• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .

nktubhg

Member
329
3,618
124
Update 68 part 5.

Suman - ruk idhar abhi tere ko akal sikhati hun .

Aryan - achha mein abhi mithai lekar aata hun

Neha - kya maa rehne do woh bas mazak kar raha hai aur bhabhi aap bhi apna sar upar kar lo kab tak aise hi baithi rahogi

Sana ab bechari si shakal bna kar apna muh upar karti hai

Suman - sana beti tu kya aise har baar ghabra jaati hai isko tu kuch kehti kyu nhi yeh tere sath har baar aisa hi karta hai na .

Sana- mein kya bolu maa ji mein inke aage thode na bol sakti hun waise bhi apko pta toh hai meri kaha sunane wale hai yeh .

Neha man mein - kya acting karti ho bhabhi tum iske aage nhi bolti are jab dekho bechare ke sar par baithi rehti ho

Hina man mein - yeh uske aage nhi bolti yan phir usko kuch bolne nhi deti aur yeh aryan kon sa kam hai jab dekho isko tang karne ka mauka nhi chorrta

Aryan tabhi sab ke liye sweets lekar aa jaata hai aur serve karta hai .

Sana- aap bhi khaiye na
Neha - are kya bhabhi isne kha toh li mithai
Suman - neha mat kar tang kar usko aur kyo tum bhai behan hamesha uske piche pade rehte ho .
Suman - sun bahu tu na in paglo ki baaton par dhyan na de
Hina- waise mithai lagi kaisi jija ji
Aryan- bahut mitthi thi ab toh yeh hi favourite mithai hai meri
Sana- mein jaa rahi hun apne room mein ( gusse mein)
Suman - ruk bahu baithi reh idhar .
Sana - par maa ji dekhiye na yeh chup hi nhi kar rahe
Suman- aryan beta thoda paas aana zara
(Aryan ab suman ke thoda paas aata hai )
Aryan - han maa bolo
(Suman ab gusse mein aryan ke bahut zor se thapad maarti hai)
Suman - bas kar besharam kahi ke kabhi toh dekh liya kar kaha baitha hai
Aryan - sorry
Hina man mein - achha hua iske sath
Sana man mein - yaar aryan ko toh maa ji ne bahut zor se maar diya mujhe unhe bolna hi nhi chahiye bechare ke meri wajah se thapad par gya par iske padna bhi chaiye tha pta nhi।kab yeh aisi harqate band karega.

Suman- achha abhi sab shant ho jayo aur chup chap yeh mithai khao .

Sana- aryan ji khayoge aap
Aryan- chalo thodi se de do
Sana- yeh lijiye aap .
(Sana ab aryan ke aage apni plate rakh deti hai )
Aryan- are tum khilao na apne hathon se meri sona .
Sana man mein - yeh ladke ko kab samajh aayegi . aryan kabhi toh kisi ki sun liya karo abhi itni zor se thapad pada hai phir bhi woh hi haal hai iske .

(Suman aryan ki baat sunkar uski taraf gusse se dekhti hai )
Aryan- woh maine isko sana kaha hai sona nhi kaha shayad apko galatfehmi ho gyi hogi sunane mein

Suman - par maine toh tujhe abhi pucha nhi ki tune kya bola aur waise sub ne sun liya ki tune kya bola hai

Aryan- achha toh koi baat nhi ohh sach mere ko yaad ki mujhe abhi college ka kaam karna hai koi

Sana- are baitho raha na aap idhar kabhi toh kahi tik kar baith jaya karo ( chirrchiri si awaz mein)

Neha - waise maa ji isko paida karne se pehle aap ne khaya tha.

Suman - maggie khayi thi beta

Hina- isliye lgta hai aise hai jija ji .

Sana- aur tu kaisi hai hina jab se dekh rahi hun aryan ji ko befaltu bole jaa rahi hai woh tere jija ji hai thodi toh tamiz rakh.
Hina man mein - yeh kaisi aurat hai yaar apne gharwale ke baare mein ek shabad nhi sunti chal koi na aane do karn ko agar is aryan ko nhi jhute parwaye na usse toh mera naam hina nhi aur kon jija ji yeh nikamma na ghar mein iski koi ijjat hai na bahar.



