Divya bhi Rahul ko chahti hai. Waiting for next update
Behad hi shandar or jabardast update bhai.UPDATE 27
Aj kafi dinon ke intezar ke baad akhirkar Hamare hero Rahul ke liye ek good news thi. Halanki pichhle kuchh din kuchh bhari rahe hain kionk na toh Aditi baat kar rahi hai uper se Divya toh mano ruth hi gayi hai Rahul se. Khair aj khusi hi baat hai Rahul bhai ka loan jo kafi time aur mehnat ke baad aj finally aprove ho gaya tha aur uske paise v account mein a gaye the. Aur isi baat ke liye Rahul is waqt phone par apne mama ji yani Manager sahab ka shukriya ada kar rahe tha.
Rahul: thank you mama ji. Agar ap meri help nahi karte toh main shayad hamesha sapne hi dekhta rehta.
Sanjiv: are beta agar main hi tumhare sath khada nahi hounga toh aur kon hoga. Akhir tu meri behan ka eklauta beta hai. Aur vaise v mujhe yeh malaal puri life rahega k main apni behan ke sapne kabhi pure nahi kar paya par agar main tere kuchh kaam a paya toh man ko kuchh toh shanti milegi.
Rahul: mama ji to be honest apne mere liye thoda nahi bahut kiya hai. Is waqt main bata nahi sakta k apka kitna bada ahsaan hai mujh par.
Sanjeev: Rahul dekh abhi tu mujhe bura mehsus karwa raha hai. Yaar aj tak kisi ne kabhi apne bachon par v ahsaan kiya hai. Beta main tumhare liye jitna karun wo kam hi hai. Vaise v mera tumhare ilawa hai hi kon.
Yeh baat bolte huye Sanjeev kuchh bhawuk ho gaya tha aur yeh baat Rahul v achhe se jaanta tha.
Rahul: are mamu abhi ap mera mood kharab kar rahe ho. Yaar ap aise sad sad achhe nahi lagte ap hamesha haste huye hi achhe lagte ho. Aur ap bilkul v sad mat hoiye apki life v dheere dheere settle ho jayegi. Har kisi ki life mein ek bura daur ata hai but agar hum himmat aur samajhdari se kaam le toh insaan badi se badi musibat se v paar pa hi leta hai.
Sanjeev(halka sa hanste huye): han bhai sahi hai. Jo line maine kafi saal pehle ek chhote se bache se kahi thi ab wo bacha itna bada ho gaya hai k wahi line mujhe bol raha hai. Par achha hai k tune meri kahi huyi koi baat toh yaad rakhi.
Rahul: ab jo mujhe kaam ki lagi wo sambhal li.
Sanjiv: aur baaki ek kaan se daal kar dusre se nika di. Sabash beta yahi umeed hi mujhe tum se.
Sanjiv ki baat sunkar Rahul halka sa hans diya aur Sanjiv ka mood v wapis thoda sahi ho gaya. Khair aise hi kuchh der aur batein karne ke baad Rahul ne call cut kiya aur daud kar neeche chala gaya.
Rahul(seedion se neeche ate huye): mom…
Kiran Hall mein baithi Divya ke sath TV dekh rahi thi aur Rahul ki awaj sunte hi usne TV ki volume kam ki aur mundi ghuma kar uski taraf dekha. Wahin Divya ne bina kuchh khaas dhyan diye apne phone par dhyan laga diya.
Kiran: are kya baat hai bada khus lag raha hai.
Rahul(Kiran ke paas akar baithte huye): are mom baat hi itni khusi ki hai k agar ap sunengi toh ap v meri tarah khusi se pagal hi ho jayengi.
Kiran(excited hokar): achha fir mujhe v toh bata kya baat hai. Ruko! let me guess.
