• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Meera ki dastan (मीरा की दास्तान)

Continue or close ?

  • Continue

    Votes: 9 90.0%
  • Close

    Votes: 1 10.0%

  • Total voters
    10
  • Poll closed .

Neelkr22

Member
106
220
43
Meera 18

Agli raat meera ke kadam imarat ke pass ruk gaye..... ......unchi aavaj me meera boli.

Meera - kya chahiye tuze !

Imarat ke andhere me se aavaj aai.

"Tum"

Meera ne gusse se apni saree utar di..... .......imarat ke andhere se raaj chand ki roshni me meera ko dekhne laga.....

Saree utar kar meera ne bag me rakh di.

Meera - kitni der ke liye !

"Sari jindagi bhar"

Meera - jay aa jayega jaldi apni aag buzha ke chala ja ! ......uska roop dekh raaj dar gaya..... .....meera das minute tak vahi khadi rahi..... .....jab raaj bahar nahi aaya to bag utha ke makan ki or kadam badhaya.....

Tabhi raaj ne uska haat pakad kar deevar se sata ke uske hoto ko chumna shuru kiya..... .......thappad ki aavaj ke sath gaal bhi lal ho gaya.....

Meera - veshya chumne nahi deti itna to janta hi hoga ! .....gaal pakad kar raaj piche hat gaya..... ......meera vahi khadi raj ke dusari or dekhne lagi..... .....10 minute rukne ke baad meera boli....

Meera - pati aane wala he tumhara waqt khatam kal se dikhai mat dena ! ......raaj vahi khada makan ki or jati hui meera ko dekhta raha..... .....apne kadam aage bhadakne ki himmat bhi nahi hui raaj ki....


10 minute baad bhi raaj ne car shuru nahi ki to dipti ne pucha.

Dipti - kya hua !

Raaj ne use sari haqeeqat bata di..... ......dipti ne chaunk ke pucha.

Dipti - bees minute tak meera ko dekhta raha tu !

Raaj - ek pal ke liye bhi meera ne meri or nahi dekha, uski nafrat se mera kaleja chir raha he !

Dipti - ab kya hoga !

Raaj - muzase meera ki halat dekhi nahi jayegi !

Dipti - to kya socha he !

Raaj - me kabhi uske samne nahi jaunga !

Dipti - aise kaise kar sakta he tu ! .....raaj ne kuch soch kar car shuru ki.

Kaam se Jay makan me aaya to meera ki mayusi dekh pucha.

Jay - kya hua chehra kyu utra he ! .....meera ne zhuti muskan hoto pe failai.... ....jise dekh jay ko sukun mila.

Meera - kuch bhi to nahi !

Jay - tuze pata he meri bachpan ki saheli usi daftar me kaam karti he !

Meera - par vaha to kisi ladki ke liye kaam nahi he na ! .....meera ki tikhi nazare dekh jay dar gaya.... .....use laga kyu bataya meera ko par juban se nikle lafz vapas to nahi le sakta tha.

Jay - din me kaam karti he ladkiya, ghar hi ja rahi thi to darvaje pe mulakat hui !

Meera - theek he khana lagati hu ! .....meera ne pucha bhi nahi us ladki ke bare me..... ......usase jyada dimag me bada toofan raj ki vajah se shuru hua tha.

*******************************************

Agli raat ko meera vapas ja rahi thi...... ......kacche raste ke mod pe uske kadam ruk gaye...... ........imarat ke pass pohonchte hi raaj use pakad kar chumne laga...... .....firse thappad gaal pe jada ke meera boli.

Meera - kitni baar kahu veshya chumti nahi !

Raaj - muzase shadi karegi !

Meera - nahi !

Raaj - kyu !

Meera - me jay ke sath bahot khush hu !

Raaj - dekh raha hu kitni khush he !

Meera - tuze nahi pata char deewari ke andar kya hota he, tumhari auqaat bhi nahi he jay ke samne khade rehne ki, ghatiya insaan kya fark he tuzme or un gundo me, accha hota unhe ek baar chadha leti upar roj roj ki pareshani kum ho jati !

