- 252
- 1,919
- 124
Update 3
All Might abhi bhi apne body ko flex kiye jaa raha tha jise dekh kar Midoriya kuch embarrass feel hone lag gaya tha.
AM-Anyway mein ne khud ko is point par laane ke liye 7 times zyada work kiya hai. Agar tumhari tarah koi waisa kare toh tum kitne aage jaoge yeh koi bhi nahi bata payega.
Midoriya-Really ?
AM-Really ! Young Midoriya future mein tum finest hero ban sakte ho.
Midoriya-Really ? Thank you Thank you All Might.
Yeh keh kar Midoriya All Might ko jhuk kar salute karne lag gaya.
Wahi All Might ne chance dekh kar waha se nikal jana sahi samjha.
AM-Well ab mujhe jana hoga. Mujhe is villain ko authorites ko bhi toh handle karna hai.
Yeh keh kar All Might kuch bend hua aur usne ek powerful jump lagayi. Uske jump lagane se uske niche ke streets mei cracks aa gaye the.
Par jis force se All Might ne jump lagayi thi uske wajah se uske jeans ke pocket mei se ek bottle nikal kar kahi gir gayi jisse Midoriya ne dekh liya tha.
Midoriya ko pata tha ke vo villain kitna dangerous hai humans ke liye aur vo khud se usse abhi rok nahi sakta tha kyo ki abhi vo ek teenager tha aur upar se vo kisi bhi Hero School ka student bhi nahi tha aur na hi uske paas koi Hero License tha.
Midoriya-Shit All Might ke jump ke force ke wajah se uske pocket mei se ek bottle kahi par gir gayi hai. Mujhe yeh baat usse batani hogi. Par agar mein abhi uske piche gaya toh kahi authorities mujhe koi vigilante na samajh baithe. Par kuch toh karna hi hoga.
Midoriya ne phir kuch nahi socha aur usne khud bhi ek jump lagayi aur seconds ke andar hi All Might ke paas hawa mei pohoch gaya.
All Might bhi Midoriya ke jump ko dekh kar kaafi surprise tha.
AM-Young Midoriya aise openly apne Quirk ko use kanra achha nahi hai. Tumhe authorities pakad bhi sakti hai iske liye.
Abhi All Might aage kuch kehne hi wala tha ke suddenly uske muu se blood nikalne lag gaya.
AM-Shit is time par nahi !
Wahi All Might ke muu se blood dekh kar Midoriya bhi kuch surprise sa hua tha.
Yaha blood nikalne ke wajah se All Might khud ko kuch weak feel karne lag gaya tha aur uske jump ka force bhi kam ho gaya tha.
All Might niche gir raha hai yeh dekh kar Midoriya ne jaldi se usse pakad liya aur udte hue ek paas ke building ke upar vo land kar gaya.
Midoriya-All Might tum thik ho ?
AM-Haa mein thik hu.
Tabhi All Might ke body mei se smoke nikalne lag gaya tha aur suddenly waha par ek puff sound hua.
Jab smoke clear hua tab Midoriya apne samne kisi aur bhi person ko dekh kar kuch shock ho gaya tha. Abhi uske samne uske hi height ka ek person khada tha aur uska muscle mass aur uske clothes bilkul bhi match nahi ho rahe the. Hairs ka colour same tha but jaha All Might ke hairs ke 2 strands hamesha upward rehte the wahi Midoriya ke samne abhi jo person khada hai uske hairs ke 2 strands niche the saath hi uske hairs ki style aisi ho gayi thi jaise vo abhi abhi bed se utha hua ho. Saath hi us person ke eyes abhi bhi blue hi the lekin ab unke fatigue aur tiredness aa gayi thi. Saath hi us person ki puri vibe kisi patient ki tarah ho gayi thi. Vo kahi se bhi Japan ka symbol of peace nahi dikh raha tha.
Midoriya-Tu koun ho aur All Might kaha hai ?
All Might ne cough karte hue kaha.
AM-Mein hi All Might hu.
Midoriya-Yeh kaise ho sakta hai ?
AM-Yahi sach hai Young Midoriya. Mein hi All Might hu.
Midoriya-Par yeh sab kaise hua ?
AM-Well vo kaafi long story hai. Tumhe yaad hai 5 years pehle mein ek strong villain se fight kar raha tha.