Suman - are bahu tu itna gussa kyo kar rahi hai usne mazak hi toh kiya hai ek aur tu hai kaisi ek toh mujhe samajh nhi aata kabhi teri zuban nhi chalti aur kabhi kabhi tu chup hi nhi karti .

Sana- sorry maa ji par yeh hina hai na mujhe har bar gussa dila deti hai .

Rl- waise beti gusse se yaad aaya dekho kal jo bhi hua aur maine bhi gusse mein isko thoda galat bol diya aur yeh bhi nhi dekha ki tu ro rahi iske liye agar tujhe bura laga ho toh please mujhe maaf kar dena woh kya hai kal mein thoda pareshan tha isliye aisa bol diya waise bhi hamare ghar mein toh yeh sab hota hi rehta hai isliye tu kisi baat ki chinta mat karna maine kuch isko ya tujhe dil se nhi bolo bas mein toh isko samajha raha .

Neha - aur han waise bhi bhabhi agar 1 mahina hamare ghar mein koi kalesh nhi hota toh yeh mujhe yeh ghar hamara ghar hi nhi lgta.

Sana- nhi papa aap ne jo bhi kaha inke achhe ke liye bola tha mein apse koi gussa nhi thi bas mujhe jab aap bol rahe toh thoda bura laga aur waise bhi agar aap nhi inhe samajhayege toh kon samajhayege.

Suman - challo yeh sab baatien chorro sab aaj sab itne khush hai toh mein soch rahi thi ki bahu ko aaye bhi kaafi time ho gya hai iski aur aryan ki shaadi ka bhi saara kharcha iske gharwalon ne kiya tha .humne toh aaj tak kuch bhi nhi kiya toh ji kyu na hum ghar par puja, satsang aur ek chotto sa function karwan de .
Aryan- par maa shaadi ko itni der ho gyi hai waise bhi saare function toh ho gye the ab kyon hi karna .
Neha - par phir bhi bhai humne khud toh kuch bhi karwaya mein kehti hun ki function kara lete hai par shaadi ka nhi balki hamara nayi dukan kholne ka kya kehte ho
Aryan - yeh thik rahega aur ajeeb bhi nhi lagega
Suman - han toh aisa kar lete hai .

Suman tabhi notice karti hai ki rl thoda pareshan lag raha hai

Suman - kya baat hai ji koi problem hai .

Rl - han suman kaam ke liye abhi bhi kam se kam 2 lakh rs mujhe chahiye aur mujhe kahi se loan bhi nhi mil Raha hai aur upar se yeh function ka bhi kitna kharcha ho jayega

Aryan - toh papa hum bank se loan kyo nhi lete .

Rl- bank wale ko kuch toh dikhana padega na ki hamare pass kuch hai security ke liye .mein toh soch raha kisi jaan pehchaan ke insan se hi thode paise le lu intrest pe .

Rl- tera hai koi aisa jaan pehchaan wala beta

Aryan man mein - hai toh bahut par kisi ka bhi background achha nhi hai .

Aryan - papa woh mera dost guddu hai na woh kuch kar sakta par uska bada bhai shayad na maane .

Rl- rehne de bata tere kisi dost se paise lete hue mein accha nhi lgta

Sana man mein - ab mein hi kuch karti hun waise bhi ab yeh mera parivar hai aur mera bhi inke liye koi toh farz banta hai .mujhe kabhi ne itna pyar nhi kiya jitna in logo ne kiya hai pta nahi kaise yeh sab log jinko mein jaanti bhi nhi thi apne se lagne lage hai aur aryan toh mere liye jaise sab kuch hi ho gya hai .

Suman - dekhiye thik hai koi baat nhi aap ko kahi se paise milte hai toh udhar le lijiyega par function ke kharche ki tension mat lijiye maine kuch paise bacha kar rakhe the usse ho jayega function.