Itna bol kar Kiran sochne ki kosish karne lagi toh Rahul v pure excitement ke sath uske jawab ka intezar kar raha tha.udher Divya acting toh puri kar rahi thi k wo Rahul ki kisi baat nein interested nahi hai par ander se use v yeh janne ki chul mach rahi thi k akhir aisi kya baat hai jo Rahul itna khus hai.
Kiran(bilkul thoda sa sochne ke baad): toh i think k tera Loan aprove ho gaya hoga. Maine sahi bola na?
Rahul: are wah mom. Apne toh nishana ek dum bull’s eye pe mara hai.
Kiran: ismein v koi badi baat hai. Obviously is waqt tere liye isse badi baat koi ho hi nahi sakti jisse tu itna khus ho jaye.
Rahul: apka answer toh sahi hai but logic galat hai. Kionk mere liye koi cheez hai jo isse v bahut badi hai aur wo hai apka ashirwaad.
Rahul jaise hi Kiran ke age uske pair chhune ke liye jhuka toh Kiran ek dum se khadi huyi aur use kandhon se pakad kar rok liya. Rahul ne nazar utha kar Kiran ki taraf dekha toh Kiran ki ankhein nam thi. Rahul ne apne hath se uski ankhon ke ansoo saaf kiye aur Kiran ne uske mathe ko chumte huye use gale laga liya.
Udher Divya jo k Rahul se pehle hi gussa thi use is baat se aur v bura laga k Rahul ne uske sath itni badi khusi ki baat ke liye v koi baat nahi ki. Halanki wo v khus thi k wo mom se ab achhe se pesh a raha tha but iska matlab yeh toh nahi hai na k wo uske hisse ka pyar v bas apni maa pe hi luta de. Akhir uski v toh kuchh feelings hai. Jise Rahul baar baar hurt kar raha tha kabhi Usse apni gf ki baat chhupa kar aur kabhi khuleaam ignore karke. Aur is baar ki chot toh kuchh jyada hi karari thi k Divya ka pura man hone ke bawjud k wo apne bhaiya ki itni badi khusi ka hissa bane, wo wahan se uth kar chali gayi aur usne ek baar v un dono ki taraf nahi dekha.
Udher Kiran toh apna pura pyar apne pyare bete par lutane mein lagi thi. Use toh itna dhyan v nahi tha k usne Rahul ko itni jor se apni bahon mein jakad rakha hai k uske bade aur gol chuche Rahul ki chhati mein dab kar uske lallu laal ko nidra se jaga rahe hain. Khair Rahul ka mood filhal bada achha tha toh wo v is maje ka thoda lutf utha raha tha uper se Divya ka aise uda sa chehra dekh kar uske chehre ki khusi hi alag thi. Aisa nahi tha k wo Divya ko pareshan karna chahta tha but after all wo uski behan thi toh thoda toh banta hi tha.
Ab aisa v nahi hai k Divya kuchh kam hai. Abhi kal ki hi baat hai k puri family dinner kar rahi thi. Obviously Rajiv inmeim shamil nahi tha aur mujhe batane ki jarurat v nahi hai k wo kahan hoga. Vaise insaan ki fitrat hi aisi hai agar use bahar ki Bhel puri khane ki gandi aadat pad jaye toh ghar par chahe chhappan bhog bane ho par use toh bas thele pe jake hi marwani hai. Ab ap hi socho k aadmi isko chhod kar.
Kahan jana chahega. Khair agar apka v isko dekh kar khada huya hai toh main apko bata dun k ap v Rajiv jaise hi ho. Salo yeh Hamare hero Rahul ki maa hai. Aur vaise v hum yeh kidhar a gaye main apko Ek kissa batane laga tha.
Toh Baat aisi hai k Kal sham ko jab sab log khana khane ko baithe the toh Divya pichle kuchh dinon ki tarah hi munh fulaye baithi thi aur chup chap apna khana khaye ja rahi thi. Wahin Rahul kab se try kar raha tha k Divya usse kuchh toh baat kare. Mana k wo use kafi pareshan karti hai par shayad use v is sab mein maja ata hai. Aur bina is sab ke uski life aise ho gayi thi jaise bina jalebi fafde ke jethalal. Toh Rahul ne Divya ke sade se munh ko dekhte huye socha k thoda try kare toh shayad wo usse baat kar paye.