Midoriya-Haa vo kaise bhul sakta hai koi. Us waqt tumne pata hi nahi kitne logo ko bachaya tha aur saath hi tum us villain ke saath bhi fight kar rahe the.
AM-Haa lekin ussi fight mein mujhe ek aisi injury hui jisne almost mere lungs ko destroy kar diya hai.
Yeh keh kar All Might ko abhi thakan ke wajah se ek jagah baitha hua tha usne apne t-shirt ko utha kar Midoriya ko dikhaya aur jaise hi usse Midoriya ne dekha shock ke wajah se usne apne muu par hi haat rakh liya tha.
AM-Docters aur scientist ko kaafi kuch karna pada mujhe sirf zinda rakhne ke liye. Ab uske baad se mein apne hero duty ko sirf 3 hours hi kar pata hu.
Midoriya yeh sab sunkar kaafi shock ho gaya tha. Usne apne X-ray vision se All Might ke body ko dekha toh sach mei uski condition kaafi serious ho gayi thi. Uske internal organs ko dekh kar vo din ke 3 hours bhi apni Hero Duty ko karta hai yahi sab se badi baat thi. Lekin All Might ke itne serious injury ke baremei kisi bhi ordinary person ko nahi pata tha. Iske piche ki wajah bhi Midoriya achhe se janta tha. Agar yeh baat har jagah fail gayi toh itne time se All Might aur baki heroes ne mil kar Japan ke crime rate ko jo kam kiya tha vo suddenly badh sakta tha.
Kuch der dono hi shant baithe rahe.
Midoriya ne ek gehri saans li aur phir kaha.
Midoriya-All Might mein tumhare piche is liye aaya tha ke tumne jab jump ki thi tab tumhare jump ke force ke wajah se tumhare pocket mei se vo liquid villain ki bottle kahi gir gayi.
Midoriya ki baat sunkar All Might kaafi shock ho gaya aur jaldi se uthne lag gaya.
AM-Nahi aisa nahi hona chahiye tha mujhe usse phir se capture karna hoga.
Yeh keh kar jaise hi All Might ne khade hone ke liye try kiya waise hi phir se uske muu se blood nikalne lag gaya.
Yeh dekh kar Midoriya jaldi se aage badh gaya aur usne All Might ko sambhala.
Midoriya-Hame sab se pehle aaspas ke kisi police station ya phi kisi on duty hero ko yeh batana hoga.
AM-Par hame usse jaldi hi capture karna hoga. Abhi vo weak hoga kyo ki uska other half liquide state part mein ne 2nd bottle mei fill kiya hai.
Yeh keh kar All Might ne 2nd bottle ko nikala.
Midoriya-Agar aisa hai toh vo jaldi hi kisi new body ko dhund raha hoga. Lekin vo aise hi public mei attack nahi karega. Vo meri tarah hi kisi ko pakdega jo kisi silent jagah par ho. Mein aaspas kisi hero ko dhund ko usse iske baremei inform karta hu.
AM-Haa yeh safe ho sakta hai. Agar heroes inform hue toh vo Hero Network Agencies se contact kar ke sabhi ko iske baremei bata sakte hai.
Yeh keh kar Midoriya aur All Might Midoriya ki help se us building se bahar aa gaye.
AM-Okay Young Midoriya ab hame yaha se alag hona hoga. Tum safely ghar chale jao heroes ko inform karne ka kaam mein kar lunga.
Midoriya-Par All Might....
Abhi Midoriya aage kuch kehne hi wala tha ke All Might ne usse rok diya.
AM-Nahi Young Midoriya yeh kaam mujhe hi karne do. Waise bhi abhi tum kaafi young ho is sab ke liye.
Midoriya All Might ke is baat ke aage kuch bhi nahi keh paya.
Wahi Midoriya ko apni baat sunte dekh kar All Might ne smile kiya aur waha se aage chala gaya.
Yaha Midoriya bhi jaldi jaldi ab ghar ki taraf badhne lag gaya tha.
Kuch streets ko usne cross hi kiya tha ke ek jagah usse kaafi log khade dikhe aur Midoriya aage badh kar dekhne gaya ke waha par hua kya hai.
Jab Midoriya sabhi ko side karte hue aage aaya tab usne samne ka jo nazara tha usse dekh kar vo kafi dar gaya tha.
