• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mʏ Vᴀᴍᴘɪʀᴇ Sʏsᴛᴇᴍ ~ Tʜᴇ Hɪɴᴅɪ Eᴅɪᴛɪᴏɴ

What are your first impressions?

  • Naah! I will pass 😮‍💨

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    31

Your Sensei

Dᴏɴ'ᴛ ғᴜᴄᴋ ʙᴏᴅɪᴇs...! Fᴜᴄᴋ ᴛʜᴇ sᴏᴜʟs...!!
141
267
64
Guys! listen once again, likes ka target pura hone se pehle update nahi dene wala mai, bilkul bhi nahi. So agar next update chahiye to target pura kro.
One update per week ka schedule fix krne ka socha tha but past 3 days me back to back 3 update de chuka hu. So itna to kar hi sakte ho tum log.
Isliye target pura kro aur update le jao. Yahi deal hai apni.

Aur guys jo bhi naye bande thread par aa rahe hain wo upar poll me apna keemti vote jarur dalte jaye.

Ek aur baat tumhe story achhi lagti hai, batao.
Tumaye story achhi nahi lagti hai, wo bhi batao.
Tumhe kya achha lga, batao.
Tumhe kya achha nahi lga, wo bhi batao.
Agar thread par aaye ho, story read ki hai, to please kuchh na kuchh bol kar jao. Tum log bc aate ho aur aise gayab ho jate ho jaise gadhe ke sarr se kabhi seengh gayab ho gaye the. Bc 2 sabd naa bole jate tumse.

Jyada kuchh nahi mang raha, bss agar thread par aate ho to ek like kar diya kro aur ek chhota sa revo de diya kro. Kam se kam tumhari presence ka pta chalte rehta hai, ki bc tum log exist bhi karte ho.

Bss jo hai itna hi hai, itni baaton ka dhyan tum rakh lena baki tumhara dhyan mai rakh lunga. Tum khush, Mai khush, Dono log khush. To deal done samjhu Mai?? :hinthint:

And once again, keep supporting!!!
 
Last edited:

Your Sensei

Dᴏɴ'ᴛ ғᴜᴄᴋ ʙᴏᴅɪᴇs...! Fᴜᴄᴋ ᴛʜᴇ sᴏᴜʟs...!!
141
267
64
Update - 6
[ Ability Level - 2 ]

Ab tak...

In students ko test dene ke liye kisi aur jagah bheja jane wala tha. Vikram abhi test me achha perform karke apne power level ko badalne ke bare me soch raha tha, use ummid thi ki ability milne ke baad wo apne power level ko badha sakta hai lekin apne samne aayi screen ko dekh kar uski ye ummid bhi toot gai.

[You are being hit by direct sunlight]

[All stats will be halved]

Ab aage...

Vikram ko koi idea nahi tha ki 10 Strength, 10 Agility aur 10 Stamina kitna hota tha. Lekin use ye idea jarur tha ki wo uske current state 5 se to jyada hi hote the. Samne dikh rahi screen par likhe huye wo sabd kuchh hi der me hone wale test ke liye achhe sanket nahi the.

Vaise agar is waqt uski strength ko kisi normal human se compare kiya jaye to wo abhi normal human being ki top condition par tha. Lekin phir bhi wo apne aap me hi bahut jyada weak feel kar raha tha.

Is waqt uski body bahut hi jyada garm thi aur use buckets ke hisab se pasina aa raha tha. Vikram abhi soch raha tha ki achha hi hua jo usne pehle hi itna sara pani pi liya tha, barna ab tak to uski body extremely dehydrated ho chuki hoti.

"Hey bro, kya tum thik ho?", Vikram ke paas me hi khade ek ladke ne usse puchha.

Slick blonde hair aur hazel green eyes plus sharp jawline ke sath wo ladka kaphi handsome dikh raha tha. Uski height bhi Vikram ki tulna me thodi jyada di, Vikram ke samne khade huye abhi wo 6 foot 2 inches ka lag raha tha wahi Vikram ki height 5 foot 11 inches thi. Sanne khada wo ladka un bando mese tha jinhe Vikram apne school me aksar avoid karta tha kyuki aise log aksar logo ki attention khudki ore kheechte hain aur Vikram ko attention se alergy thi.