Rahul: Divya Yaar jara chawal paas kar na please.
Divya bina Rahul ki baat sune apna mast khana thuse ja rahi hai. Halanki wo behri nahi hai aur na hi uske hath tute hain par wo janti hai k Rahul jabardasti ke bahane bana kar usse baat karna chahta hai toh ab konsi kanya aisi hogi jise yeh faltu ke nakhre karna achha nahi lagta toh yeh madam v unhi mein se ek hi hain.
Rahul(dobara apni beizzati karwane ke irade se): yaar Divya plz Chaawal paas kar na.
Isse pehle k Rahul ki is humble request ko sun kar Divya ka dil pighlta aur wo is bhukhe gareeb ko chawal paas karne ke bare mein sochti tabhi Kiran jo k kab se TV ki taraf ankhein gadaye apna dinner kar rahi thi uska dhyan bhai behan ki is conversation ki taraf gaya.
“Divya tu behri hai kya? Wo bechara kab se chawal maang raha hai aur tu hai k aram se baithi hai. Aur tum dono ka yeh chal kya raha hai pichhle kuchh dinon se. Jab dekho Rahul tumhe bulane ki kosish karta rehta hai aur tu hai k isse baat hi nahi karti. Pehle toh jab dekho bhaiya bhaiya karti rehti thi aur ab us bechare se baat karne ko v tyar nahi hai.”
Divya(chidhte huye): mom ap na hamesha bhaiya ki hi side leti ho. Aur yeh aise hi drame kar rahe hain. Itne paas toh pade hain chawal yeh khud nahi le sakte kya?
Kiran: par agar tu de degi toh fir kya ho jayega.
Divya: mujhe nahi karni hai inse baat.
Rahul: par kion. Bata toh sahi k maine kiya kya hai?
Divya: abhi ap yahan pe mera munh na hi khulwao toh achha hai. Behtar yahi hoga k hum apna dinner karlein.
Kiran(TV ko mute karte huye): abhi Dinner ka rehne do Pehle mujhe batao k akhir chal kya raha hai is ghar mein. Aur Rahul tune aisa kya kiya k yeh itna munh fulaye ghum rahi hai aj kal.
Rahul: mom yaar plz. Ab ap apna alag se shuru mat karo. Pehle mujhe toh pata chale k huya kya hai.
Divya: ap na sab jante ho. Par anjaan banne ka natak kar rahe ho. Vaise v apse aur kya expect kar sakte hain. Jhuth toh ap bolte hi ho ab acting v karne lage.
Kiran: hadd hai tum logon ki. Main yahan par apna itna important serial chhod kar baithi hun aur tum dono ho k pata nahi kya baatein kar rahe ho. Mujhe toh sab bouncer hi ja raha hai.
Rahul: mom yeh bouncer nahi. Yeh wide daal rahi hai. Iski batein meri khud ki samajh mein nahi a rahi. Yaar batao toh sahi k maine kiya kya hai.
Divya: mujhe nahi batana kuchh. Aur mujhe koi dinner-winner v nahi karna main ja rahi hun apne room mein.
Itna bol kar Divya gusse mein munh fulaye wahan se nikal gayi aur Kiran aur Rahul ek dusre ki shakal dekhte reh gaye. Toh Rahul ne uske baad yeh decide kiya k ab wo v Divya ko uski bhaasha mein hi jawab dega. Matlab k jaise wo use ignore kar rahi hai vaise hi wo v use aise ignore karega jaise Kedar bhai T20 mein full toss ball ko karte hain. Isiliye usne abhi v Kiran ko yeh baat batate huye kuchh jayada hi emotional tadka lagaya taki thodi aag Divya ke dil mein v lage.
