• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Manhoos - Part 2 (completed)

Did you likes tha story

  • Total voters
    87

Lovingheart

Active Member
1,220
4,113
159
Intro

To Dosto m a new writer on xf xp ka purana writer hu xp gayi baat gayi
Yeh sirf meri ek koshish hai to plz sath dena aasha karta hu apko pasand ayegi yeh story
Ismein thoda sa powers ka use hoga thoda sa romance aur incest bhi ho sakta hai
to plz kisi ki agar incest vajha se bhavnao ko thes pohanchti ho plz ignore kar dena story ko
Iss kahani ke sare patar kalpnik hai agar kisi se mel khate hai to kripya panic mat hona woh sab ek itefak hai

Main Pehle kisi vajha se is story ko pura nahi kar paya pura karne ki Koshish karunga

Iss kahani mein sex bagera ko shayad hi mahatab diya jaye to yeh baat bhi note kar lena
Ek aur baat story shayad kisi aur story se thoda bohat matching ho sakti hai to plz isse pehle padhna fir us bare mein baat karna
Note:- updates ka locha rahega week mein 3 updates shayad daily bhi ho jaye so plz be co-orporative
Ur Heartless urf Loving Heart
Update raat ko start ho jayenge

Update 1 & 2 ______ Update 11______Update 21
Update 3 _______ Update 12______Update 22
Update 4 _______ Update 13______Update 23
Update 5 _______ Update 14______Update 24
Update 6 _______ Update 15______Update 25
Update 7 _______ Update 16______Update 26
Update 8 _______ Update 17______Update 27
Update 9 _______ Update 18______Update 28
********* _______ Update 19______Update 29
Update 10_______ Update 20_______Update 30
£
£

Update 31___________________Update 41
Update 32___________________Update 42
Update 33___________________Update 43
Update number mistake hai__Update 44
Update 34 yaa kehlo 35______Update 45
Update 36___________________Update 46
Update 37___________________Update 47
Update 38___________________Update 48
Update 39___________________Update 49
Update 40___________________Update 50

Last edited:

Luffy

Well-Known Member
7,017
29,101
218
Update 46

"akhir esa kab tak chalega bhaiya"

Dad - jab tak hume usse azaadi pane ka tareeka nahi mil jata

Chacha - lekin kab tak bikhariyo jesi halat kar di hai usne humari

Chachi - use agar bachpan mein hi khatam kar diya hota to yeh naubat hi nahi ani thi

Chacha - to tumhara bhai hi leke gya tha na uss manhoos ko maarne ke liye

Chachi - mere bhai ko vich mein mat lao samjhe usne to apna kaam kiya tha pata nahi kese bach gya yeh

# Small Flash back.............

Baat tab ki hai jab main ek saal ke lagh bhag ka tha matlab ki Kishan tab ghar mein kuch ese ese kand hue ki mujhe aur Komal ko manhoos thehra diya gya

Jab in logo se humari masoomiyat ohh sorry sorry manhoosiyat na sahi gayi to in logo ne mujhe marne ka plan bana diya aur Komal ko iss liye zinda rakha ki use ghar ka naukar bana lenge badi hone pe aur vahi inh logo ne kiya

Khair mujh akele ko marne ki vajha thi in logo ke pass

Pehli vajha main Manhoos tha inki nazar mein
Dusri vajha the pandit ji han pandit jab janam hua humara to dada ji ne ek pandit bulaya tha ghar pe

Dada ji - pandit ji yeh mera pota aur poti hai apko inka naam karan karna hai aur kundali banani hai

Pandit - ji jazmaan aap log hume inke janam tareek aur waqt bata de

Dada ji ne unhe sab kuch bata diya is waqt tak sabhi ghar wale bhi vahi the pandit ke chehre expretions badalte rahe

Dada ji - kya baat hai sab sahi to hai

Pandit - dekhiye jazmaan bura mat maniyega lekin baat bohut jaruri hai dekhi jazmaan baat darasal yeh hai ki yeh dono bache shaitan kaal mein paida hue hai jis vajha se taa unar inpe shaitan ka saya rahega aur uss saye ki vajha se apke pariwar pe musibaton ka pahad hamesha girta rahega dusri baat yeh dono bache inke mata pita ki marzi ke bina apko bhasha mein unwanted childs hai iss liye is ghar mein inhe kabhi pyar nahi mil payega aur teesri baat yeh hai ki in dono ka apas mein vivah hoga jise aap mein se koi bhi chah kr bhi nahi rok payega

Dada ji - iska koi upay hai pandit ji

Pandit - ek upaye hai jazmaan ja to inko ek dusre se alag kar da ja fir in dono mein se kisi ek ke pran lene honge aap mein se kisi ek ko

Dada ji - yeh to hum nahi karenge aur yeh rahi aap ki dakshina ise lijiye aur bhojan karke parsthan kijiye

Yeh bol kar dada ji hum dono ko apne sath liye apne kamre ki aur chal diye piche se dad bole

Dad - pita ji hume pandit ji ki baat maan leni chahiye kya pata woh such bol rahe ho

Dada ji - ek lafaz nahi aur samjhe tum sab jab tak main zinda hu tab tak to tum log inka kuch nahi kar sakte han mere marne ke baad jo ji mein aye woh kar lena

