- 137,293
- 114,558
- 354

Dhansu update bhai ekdum jhakaas mind blowing Aakhir us dhamakedar action ke baad Arjun ne Chumki Ke Dil Mein Pyar ki Chingari Jala Diya,,,,,
Ab dekhna ye hai yeh Chingari kab Shola Banke badhakti hai or donon Ek Hote Hain,
Or dusri taraf Bandana madam Arjun Ka Intezar kar rahi hai dekhte hain ab Arjun party se free hokar wahan par jata hai ya aaj ka plan cancel Hota Hai aur jab Arjun ko Sach Ka Pata chalega ki Bandana madam Yashwant Chopra ki Beti Hai tab Uska Kya reaction Hota Hai,,,,,
Waiting for next update_____