Khair is chakkar mein use ek fayada yeh v ho gaya k Kiran ko wo dil se khus kar paya aur inaam ke roop mein use is naram aur mulayam hug ka swaad mila. Halanki wo mom hai par theek hai thode time ke liye chalta hai. Usne konsa kuchh jyada fayad uthaya hai. Sahi kaha na maine?
Par jaise Kiran usse alag huyi toh use aise laga jaise kisi ne uski naram aur garam blanket ko utaar fenka ho. Khair is sab ke beech Kiran ke chehre par wo khusi dekh kar Rahul ko sabse jyada maja aya kionk bhale hi usne aj tak Kiran ko kafi pareshan kiya tha par ab wo dil se chahta tha k wo jitna ho sake utna apni maa ko khus rakhega.
Rahul(emotional hokar): thank you mom.
Kiran(halka sa hanste huye): ab yeh thank you kiske liye?
Rahul: pata nahi. Bas aise hi. Just to be my mom. And thanks for everything, you have done for me. And to stay with me even when you had to go against your husband. Mom yeh sach hai k maine mom ka sapna pura karne ke liye yeh sab shuru kara tha but jaise jaise mujhe realise huya k apne mere liye jitna kiya hai utna koi v maa apne bache ke liye nahi kar sakti toh now i just want to dedicate everything to you.
Rahul jab yeh sab bol raha tha toh wo bas bole hi ja raha tha use kuchh sochne ki jarurat nahi pad rahi thi kionk jaane anjane usne apne dil ke wo taar chhed diye the jo shayad wo kafi din se dabaye baitha tha. Uski ankhon mein jo izzat aur sneh is waqt Kiran ke liye tha use dekh kar Kiran ki ankhein v dobara se bhar ayi thi. Use lag raha tha k usne apni life mein jo v sacrifice kiye , jo kuchh v kiya aur jitna v saha agar us sab ka end result aisa hone wala hai toh wo sab kuchh v nahi hai iske samne.
Khair is baar Rahul ne age badh kar Kiran ko gale lagaya aur uski ankhon mein v halki nami a gayi. Halanki usne use bahar ane hi nahi diya aur ek baar fir se Kiran ke us naram ahsaas ne uske chhote miyan ki neend kharab kardi. Ab kya kare chahe kitna v jazbati ho jaye par iske lallu laal ko thoda na pata hai k yeh hot milf uski maa hai. Uske liye toh aurat bas aurat hi hai na jo bani hi uske maje ke liye hai. Khair abhi hum v is maa bete ko is emotional “cum” sexy moment pe chhodte hain aur milte hain next update mein. Tab tak ke liye like comment and subscribe jarur kar dijiye. Are bhai majak kar raha hun yahan yeh sab nahi chalta aur comments mein gaali toh bilkul v nahi chalti warna koi mod ake pel dega isliye bas nice update likhiye aur maje lijiye.
(Khair dosto mujhe pata hai k yeh ek risky idea hai par main shuru se chahta tha k main story ko kuchh isi tarah se likhun k bas padh kar maja a jaye. Mujhe nahi pata k ap sab ko yeh kaisa laga hoga. But to be honest mujhe aise likh kar bada maja aya aur sach bataun toh yahan pehle 1000 words likhne mein v fat jati thi abhi sala dekha toh 2400+ words ho gaye toh na chahte huye v rukna pada k kahin keyword ki puri jaan aj hi na nikal dun. But at the end this story is yours. So agar ap logon ko mera yeh andaz pasand nahi aya ho toh behichak bataiye. But i am pretty sure k ap sab ko us boring katha se jyada maja is light hearted narration mein aya hoga. I am waiting for your opinion guys. Ab agla update tabhi ayega jab ap sab bataoge k ap sab ko konsa tarika jyada achha laga toh jaldi jaldi se comments ke jariye yah fir DM karke mujhe apna opinion bataiye. And one thing more… I Love you guys.)
