• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Maa-beta ek sacche pyaar ki kahani part-3

Incest--boy

Active Member
1,488
3,047
144
Jaisa ki maine kaha tha, main aap logo se gifs chahta hoon jo aapke pasand ke hai.. agar koi update aapne padha aur aap sab ko laga ki kaash ye gif ya pic udhar rahata mujhe wo section detail dm Karo aur gif or pic bhejo, even after update main edit karunga..so baki log bhi pasand karne lgenge...so please aap apne taraf se ye karte jaao.
 
Last edited:

WhisperingShadows

New Member
42
43
18
Doosra Din

Jaise hi Surya apni pehli kiran se andhere ko mitaata hua dikhayi dene laga, poori vaadi roshni se bhar gayi. Surya ka rang, pehle peele aur phir narangi rang mein badalta gaya, jaise usne raat ke gehraiyon ko chhoda aur nayi subah ko apne saath laane ki koshish ki ho.


200w-1


Surya ke ugne ke saath, uski roshni ne har cheez ko ek nayi zindagi de di thi. Pahaad ke upar se chamakti roshni ne, safar kar rahe sabhi sainiko, yuvaraj aur anya logo ko unke safar ki nayi shakti de di thi. Dheere dheere, sabhi apne-apne tambu se bahar nikal rahe the, kuch sainiko mein thodi si thakawat zaroor thi lekin kuch sainik bahut utsahi the.

Subah hote hi yuvaraj apne tambu se bahar aaye. Unhone Surya ki taraf dekha aur Surya ko dekhte hue apne haath jod diye. Unhone chaaron or dekha, sainik uthkar tambu ko hatane ki koshish kar rahe the, aur daasiyan subah ke halke bhojan ki taiyyari kar rahi thi jisse sainiko mein urja bani rahe. Yuvaraj ne bhi haath madad ke liye sainiko ki taraf badhaye. Unke sainiko ko yuvaraj ki yeh aadat bahut prerana daayi lagti thi.

Sainiko ki madad karne ke baad woh ab apni maa ko dhoondhne lage. Unhe pata chala woh nahakar abhi-abhi apne vastra badal rahi hain. Unhone unki daasiyon se kaha ki jab unki maa tayyar ho jaayein tab unhe bata den.

Yuvaraj ab aane wale raste ke baare mein jankari lene lage. Kuch hi samay baad unhe ek chhote gaon se guzarana tha. Phir uske baad, chhote se pahaad se guzar kar jana tha.

Us gaon ki aabadi lagbhag 100-1500 logo jitni thi. Gaon bahut bada tha, wahan har hafte mein ek din bazaar/vyapar hota tha aur woh din tha Somvaar, aur aaj ka din bhi Somvaar hi tha.

Sainiko ke pramukh Vishwajeet ne Yuvaraj ko is gaon ke aaj ke bazaar ke baare mein bataya. Vishwajeet ne yeh bhi bataya ki koi zaroorat ki cheezein woh wahan se le sakte hain.

Ab Yuvaraj ne dekha ki Surya ki subah ki kirnein saaf-saaf aa rahi hain. Yuvaraj ne apne sainiko se kaha ki woh sab jald se jald apna khana kha lein aur agle safar ke liye tayyar ho jaayein.

Kuch der baad Yuvaraj apni maa ke tambu ki ore chale. Unhone apni daasiyon se poocha,

**Yuvaraj** - "Kya maa tayyar ho chuki hain?"

**Daasi** - "Ji, Yuvaraj."

Yuvaraj ab andar chale gaye. Unhone dekha unki maa singar kar rahi thi.

**Maa Kadambari** - "Kya itni subah hume safar karna hoga? Aapne dekha nahi kitni thand hai. Sharir ekdum jam chuka hai. Aisa lagta hai, bahar kuch der aur rahte to sharir hil bhi nahi pata."

Maa Kadambari ne bade gambhir hokar kaha.

Yuvaraj maa Kadambari ke is baat par hansne lage.

**Yuvaraj** - "Subah ki thand hai, thodi hi der rahegi aap chinta mat kijiye, aisa kuch nahi hoga."

Maa Kadambari kaanch ki chudiyan pehan rahi thi.


rashami-desai-rashmi-desai

**Yuvaraj** - "Yeh kya? Aap sone se sidha kaanch ki chudiyan? Lagta hai aapka sone se man utar chuka hai."

**Maa Kadambari** (haste hue) - "Waise aap keh sakte hain, lekin hum thode hi rajmahal mein baithe hain, hum to abhi ek pravasi hain, to hume laga utni zaroorat nahi... aahhhhh!"