Uske samne wahi sludge villain tha aur usne abhi khud ko Bakugou ke saath attach kar liya tha.
Bakugou apne aap ko us sludge villain se free karne ke liye kaafi kuch kar raha tha lekin uske kisi bhi trick ka us sludge villain par koi bhi effect nahi ho raha tha. Wahi Bakugou ke saath attach hone ke wajah se waha par khade heroes bhi kuch nahi kar paa rahe the.
Chahe kuch bhi ho jaaye Bakugou Midoriya ka childhood bestfriend tha.
Jab Midoriya ne Bakugou ko us state mei dekha toh vo khud ko rok nahi paya aur kaafi speed se Bakugou ki taraf badh gaya.
Jab waha khade heroes ne dekha ke koi ladka us villain ki taraf badh raha hai toh usmei se ek ne Midoriya ko dekhte hue kaha.
"Aye ladke kaha jaa rahe ho tum ? Piche aao. Vo jagah tumhare liye dangerous hai."
Vo hero piche se chillata raha lekin Midoriya bilkul bhi nahi ruka aur jaldi se Bakugou ke paas pohoch gaya.
Vo sludge villain kuch karne se pehle hi Midoriya ne Bakugou ke haat ko pakad liya aur usse khichne lag gaya.
Midoriya apne full strength se bhi Bakugou ko khinch nahi sakta tha nahi toh vo Bakugou ke haat ko uske body se break bhi kar sakta tha.
Khichne ka koi bhi effect na hota dekh kar Midoriya ne gusse mei apne heat vision ko use kiya. Jiske wajah se us Sludge villain ki pakad Bakugou ke upar se kuch loose ho gayi thi.
Jab us sludge villain ko iske baremei feel hua usne phir se Bakugou ko pehle se bhi tightly capture kar liya.
Us sludge villain ne Bakugou ke haat ko move karte hue Midoriya par attack karna chaha par tabhi Midoriya aur uske bich mei koi aaya aur usne Bakugou ke punch ko rok diya.
Yeh koi aur nahi balki All Might tha. Jo abhi abhi waha aaya tha.
Usne bhi Bakugou ko tightly pakad kiya aur piche khinchte hue usne apne ek punch ko release kar diya.
Detroit Smash !
Yeh keh kar jaise hi All Might ne apne punch ko release kiya usne force ke wajah se vo sludge villain hawa mei piche udta hua chala gaya. Wahi nahi balki waha par halka sa tornado bhi ban gaya tha.
Midoriya ne us udte hue sludge ko jaise hi dekha waise hi apne heat vision ko usne full power par release kar ke us sludge villain ko wahi vaporise kar diya tha.
Yeh sab kuch kaafi jaldi ho gaya tha aur us tornado ko wajah se waha par almost sabhi ne apni aankho ko close kiya hua tha.
Jab vo tornado hata tab waha par barish hone lag gayi thi.
Jab sab kuch shant hua tab sabhi ne All Might ko cheer kiya saath hi waha par jo heroes tha jaise Kamui Woods jo apne kisi bhi body part ko wood mei transform kar sakta hai aur unhe bada kar sakta hai. Water-Gun jo apne haato se high pressure water ko release kar sakta hai wahi unke saath thi Mt- Lady ko apne size ko bada kar sakti thi ek certain height tak.
Yeh sabhi bhi aage aaye aur All Might ko thanks kehne lag gaye.
Kuch der baad Midoriya aur Bakugou ko local police ne sawal puch kar chod diya aur yeh bh warning di ke vo apne Quirks ko aise openly na use kare.
Jaldi hi Midoriya aur Bakugou dono street se chalte hue apne apne ghar ki taraf badhne lag gaye.
Kuch distance par aane ke baad Bakugou ne Midoriya se kaha.
Bakugou-Deku !
Midoriya-Kacchan ?
Bakugou-Deku aaj jo bhi hua usse kuch bhi change nahi hoga. Tum abhi bhi mere rival ho. Waise bhi mein khud se hi us villain ko hara sakta tha. Tumhe bich mei aane ki zarurat nahi thi. Dekhna Deku mein tumse bhi better hero banunga.
Yeh keh kar Bakugou street ke dusre side par chala gaya aur waha se turn le kar apni ghar ki taraf gaya.
Well Bakugou yeh show nahi karna chahta tha lekin Midoriya ko pata tha ke Bakugou usse apne style mei thanks keh raha hai.