Ab yeh toh age chal kar hi pata chalega.Divya bhi Rahul ko chahti hai. Waiting for next update
I was Reading This Story silently, but jis chiz ka intezar tha wo sensations Update 29 me mil gaye
Badle tever kya kamal dikhate he dekhna interesting hoga
And haa, every update's lenght is quit good but mujhe aisa lag raha he ke Story thodi si slow ja rahi he. Still Love your writing and Story. By The Way this story is going to be my one of the favorite story ❤
just a kind request, adultery na ho to..... It will be very great. Still you are the writer you know ke story ko kese agey le jana he ❤
waiting for next update
Thanks bhai.Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
Bhai apki baat sahi hai but time hi dikkat hai. Sochta hun k weekend pe likh kar rakh liya karun. Dekhta hun agar plan kaam kiya toh.Daliy update ka alg hi maza hota ho
Awesome update...UPDATE 30
Toh dosto jaisa k humne pichhle updates mein dekha k finally Rahul ne dono devion ko mana hi liya. Thode papad velne pade par ant mein kaam ban hi gaya. Rahul se anjane mein bhale hi unka dil tut gaya ho par wo chutiya nahi hai k baar baar same galtian repeat kare. Usne is sab se seekha aur ab wo roj dono ko barabar time de raha hai aur sath hi sath apni professional life par bhi dhyan de raha hai. Lagta hai launda syana ho gaya. Toh pichhle kuchh dinon se Rahul apne restaurant ki tyarion mein busy hai. Ek taraf yahan usne plot ki registration hote hi Construction ka kaam shuru karwa diya hai toh dusri taraf wo restaurant se related sab legal permits bagera v banwa raha hai. Bawjud iske wo apni family aur friends ke liye time nikal hi raha hai. Kul milakar uski life ek dum settle lag rahi hai. Par kehte hain na k jaise hi apko yeh ehsas ho k sab kuchh smoothly chal raha hai tabhi apko life ke agle jhatke ke liye prepare ho jana chahiye. Kionk nahi toh speed mein chal rahi gaadi ki aisi halat hoti hai k kayi baar wapis chalne ke v laale pad jate hain. Ab yeh toh nishchit hai k Rahul ki life mein kuchh bada tufaan ane wala hai aur vaise v main aur kya karne ko baitha hun yahan. Yahi toh kaam hai mera dusron ki mayia chodna. Par dekhne wali baat yeh rahegi k kya Rahul is musibat ka samna kar payega yah fir uski life ke laude lagne wale hain. Khair kuchh v ho par hamara maja toh aise hi chalta rahega. Toh saari tension ko jameen mein gaad kar hum chalte hain aur dekhte hain k akhir chal kya raha hai.
“Pichhle kitne dinon se yahi bakwas sun raha hun main. Mujhe chutiye samjha hai kya jo roj roj ek hi baat sunkar baith jaun.” Rajiv apne office mein pure gusse se tamtamaya huya Riya par baras raha tha. Aur Riya mundi neeche kare Rajiv ke samne khadi thi.
Rajiv: ab kuchh bolti kion nahi ho. Tumhe maine bas ek kaam diya tha k Rahul ko kisi v tarah roko. Par mujhe lagta nahi hai k yeh tumhare bas ka hai. Shayad maine kuchh jayada hi umeed rakhli tumse.
Itni daant sunne ke baad Riya ki ankhon se ansoo tapkane hi wale the par usne khud ko sambhala aur Bhari gale se Rajiv ki baat ka jawab diya.
“Sir, main kosish kar rahi hun aur plz mujhe thoda aur waqt dijiye main kisi v tarah Rahul sir ko restaurant kholne se rok dungi.”
Rajiv: akhir kab rokogi use. Jab wo already restaurant khol lega?
Riya: sir I am trying my best.
Rajiv: nahi Riya tumse na ho payega. Tum rehne do main khud hi dekh lunga aur abhi aur kuchh mat bolna mera dimag already fata ja raha hai.