Aryan- mein bhi na vicky bhaiya se baat kar lunga ki mujhe woh thankwah pehle de de .yeh kehkar ki mujhe uski bahut zarurat hai aur agar aisa hua toh baki kharcha mein dekh lunga .

Rl- rehne de beta woh bala tujhe kyon advance mein de dega thankwah

Aryan- nhi woh de denge kyunki meri unke sath kafi achhi dosti ho gyi hai .

Sana man mein - han han waise bhi do sharabiyo mein dosti bahut jaldi ho jaati hai

Suman - toh thik hai agle hafte hum ghar par function rakhte hai aur han aryan aur neha tu bhi ab taiyari karne mein koi alas na dikhana .

Suman - aur hina mein toh kehti hun tu waise bhi 4 din ke liye aayi hai toh ruk jaa na hafte tak function attend kar ke jaana aur tere rukne ke karan sana ka bhi dil laga rahega .

Sana- han hina ruk ja na please bahut mazza aayega

Hina- nhi aunty ji mujhe pehle hi bahut mushkil se chutti mili hai isliye possible toh nhi ho payega par aap fikkar na kare mein puri koshish karungi function par aane ki
Sana- kya matlab koshish karegi tujhe toh aana hi padega
Hina- achha baba aa jaungi .
Suman - chutti kis baat ki beta tu yahan patient ko hi toh dekhne aayi hai
Sana- are maa ji maine btaya na ki yeh guilt mein hai ki patient thoda pagal ho gya hai isliye personally chutti lekar aayi usko dekhne
Hina- ji maa ji yeh sach bol rahi hai
Neha - matlab jo patient tha woh sach mein pagal ho gya
Sana- or nhi toh kya
Hina man mein - ruk tere ko btati hun kamini



Suman - achha yeh sab chorro waise sana ek baat puchu tune btaya nhi tu dance bhi karti hai

Suman ki baat sunkar Aryan hairan ho jaata hai .Neha bhi gehri soch mein pad jaati hai halanki sana ne neha ko dance wali baat kahi thi par neha ko yeh baat nhi pta thi ki sana bahut achhi dancer reh chuki hai aur sana yeh baat sunte hi dar jaati hai aur thoda kampne lgti hai .

Sana- nhi ...nhi..mein aur woh....woh dance kabhi nhi mujhe toh aati hi nhi da....

Suman - are aise ghabra kyo rahi hai aur kyon nhi aata tujhe dance maine dekha abhi upar kaise tu room mein dance kar rahi thi .

Sana man mein - oho maa ne dekh liya lgta hai mujhe dance karte time ab mein kya karu .

Suman - dekh phir tune apne gaal tamatar ki tarah laal kar liye aur beta tu aise dar kyu rahi hai tu dance hi toh kar rahi thi koi galat kaam nhi

Neha - kya bhabhi aap naach rahe the par apne toh kaha ki ab aap kabhi dance nhi karengi .

Aryan ab sana ke kaan ke paas jhakar dhimi awaz mein bolta hai .

Aryan - waise kon se song par dance kar rahi thi tum

Sana man mein - yeh mr immature ko toh mein baad mein room mein btati hun mein. Idhar itna embarass feel kar rahi hun aur yeh mere maze le raha hai .

Sana- nhi maa ji woh toh mein aise hi koi exercise kar rahi thi shayad apko laga mein dance kar rahi hun .

Hina- chal jhuthi aunty ji apko pta hai yeh jo sana hai indore ki best dancer thi iske Ghar par bahut awards pade hue hai jo isne different - 2 dance competition mein jite the .

Neha- kya Sachi ( hairani )

Suman - are beta sana tune Hume itni badi baat btayi nhi

Hina man mein - are yeh mein jaldi - 2 mein kya bol gyi ab mujhe yahan se nikal jaana chahiye nhi toh yeh sana mujhe maar dalegi.

Hina ab sana ko taraf dekhti hai jo usko is waqt deathlook de rahi thi .

Suman - sana beti bol na aur tu aise hina ki taraf itne gusse se kyon dekh rahi hai .