Meera ke teekhe lafz raaj ke kaleje ko chirne lage Jin gundo se meera ko bachaya unki jagah muze khada kar diya.... .....gusse se raaj ki aankhe lal ho gai.

Raaj - zhuth bol rahi he, teri aankhe padh leta hu me !

Meera - haat chor !

Raaj - aaj nahi chorunga tuze ! .....gaal pe thappad padne pe bhi raaj ne uska haat nahi chora.

Meera - dard hota he muze hat chor ! ......khoon bhari aankhe dekh raj ke haat se apne aap meera ki kalai chut gai.

Meera makan ki or chali gai...... ......raaj gaal pe hath rakh uske piche piche makan ke kuch dur ruk gaya..... .....har din ki tarah meera ne ek pal bhi use nahi dekha.

*******************************************

Agli raat meera ko pakad kar raaj firse chumne laga..... .....thappad gaal pe chapne pe bhi raaj nahi ruka..... .....meera ne gusse me thook diya uske chehre pe..... .....itni nafrat dekh raaj ka sabra tut gaya.

Raaj - kyu me
 

Neelkr22

Member
106
220
43
Raaj - kyu meri jindagi me aake muze pagal kar diya, tuze chahne laga to itni nafrat kyu karne lagi muzase ! .....meera dusari or dekh lambi lambi sanse bhar rahi thi..... .....kuch pal khamoshi me beet gaye.

Meera - veshya ka yahi kaam hota he grahako ko behkana !

Raaj - khud ko veshya kehna band kar !

Meera - 50 saal ke aadmi ke niche soi hu, veshya nahi to or kya hu !

Raj - muze koi farak nahi padta kitno ke niche soi he, tere dil me hamesha me hi rahunga !

Meera - dil me to jagah nahi he, baki mardo ki tarah tuze bhi jangho ke bich jagah de rahi hu, buzha le apni aag or jaa ek rupiya nahi lungi tuzase ! .......meera ke tikhe lafzo ne raaj ki ruh kaanp uthi.

Uske haat se kalai chut gai...... ......meera ek pal ki deri kiye bina makan ki or chali gai.

Car me baithi dipti ki pareshani har pal badh gai..... .....kyunki 11 baj gaye the jay ke jane ka waqt hua tha kahi usne raaj ko dekh liya to..... .....tabhi dipti ko jay jata dikhai diya ab uske pasine chutne lage..... .....car se utar kar dipti kacche raste ki mod se dekhne lagi.

Imarat ke pass andhere me kuch dikhai nahi diya uske pasine or jyada chutne lage raaj uske makan me to nahi gaya.

Dipti tez kadam badha ke aag aai tab..... .....imarat ke pass vale cement ke baak par usne raaj ko dekha.

Sar ko pakad kar niche dekh ke gehri soch me duba tha.

Dipti - kya hua bhaiya ! .....raaj ne sar upar kiye bina hi javab diya.

Raaj - kuch nahi tum ghar jao !

Dipti - bataoge bhi ya meera ne tuze bhi ruthne ki aadat laga di !

Raaj - akela chor de muze !

Dipti - bhaiya shayad vo meera hi he ! ......raj fauran kacche raste ke chor ki or dekhne laga..... .....vaha koi na tha vo raaj ki firaki le rahi thi......

Par uski hasi jyada der tik nahi pai...... ......raj ki aankhe khoon ki tarah lal hui thi..... ......dipti ka dil kaanp utha.

Dipti - ghar chal baat karte he !

Raaj - mene kaha na akela chor muze !


Dipti se uski halat dekhi nahi gai..... .....kuch na kuch jarur hua he par kaise puchti kahi or jyada takleef na ho.

Dipti kuch der rukne ke baad car ki or chali gai.

Jab Jay makan me aaya tab meera khana bana rahi thi.

Jay - abhi tak khana nahi bana !

Meera - 2 minute lagege tum hat dho lo tabtak paros deti hu !