Tabhi Midoriya ko kuch sunayi diya.
"I am here !"
Jaise hi Midoriya ne palat kar dekha All Might uske samne khada tha apne face par smile liye apne muscular form mei.
Midoriya-All Might ? tum yaha kya kar rahe ho ?
AM-Surprise ho gaye ? Well mujhe tum se kuch baat karni hai. Pehle mein kar nahi paya kyo ki tab time nahi tha aur waha par kuch reporters bhi the aise mei tumse openly baat karta toh vo sabhi tumhare piche bhi lag sakte the.
Abhi All Might aage kuch kehne jaane hi wala tha ke tabhi vo phir se apne weak form mei aa jata hai aur usne muu se blood bhi nikalne lag gaya tha.
Midoriya-All Might tum sach mei thik ho right ?
AM-Yes Young Midoriya. Yeh aab mere last 5 years se habit ho gayi hai.
Midoriya-Waise tum mujhe kya batana chahte ho ?
AM-Young Midoriya mein pehle hi tumhe clear kar dena chahta hu ke mein tumhare real nature ko janta hu.
Midoriya ne jab All Might ke muu se yeh baat suni toh vo kaafi shock ho gaya.
Haa Hisashi aur Inko ne ek din Midoriya ko yeh bata diya tha ke vo unka beta nahi hai balki vo ek alien hai aur unhe vo ek alien pod mei mila tha.
Pehle toh Midoriya ko yeh baat sunkar kaafi shock laga tha lekin usse is baat se koi bhi farak nahi pada ke vo Hisashi aur Inko ka beta nahi hai balki usse unhone adopt kiya hai. Usse pata tha ke shayad hi koi aisa ho is planet par jo ek alien ko khud ke bete ki taraf pyar kare jaisa Hisashi aur Inko usse karte the. Is liye Midoriya ne apne is sach ko sunne ke baad bhi kuch mind nahi kiya aur jaisa tha waisa hi raha.
Par aaj jab usne All Might ke muu se yeh baat suni toh vo kuch surprise sa ho gaya.
Apni baat par aise surprise hote dekh kar All Might ne kuch smile kiya aur kaha.
AM-Tumhe darne ki zarurat nahi hai jaisa mera sach tumhare saath safe hai waise hi tumhara sach mere saath safe hai. Jab tum yaha par land hue the tab tumhare mother aur father ne tumhe us alien pod se nikal kar apne saath laya lekin vo pod government ke haato lag gaya. Us par unhone kaafi saare test bhi kiye lekin jab tumhe us pod se nikala gaya tab vo pod close ho chuka tha aur uske baad usse koi bhi open nahi kar paya. Lekin mujhe lagta hai vo tum open kar sakte ho. Issi liye meri hero agency ne us pod ko government se buy kar liya hai aur usse mein ne khud ke facility mei rakha hua hai.
Midoriya yeh sab sunkar aur bhi shock ho gaya tha.
Midoriya-Toh tum chahte ho ke mein jaa kar us pod ko open karu.
AM-Haa bhi aur nahi bhi. Yeh tum par depend karta hai ke tum kya karna chahte ho.
Yeh sunkar Midoriya bhi kuch sochne lag gaya.
Tabhi All Might ne aage kaha.
AM-Aur ek baat hai jo mein tumse kehna chahta hu.
Midoriya-Kya ?
Midoriya phir se All Might ko dekhne lag gaya.
AM-Mein tumhe apna successor choose karna chahta hu. Apne Quirk ko tumhe transfer karna chahta hu.
Yeh keh kar All Might ne apne right haat ko aage kiya aur uske haato mei se 9 coloured light nikalne lag gayi thi.
Yeh kaafi badi baat thi Midoriya ke liye. Sirf Midoriya ke liye hi nahi balki pure world ke liye. Kyo ki yeh kisi ko bhi nahi pata tha ke All Might ke Quirk ki origin kya hai aur vo kaise work karti hai. Is topic ke upar internet par kaafi theories bani hui thi lekin koi bhi properly yeh prove nahi kar paa raha tha ke All Might ki Quirk ka nature kya hai uski origin kya hai aur vo kaise work karti hai. Sabhi ko yahi lagta tha ke All Might ko uski Quirk super strong banati hai.
Midoriya abhi bhi All Might ke is baat ko kaise react kare yeh soch raha tha.