"Agar tum kaho to mai tumhari help ke liye kisi ko bula sakta hu," Ladke ne Vikram se kaha.

"Are koi baat nahi, Mai bss testing ko lekar thoda sa nervous tha," Vikram apni thakavat ko chhupate huye ekdam sidhe khade hote huye bola.

Us ladke ne chinta bhari nazaro se Vikram ki body ko upar se niche tak dekha. Vikram apni umar ke hisab se thoda skinny tha, uski body par jyada muscles bhi nahi the, aur upar se abhi wo incredibly weak feel kar raha tha. Samne khade us anjaan ladke ki nazron me Vikram abhi us bande ki tarah tha jo military academy me bullying ke liye prime subject bante hain. Lekin, ek to naya place aur anjaan log, upar se use kisi ka power level bhi maloom nahi tha, lazmi tha ki Vikram is waqt thoda nervous hoga.

Vikram ne ek aah bhari, agar is baar bhi use level 1 ki rating mili, to school me uske sath hone wali ghatnaye ek baar phirse khudko dohrane wali thi.

"Well, tumhe chinta karne ki jarurat nahi hai. I'm quite strong, you know. Agar koi tumhe pareshan karne ki koshish kare to tum help ke liye mere paas aa sakte ho," us ladke ne smile karte huye Vikram se kaha.
Vikram ne bhi uski baton ka jabab smile ke sath diya lekin wo abhi bhi thoda nervous tha.

Vikram ko active aur positive type ke bando ke sath ghulne milne me thodi pareshani hoti thi. Ya phir ye kaha jaye to jyada behtar hoga ki use kisi ke bhi sath ghulne milne me pareshani hoti thi, lekin samne khade us ladke me use ek bhi baat aisi dikhayi nahi de rahi thi jiski vajah se wo use dislike kar sake, akhir wo pehla banda tha jisne use yaha help offer ki thi.

"My name is Sam, by the way," Us ladke ne hath aage badhate huye kaha.

Vikram ne uske hath ko dekha. Ye uski life me pehli baar tha jab use koi ek normal human being ki tarah treat kar raha tha, lekin use dar tha ki ye jald hi badal jayega.

Use dar is baat ka tha ki tasting ke baad agar uska power level low raha to uske samne khada ye ladka dosti ka ye hath pichhe kheech lega. Lekin ek pal ke liye usne ye sab kuchh bhool kar apna hath aage badha diya.

"My name is Vikram," Vikram ne Sam ke hath ko pakadte huye kaha.

[Use of an ability has been detected]

[The ability has been rejected]

Apne samne appear huye in system messages ko dekh kar Vikram ko thoda ajeeb laga. Phir usne dhyan diya ki Sam ne uske hath ko abhi bhi pakad rakha hai. Ek baar phir system messages ne khudko repeat kiya.

[Use of ability had been detected]

[The ability has been rejected]

Vikram ne forcefully apne hath ko pichhe ki taraf kheencha. System use saaf saaf bata raha tha ki Sam abhi uske uper apni ability use kar raha hai. Vikram ke upar apni ability ka koi asar na hota dekh Sam bhi abhi uske samne puzzled look liye khada tha.

"What is your ability?" Thodi der ki chuppi ke baad aakhirkar Sam ne puchh hi liya.

"I...." Vikram ruka, wo soch raha tha ki use javab dena chahiye ya nahi. Lekin wo bhi Sam ka reaction dekhna chahta tha.

"I don't have an ability." Usne kaha.

Ye sunkar Sam ke chehre se chinta ki wo lakeere khatam ho gai, lekin Vikram ka jabab uski curiosity ko khatam karne ke liye jaise kaphi nahi tha, abhi wo aur kuchh puchhta usse pehle Sergeant Griff ne announce karte huye kaha.