2 minute kehke 10 minute baad meera ne khana paros diya.....

Jay - tu bhi kha le !

Meera - Mene kab ka kha liya !

.jay - abhi to banaya he kab khaya !

Meera - dopeher ko hi khaya bhook nahi he aaj !

Jay - me janta hu kyu bhook nahi he tuze ! .....meera ne chaunk ke sawaliya nazaro se puch liya.

Jay - imarat ke andhere me baithe gunde ko dekh dar gai kya, ! ......meera ghabra gai raaj ko dekha kya jay ne.... .....par vo to pehchanta he use ya andhere me dekha nahi theek se.

Meera - vaha to koi nahi tha !

Jay - me abhi to aaya vahi baitha he shayad mere aane se kuch der pehle aaya hoga !

Meera - ha shayad, muze nind aa rahi he jay me soti hu ! .....meera bistar pe let rajai odh kar so gai.

Jay bhi uske baju me let gaya...... .......jay ka kai baar man kiya tuti imarat ke pass jake dekhne ka...... .....Kahi gunde fir pareshan to nahi karne lage meera ko..... ......par meera khud bata deti isliye jay bhi so gaya..... .....dipti car me hi so gai....... ......raj akela bak pe baitha tha.

Meera 18
 

Neelkr22

Member
106
220
43
Bhai aaj sirf ek update aaya,
Update achha tha.
Ab ye dekhna dilchasp hai ki aage kya hota hai
or update aayega bhai
 

Neelkr22

Member
106
220
43
Meera 19

Agli subah meera jaldi uth gai thi..... ......khana banakar usne jay ko jagaya.....

Taiyar hote hote 9 baj gaye...... ......fir dono daftar ki or nikal gaye.

Raat ko aate waqt meera imarat se gujarne lagi...... .......raj ne firse use khinch kar chumne laga meera ne nafrat se jor ka thappad fir jada diya.....

Raaj - subah 6 baje tu aai thi na dekhne !

Meera - me nahi aai !

Raaj - aai thi tu !

Meera - ek baar me sunai nahi deta tuze !

Raaj - aankho me dekh ke bata !

Meera - muze nahi dekhna nafrat karti hu tuzase chala ja meri jindagi se !

Raaj - nafrat hi sahi dekh le ek bar !

Meera - haat dard kar raha he ! ......raaj ko majbooran uska haat chorna pada..... .....meera ke jate hi raj vapas laut gaya.....

Car me baith kar kisi soch me dub gaya..... .....kal uski halat dekh dipti ne kuch puchne ki himmat nahi ki.....


Raat ko 11 baje jay darvaje pe dastakh dene laga..... .....roj se kuch jyada hi der hui meera ko darvaja kholne me..... .

Jay - kya hua itni der laga di !

Meera - soi thi jay aaj ke din khana paros loge bahot nind aa rahi he !

Jay - meera tuze bataya tha na meri saheli ke bare me ! ......meera ne bistar me lete lete hi hunkar bhari.

Meera - hmm !

Jay - vo kal aanewali he hamare ghar uske liye bhi khana bana dogi na !

Meera - hmm !

Jay khana khake bistar pe aaya tab tak meera gehri nind me so gai thi.

*******************************************

Agli subah 8 baje hi meera ne jay ko jagaya..... ......use saree pehne taiyar dekh jay ke hosh ud gaye.

Jay - kaha ja rahi he !

Meera - kaam dhundhne !

Jay - kyu !

Meera - ghar aate aate raat ho jati he jay or thak bhi jati hu, andhera hone se pehle ghar aake aaram karna chahti hu !

Jay - tuze kal kaha tha na meri saheli aane wali he !

Meera - tum dono ka khana bana diya he !

Jay - usase mil leti dopeher me chali ja !

Meera - kai daftar ghumne hoge, jay pura din nikal jayega !

Jay - me bhi aata hu !

Meera - koi jaroorat nahi tumhari saheli aane wali he, din bhar baith ke batein karo dono ! ......itna kehkar meera chali gai.....

