Shakshi ke raaste pe kaanta banne ki duhsaahas.... us nibbi mansi ki ye mazal...
Bas bahot hua aur kitne dard dil hi dil mein liye jiyegi wo masoom...aur kyun pareshaniyo ke sath jiyegi sakshi .
talwar utha liyo sakshi waqt aa gaya hai yudh chidne ki..
बलिदानो….. बलिदानो….
आहूतीयो…आहूतीयो
से जन्मी, यह गाथा
बरसो से, जलती है
बदले की…. यह ज्वाला
उस किरदार साक्षी
की जिसकी
वर्णन सृष्टी करती
क्या अंबार की नगरी
से वो रखवाली आयी
जिसके पाओं चूमे धरती
.. ranbhumi hai ye.. raktranjitakurit kar do har taraf saro aurr story mein.. Sakshi , dusmano mein se koi bhi jivit bachna nahi chahiye... is badle ki aag bujhne mat dena... is aag ki chapet mein jo bhi aaye Kirdaar.. wo rakh ban jaana chahiye
Hai na
Qaatil sahab
Sakshi ju us mansi ke khoon se nadiya baha do... raktpath raktpath, raktpath... agnipath agnipath agnipath
hain na
Qaatil sahab
Khair let's see what happens next