Chudi pehante samay ek chudi tut gayi aur sidha unke anguthe ko halka sa kaat diya. Jakhm utna bhi bada nahi tha, par phool jaisi komal Kadambari ko halka sa dard hua.



finger-injury

Yuvaraj turant apni maa ke paas gaye. Unhone maa ke anguthe ko pakda aur turant apne hothon mein liya. Maa Kadambari achanak se hue is harkat ko samajh nahi paayi. Yuvaraj apne gile hothon se unki maa ke anguthe ka khoon dheere dheere chus rahe the. Unki maa Kadambari ab bas unhe hi dekh rahi thi. Unki saansen achanak se badhne lagi. Thandi hawa mano unke sharir par nahi, balki unke sharir ke andar se guzar rahi thi.


tumblr-pshngu-F28-H1vt10pl-500

**Yuvaraj** - "Haan, ab aapka yeh jakhm thik ho jaayega."

Yuvaraj apni maa ko ab sawaliya nazaron se dekh rahe the.

**Yuvaraj** - "Aap thoda aaram se pehenti, itni bhi kya jaldi thi?"

Maa Kadambari ab us bhuchal chal rahe mann se baahar aayi.

**Maa Kadambari** - "Ab galti se lag gaya Yuvaraj, koi baat nahi waise bhi chot utni bhi zyada nahi hai."

**Yuvaraj** - "Haan, lekin thand mein yeh aapko aur takleef dega."

Ab Yuvaraj ghutno par baith gaye.

Yuvaraj - "Laiye maa, woh chudiyan hume dijiye, hum aapko pehna dete hain."

Maa Kadambari ke mann ne is baat ko ek baar bhi virodh nahi kiya. Unhone chupchaap woh chudiyan Yuvaraj ke haathon mein de di.

Yuvaraj ke paas hote hi ab Maa Kadambari ko apne pan ka ahsaas hua. Unhe laga ki woh duniya ke saare bandhanon se azaad hain. Maano unhe sansaar ke saare sukh mil chuke hain. Na koi bhay, na koi chinta. Yuvaraj ke paas aate hi unke chehre par kuch samay ke liye hi sahi, lekin ek muskaan hamesha rehti thi. Woh is baat ko bahut acche se jaanti aur samajhti bhi thi.



Yuvaraj ne maa ke ungliyon ko bilkul ek saath halki se dabaya aur dheere dheere karke unhe chudiyan pehnani shuru kar di. Woh chudiyan unke jakhm ke upar se halka se ghiste hue nikal rahi thi.

547f6602107a46e5963657ce57ac1a53

Unki muh se halki si "ahhhhhh" aa rahi thi, lekin apne is chote sukhad dard ko woh bas chhupa rahi thi. Woh khud nahi jaanti thi ki aisa woh kyun kar rahi hain. Yadi unke jagah par Maharaj Ranvijay hote to ab tak unhe apne aap se door kar chuki hoti.


tumblr-pf66ir-Kd-Np1tdh1jbo5-400-gifv

Unki soch aur gehari ho rahi thi. Apne bete se yeh kaisa moh hai, kya woh Ishwar unki koi aur pariksha le raha tha? Kya woh phir kisi paap ka hissa banne ja rahi thi? Ek paap to woh pehle hi kar chuki thi. Ab unke dil mein yeh ho raha tha ki kahin woh dusre paap ka anjaam na de. Us paap ka raaz philhaal unke aur kisi aur khaas insaan ke paas hi tha.

Yuvaraj - "Hmm, ab ho gaya. Aur kuch pehnana hai to bataiye, hum pehnake denge."

Kadambari ka dhyaan bhatak gaya.

Kadambari - "A... Haan..."

Kadambari jaane anjaane mein unhe "Haan" bol di. Unki aankhein ab Yuvaraj ki taraf hi thi.

Tambu ke bahar se awaaz aayi - "Yuvaraj, humne halke phulke khane ka intezaam kar liya hai. Aap jald aayiye."

Yuvaraj - "Haan, haan, hum abhi aate hain."

Yuvaraj ne maa ke gale mein woh haar jaisa kuch pehnaya.

Yuvaraj - "Hum jald hi jaakar aapke liye bhi kuch lekar aate hain, aap yahi baithiye."