Raaj kahi ja raha tha tabhi uski nazar sadak se chal rahi meera par gai..... ......aaj to itwar he kaha ja rahi he akeli usne picha kiya.

Meera dopeher tak kai daftar ghum chuki thi..... ......uske baad ek bagiche ke bak par baith kar dibba khol ke khana khane lagi.


Raaj dur se chip kar use dekhne laga.... .....kai ghanto tak meera akeli bagiche me baithi rahi..... ......sham ke 5 bajte hi meera makan ke raste chali gai.

Makan ka darvaja khula hi tha.... ....andar gai tab sofe pe jay baitha tha..

Jay - kya hua mil gaya kaam !

Meera - han !

Jay - kitni tankha he !

Meera - utni hi he par subah jaldi jana hoga !

Jay - theek he ! ......meera rasoighar me gai.

Meera - jay khana nahi khaya kya !

Jay - kha liya dono ne !

Meera - bartan dhone ki kya jarurat thi !

Jay - usne dho diye ! .....teekhi nazar se meera ko ghurte dekh jay dar gaya.

Meera - mehmano se kaam karvayega tu !

Jay - meri ek nahi sunti vo !

Meera - milna padega teri na sunane wali se ! ......khana khakar meera ki nazar bistar pe gai...... ......vaha pada safed pallu dekh meera ne jay ki or dekha uska dhyan kahi or tha.

Pallu utha kar jay ke samne lehrate huye meera boli.

Meera - pallu mera to nahi he ! .....meera ki lal aankhe dekh jay dar kar niche dekh ke bola.

Jay - shayad radha galti se bhool gai !

Meera - meri aankho me dekh jay ! .....jay ne nazare utha ke meera ki khoon bhari aankho me dekha.

Meera - tumhare bich kuch hua !

Jay - kya keh rahi he tu, kuch bhi nahi hua ! ......gal pe jor ka thappad padate hi aavaj pure makan me gunj uthi..... .....paanch ungliyo ke nishan jay ke gaal pe chap gaye.

jalte gaal pe haat ferate jay ki aankho me aasu jam gaye..... ......haat me safed pallu liye meera niche Jamin pe baith ke jor jor se rone lagi.

meera se kuch puchne ki jay me himmat nahi rahi..... .....aadha ghanta aise hi beet gaya...... ......ek taraf meera sab theek karne ki koshish kar rahi
 

Neelkr22

Member
106
220
43
......ek taraf meera sab theek karne ki koshish kar rahi thi or ek nai musibat dono ke bich darar dalne ka kaam karne lagi.

Meera ne pallu chor ke jay ka haat pakad ke use sofe se uthaya...... ....jay se bilag bilag kar jor se rote huye aasu bahane lagi..... ......jay ne pehli baar meera ko itna rota dekha.


Meera - jay muze maaf kar de galti ho gai ! .....meera ko sab yaad aaya usne kya kiya tha jay ke sath..... ......uski aankho ke samne paraye mard ke samne nangi hoti thi...... .....jay ne ek baar bhi muze nahi roka..... .....aaj muze koi haq nahi tha use thappad marne ka....

Roti Meera ki pith sehlate huye jay bola.

Jay - rona band karo ab ! .....meera or roti hui pagalo jaise batein karne lagi.

Meera - tu chahta he na radha ko, ek kaam kar kal chutti leke use vapas bula le, tuze jo karna he vo kar chahe to raat ko bhi ruka le me sofe pe so jaungi jay !

Jay ne uske kandhe ko pakad kar hilate huye jor se kaha.

Jay - hosh me aa meera kya keh rahi he, tuze kaha na aisa kuch nahi hua ! .....har vo pal meera ko yaad aane laga kis tarah usne jay ko zaleel kiya tha..... ......fut fut kar rote huye meera boli.

Meera - mene tuzh pe haat uthaya jay.... !

Jay - han bahot dard kar raha he ! ......meera or bilag bilag kar rone lagi.

Use shant karte karte jay ko ek ghanta lag gaya.

Jay - me kuch der me aata hu meera ! .....meera ne use roka.

Meera - nahi me jane nahi dungi, tum chale jaoge muze chor ke !

Jay - sharab pine jana he itna jor se koi thappad marta he thoda dard halka ho jayega !

Meera - me bhi aati hu muze bhi pini he !

Jay - pagli yahi ruk, tere liye bhi leke aaunga ! ......jay ka hat chorte hi vo chala gaya..... ......meera fir aansu bahane lagi.


Meera 19
 

Neelkr22

Member
106
220
43
Meera 20

Jay tez kadam badha kar chalne laga..... ......meera ke dil ka haal khoon ki aankhe sab bata rahi thi..... .......sharab ke dukan ki or chalte chalte use piche se aavaj sunai di....

Ladki - kaha jaa raha he jay ! .....jay ne dekha to uski saheli radha thi.

Jay - yahi pass me aaya tha kuch lene !

Radha - gaal kyu pakad ke chal raha he !

Jay - nahi vo dat dard kar raha he ! ......jay ka haat hatakar uska gaal dekhte hi vo boli.

Radha - khud ko kya samjhti he teri biwi, aaj dikhati hu use !

Jay - tu bhi thappad khayegi, vapas hum nahi milenge kabhi ! ......vo ladki gusse se chali gai, jay sharab ki dukan me chala gaya.

Do bottle sharab lekar vo makan ki or jane laga......

*******************************************

Bistar pe meera safed pallu pakad ke baithi thi..... .....jay ke pukarne se uska dhyan tut gaya.

Jay - abhi tak pallu pakad ke baithi he !

Meera - tuze pasand he radha !

Jay - nahi, aaja gilas bharta hu !
.
Jay ke baju me baith meera ne sharab ka gilas ek hi zhatke me khatam kar diya...... .......jay ne bhi vaise hi gatak li...... .....meera ne bottle hi hoto pe lagai puri khatam hone tak alag nahi ki...... ......jay aankhe fad fad ke use dekhne laga...... .....ladkhadate huye meera uth gai to alag hi duniya me zhum rahi thi..... ......jaise vo hava me ud rahi ho......

Jay ne dusari bottle lag bhag aadhe se jyada khatam ki...... ....baki bachi meera ne gatak li...... ......vo apne hi aap me kuch bad badane lagi.....

...jay...nahi....raj.... ...han raj.... ....tu samjhta kya he.... ....apne aapko.... .....kamine... ....me tera....... ....khoon pi jaungi..... .....jab man karega muze chumega..... .....tu samne to aa.... ....tere tukde.. ....tukde.. naa.. kar diye.... ...to mera .....naam ....jay nahi.... ....samjhi.

....mere dil me koi..... ....jagah... ....nahi he kisike liye..... .....muzase shadi... .....karke....jo karega.....bhool.....jayega...muze kya....


sharab ke nashe me......jay sunane.... samjhne ke bahot.... aage nikal chuka tha....

Jay ka sar sofe pe baithe baithe zhumne laga..... .......meera chalte chalte darvaje ki or jate jate bich me gir gai......

Jay ne uth ke jaise taise meera ke upar rajai dali or sofe pe dher ho gaya.

Khidaki ke bahar raaj or dipti kabse dono ko dekh rahe the.....

Raaj - shayad muze meera ko pane ki jid chor deni chahiye !

Dipti - kyu or thappad zhelne ki takat nahi he ab !

Raj - jindagi bhar zhelunga, par uski nafrat or batein kaatein ki tarah chubhte he kaleje ko !

Dipti - ek hafte me hi rone laga bhool ja tere bas ki baat nahi he, chal so gaye dono ! ......dipti or raaj bhi chale gaye.


*******************************************

Agli sham ko kacche sadak ki mod pe ek car rukte hi raaj ki ruh kaanp uthi..... .....meera ke sath sath pratap ji bhi utar gaye.....

Dono kacchi sadak se 4 kadam aage badhe hi the ki meera ne unka haat apni kamar pe rakha..... ......dedh mahine se meera ke liye zhulas rahe pratap ji ka dil machal utha..... .......kamar ki charbi par unki pakad majboot hoti gai......

Imarat se gujarte waqt raaj ne uska haat pakadne ki koshish nahi ki..... .....das kadam aage badha kar meera ne ruk ke imarat ki or dekha to use andhere me ek saya dikhai diya..... .....agle hi pal meera unke hoto pe tut padi.....

Pratap ji bhuke bhediye ki tarah lal hoto se shehed nichod kar chusne lage...... ......saye ko dekh meera ka josh badh gaya komal haat pant me dal kar land ko pakadte hi pratap ji se raha nahi gaya......

Pratap ji - me janta tha tu ek din jaroor man jayegi meera ! ........pant khulte hi vo niche gir gai...... .......sukhe hoto ko chumte huye meera ne apni hateli ki pakad land ke charo or kas li...... .......dheere dheere hilate huye uski raftar tez ho gai...... ......saree ke upar se khurdure haat nitambo ki golai pe kas kar ragadne lage..... .......meera ka josh or badh gaya..... ......saye ki or dekh tezi se kale musal ko hila ke boli.

Meera - aahh.. ...dheere... ....dabaiye... kab... tak... rok.. pati...
 

Neelkr22

Member
106
220
43
Meera - aahh.. ...dheere... ....dabaiye... kab... tak... rok.. pati... khud... ko.. pratap ji.... ! .......garam siskariyo se pratap ji ke jism ki aag lava ban ke nabhi par barasane lagi....

Pratap ji - aah meera tuze pane ke liye me roj tarasta tha !

Meera - me bhi tadap rahi hu pratap ji chaliye makan me jaldi ek ghanta he hamare pass ! ......dono makan ki or chale gaye...... .......raaj unhe jata dekhta raha.

Sofe pe baithate hi pratap ji ne uska haat pakad ke apni god me khinch liya.

Tabhi Darvaje pe dastakh hote hi meera ghabra ke god se uth gai...... ......jay itni jaldi ab kya hoga firse uski halat dekhi nahi jayegi muzase...... ......or pratap ji uske samne rukenge nahi..... ......meera dar ke mare kaapne lagi abhi abhi to kuch theek hua tha.... .....raj se picha chudane me chakkar me kya kar diya mene.

Jay ke sivay koi ho nahi sakta...... ......firse darvaje pe dastakh hui..... .......darvaja khulte hi meera ki aankhe fatne ko hui.....

"itni der kardi darvaja kholne me" ......usne darvaje ke andar do kadam aage badh ke meera ko bahon me bhar liya..... ......or tut pada uske hoto ko chumne..... ......pratap ji ke pasine chutne lage..... ......meera abtak sadme me thi lal hoto pe raaj ki pakad majboot hote hi meera ne use dur dhakel diya......

"Roj aate hi tut padti he aaj kya hua" ......meera aankhe fad fad ke raaj ko dekhe jaa rahi thi.... .....raaj ne sofe ki or dekh aise jataya jaise use zhatka laga ho.....

"are mehmaan aaye he tabhi to, aapki tareef"

Sukhe gale se pratap ji dabi aavaj me bole.

Pratap ji - mere hi daftar me meera kaam karti he !

Raaj fauran unke samne sofe par baith gaya.

Raaj - "Mafi chahta hu aapko dekha nahi, me meera ka pati raaj"

Meera ko or ek sadma laga.

Pratap ji - der hui thi daftar me to meera ne ghar tak chorne kaha isliye aagaya, chalta hu me !

Raaj - ruk jaiye na pehli mulakat hui hamari, tab tak meri biwi chai banayegi !

Pratap ji - nahi fir kabhi pi lunga !

Raaj - meera aise kyu khadi he jaa jaldi chai bana ! .....meera sadme me hi rasoighar me gai..

Raaj - meri biwi ke haat ki chai pioge to aap bhi khush ho jaoge, kai baar to aadhi raat ko use jaga kar chai banvai he ! ......meera ko ek or zhatka laga.
 
Top