Rajiv ki baat sunkar Riya kuchh na bol payi aur ruyansi si shakal lekar office ke bahar chali gayi. Jaise hi wo bahar nikli tabhi Mr. Kapoor aur unka beta Gaurav office ki taraf ja rahe the. Gaurav ne ek baar Riya ki taraf dekha jo k mundi neeche kare hi age nikal gayi par jaise hi uska dhyan uski matkati gaand par gaya toh uske dil se aah nikal gayi aur Rajiv ki kismat ke bare mein soch kar uski jhant ke baal sulgane lage.
Khair wo dono age badh kar office mein enter huye toh Rajiv pareshan sa apni chair par baitha kisi soch mein duba huya tha.
Kapoor: namaskar Sinha Sahab. Ander a sakte hain kya?
Rajiv(Unki taraf dekh kar): aiye Kapoor sahab. Ap hi ka intezar kar raha tha main. Aiye baithiye.
Rajiv ne Apni chair se uth kar unka swagat kiya aur unhe apne table ke samne wali chairs par baitha kar khud wapis apni chair par jakar baith gaya.
Kapoor: are kya baat hai jo ap aise pareshan se lag rahe hain.
Rajiv: kuchh nahi sinha saab bas kayi baar aulad humein itna majbur kar deti hai k na toh hum usko rok pate hain aur na Unka sath de pate hain.
Kapoor: toh abhi kya kar diya Rahul ne jo apko aisi tension mein daal diya.
Rajiv: hona kya hai, bas wahi uska restaurant ka bhoot hai jo uske sir se utar hi nahi raha. Ab ap Gaurav ko hi dekh lijiye kaise apke sath reh kar business ke gur seekh raha hai par hamare sahebzade sahab ko toh bawarchi banna hai.
Rajiv ki baat sunkar Kapoor apni baglein si jhankne laga kionk uska beta kitna uske kehne mein hai yeh toh wahin jaanta tha na. Udher Gaurav apni tareef sunkar Ander hi ander fule ja raha tha.
Kapoor: abhi kya batayein Sinha sahab kuchh bache hote hi aise hain, belagam. Vaise agar ap chahein toh main apko Ek sujhav de sakta hun.
Rajiv: han boliye jarur. Main apne ladke ko seedhe raste laane ke liye kuchh v kar sakta hun.
Kapoor: mere khyal se apko apne bete ko thodi lagam daalne ki jarurat hai.
Rajiv: main samjha nahi k ap kya kehna chahte hain?
Kapoor: mere khyal se usmein talent ki koi kami nahi hai par shayad use apni jimmedarion ka ehsaas nahi hai. Mujhe lagta hai k apko uski shadi karwa deni chahiye.
Rajiv: vaise apka khyal toh achha hai par ap toh jaante hi hain k wo meri baat manta hi nahi hai aur vaise v uske liye achhi ladki v dhundhni padegi.
Kapoor: ladki toh shayad apko aas paas hi mil jaye bas apne dimag par thoda jor daal kar sochiyega.
Kapoor baaton hi baaton mein apni beti ka tanka Rahul ke sath bhidana chahta tha aur yeh baat Rajiv v samajh chuka tha par Gaurav ko is bare mein soch kar hi chidh ati thi k uska baap us ladke ko uska jeeja banana chahta hai jisse wo bachpan se hi khunas khata aya hai.
Gaurav(beech mein hi kudte huye): vaise uncle bura mat maniyega par mujhe nahi lagta hai Rahul mein ap jaisi baat hai jo wo is business ko sambhal payega. Mujhe toh lagta hai k apko Divya ko age laana chahiye.
Kapoor(gusse se): Gaurav beta badon ke beech mein nahi bolte.