Sana- maa ji han yeh sach bol rahi hai mein thi ek dancer par yeh mere college time ki baat hai ab mein dance nhi karti bas aaj room mein akele hi thi isliye karne lagi .

Suman - par tumne yeh baat chupyi kyo ki tu ek dancer thi

Sana- woh maa ji isliye kyunki mujhe laga shayad apko achha na Lage

Suman - are isme achha na lagne jaisa kya hai jo tune nhi btaya waise tu kis tarah ka dance karti hai

Sana - nhi maa ji mein dance karti thi ab nhi karti .

Suman- par kyu

(Suman tabhi aryan ko taraf dekhti hai aur aryan usko ishare se yeh baat ko khatam karne ko kehta hai tab suman bhi thoda samajhti hai ki shayad sana thodi uncomfortable ho gyi hai dance ko lekar aur aryan bhi shayad isliye bol raha hai kisi wajah se )

Suman - chal chorr rehne de nhi btana hai toh mar bta
Sana- nhi maa j...woh

Suman - are bahu thik hai hai na tumko nhi btana hai toh mat bta aur chinta mat kar mein tumse koi naraz nhi hone wali .

Sana- nhi maa ji apko nhi btaungi ki toh kis ko Btaungi woh maa ji yeh baat hai ki mere abbu ko pasand nhi hai yeh sab isliye thoda dance ke baare mein baat kar ke achha nhi lag raha hai .

Suman - tujhe nhi achha lag raha hai na toh hum se koi bhi is baare mein baat nhi karega chal ab yeh udas sa chehra mat bna

Sana- nhi maa ji

Suman - koi baat nhi bahu tu aise hadbada mat thodi shant
ho jaa

Aryan ab sana ki jhang par apna hath rakhta hai aur usko pyar se sehlata hai aur usko shant rehne ko bolta hai phir usko halki si awaz mein bolta hai .

Aryan- dekho yeh aise panic mat karo please shant raho koi tumko judge nhi kar raha hai aur agar karega toh mein hun na tumhare sath chinta mat karo

(Sana ab thoda shant ho jaati hai aur uska aryan ka aisa karna bahut achha lagta hai )

Hina man mein - are yaar gharbad ho gyi yeh toh nervous ho gyi mein ab kya karu .

(Sana chahe bahar se thoda shant ho gyi thi par usko hina par bahut gussa aa raha tha )

Suman - chalo waise hina tumne na sahi kiya iska ek raaj toh hume pta chala aur bhi koi Raaz hai iska

Sana- nhi maa ji koi or toh raaz nhi hai par han hina ka ek Raaz hai

Suman - kaisa raaz

Sana- ki hina karn bhaiya ko like karti aur woh patient koi aur nhi yeh karn bhai hi hai aur yeh yahan par unhe shadi ke liye mnane aayi hai aur aryan ji ne hi inhe yahan aane ko kaha hai
Neha - kya ( hamare ghar mein chal kya Raha hai )
Suman- yeh kya bakwas hai (hina ko bhi us nikaame ko hi pasand karna tha )

Sana man mein - are yaar mein yeh heat of moment mein kya bol gyi mein pagal hun kya mujhe bhi gusse mein pta nhi chalta kya bolna hai

Aryan man mein - are isne Mera naam kyu le liya yeh bhi pta nhi kabhi kuch bhi kar deti hai

Aryan- oh mere ko yaad aaya college ka kaam karna mein Zara bahar se thoda saman lekar aaya ( nikal lo bhai idhar se nhi toh aaj maut pakki )

Hina - jija ji mein bhi aapke sath aati hun
Aryan- han han jaldi chalo


(ghabrate hue )

Sana- mein bhi zara dishes saaf kar ke aayi bahut zyada bartan ho gye hain

Suman - tum teeno chup chap idhar baitho koi kahi nhi jaane wala ( gusse mein )
 
Last edited:
446
513
94
Update 68 part 4

Aryan aur neha milkar sab ke liye sandwiches bna chuke hote hai aur aryan apne room mein upar chala jaata hai jaha sana chup chap baithi hui thi .