Maa Kadambari - "Haan, aap jaiye. Hum intezaar karenge."

Yuvaraj ab tambu se bahar gaye. Ab unke sharir mein hone wala kampan achanak se ruk gaya. Mann mein daud rahe ghode achanak se ruk gaye. Unka mann ek talab ke paani ki tarah shaant ho gaya tha.

Unhone apne aas paas dekha.

Maa Kadambari (apne mann mein) - "Are yeh kya, yeh haar to yahi hai, to Yuvaraj ne mujhe kya pehnaya?"

Unhone jab apne gale mein dekha, to unki aankhein achanak se chamak uthi. Unke haath kaanpne lage, sharir mein ek madhakta ka utsah jaag utha. Unki aankhein achanak se band ho gayi. Unke chaati ka ubhar apne aap upar-niche hone laga.


devdas-aishwarya-rai-bachchan

Yeh sab kya ho raha hai? Aur aakhir kyun? Yeh bhi bas ek abhushan hi toh hai. Main yeh sab kya soch rahi hoon?

Nahi... nahi... nahi... yeh koi aam abhushan nahi hai... yeh ek mangalsutra hai... yeh mangalsutra mujhe apne bete ne pehnaya hai. Aakhir unhone aisa kyun kiya? Unhe toh samajhta hi hoga. Woh abhi bachche thodi hain. Mangalsutra aur anya abhushano ka fark unhe toh pata hi hoga.

Nahi nahi... Shayad sainik ke bulate waqt unki nazar mangalsutra par nahi padi ho. Aur unhone galti se pehna diya ho. Mujhe Yuvaraj par aisa aarop nahi lagana chahiye.

Yuvaraj - "Yeh lijiye, humne aapke liye khana laaya hai. Aap jald se ise khaa lijiye, abhi rasta bahut lamba hai."

Maa Kadambari ka dhyaan ab punha apne bete Yuvaraj ki taraf chala gaya.

Maa Kadambari - "Dhanyawaad."

Yuvaraj - "Ab yeh dhanyawaad kis liye?"

Maa Kadambari (haste hue) - "Aapne mere liye yahan tak khana laaya, toh main yeh nahi toh aur kya kahoon."

Yuvaraj - "Kartavya aur ahsaan mein fark hota hai. Jo maine kiya, use kartavya kahte hain. Toh maine jo kiya, uske liye aapka dhanyawaad anuchit hai."

Maa Kadambari - "Accha, ab hum samajh gaye. Theek hai. Abhi aap khana khao."

Yuvaraj - "Subah ki kasrat ke baad khana khane mein alag hi anand rahta hai. Kitna bhi khao, man nahi bharta."

Maa Kadambari ne halka sa muskura diya.

Maa Kadambari - "Woh aapke sharir ko dekh kar samajh aata hai. Ekdum hatte-katte ho chuke ho aap."

Yuvaraj - "Dhanyawaad..."

Phir muskurate hue - "Kuch aise hi samay dhanyawaad kaha jaata hai."

Maa Kadambari bhi ab hansne lagi.

Kuch der baad, Yuvaraj aur Maa Kadambari khana khaa lete hain.

Yuvaraj ab bahar apne sainiko ke saath is safar ka prarambh karte hain.






Agla Bhaag Jald Hi...
bahut hi pyara update bhai
par aisa konsa raaz hai jo kadambari aur sirf us khaas insan ko pata hai
Pratiksha Agle Rasprad Update Ki
 
  • Like
Reactions: maakaLover

Rudra Roy

Member
434
472
64
Ab is lambe pravas ka aarambh ho chuka tha. Yuvaraj, unki maa aur saare sainya ab rajya ke pramukh dwaar ke bahar nikal chuke the. Ab raaste ghane jungle se hokar kuch gaav se gujarata hai. Raaste me kai choti moti pahade thi, zil, nadiyan. Ye safar ab kaafi lamba hone wala tha.

Ab sandhya ka samay hone ka aa chuka tha. Maa kadmabari paalki me thi. Yuvaraj bhi apne is safar ko thoda aramdeh banane ke liye saare sainikon se baatchit kar rahe the. Kabhi wo apni abhyaas ka, to rajya ke hith me ki jaane waali chizo ka aur kai saari anya chizo ke baare me baat kar rahe the. Kuch sainik apne chutkule ek dusre ko sunate hue has rahe the. Aam taur par ye sab rajputra ke saamne sainik nahi karte lekin. Lekin yuvaraj unke liye apne mitra aur bhai ke samaan the. Sainik unka samman bhi karte aur unke saath majak Masti karana bhi bakhubhi jante the.