"Next group, Vikram Acharya, Sam Blade, Peter Chuck, Anjali Sharma, aur Erin
Heley. Come to the front to take your test!"

To be continued...
 
111ramjain

Well-Known Member
2,458
3,739
143
Nice
 
Sushil@10

Active Member
515
485
63

Lovely update and nice story
 
Mk1

Member
397
425
78
Nice update
 
Bhupinder Singh

Active Member
1,999
4,972
158
Guys! listen once again, likes ka target pura hone se pehle update nahi dene wala mai, bilkul bhi nahi. So agar next update chahiye to target pura kro.
One update per week ka schedule fix krne ka socha tha but past 3 days me back to back 3 update de chuka hu. So itna to kar hi sakte ho tum log.
Isliye target pura kro aur update le jao. Yahi deal hai apni.

Aur guys jo bhi naye bande thread par aa rahe hain wo upar poll me apna keemti vote jarur dalte jaye.

Ek aur baat tumhe story achhi lagti hai, batao.
Tumaye story achhi nahi lagti hai, wo bhi batao.
Tumhe kya achha lga, batao.
Tumhe kya achha nahi lga, wo bhi batao.
Agar thread par aaye ho, story read ki hai, to please kuchh na kuchh bol kar jao. Tum log bc aate ho aur aise gayab ho jate ho jaise gadhe ke sarr se kabhi seengh gayab ho gaye the. Bc 2 sabd naa bole jate tumse.

Jyada kuchh nahi mang raha, bss agar thread par aate ho to ek like kar diya kro aur ek chhota sa revo de diya kro. Kam se kam tumhari presence ka pta chalte rehta hai, ki bc tum log exist bhi karte ho.

Bss jo hai itna hi hai, itni baaton ka dhyan tum rakh lena baki tumhara dhyan mai rakh lunga. Tum khush, Mai khush, Dono log khush. To deal done samjhu Mai?? :hinthint:

And once again, keep supporting!!!
Bahi tum update dete raho chahe weekly 1ja2 tab bhi chale ga bus tum story adhuri mat chhodna hum apna kam karte rahe ge tum apna kam karte rahna
 
Bhupinder Singh

Active Member
1,999
4,972
158
Update - 5
[ Ability Level - 1 ]

Ab tak...

"Ab se thodi hi der baad hum tumhara power level check karenge. Isliye jab tak tumhe bulaya na jaye tab tak apni jagah se hilna nahi, understand?!" Sergeant Griff ne chehre par smile ke sath chillate huye kaha. Is wakt Sergeant ki us laude jaisi sakl par Smile ki decoration thi, aur isiliye chutiya hone ke baad bhi wo is wakt kisi Evil Monster ki tarah lag raha tha, ek aisa evil monster jo apne samne khade un nanhe munne bachcho ki maa chodne ko betaab ho.

"Good luck!!"

Ab aage...

Jab abilities pehli baar human race se introduce hui thi tab logo ko ye samjhne me jyada samay nahi laga ki kuchh abilities baki dusri abilities ki tulna me kaphi jyada powerful aur khatarnak hain.

Iske alawa agar kisi specific ability ki taraf dhyan diya jaye to wo bhi power ke mamle me person to person different thi. Kis bande ki ability kitni strong hogi ye is baat par nirbhar karta tha ki uske andar kitni mutant cells active hain. Iske alawa kiski body kitna sehen kar sakti hai ye bhi ek important factor tha ye decide karne me ki kiski ability kitni powerful hogi.

Iske kuchh samay baad hi 'Power Level System' ko bhi introduce kar diya gaya jo kul 8 levels me divided tha.

Ye levels darsate the ki kis bande ke andar kitni mutant cells active hain. Yani ki jitna high level, utni jyada mutant cells.

Iske baad military ne in levels ko bhi subcategories me divide kar diya. Ye subcategories 1.1 , 1.2 se leke 1.9 tak hoti thi. Aisa isliye kiya gaya taki sabhi logo ko identify kiya ja sake.

Kisi ability ko obtain karne ke sirf 2 hi tarike hote the. Pehla, ya to aap kisi so called Original family se ho. Dusra, ya phir aapne kisi ability book se us ability ko sikha ho.

Jab earth par dalki ke against war chal rahi thi aur Manav jati lagbhag bilupt hone ke kagar par thi tab aise sankat ke samay me kuchh logo ne samne aakar powers ka istemal karna suru kar diya, aisi powers jinse aam log puri tarah anjaan the. Us samay in logo ko manavta ki aakhri ummid ki tarah dekha gaya. Us samay originals ne jis sakti ka pradarshan kiya usne Dalki ko pichhe hatne par majboor kar diya.

Us samay in naye samne aaye superheroes ko ye realise hua ki wo apni powers ko dusro ke sath bhi share kar sakte hain. Aur unhone aisa kiya bhi kyuki us waqt survival ke liye humanity inhi ajeeb wo gareeb powers par dependent thi. Unhone likhna suru kar diya ki unhone ye abilities kaise obtain ki aur jis chiz par unhone ye sari information likhi thi unhe hi baad me "Ability books" ke name se jana gaya.

Pehli war ke khatam ho jane ke baad ye ability books logo me freely distribute hona band ho gai. Iske bajay ab un books ko public me sale par becha jane lga. Isi time jo first ability users the jinhe Originals ke name se bhi jana jata hai, unhe ye realise hua ki unki power ne unhe food chain ki top par la kar khada kar diya hai, aise me unke andar bhi lalach aa gaya aur wo iska jyada se jyada fayda uthane ki koshish karne lage. Wahi military ne bhi some of the most powerful abilities ko khudke liye rakh liya. Military ke alawa un abilities ko aur koi bhi access nahi kar sakta tha.

Us din ke baad se level 1 se 5 tak ke bich me range karne wali ability books ko public ko sell kiya jane laga, jabki kuchh badi companies aur military ne Originals ke sath milkar ability books ke higher versions ko khudke liye rakh liya.

Isiliye, agar koi banda khudko ability user bole to uske do hi mtlb ho sakte hain. Pehla, ya to wo kisi Original family se belong karta hai. Dusra, ya phir usne apni ability kisi related ability book ko learn karke obtain ki hai.

And ofcourse, power and abilities ke is khel me Originals sabse aage the, kyuki unke paas higher level and more powerful abilities ki access thi.

In sabke alawa kuchh aisi Original families bhi thi jinho ne apni abilities ko outside world ke sath share karne se mana kar diya tha. Ye aise log the Jo apni abilities ko apni khudki bloodline tak hi seemit rakhna chahte the. Originals ke paas normally strongest abilities hoti thi jinhe power level system se measure nahi kiya ja sakta tha.

Parents ki death ke baad Vikram ko support karne ke liye koi bhi family member nahi bacha tha. Uske paas sabse cheapest ability book ko kharidne tak ke paise nahi the aur jaha tak baat ki jaye dusre tarike ki, to jaha tak wo janta tha uski family me aisi koi khas baat nahi thi ki wo use ek Original family keh sake.

Lekin itne varsho ke baad aakhirkar usne ek ability obtain kar hi li. Halanki usne is tarah ki ability ke bare me pehle kabhi nahi suna tha, isiliye use koi idea nahi tha ki is ability ne uski cells ko kis power level par mutate kiya hai.

Normally kisi bhi ability ko master karne ke liye ek technique hoti thi, jisse us ability ko ek certain level tak master kiya ja sakta tha.

Lekin unfortunately wo book to ab gayab ho chuki thi aur sath hi uske andar ka gyaan bhi.

Vikram ne apna hath upar utha kar uski kalai par bandhi us watch ko dekha, jisme abhi uska power level 1 show ho raha tha. Usne apne aas paas nazar ghumai to waha khade sabhi students ki watch par bhi same number show ho raha tha.

Wahi students ki us bheed se thoda door aage ki taraf khada Sergeant Griff students ko unke naamo se chillakar bula raha tha aur uske bulane ke thik baad hi 5 ke group me wo students bheed se nikal kar ek taraf khade hote ja rahe the.

Top