Aryan - tum abhi tak nahayi nhi
Sana- naha lungi woh kya hai na aryan mera matlab aryan ji ammi ka phone aaya tha .

Aryan- kya hua koi baat Hui hai

Sana- nhi nhi aisi bhi koi tension ki baat nhi woh bas bta Rahi thi ki abbu aaye hue hai patalkota .

(Note- yeh ek fictional city hai jisme aryan rehta hai )


Aryan - kya tumhare papa yahan par shehar mein hai toh kya woh humse Milne aane wale hain ( ab yeh iska baap yahan kya karne aayega abhi toh laga tha ki kuch achha hoga hey vidhata tune meri jindagi aisi kyo likhi jab koi khushi aati hai tab koi na koi musibat mein meri life par turant hi dastak deti hai )




27dec63c50eb1fe032b3c185d767a02f
Sana- nhi baby yeh hi toh baat par mujhe gussa aa raha ki woh 2 din se yahan aaye hai par ek baar bhi ghar nhi aaye kitna achha lag raha tha sab pta nhi har baar aisa hi kyu hota hai .

Sana - yeh bhi koi baat hui ji mujhse ek baar toh Milne aa sakte the na kya itni buri hun mein are aisa bhi kya bol diya maine ki itna naraj ho gye .

Aryan man mein - shukar hai agar woh nhi aaya itne din se toh ab bhi nhi aayega agar aa jata toh subah subah phir kalesh karta .

Sana- kya soch rahe ho ji
Aryan - kuch nhi sana tum aise udas mat ho kya pta unki majburi ho are itne bade admi hai kya pta koi business meeting ke liye aaye ho kafi busy honge isliye shayad nhi aaye honge abhi idhar hi hai na toh kya pta tumse milne hi aa jaye .
Sana- sach kya woh aayenge
Aryan - mujhe kya pta darling par tum udas mat ho please dekho na sana maine kitne pyar se naashta bnaya tumhare liye aur tum aise udas hokar baith gyi ho
Sana - nhi nhi ji mein udas nhi hun bas aise hi soch rhi thi mujhe pta hai abbu mujhse bahut pyar karte hai woh zarur aayenge humse Milne aur na aryan ji bas apka ek baar kaam achha ho jaye toh unki narazgi bhi dur ho jayegi waise bahut achhe hai mere abbu.

Aryan man mein - han han woh toh maine dekh liya kitna achha hai woh khusat buddha achha hua maine uske sath kaam karne ko mana kar diya ek no ka kadwa admi hai jab dekho gussa uski naak par hi jama rehta hai ek din chahe jindagi mein ameer banu na banu iske muh se zarur niklwayung ki mere jaisa ladka sana ko kabhi Zindagi mein nhi milega isliye sana mere sath hi khush reh sakti hai .

Aryan- oh sana tum bhi na yaar thoda khush raha karo aur mujhe bhi lgta haj woh zarur aayenge dekhna tum aur mein bhi na jaldi jaldi apni income ko badane ki koshish karunga taki woh hamare rishte ko manjur kar de ( ghanta nhi aayega woh ek no ka ghamandi hai aur bhai mein kaise set ho jau itni jaldi abhi toh kaam karna just start hi Kiya mere gharwalon ki aur iski mere ko lekar expectations alag hi level ki hai mujhe toh yeh samajh nhi aata ki yeh kya sochte hai mein toh itne bade delusional mein nhi reh sakta self awareness bahut zaruri hai)

Sana- bas aise hi raha karo aap focus dekhna hum na jaldi hi is ghar ke halat sudhar lenge .

Aryan - woh sab toh thik hai chalo ab tum naha lo aur mujhe bhi kapde nikal do aur mera khacha toh sukh kya hoga ke nhi yaar kab se aise hi ghum raha hun maa ke samne jaane bhi sharam aa rhi thi .

