- 430
- 1,577
- 123
New Update 18 posted on page 45
Last edited:
okRakshabandhan ke bad bda hoga soze
lovely updateUpdate 6
Sameer- Pitaji mujhe pta hain aap mere vicharon ka samman bhi karege aur meri kahi baton ko pura karne ki kosish bhi karege isliye main chahta hoon jo kharch aap mere upar hone kharch do logon pe kare. Wo dono koi aur nhi mera param mitra Abhishek aur uski bahan Shweta hain.
Aayi main apka parichay Abhishek aur Shweta se kara doo.
Abhishek: Sameer ke umar ka ladka hain jo gaon ke ek karib kisan beta hain uske maa-baap dusare ke kheton pe dihadi ka kaam kare ghar kharch aur dono bachchon ki padhai karte hain parantu unki amadani itani nhi hain ki wo use shahar bhej ke pda sake. Abhishek Sameer ki tarah ek honhar bachchha hain aur Sameer ke kitabo se se padhai karta hain.
Shweta: Abhishek ki chhoti bahan aur bhai ki tarah padhane me hosiyar aur padhane ka bda chaw. Ye Nisha ki class me hain.
Bhawani Singh Sameer ke bat pe muskura uthe.
Bhawani: Hame ye pta tha aur agar aap na bhi kahate tab bhi in dono bachchon ka kharch vahan karta kyoki dono ke bare me sampurn gyat. Apka vichar sunakar h.prasann bhi huye aur hame aap pe garv bhi hua isliye ham is ek bat aur jodate hain ki kaksha 8 tak gaon sabhi padhane wali ladkiyo ka kharch ab haweli vahan karegi taki gaon ki har bachchi padh sake kyoki agar agar ghar ek mahila padhi likhi ho to wo aane wali do pidhiyon ko shikshit kar sakati hain. Hame pta hain samaj me faili kuritiyan shiksha ke dwara hi mitayi ja sakti hain. Atah aap ki ichchha ka maan rakahte huye apke mitra aur uski bahan ke 12 tak shiksha pe hone wale har kharche ka vahan karege sath hi gaon ki har bachchi ke athavi tak ki bachchi ke kharch tatha jo bachchi aage padhane ke leye apne mehant aur lagan hame Vishwas dilayegi uski 12 tak ka kharcha ham vahan karege.
Thakur ji ki bat sunkar Sameer ke chehere pe harsh ke bhav aa gaye. Thakur ji bat sabne jordar taliya bajayi. Shweta mare kushi Nisha se chipak padi.
Abhishek bhav vibhor ho utha huye aur apne ankhon me khushi ke anshu liye jakar Sameer ke gale lag pda.
Thakur ji ki bat ne Sarpanch ji ko prerit kiya aur uth khade huye bole.
Sarpanch ji: Jab thakur ji ne in do bachchon ke sath gaon sabhi bachchiyon ko Shiksha bhar apne sar pe liya to main ye batana chahata hoon ab ham har varsh ek praiksha lege jinme sabhi ladake bhag lege aur jo 10 bachche sabse achchha pradarshan karege unke 12 tak kharch main vahan karunga. Lekin ye pariksha sirf vohi bachche de sakate hain jinke mata pita ki amadani unke bachchon ko shikshit karane me asamarth hain jo samarthwan hain un bachchon ke liye pariksha nhi hogi.
Sarpanch ji bat sunkar ek bar sabme harsh ke lahar doud gayi.
ISke bad samaroh ka ant hua aur sab apne apne gharon chal pade wohi Sameer Manav aur Abhishek sath bag ki tarah nikala gaya aur apni bahano se bta diya ki wo bhojan ke samay se pahale ghar pahuch jayega. Nisha bhi apni dono bahano aur Shweta ko lekar haveli ki taraf chal padi.
Aaj pur gaon me school me gati gatana ko lekar bat chal rhi thi jisme sab Sameer, Thakur ji aur Sarpanch ji ko wah wahi kar rhe the.
Magar inme kuch log the Jo ladkiyon ki shiksha se sahamat nhi thi jinme sirf purush hi nhi kuch ashikshit mahilaye bhi thi. In logon ne sham ko Thakur ji se bat karne ki sochi.
शानदार जबरदस्त rubi जीUpdate 6

Thank you jithakur ji ke vichar bahot achhe aur soch uttam, thik ushi tarah Sameer bhi apne pita ki soch se alag nahi.. Kaise wajifa milane par apne pita ke samne itne achhe vichar rakhe ki uski mein padhai pe jo kharcha hone wala tha usse gaon ke baaki ke students ki study related sanshadhano ke abhav purn kare... taaki wo bachhe bhi achhe se padhke aage badh sake...
Bahot hi dilkash update tha.. sath hi pita putra ki soch aur vichar sach prasansaniya..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
ThanksAwesome update
Thanks youfor new story.....
Thankslovely update