Room mein ane ke baad dada ji ne darwaza band kar diya dadi pehle se hi bistar pe thi vahan pe unke body kam nahi karti thi kamar ke niche se issi liye woh bed pe rehti thi har waqt dada ji ne unhe har baat batayi jo abhi abhi hui thi

Dadi - to maan lete aap unki baat

Dada ji - tum bhi unhi ka sath dene lagi are yeh dono dekh naadan hai kitne masoom hai tere bacho ki tarha tera dil bhi pathar ho chuka hai tu reh apne bacho ki sangat mein main ja raha hu in dono ke lekar dusre room mein kya bharosa hai tera apne bacho ki baaton mein akar tu hi inka gala na ghont de kahi ab se in dono ko main palunga

Yeh bolke dada ji apne room se nikal gaye dadi piche se unhe awaaze deti rahi fir dada ji ese hi sabhi ghar walo se alag se rehne lage woh ab apna pura waqt dono bacho jani ki hum dono ko dene lage us din ke baad dada ji ne dadi ki bhi kabhi tabiyat tak nahi puchi shayad kafi naraz ho gaye the woh unse

Khair ek waqt aya jab dadi dada ki yeh berukhi sehan na kar payi aur jyada bimar ho gayi jab unko hospital le jaya gya to raste mein hi unho ne dum tod diya

Par pata nhi dada ji ne kesi berukhi ikhtyar ki thi ko unho ne akhiri bar apni patni ka chehra bhi nahi dekha

Iss incident ke baad ghar wale hum dono se nafrat karne lage fir issi vich dad ki car ka accident hua chacha seediyon se gir gaye

1 saal mein kafi kuch hua jo ki hum dono bhai behan ko manhoos thehrane ke liye kafi tha

Ek din ek metting hui pariwar walo ki jismein yeh decide hua ki mujhe maar diya jaye aur meri behan ko yahi rakha jaye jise badi hone pe yeh log apni naukar bana sake ek reason yeh bhi tha ki hum dono bhai behan bachpan mein hi lafi sundar the khaskar Komal uski usi sundarta pe ek insan ka mann dol gya tha ki woh abhi se itni sundar hai ki age jakar kitni hogi ab hawas ke pujari ko umar ka lya laina dena

Khair mujhe marne ka kaam sonpa gya meri chachi ke bhai ko but yahan un logo se ek galti ho gayi kyu unhe mere dada ne hi inke bheja tha ki inke plan ka pata chal sake aur jo chachi ka bhai tha woh acha insan tha aur dada ji ne uski business mein madad ki thi issi liye woh dada ji ki sath de raha tha

Fir woh raat ko mujhe lekar nikal gaye ghar se aur ek dusre shehar mein lejakar mera palan pochan karne lage ab yeh aap logo ne andaza laga hi liya hoga ki kon tha woh insan

Khair mujhe lejane ke baad unho ne in logo se apna har rishta naata tod liya par vahan bhi unke sath bhi kuch esa hua ek do baar ki naa naa karte bhi unko pandit ki baton pe bharosa ho gya aur ek din esa bhi aya ki un logo ne bhi mujhe ghar se nikal diya yahan unse gadbad hui li woh mujhe meri asliyat nahi bata paye the aur na hi maine kabhi unka mann padha tha

Aur age ki kahani apko pata hi hai khair idhar jab Komal 8 saal ki hui dada ji ki bhi death ho gayi par dada ji ne marne se pehle hi apni basiyat bana di par uska abhi kisi ko pata nahi tha

Dheere dheere un logo ne Komal pe julm karne shuru kar diye uska school churwa diya usse ghar ka sara kaam karwane lage jab woh 15 saal ki jab hui to jis insan ki uspe niyat kharab hui thi usne apni onchi harkate karni shuru kar di par woh kaamyab nahi ho paya

Kisi na kisi tarha se hamesha uska koi na koi plan fail ho hi jata par han woh Komal ko kahi na kaho touch jarur karta Komal bechari sehti rahi kyu woh ghar chorh ke jaa bhi nahi sakti thi ek to padhi likhi nahi thi dusra dada ji ne usko bataya tha ki uska ek aur bhai hai aur woh yahan ek na ek din jarur ayega

Waqt beet raha tha apni raftaar se fir woh din aa gya jab in logo ki zindgi mein meri entry fir se hui

#Flashback ends here

(Flashback jyada nai khicha maine buddies bcoz bore lagta)

#Present......

"Pata nahi mera bhai zinda bhi hai ja nahi"

Chacha - kya pata uss din ke baad se uski koi khabar hi nahi ayi par jab se yeh Kishan laut ke aya hai tabhi apni kuch logo ko bheja hai maine uska pata lagane ke liye ki us se puch saku ki yeh manhoos zinda kese hai

"Uska jabab main du kya ki zinda kese hu main ya woh log kaha pe hai"

Sab ne awaaz ki taraf dekha aur sahmne wale ko dekh ke sawaliya nazro se dekhne lage
Shandar update bro
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,782
17,845
189

Nice updates
 
Vipul

Well-Known Member
2,242
7,300
158

Wow bhai kamal ka update tha bhai aur jitani bate batayi pandit ne woh lagabhag sabhi ki sabhi sach ho chuki dekhte hain kya hota hain.

Waiting for new update bhai
 
  • Like
Reactions: Lovingheart
Top