Bahot samay hua tha. Unhe laga ki unki maa kadambari unse kuch baat karegi. Unhe laga shayad us din ke baad se wo unse Sharma rahi ho. Apne bete ke saamne hi apne ardh nagn sharir ke saath hona shayad unke liye ek bahot sharmanak baat thi. Jo bhi ab wo to unki maa kadmabari hi jaanti thi.

Yuvaraj us din ka wo kshan kabhi nahi bhul sakte. Unhone utana to samjh liya tha ki maharaj ke saath unke sambandh acche nahi hai. Unhe Jo pyaar chahiye wo unhe mil nahi Raha. Andar andar hi andar unke andar ek bahot bada khali pan hai.

Kabhi-kabhi, Yuvraj ki nigahen maa ki palki ki taraf jaati, lekin phir woh khud ko is khamoshi se door kar lete, jaise maa se kuch poochne ya baat karne ki himmat na ho.

"Kya maa theek hain?" yeh sawaal baar-baar unke mann mein uthta, lekin woh is darr se unhe puchne ki himmat nahi jhuta paate ki kahin aisa na ho ki woh khud hi maa ke dard ka hissa ban jayein.

Sainikon ke beech halki-phulki baatein chal rahi thi. Kuch sainik ek doosre se mazaak kar rahe the, kuch purane yuddhon ki baatein kar rahe the, aur kuch raaste ke baare mein charcha kar rahe the. Yuvraj in saari baaton me bich bich me hissa le rahe the. Unka dhyaan apne sainikon ki aur kam, aur apni maa ki aur zyada tha. Wo bas dikha nahi paa rahe the. Lekin unke man me sirf aur sirf unki maa hi thi.

Yuvraj ke mann mein ek khaali pan tha. Woh soch rahe the ki kya is samay maa unse kuch kahenge, kya woh kabhi apni haalat ke baare mein unse baat karengi?

Unki aankhon ke samne ek yaad aayi.

Jab woh chhote the, tab unki maa hamesha chidiya ki tarah chahakti rehti thi, unka chehra hamesha hansi se bhara rehta tha. Woh dekh sakte the, kaise maa ki aankhon mein jeevan ke prati pyaar tha, lekin aaj wahi maa, wahi aankhein, unki aankhon mein aansu ki jhalak liye chup baithi hain. Yuvraj ko mehsoos hua ki kuch toh hai jo woh samajh nahi paa rahe the.

Ab unhe apne aur apne maa ke bich ko shaanti pasand nahi aa rahi thi. Wo turant thoda paalkhi ke paas chale gaye. Paalkhi ke parde halke se khule hue the. Jisse unke maa ko unki aawaz aaram se aa sakti thi. Us paalkhi me 2 chote kaksh the ek unke daasi ke liye ek kadambari ji ke liye. Wo kaksh dasiya tabhi kholti jab kadambari ji unhe anumati deti. Unhone un Pardo ko halke se kholkar bahar ki or dekha.



8958fd001989c7b96ab04645563232164c0f838f


Wo ab unke paalkhi bilkul samip gaye. Unki maa kadambari ji ne parde ke us thodasa khule hue bhaag se dekha, yuvaraj unke paalkhi ke bilkul samip the. Unhe dekhte hi unhone apna ghunghat odh liya aur apna chehara chupa liya.

"Maa, kya aap thik hai?" Yuvaraj ne dheere se poochha,

Kadambari Ji ne kuch nahi kaha. Unka sir thoda jhuka hua tha aur chehre par ek gehri udaasi ka saaya tha. Woh chupchaap baithi rahi, jaise unke paas kehne ke liye kuch bhi nahi tha.

Yuvraj ko apni maa ka is tarah chup rahna accha nahi laga. Wo bahot naraz hue. Lekin wo samajh sakte the. Ho sakta hai apne maa ke bimar hone ki baat sunkar wo aur dukhi hogayi ho. Yuvaraj bhi jaante the ki unki badi maa ek bahot hi nek dil aurat thi. Unhone apni beti ko bahot pyaar diya tha. Aaj unki maa apni antim saanse lene wali thi.

Yuvaraj kuch der ke liye chup hogaye, kuch der baad unhone phir se pucha.

Yuvaraj - kya aapko kuch jaroorat hai?