Rajiv(Gaurav ka paksh lete huye): are rehne dijiye Kapoor sahab. Abhi wo bada ho gaya hai aur uski baat mein dum hai. Main v is bare mein soch raha tha k Divya Rahul se jyada layak aur samajhdaar v hai. Bas dar lagta hai k ladki hai toh kahin kamzor na pad jaye.
Gaurav: uncle ap faltu mein tension lete hain Divya darne walon mein se nahi hai aur vaise v toh mainnn… ap aur papa hain na uska sath dene ke liye.
Kapoor: han wo toh hai. par main toh abhi v yahi kahunga k agar Rahul raste par a jaye toh wo apke business ko jyada achhe se samabhal payega.
Rajiv: han soch raha hun k ek baar Rahul se baith kar baat karli jaye. Nahi toh fir mujhe lagta nahi hai k Divya ke ilawa mere paas koi aur option rahega?
Kapoor: are ap ek baar baat karke toh dekhiye mujhe pura yakeen hai k wo samjhega.
Gaurav is waqt apne baap ki baatein sunkar gusse se daant pees raha tha par wo bolta v toh kya. Wo Rajiv ke age apni izzat kam nahi karna chahta tha. Akhir use abhi uski jarurat jo thi. Udher Kapoor man hi man khus tha k usne Rajiv ke dimag mein khyal toh daal hi diya tha apni beti ko lekar. Agar kisi tarah Rahul aur uski beti ki shadi ho gayi toh uska rasukh is sehar mein doguna ho jayega. Wahin Rajiv in dono ki baton ko sunkar apne dimag mein aur v uljha ja raha tha k akhir sahi raasta konsa hoga?
Udher Rahul is waqt ek shandar se café mein baitha Aditi ke sath coffee pi raha tha.
“Achha vaise tumne kabhi bataya nahi k tumhare ghar mein aur kon kon hai?”
Rahul ne coffee ki ek sip lete huye Aditi se sawal kiya toh Aditi ne v uska jawab dete huye kaha “mere ilawa mere ghar mein mere maa baba hi hain bas aur wo gaon mein hi rehte hain.”
Rahul: toh tum yahan akeli rehti ho toh ajeeb sa nahi lagta?
Aditi(Rahul ki ankhon mein dekhte huye): tum ho na mere sath. Mere best friend.
Abhi Rahul ka dhyan is waqt Aditi ki cleavage par tha jo uski lambe gale wali dress se kafi ubhar kar dikh rahi thi.
Rahul: main toh abhi aya par pehle toh tumhe akelapan feel hota hi hoga na.
Aditi: han pehle toh bas aise hi time pass karti thi. Ghar se kaam aur kaam se ghar. Do chaar friends thin par sabki apni personal life v thi toh kisi ke paas time hi nahi hota tha mere liye. Vaise ab tum chhodo yeh sab aur batao k kahin bore toh nahi ho rahe na mere sath.
Rahul(majak mein): nahi jab tak tumhari cleavage dikh rahi hai tab tak kaise bore ho sakta hun.
Rahul ne Aditi ko yeh bolte huye ankh maari toh Aditi sharam se paani paani ho gayi.
“besharam kahin ke. Yahan tum meri cleavage dekhne aye the?”
Rahul: nahi aya toh aur v bahut kuchh dekhne tha par ab itni public mein itne se hi kaam chala lunga.
Aditi: tum na ek dum pagal ho. Ab jaldi se coffee khatam karo fir humein movie dekhne v toh jana hai.
Rahul: yaar agar bura na mano toh ek baar kahun.
Aditi: han bolo.
Rahul: yaar mujhe na construction site pe kuchh kaam tha. Agar tum kaho toh hum movie dekhne next weekend chalein. But agar tumhe koi dikkat na ho toh.
Rahul ki baat sunkar Aditi ko bura toh laga tha but wo samjhti thi k Rahul ke liye uska restaurant kitna important hai isliye wo use apne sath ane ke liye force nahi karna chahti thi.