Lekin jaldi hi vo apne hosh mei aaya aur usne All Might se kaha.
Midoriya-Nahi All Might mein aisa nahi kar sakta hu.
All Might is baar Midoriya ki baat sunkar suprise ho gaya.
AM-Kya baat hai Young Midoriya.
Midoriya-Nahi jaisa tum soch rahe ho waisa kuch nahi hai. Lekin shayad mein already kaafi strong hu apne alien physiology ke wajah se saath hi agar mein tumhare Quirk ko accept karta hu toh vo bilkul bhi sahi nahi hoga. Mein yaha par ab khud ko represent karna chahta hu lekin aise nahi. Haa mein tumhari help zarur kar sakta hu koi achhe se person ko dhundne ke liye jo tumhare is powerful Quirk ke liye worthy ho aur aage chal kar vo bhi Pillar of Hope aur Symbol of Peace ban sake.
Midoriya ki baat sunkar All Might bhi kaafi khush tha.
Well ab jab Midoriya ne usse na keh hi diya tha toh vo bhi Midoriya ko force nahi karna chahta tha.
AM-Okay phir kam tum mere office aana. Mein tumhe wahi se us facility par le kar chala jaunga jaha mein ne tumhare ship ko rakha hua hai.
Yeh keh kar All Might ne apne pocket mei se ek card nikal kar Midoriya ko diya aur waha se chala gaya.
Midoriya kabhi card ko dekhta toh kabhi All Might ki taraf.
Kuch der baad Midoriya ghar aa gaya aur usne aaj jo kuch bhi hua tha vo sab apni maa Inko ko bata diya.
Pehle toh Inko ne jah suna ke Midoriya par kisi villain ne attack kiya hai toh vo jaldi se Midoriya ko check karne lag gayi ke usse kuch hua toh nahi.
Jab Midoriya ne usse shant kiya tab jaa kar Inko ruk gayi.
Uske baad usse kal All Might kaha par le kar jane wala hai yeh bhi bata diya.
Aise hi raat nikal gayi aur early morning mei Midoriya us jagah par aa gaya jaha se All Might Midoriya ko pick up karne wala tha.
Yeh badi si building thi aur uske andar aane ke baad Midoriya reception ki taraf gaya enquiry ke liya. Waha par khadi ladki ne usse ek room ki taraf jaane ke liye kaha jo us hall ke end par thi.
Midoriya usse thanks keh kar waha jaane lag gaya.
Andar jaane ke baad usse waha par All Might dikha jo us room mei bane secret door se aa raha tha.
Jab All Might ne Midoriya ko us room mei dekha toh usne usse apne piche aane ka ishara kiya aur dono hi ussi secret door se All Might ke office ke underground base mei aa gaye.
Waha se All Might ne ek car nikali aur usmei vo aur Midoriya baith kar waha se bahar chale gaye.
Kuch 1-2 hours ke driving ke baad Midoriya aur All Might ek mountain area mei aa gaye.
Ek cave ke samne aa kar All Might ne apne car ko rok diya aur usmei se dono hi bahar aa gaye.
Midoriya apne samne ke cave ko dekh raha tha.
Midoriya-All Might yeh jagah kounsi hai ?
AM-Yahi par tumhari ship hai.
Yeh keh kar All Might Midoriya ko lekar us cave ki taraf badh gaya.
Paas aane par us cave par lage hue metal ka door dikhne lag gaya tha aur uske side mei ek scaner bhi tha jaha par All Might ne apne face ko scan kiya.
Uske face ko scan karne ke baad us cave ka metal door open ho gaya aur dono andar chale gaye.
Us cave ke andar aane ke baad andar ka nazara dekh kar Midoriya kaafi shock ho gaya.
Cave ke andar kaafi bade area mei ek research facility bani hui thi aur waha par kaafi saare scientist yaha se waha ghum rahe the.
All Might Midoriya ko lekar waha se aage badh gaya aur kuch hi dur aane par vo ek taraf turn le kar andar ki taraf chala gaya.
Midoriya bhi uske piche aaya aur jab vo All Might ke paas aaya tab vo pehle se bhi zyada shock tha.
Kyo ki usne samne ek kaafi badi ship thi.
Midoriya bas us ship ko shock ho kar dekhe jaa raha tha.