Kadambari( bahot halke awaaz me)- nahi.

Yuvaraj is baat se khush hue ki unhone kamse kam kuch to bol diya.

Yuvaraj- thik hai. Agar kuch bhi jaroorat ho to hume bata dijiyega.

Maa kadambari - hmm.

Ab Suraj kabka dub chuka tha. Ratri ka samay ho chuka tha. Aage bahot ghane jungle se hokar unhe gujarna tha aur hawa me thand bhi bahot badh chuki thi.

Tabhi ek sainik ne awaaz di, "Yuvraj, aage raste me bahot kathinayi ho sakti hai, hawa bhi thand ho rahi hai. Agar aapki aagya ho to kya hum yahapar ruk jaaye? Hum yahi par vishram karenge, raasta kaafi lamba hai.

Yuvraj ne kuch socha aur sir hilaaya, Unhone apne sainikon ko ishaara kiya aur phir ek jagah rukne ka aadesh diya.

Kuch hi der mein, sainikon ne ghode ek taraf kiye aur aaraam karne ke liye sthan chun liya. Kuch sainik apni tambu aur kambal tayaar karne lage, aur kuch ne paani aur bhojan ka prabandh karna shuru kar diya.



Indian-Camp-Scene

Yuvraj ne ek baar phir maa ki taraf dekha, lekin ab unka dil thoda aur bhaari ho gaya tha. Unhone socha ki shayad maa ke saath baat karne ka yeh sahi waqt hai. Unhe chahiye tha ki woh maa se poochhein ki unhe kuch baat karna chahti hai ya nahi.

Ab unki daasiyan unke tambu me hi unke sone ka intezaam kar rahi thi, unhone apne liye bhi ek tambu lagaya tha. Yuvraj apne sainiko ke saath baithe hue the. Unke sainik khana bana rahe the, unse baatchit karte hue has rahe the lekin unka dhyan unki maa ki taraf hi tha.

Unki maa ab paalkhi se utarkar apne tambu me chali gayi. Yuvraj ko laga ki yahi ek sahi mauka hai jaha wo apni maa ke saath kuch baate kar sakte hai.

Unhone sainiko se kaha ki wo apni maa se milkar aayenge. Ab wo unki tambu ki taraf chale gaye. Daasiyan bhi bahar ki khadi thi. Wo ab tambu ke bahar aakar khade hogaye.

Yuvraj - kya hum andar aa sakte hai.

Maa Kadambari - (halke aawaz me) - haa, aajao.

Yuvraj ne maa ki taraf dekha, wo kisi gahan vicharo me kho gayi thi.


970c80ead83b8513d5c402272008c947

Yuvraj ne jhijakte hue kaha, "Maa, kya aap theek hain?"

Kadambari Ji ne kuch der chup rehkar dheere se kaha, "haa hum theek hai, Yuvraj. Lekin aap yahapar kyun aaye hai?"

Yeh sawaal Yuvraj ke dil mein jaise aag ki lapaton ki tarah jal gaya. Woh hamesha maa ke baare mein sochte the, aur unki maa aise kaise keh sakti hai?

Yuvraj thoda naaraz hue aur ek chotasa krodh ka hissa andar se jal gaya.

Yuvraj - ye kaisa prashna hai maa, hum yahaan aakhir kyun aaye? Hume aapki chinta hai isliye toh hum yahaan aaye hai.

Kadambari ka achanak sa dhyan firse ek baar Yuvraj ki taraf gaya. Maano wo is sanvad ka kabhi hissa thi hi nahi. Unhe apne hi sawaal par bura lagne laga. Aisa laga jaise wo unka dhyan kahin aur tha aur wo bas badbada rahi thi.

Kadambari - m...mm...maaf karna Yuvraj, aap... nahi... nahi hamara ye matlab nahi tha. Hum... bas...k...kho gaye the. Aajao idhar baitho.

Kadambari ne Yuvraj ko apne paas aakar baithne ke liye kaha.

Yuvraj apni maa ki is awastha se bahut chinta mein aagaye, ki unki maa ko achanak se ye kya ho gaya.

Yuvraj - aap theek toh hai. Aapko kya hua, kya aap mujhse kuch baat karna chahti hai? Ya kahi ye us din ki toh baat nahi hai jahan humne aapko us sthiti mein dekha tha.

Kadambari maa thoda sa hadbada gayi lekin saath hi mein wo sharma gayi.