Aditi(smile karte huye): no problem Rahul, tum jao hum movie dekhne fir kabhi chalenge aur vaise v main samajh sakti hun k tum aj kal kitne busy ho aur fir v mere liye 2 ghante nikal kar aye. It’s enough for me. Abhi mera pura week achhe se nikal jayega.
Rahul(khus hote huye): thank you so much Aditi. Mujhe toh tension hi ho gayi thi k tum manogi yah nahi but tum ho hi itni samajhdar. You are sweetest girl in the world.
Rahul ke munh se apni itni tareef sunne ke baad toh Aditi ke dil mein movie na dekh pane ka koi gum hi nahi raha. Uske dono gaal toh khusi se laal huye ja rahe the. Aj ka din uske liye sach mein lajawab raha.
Aditi: thank you Rahul for this amazing day.
Rahul: ab jyada formal mat ho. Dosti mein no sorry and no thank you. Ab chalo main tumhe ghar chhod dun fir main wahin se seedha nikal jaunga.
Aditi: nahi iski koi jarurat nahi hai. Main rikhsaw se chali jaungi tum seedha kaam ke liye nikal jao main nahi chahti k meri wajah se tum late ho jao.
Rahul: pakka na?
Aditi: han ismein konsi badi baat hai. Main chali jaungi pakka.
Rahul: toh theek hai main niklta hun. Mujhe late ho raha hai.
Aditi: han tum jao. Main v bas nikal hi rahi hun.
Fir Rahul ne café ka bill pay kiya aur Aditi ko bye bol kar wahan se nikal pada. Usne ghadi mein time dekha toh sham ke 5 baj rahe the aur uski shakal se saaf pata chal raha tha k use kahin jane ko late ho raha hai. Uper se sham ke waqt delhi Ka traffic. Rahul jaise taise gaadion ke beech se nikal kar ja raha tha aur ghadi ki suyian uski tension ko aur badha rahi thin. Tabhi uske phone ki ringtone baji.
Rahul(apne ap se): lo agayi call. Ab kya bolun ise?
Rahul ne bike ko ek side mein roka aur call pick ki. Aur call pick karte hi samne se jo us par sawalon ki barsaat huyi uske liye toh sach mein kisi chhatri ki jarurat thi.
“bhaiya main kab se yahan wait kar rahi hun aur ap abhi tak aye hi nahi. Apne promise kiya tha na k ap aj mere sath movie dekhne chalenge. Abhi show shuru hone mein bas 15 minute hain. Ap kab ane wale hain. Maine yeh soch kar apko call v nahi kiya k ap kaam mein busy honge aur khud time par a jayenge par apse toh umeed lagana hi gunah hai.” Divya kisi non stop radio ki tarah bole hi ja rahi thi. Rahul baar baar bolne ke liye munh kholta par isse pehle wo kuch bol pata Divya beech mein hi apni baat ghusa deti. Tabhi Rahul ne beech mein time dekh kar jump laga hi diya.
Rahul: are meri behna meri baat toh suno. Main bas a hi raha hun. Tumhe gaadion ki awaj nahi sun rahi kya. Main bas pahunchne wala hun.
Divya: par ap kab aoge? Aur ab tak kahan the?
Rahul: yaar bola toh tha k main construction site pe hun. Aur main bas pahunchne hi wala hun par agar tum call cut karogi fir hi toh bike chala paunga.
Divya: theek hai main phone rakhti hun par ap jaldi a jaiye. Agar apki wajah se meri movie miss huyi toh aj apki Khair nahi.
Rahul: han devi ji main a jaunga. Abhi main rakhun.
Divya ne bina kuchh bole hi call cut kardi aur Rahul ko ab aur v tension ho rahi thi. Usne phone pocket mein daala aur helmet pehan kar wapis se bike ko lekar utar pada gaadion ke us samandar mein.
“Ab ek taraf behan ki warning hai aur dusri aur gaadion ki katar||
Lagta hai aj toh laude lagne wale hain mere yaar||”