AM-Yeh ship tum jis ship se aaye ho usse different hai.
Midoriya-Means. Mein is ship mei nahi aaya hu ?
AM-Nahi. Waha side mei dekho waha par tumhe jo pod dikh raha hai ussi mein tum aaye the. Lekin jab yeh pod is planet par aaya tab vo ek signel ko release kar raha tha aur ham uske piche yaha aa gaye jaha par yeh ek badi ship pehle se hi aayi hui thi. Kuch research ke baad yeh pata chala ke tum jis pod se aaye the vo aur yeh ship ek hi metal se bani hai yani yeh ship bhi wahi se belong karti hai jaha se tum aaye ho.
Midoriya-Yaani is planet par pehle bhi aliens aaye hue the.
AM-Well iske baremei ham kuch bhi pata nahi kar paaye hai.
Yeh keh kar All Might ne apne ek pocket mei se ek metal ki chiz nikal kar Midoriya ko di jispar ek inverted triangle bana hua tha aur usmei ek bada sa capital S bhi tha.
Midoriya-Yeh kya hai ?
AM-Nahi pata yeh metal hamare planet ke periodic table mei bhi nahi hai. Lekin yeh tumhare father ko tumhare pod mei mila tha jo ab mein tumhe de raha hu.
Yeh keh kar All Might ne Midoriya ko aage jane ke liye kaha.
Midoriya bhi ab slowly aage badh raha tha.
Jab vo us badi si ship ke door ke paas aaya tab jaise usse us ship ne sense sa kar liya tha aur suddenly uske door open hone lag gaye.
Midoriya ne piche palat kar All Might ki taraf dekha jo usse hi dekh raha tha aur usne apne sir ko hila kar Midoriya ko ishara kiya ke usse darne ki koi zarurat nahi hai.
Midoriya bhi All Might par puri tarah se trust kar raha tha is liye usne bhi apne sir ko haa mei hilaya aur us ship ke andar chala gaya.
Jaise hi Midoriya chalte hue us ship ke kuch andar aaya tab uske samne ek robot udte hue aaya aur usne ghum kar ek command display ko show kiya saath hi us display ke center mei ek jagah bani hui thi jaise kisi key ke liye ho.
Midoriya ne us jagah ko dekha aur usne haato mei jo metal ki chiz thi usse usne us key hole mei daal diya.
Uske us chiz ko us key hole mei dalte hi puri ship jaise apne slumber se activate ho gayi thi aur suddenly Ship ke A.I ne kaha.
"Recursive Diagnostics Complete. Guiding Process Authenticated. All Systems Operational."
Tabhi Midoriya ke piche jo chair bani hui thi vo upar celing ki taraf uthne lag gayi. Jab Midoriya ne palat kar dekha toh paya ke waha par koi shaks khada hai.
Us shaks ne Midoriya ko dekh kar kaha.
"Tumhe mein bata nahi sakta hu ke tumhe aise achhe se grown hote dekh kar kitna khush hu. Kaash Lara bhi yeh dekh paati."
Midoriya-Aap koun hai ?
Jor-El-Mein tumhara father hu, Kal. Ya phir yeh kehna sahi hoga ke mein uski shadow hu. Uski consciousness. Mera naam Jor-El hai.
Midoriya-Aur mera naam Kal ? Yeh mera naam hai ?
Jor-El- Kal-El.
Midoriya-Mere paas aap ke liye kaafi saare questions hai. Jaise mein kaha se aaya huy? Aur aap ne mujhe yaha kyo bheja ?
Jor-El-Tum krypton se aaye ho. Ek aisa world jaha par environment is planet se kaafi harsher tha. Jab hamne expansion karna start kiya tab hamare log har taraf ke galaxy mei chale gaye new world ko dhundne aur waha par settle hone ke liye. Yeh ship bhi unhi mei se ek hai. Almost 100,000 years hamne is expansion ko kayam rakha aur hamari civilization kaafi grow karne lag gayi thi.
Midoriya-Toh aage kya hua ?