Sana- are sukh gya hoga ke nhi pta nhi abhi dekhti hun woh kya hai kal raat ko baarish ho gyi thi ek hai par woh kuch jyada hi faata hua hai woh chalega kya

Aryan- are kuch bhi chalega jaldi do
Sana- ek toh ji aapke itne undwear aise hi kyo hote hai
Aryan- tum nhi samajh sakti yeh baat rehne do
Sana- chalo chorro apko apke kapde nikal ke deti hun

Sana ab aryan ko uske kapde nikal ke deti hai aur khud bhi nahane chali jaati hai .

Aryan bhi niche jaakar naha leta hai aur suman bhi apni saree lekar room mein sana ke paas jaane lgti hai .

Suman tabhi jab sana ke room mein enter karne wali thi toh woh dur se dekhti hai ki sana ne white colour ka towel pehan Rakha hai aur koi song laga kar khul ke dance kar rahi hai akeli hi aur woh yeh dekh kar hairan ho jaati hai tab woh thoda muskrati hai aur sana ko pta na chale ki usne usko dance karte time dekh liye hai isliye usko awaz dena ka natak krti hai .

Suman - are beti sana naha liya tune dekh mein tere liye saree layi hun .

Sana apni saas ki awaz sunkar ghabra jaati hai aur dance karna band kar deti hai aur hadbhadane lgti hai .

Sana man mein - are maa ji aa gyi kahi inhone mujhe dekh toh liye .haye khuda mein kya karungi ab mujhe kya ho gya hai nhi nhi aise panic nhi karti nhi toh maa ji puchengi kya baat hai .

Suman ab andar room mein aa jaati hai tabhi sana towel mein thi isliye woh dar ke maare jaldi se bathroom ki taraf jaati hai aur uska sar bathroom ke darwaje se lag jaata hai kyunki bathroom par kundi lagi hui thi .

Suman- are dhyan se kya kar rahi hai lagi toh nhi
Sana - nhi maa ji bas zara sa sar takda gya tha .
Suman - waise tu bhagi kyon
Sana- kuch nhi bas aise hi
Suman - yeh kya baat Hui aise hi bta kya baat hai
Sana- kuch nhi woh ..ji bas aise towel mein hun na isliye
Suman- toh phir towel mein hai toh kya achaa toh lag raha hai aur tune kar toh rakha hai khud ko cover achhe se .
Sana- nhi maa ji bas
Suman - achha yeh sab chorr yeh le saree thodi simple hai par achhi lagegi tere pe
Sana- are yeh toh dikhne mein badi achhi lag rahi hai
Suman - chal tu saree pehan le mein niche jaa rahi hun .
Sana- ji
(Suman ab niche chali jaati hai aur thodi der baad sana suman ko phir se awaz lgati hai aur upar aane ko bolti hai )
Suman - kya hua ab sana yeh kya tu abhi tak taiyar nhi hui

Sana - maa ji woh kya aap meri help kar dogi please mujhe na thodi dikkat ho rahi hai saree dalne mein woh kya hai dalne ki aadat nhi hai
Suman - thik hai kar dungi Teri help par yeh mere aage jhijkna bnd kar
Sana- ji

(Suman ab sana ki help karti hai saree pehnane mein )

Suman - wah sana yeh tere pe bahut achhi lag rahi hai
Sana- sach mein
Suman- bas ek kami hai
Sana- kaisi kami maa ji saree achhi toh lag rhi hai na

(Suman ab sana ke drawer mein se bindi laga kar usko laga deti hai )


54c305d355eebbabd5c002a46819f514
Suman - ab lag rahi hai tu bilkul ready

Suman - waise mein yeh baat kehna toh nhi chahti thi par aryan tujhe dekhar na flat honewala hai .
Sana- kya sach mein maa ji itni achhi lag rahi hun
Suman - bahut pyari lag rahi hai chal ab niche sabhi wait kar rahe hai aur woh lalu laal ko kisi ko khane bhi nhi de raha keh raha hai pehle sana ko aane do phir sab khayenge. waise aise kya jadu kar diya tune mere bete pe
(Sana ab suman ki baat sunkar phir sharma jaati hai aur apna sar niche kar leti hai )
Sana- woh... maa ji maine toh kuch bhi nhi kiya ( yeh mr immature pagal ho gya hai kya ki kisi ko khane nhi de raha hai . yeh kaisa bachpana hai aur gharwale kya sochenge ki mein isko apne isharon pe nacha rahi hun yan fir mein isko control kar rahi hun yeh kya karta hai itna bachpana achhi baat nhi hai )