Kadambari - nahi... nahi... us... us din... un baaton ko chhod do.

Yuvraj (bahut maayusi se) - toh aap bataiye na, hum aapko aisi sthiti mein nahi dekh sakte. Aapko pata hai na hum kitne chintit hai. Hume ye lag raha hai ki aap humse door jaa rahi hai...


Maa Kadambari ne bahut zor se Yuvaraj ke haathon ko pakda:
"Nahi mere Vikramaditya, main aapko chodkar kabhi nahi jaa sakti."

Yuvaraj: aapko achanak kya hua, aap kuch to bataiye."

Maa Kadambari:
"Kuch nahi Yuvaraj, aisa lag raha hai main apne har priya insaan ko khote jaa rahi hoon. Pehle Harshwardhan, phir tumhare pita ne kiya apmaan aur phir aaj maa ka ye samachar. Humein dar lag raha hai Vikram."

Vikramaditya:
"Maa, main aapke saath hoon na. Aap kyun chinta kar rahi hain? Jab tak main aapke saath hoon, aapko kisi ki bhi zaroorat nahi hone dunga."

Maa Kadambari thoda muskurate hue:
"Lagta hai aap baatein banana bahut seekh gaye hain."

Vikramaditya:
"Agar aisa hai to ek aur baat hai, mujhe lagta hai badi maa bahut hi jald swasth ho jayegi. Aap chinta na kijiye, yun samjhiye ki aap apne maayke ghumane ja rahe hain."

Ab kaha jaakar Maa Kadambari ke chehre par thodi si muskaan thi.


bc212ebe7712680a7566c9567a57072f

Kadambari
"Thik hai. Hum vaise hi kuch samajh lenge."

Vikramaditya:
"Abhi main aapke bina khana nahi khaa paaunga. To main khana laane ke liye kehta hoon
."

Kadambari:
"Thik hai, jaisa aap kahen."

Yuvaraj ab bahar gaye aur apne ek sainik se apne us tambu wale kaksh me bhojan laane ke liye kaha. Ab woh paas me hi ek ped ke paas jakar apna haath dho rahe the. Wahan bahut jhaadiyan thi. Woh haath dhokar tambu ki taraf mudh hi rahe the ki unki nazar ek bade se ped ke peeche ki taraf pad gayi. Woh ped kaafi door tha. Lekin chaand ke halke se roshni mein thoda bahut dhundhla sa dikhayi de raha tha. Unhone bahut gaur se dekha. Aisa laga maan wahaan koi khada hai.


images-22

Sainik:
"Yuvaraj."

Yuvaraj ab mood gaye.

Sainik:
"Maine khana lagwa diya hai."

Yuvaraj:
"Haan thik hai."

Yuvaraj ne phir se us jhaadi waale ped ki taraf dekha. Unhe laga shayad woh koi chhota sa ped ka hissa hoga. Unhone dhyaan nahi diya, ab woh wapas apne tambu mein aaye.

Maa khane ka thaali lekar Vikramaditya ka hi intezaar kar rahi thi.**

Yuvaraj:
"Are waah lagta hai khana bahut accha hai. Bahut bhukh lagi hai. Aapko kaisa laga?"

Maa ne halka sa nivala liya.

Maa Kadambari:
"Hmm, accha hai."

Ab Yuvaraj ne bhi khana khana shuru kiya. Yuvaraj din bhar ke pravas ke baad thak chuke the, isliye unhe agar kuch bhi khilao to unke liye swadisht hi hone wala tha.

Kuch der baad dono ne khana khaa liya. Yuvaraj abhi bhi apne maa se kuch baat karna chahte the. Ek alag sa moh unke andar chadha tha, ho sakta hai us sundari ke baare mein aur unke baare mein jaankar. Lekin unhe to abhitak woh sach nahi lag raha tha. Woh abhitak maanane ko taiyyar nahi the ki woh sundari aur Kadambari ek hi vyakti hai. Kyunki unhe varnan bhale hi sahi laga ho lekin unhe bhai par vishwas tha ki, unke bhai maa ke baare mein aisi baatein nahi kar sakte.

Ab thandi thandi hawa chal rahi thi. Deepak jal rahe the. Waise mein Yuvaraj ke saamne unki maa Kadambari ki sundarta jhalak rahi thi. Woh bas ek tak apni maa ki taraf dekh rahe the.

Kadambari:
"Yuvaraj... Yuvaraj... Yuvaraj..." (Zor se) "Yuvaraj!"