Jor-El-Artificial population control ko establish kiya gaya. Is wajah se other planets par hamne jo outpost build kiye the unhe deactivate kar diya gaya. Saath hi hamne space exploration tak ko rok diya. Hamne hamare sabhi natural resources ko use kar ke khatam kar diya tha. Iske wajah se hamare planet ka core kaafi unstable ho gaya. Wahi hamare planet ke military leader General Zod ne hamare hi high rankings ke against aawaz uthayi. Lekin tab tak kaafi late ho gaya tha. Mujhe aur tumhari maa ko yeh pata chal gaya tha ke ko badi calamity aane wali hai is liye ham kuch certain steps liya tumhare survival ko ensure karne ke liye. Yeh ek genesis chamber hai. Har kryptonian yahi par develop kiya jaata hai. Har bachhe ko pehle hi yeh bataya jata hai ke usse apne life mei kya karna hai. Jaise worker, warrior, leader aur aise hi aage. Iske wajah se mujhe aur tumhari maa ko laga ke Krypton ne precious kho diya hai. Aur jo khoya hai vo hai element of choice. Kya ho ke agar koi bachha kuch aur banna chahta ho jo society se kuch different ho. Kya ho agar koi bachha kuch great accomplish karna chahta ho. Tum un sabhi ke soch ki embodiment ho Kal. Krypton ki 1st natural birth jo kaafi centuries ke baad hui hai. Issi wajah se hamne tumhe bachane ke liye itna bada risk kiya.
Midoriya-Toh aap dono kyo nahi aaye mere saath ?
Jor-El-Ham aisa nahi kar sakte the Kal. Phir chahe ham khud yeh kitna bhi chahte ho. After all tumhari maa aur mein Zod ki tarah hamare world ke failure product the.
Midoriya-Toh ab mein apni race ka akela bacha hua hu ?
Jor-El-Nahi. Tum utne hi earthling ho jitney kryptonian ho. Tum dono world ke best ko embody kar sakte ho. Mera aur tumhari maa ko vo dream tum complete kar sakte ho hamne kabhi dekha tha.
Tabhi un dono ke side par ek door tha vo open hua aur usmei se blue and red suit bahar aaya.
Jor-El- Earth ke log hamse different hai. But ultimately yeh ek achhi baat hai aisa mujhe lagta hai. Future mei chal kar unhe bhi vo mistakes nahi karni padegi jo hamne ki hui thi. Agar tum unhe sahi se guide karoge Kal. Agar tum unhe hope doge toh.
Yeh keh kar Jor-El ne apne shirt ke upper part ko open kiya jiske niche ke shirt par ek bada sa S bana hua tha.
Jor-El- Is symbol ka yahi meaning hai. Yeh symbol House of El ka hai aur iska meaning hi hope hai. Hope ek fundamental beleif hai har person ka.
...
Midoriya us ship se bahar aata aur usne abhi apna wahi blue and red suit pehna hua tha. Uske back par laga hua cape hawa ke wajah se move ho raha tha aur bahar aa kar Midoriya upar aasman ki taraf dekh raha tha.
Midoriya- Mein in sabhi se different kyo hu ?
Jor-El- Earth ka SUN kaafi young hai aur brighter hai jo krypton se kaafi achha hai. Tumhare blood cells iske radiation ko absorb kar rahe hai jo tumhare muscles ko strength kar rahe hai saath mei tumhare skin aur senses ko bhi. Earth ki gravity weak hai saath hi iska atmosphere kaafi nourishing hai. Tum mere soch se bhi zyada strong ho gaye ho. Agar tumhe apne power ki limit pata karhi hai toh unhe unke limit par test karte raho.
Midoriya ne ek baar All Might ki taraf dekha jo usse kuch surprise ho kar dekh raha tha aur phir Midoriya ne SUN ki taraf dekha aur full speed ke saath upar aasman mei udte hue chala gaya.
Pehle toh usne us mountain ke aaspas chakkar lagaye aur phir se aur upar jaane laga. Midoriya ne ek baar niche dekha aur phir sound barrier ko break kar ke vo earth ke bahar aa gaya aur SUN se nikalne wale radiation ko absorb karne lag gaya.
Kuch der baad Midoriya phir se wahi aa gaya jaha par All Might khada tha.
All Might ke face par ek smile thi.
AM-Lagta hai tumhe tumhare ab tak ke sawalo ko answers mil gaye hai kyo ?
Midoriya ne bas haa mei apne sir ko hilaya.
Uske baad All Might Midoriya ke saath waha se nikal gaya aur usse uske ghar ke paas chod kar chala gaya.
Jaane se pehle Midoriya ne All Might ko thanks kaha.

Last edited: