karne me vo mahir the.
"Mujhe meri shaktiyan bata rahi hai agar Kamal ne us par hamla Kiya to .."Pratik ne ye baat dhire se kahi.
"To kya?"
"Vo maara jayega." Ye sunte hi Nirmala ki aankhe badi ho gayi vo Darr ke maare bhagte hue sunil ke pass aayi.
"Maa aap kya kar rahi hai?" Sunil ne apni maa se khud ko chudane ki koshish ki.
"Beta rahne de, usase kya ladega uske liye to koi saga nahi hai." Nirmala ne apne bete ko pakadkar pichhe laate hue kaha.
Tabhi andar se bhagti hui Shital bahar aayi .
"Kya hua Vishal?" Vo sidhe Vishal ki taraf gayi, ye dekh kar Meena ne Kamal ki taraf dekha.
"Uska jhagda hua hai Kamal ke sath." Meena ne kaha.
"Nahi nahi, Kamal kaise maar sakta hai." Vishal ke ek hath par ghisne se chot aayi thi.
Sulochana shital ko apne bete ki baju lete dekh boli. "Haa tumhare ladle bete ne hi mara hai, meri beti ki jindagi barbad kar ab apne Bhai ko maarne vaala tha."
"Bua, aapka bahut hua maine kisiki jindagi barbad nahi ki hai." Kamal dahadte hue bola. Phir usne idhar udhar dekha, ab tak vaha par Amrita aayi hui thi, uski aur dekhte hi Kamal ko samaj aa gaya. Uska chehra thoda sharm se jhuk gaya.
Tabhi Dada dadi vaha aa gaye, vo kuch kahte usase pahle Kamal vaha se gayab ho gaye. Koi kuch samajh nahi paa raha tha, pratik is vichar me tha ki uski shaktiyo me koi kharabi hai yaa phir Kamal ke pass ye shaktiya kab aayi. Sabhi ko ab tak Ashu vaali baat pata thi, har koi dosh Amrita aur Kamal ko de raha tha. Shital bhi samajh nahi paa rahi thi ki use uske bete ki kitni galtiya maaf karni padegi.
Dada dadi ne Meena ki taraf dekha Meena mayus thi, vo bhi the. Khaskar unhe jo baat pata chali thi us vajah se.
________
Ashu apne kamre me baithi ro rahi thi, jabse use ghar laaya gaya vah ekdam udas thi, apni maa ke muh se aise vaise shabd sun kar use bahot taklif mahsoos ho rahi thi.
Use ab Kamal ki jarurat thi, lekin is vakt Kamal se bhi naraj thi, apni is paristhiti ka jimmedar vo Kamal ko maanti thi. vo chahti thi ki us par uske mata pita garv kare lekin ab unhe usase nafrat ho rahi thi. Kyu? Kyuki vo Kamal se pyar karti hai. Kamal ko apna sab kuch manti hai. Yahi baate use khaayi jaa rahi thi.
Tabhi use apne pass kisi ke hone ka ahsas hua.
Usne upar dekha.
"Ashu kya hua? ro kyu rahi ho?" Kamal ki aavaj sun usne aansu ponche aur apna muh dusri taraf karke chupchap baithi rahi.
"Maine kuch kiya kya?"
Koi jawal nahi mila.
"Kya chahti ho mujhse, ye to batao?"
Is baar Ashu ne us ki aur dekha kuch bolne vaali thi lekin chup rahi.
"Batao agar mujhse galati hui hai to, main har koshish karunga use thik karne ki, tum jo kaho vo karunga."
Is par Ashu ne jawab diya.
"Tumhare liye main ab kuchh maayne nahi rakhti."
Uski aavaj sunkar mere aankho me aansu aa gaye.
"Nahi ab tumhare liye Amrita hi sab kuch hai, vo hi tumhari duniya hai, vo Ashu thodi hi mayne rakhti hai jiski tum kasme khate the."
"Nahi Ashu tumhe pata hai, yah sab galat hai."
Uske chehre par dard gussa saaf dikhayi de raha tha.
"Ashu batao hua kya hai? Mere liye tum kitne mayne rakhti ho ye tumhe bhi pata hai, bhalehi meri jindagi badal gayi hai lekin tum mujhse ye kabhi nahi kah sakti ki tum mere liye kuch nahi ho."
Ashu kuch vakt kuch naa boli, phir achanak se.
"Main tumhari jindagi me bojh nahi Banna chahti."
Tabhi mujhe kuch samajh aaya isiliye maine pucha "Ashu tum pregnant ho."
Meri baat par aankhon se aa rahe aansu phirse rokakar boli.