Yuvaraj ka dhyaan bhatak gaya.

Kadambari:
"Kahan khoye ho?"

Yuvaraj:
"Kahi nahi, hum to bas..."

Kadambari:
"Hmm, koi baat nahi, hum ye keh rahe the ki aapki badi maa aapko dekhkar bahut khush hongi. Aakhir itne saalon baad milne jo jaa rahe hain aap."

Yuvaraj:
"Main bhi unse milne ke liye bahut utsuk hoon. Dekhna, humein dekhte hi woh turant swasth ho jayengi."

Dono halka sa hasne lage.

Kadambari:
"Lekin sambhal kar aapko woh jaate hi aapke vivah ke baare mein pooch legi. Ho sakta hai unhone koi kanya dekh rakhi hogi."

Maa hasne lagi...

Yuvaraj:
"Haan unko yahi kahunga jabtak mujhe maa jaisi koi nahi milegi tab tak main nahi karunga. Aur aap bhi jaanti hain ki aapke jaisa khubsurat hamare rajya mein koi nahi hai."

Kadambari thoda sharma gayi.

Kadambari (halke muskarakar):
"Hamari ab umar ho chuki hai. Aapko vivah kanya se karna hai ya budhi aurat se?"

Aur Kadambari halke halke hasne lagi.

Yuvaraj:
"Aap kaise keh sakti hain aap budhi aurat hain, main us din..."

Yuvaraj ke muh se ye achanak nikal gaya. Unhone jaldbaazi mein bol diya. Ek dum se unhe aisa laga ki unka muh band ho chuka hai, ab woh kuch baat nahi kar paaye. Bilkul chup aur stabdh rahe.

Maa Kadambari bhi jaanti thi ki woh kis din ki baat kar rahe hain. Unka dhyaan achanak apne vaksh sthal par gaya. Unki sharir mein ek bijli si daud gayi. Woh bhi chup rahi.

Yuvaraj:
"Maaf kijiye, hum to bas..."

Kadambari:
"Koi baat nahi. Mere sharir ko sundar ya budha nahi kaha ja sakta. Is kisi bhi upadhi mein main baith nahi sakti. Ye ek nirjiv sharir hai. Aur kuch nahi."

Yuvaraj ne unki maa ke haathon ko apne haath mein pakad liya. Yuvaraj ke haath kisi patthar ki tarah majboor ho chuke the. Yuvaraj ko haathon ke sparsh se unhe aisa laga maan kisi bade se dhar waale patthar ne un par zor diya ho. Yuvaraj ke liye ye anubhav viparit tha. Unhe aisa laga jaise woh kisi phool ko pakad rahe hain. Bas thoda sa khinch lo to phool toot jaate hain, waise hi maa Kadambari ke haath unhe naazuk lagne lage. Yuvaraj ke haath maa Kadambari ko ek asli purusharth ko dikha rahe the. Toh unke haath Yuvaraj ke liye ek naaritva dikha rahe the.

Yuvaraj:
"Aap ye sab sochna band kijiye, hum hain na aapke saath. Hum aapko vachan dete hain..."

Yuvaraj ne ab maa ke haathon ko bahut zor se pakad liya.

Maa Kadambari ke muh se ek bahut hi jada halki si siskari nikli jo sirf unko hi mehsoos ho rahi thi.

Maa Kadambari:
"Sss.s...s...s.s.."

Yuvaraj:
"Chahe kuch bhi ho jaye, chahe koi bhi sankat aa jaye, chahe hamare sambandh kitne bhi bighad jaye, chahe hum ek dusre ke dushman bhi kyun na ban jaye. Lekin hum aapka khayal rakhna kabhi nahi chodenge. Jab tak hum jeevit hain, hum aapko antim saans tak prem karte rahenge."

Maa Kadambari ka sharir ab kisi phool ke patte ki tarah ekdum naazuk aur halka ho chuka tha. Yuvaraj ke shabd ab unke kaano mein gunj rahe the. Yuvaraj ko unki taraf ye asimit prem unke nirjal pade sharir mein jal ka kaam


kar raha tha. Woh bas Yuvaraj ki baaton mein mohit ho chuki thi. Ab woh chahte ya na chahte hue bhi apne aap unka jhukaav Yuvaraj ki taraf badhta chala gaya. Yuvaraj ne unhe unke pith par haath rakha aur unhe apne gale laga liya.

