Arjun Singh 72
Well-Known Member
- 8,137
- 15,028
- 143
Bhai dhokha nahi cheat bola tha vaise matlab to same hi haiGjb mind blowing update
Kya kahu kuch samaj me nahi aa raha hai
Jesa rocky ne kaha ki usne poonam ko dhokha diya to lagta hai sayad hi poonam ko daksh ne hi khud se alag kiya hai
Pta nahi mujhe kyu lag raha hai ki sayad rocky poonam ko pyar karta tha
Fir dekhte hai aange kya hota hai
ye to jab Daksh batega tab hi pata chalega bhaiDaksh Poonam k sath v koi game to nahi khel raha tha..or fir serious ho gaya... Dekhte hai kya bahar nikal kr aata hai...
maal to bahut kaate hai Daksh ne ye to fact haihum bahut badhiya update hai daksh awesome hai uski har baat me dam hai maidam ki bhi le liya aaj to isne bahut maal kaat raha banda
yehi to kaam Hai mera simple chhijo ko gumane kaPhir se apni SUP ke hisab se ghuma diya jalebi jaisi seedhi story ko. Ghazab likh rahe ho aur aisay hi likhte rehna shayad ab humay bhi adat ho gayi aisi hi twist ki har update se maza aata hai next update ka pros and cons dhoondte raho aur ek dum se sab change.