"Haa, ab ye bhi puchh lo kiska hai?" Ye bhigi aankho ke boli.
"Ashu! Tumne agar ek bhi aisi ghatiya baate ki naa to main tumhe maarne se pichhe nahi hatunga."
"Haa ab tum hi bache ho mujhe maarne se." Use is tarah pagalo jaisa muskurata dekh mujhe dard hone laga.
"Kisne maara tumhe?"
"Ab tum unse ladoge, vo mere parivar vaale hai, unka to adhikar hi hai ab maine kiya hi aisa kaam hai to."
"Ashu isme tumhari galti nahi thi."
Ashu ne is baat par apna muh tedha kiya.
"Tumhe kya laga ki main tumhe chhod dunga."
Ashu apne muh naa me ghumate hue boli.
"Nahi, lekin main bachha nahi girva sakti, aur maa mujhe jabardasti kar rahi hai. Main tumse naa milu, aur upar se main Amrita aur tumhare bich bhi nahi aana chahti. In sab se yahi hoga mujhe samajh nahi aa raha main kya karu."
"Ashu tum ye kya soch rahi ho, main sab sambhal lunga uske liye, bhalehi mujhe kuch bhi karna pade, haa mere upar ab jimmedariya hai lekin ye kabhi to hona hi tha, ab vaise bhi main nahi chahta ki mere bachhe ko tum phir se galti kaho.."
Mene muskuarte hue kaha lekin Ashu phir shant hi thi, uske man me hichkichahat jarur thi main janata tha shayad uski maa ne kuch jyada bol diya hoga isi vajah se vo itni buri halat me hai.
Shayad ye pal mere liye khushi ka hota lekin ye parishtithiya kathin thi. Sabhi ke liye lekin main pyar bhi karta tha Ashu se. Aur usi vajah se Jin logo se vo nafrat hai ab unhi logo ko use manana padega. Lekin
vo kuch alag gul khilaye to mujhe alag raste apane padenge.
like karo, aur story kam sex hai us par kya raay hai, aage hoga sex shayad akhir me har ek update me ho. Lekin main har ek rishte ko puri tarah se dhalne ke baad sex dikhana chahata hu. Mera man to tha ki har female character ke sath sex naa ho lekin kisi ne mujhe raay dekar kaha ki unke sath to sex hona hi chahiye.

It's not story about weak to powerfull MC, those who have read upto new update know that. Because after getting power, all problems doesn't get solve easily.Read through 10 chapters today—a solid foundation for a revenge story. The buildup was impressive.
But honestly I’m getting a bit tired of the typical weak-to-OP main character arcs these days (apologies if that sounds harsh). That said your story still stands out because it has all the other elements I love—fantasy, powers, elemental magic and a truly badass villain. Though introducing the villain this early? Hmm, an interesting choice.
On another note I hope you focus on the xxx part a little more but don’t go overboard by making seduction a central theme for every character. Trust me you’ll feel the story stretching too thin if you try that. Keep it limited to key characters like the mom sister and maybe one or two others. For the rest develop unique, engaging arcs like you did with Sulochana. She genuinely felt more like a real mom to me, moregrounded and relatable.
I haven’t read far enough to comment more but so far great job.
Lastly Welcome back and lookin forward to where you take this next!
Thank you Hoga sabhi matlab har ek female ke sath karavana mushkil hai but 99% sab ke sath hoga.Very good update or Haan sex sabhi ke saath hona chahiye waiting for next
Thank you, and also welcome back to you also hope you would like it.welcome back
Shandaar
ThanksNice update
Abhi maja chakhana baaki hai, itni jaldi thodi baaj aayege sab log.Badhiya update bhai
Kamal ne vishal ko dhokar maja chakha diya sare pariwar wale bhi dekhte rah gaye use ki akhir kya ho gaya in pariwarwalon ko vishal or sunil ki sachai kab pata padegi ki vo jo kamal ko bura samjhte han asal me usme hath in dono bhaiyon ka ha warana to sab kamal ko hi bura samjhte rahenge jaise ki abhi shital kamal ko hi bura samjh rahi ha jabki galat vishal ha or idhar ashu pregnant ho gayi ha or ye nirmala yse bacha girane ke liye kah rahi ha kitni buri bat ha ye ab kamal ka character aisa hi hona chahiye nidar ir danger type in gharwalon se to na dare wo
Vishal aur Sunil ki Gand me kida hai aur vo pura nikalega vo bhi achhi khasi dhulayi se. Isase kya hone vaala hai.Bha
Bhai ye bua fufa ko sacchai batao chae kisi ko batao ya na batao or vishal or sunil ko to uski behno ke samne naga karke marvao maza aeyga next part me