200w

Maa Kadambari ek waqt ke liye ye anubhav samajh hi nahi paayi. Na jaane kitne saalon baad aaj kisi ne unhe prem se apne gale milaya tha. Ek pavitra sneh aur prem ek dusre ke sharir mein pravas kar raha tha.

Yuvaraj ko apne maa ka sparsh har kshan ke saath aur mohit kar raha tha. Aisa lag raha tha dono ke sharir bas apne aap kaam kar rahe hain. Un dono ko apne sharir par ab koi niyantran nahi tha.

Yuvaraj ne maa Kadambari ke chehre ko halka sa uthaya aur apni taraf kiya. Dono ke andar kuch baat nahi ho rahi thi. Bas dono ek dusre ki aankhon mein dekh rahe the. Ek beta apni maa ki taraf dekh raha tha jo sundar, komal lekin behad nirash aur dukhi thi aur ek maa apne bete ki taraf jo har waqt se saath shur, veer, nek, acchai ke raste ko apnane wala insaan tha. Lekin usse bhi zyada unke man mein yeh tha ki Yuvaraj unhe prem karte hain, unhe apna maante hain aur unki chinta karte hai.

Yuvaraj kisi vash mein insaan ki tarah apne chehre ko halka sa aage badhate hain aur apni maa ke maathe par halka sa chumban karte hain.


hrithik-roshan-aishwarya-rai


Dono maa-bete ki aankhein ekdum se band ho jaati hain. Saans ekdum phulne lagti hain. Yuvaraj ke haath dheere dheere kaam kar rahe hote hain. Maa Kadambari ko unke bete ka ye chumban thoda ajeeb lagta hai, par na jaane kyun woh apne bete ka virodh kar nahi paati. Ho sakta hai bahut waqt baad unhe kisi ne unhe prem ke bhaav se dekha tha aur waise bhi woh chumban toh unke bete ne hi kiya tha, isliye woh kuch nahi kehti.

Tabhi tambu ke bahar.

Sainik:
"Yuvaraj, jaisa apne kaha tha, waise do sainik pahredaari ke liye upasthit kiye hain. Abhi aap chahein toh nischint nidra kar sakte hain. Aapke sone ki saari vyavastha ho chuki hai."

Sainik ki awaaz sun kar Yuvaraj ka dhyaan achanak se hat gaya. Woh ab apni maa se door hue.

Yuvaraj:
"Haan, thik hai, hum aate hain. Aap jaiye."

Sainik wahan se chala gaya.

Yuvaraj:
"Hum chalte hain maa, hum bhi ab bahut thak gaye hain."

Maa Kadambari (halka sir hilate hue):
"Thik hai."

Yuvaraj:
"Aapko kisi bhi cheez ki avashyakta ho, aap turant humein bataiye."

Maa Kadambari:
"Thik hai."

Ab Yuvaraj aur Maa Kadambari ne dono ek dusre ki taraf dekha aur Yuvaraj apne tambu mein chale gaye. Ab dono apne apne jagah par sone ke liye let gaye.

Yuvaraj ke mann mein kuch alag hi chal raha tha. Unhe laga shayad unke bhai ne likhi us sundari ki wajah se kahi woh apni maa ki or akarshit toh nahi ho rahe hain. Aakhir bina kuch soche woh achanak maa ko kaise chumban de sakte hain. Unke apne hi kiye pe sharm aane lagi. Unhe laga ki kahin maa ko is baat se bura toh nahi laga. Upar se unhone us din ka bhi zikr kiya. Woh khudko thoda kosne lage...

Udhar Maa Kadambari ke mann mein bhi kuch isi tarah chal raha tha, lekin Yuvaraj ke bahar jaate hi unke agle hi pal ek maayusi chha gayi. Woh apne mann mein kuch aur hi soch rahi thi. Yuvaraj ke is vilakshan prem se unhe ek dar lag raha tha. Woh khudko apne kiye hue paap ko yaad karne lagi. Woh paap unhe andar hi andar khaaye jaa raha tha. Ab woh kya hai, sirf wahi jaanti thi lekin aaj ka ye din, kahani ke panno mein alag itihaas rach raha tha
. Uski pahal aaj shuru ho chuki thi.







Agla bhaag jald hi.
Bhai ye wahi "Paap" hoga jiske bare me marne se pahle Harshwardhan ne v jikra kiya tha

Samajh rahe ho.!! Samajh rahe ho.!!:wink:
 
Top