Suman - chal chorr niche aa jaa ab
Sana- ji maa bas aap jayiye mein yeh thode kapde hai bas Almirah mein rakh kar aayi .
Suman- thik hai jaldi aa jana madam hume bahut bukh lagi hai tere chakkar mein hum kab tak bukhe rahenge.
Sana- bas maa ji 2 min mein abhi aa gyi

Aryan aur baki family members is waqt dining table par baithe hue the tabhi hina table par rakhe sandwiches ko hath lagane lagti hai tabhi aryan uske hath lagane se pehle hi sandwiches ko wahan se utha leta hai .

Aryan- kya hina mein apko 2 baar mana kar chuka hun ki sab jab aa jayenge tabhi hum naashta shuru karenge .
Hina- dekho jija ji mujhe bahut bukh lagi hai mere se ab raha nhi jaa raha mein subah ki uthi Hui hun please ek bite toh lene do .
Aryan - agar itni hi bukh lagi hai toh woh table par namkeen rakha hai woh kha lijiye.
Hina- namkeen se pet nhi badega mera aur sidha sidha bolo na jab tak sana nhi aayegi tab tak naashta nhi karne doge yeh puri family wala drama kyu kar rahe ho ( yeh pyar mein chutiya ho gya hai mujhe bahut bukh lagi hai yaar subah toh keh raha tha respect bar gyi mere liye aur ab kya kar Raha hai mein kya karu yeh toh dekhne mein kafi tasty lag rahe hai )

Rl man mein - (shukar hai maine hath nhi kiya aage nhi toh mere sath bhi aisa karta yeh karna kya chah raha hai hum bukh se mar rahe hai aur idhar isko apni biwi ki padi hai kitna badtamiz hai yeh )

Neha - yaar yeh bhabhi kab aayegi mere ko bhi bukh lag rahi hai
Aryan- bhabhi nhi maa aur bhabhi
Rl - rehne de beta jyada drame mat kar sidha bahu ka naam le le tujhe sharam toh nhi aa rahi hogi yeh sab bachpana karte thoda akal se kaam le usko khane de bechari ko bukh lagi hai
Hina- ab toh uncle ne bhi bol diya ab toh khane de
Aryan - nhi abhi maa ko aane do
( Suman tabhi wahan par aa jaati hai aur aryan ke paas jaakar baith jaati hai )
Rl - chalo khana shuru karte hai
Aryan - abhi nhi
Hina - kyu ab toh aunty bhi aa gyi
Aryan - woh ... Woh sana nhi aayi na ab tak
Hina- par tune toh kaha tha na
Suman- are dekho woh aa gyi hai
Rl man mein - shukar hai aa gyi

Sana ab dhire dhire aati hai aur aryan usko dekhte hi reh jaata hai aur sab uski taraf hi dekh rahe the .


2fefa6ec43fe51879eba5f62c82adf46
Aryan- behanchod yeh aaj apni ankhon se hi mera katal kar degi ( dhimi awaz )

(Suman aryan ko aise kehte sun leti hai aur uske kaan ke paas aakar halke se kehti hai )
Suman - thodi toh sharam kar le mein idhar hi baithi hui hun aur yeh kya basha ho gyi hai teri aur kya ab usko ghurta hi rahega sab ke samne teri hi hai woh bas kar ab dekh sab dekh rahe hai usko bahut ajeeb lagega.
Aryan- maa mein uski Taraf nhi dekh raha hun bas yeh soch raha hun ki yeh saree achhi hai agar hum aisi hi sarees apni dukan par rakhenge aur iska toh kapda bhi bahut achha lag raha hai ( dhimi awaz)
Suman - baatein bnana toh koi tujhse sikhe nalayak
Aryan - nhi maa mein sandwich bhi bahut achhe bna leta hun
Suman- woh toh khakar hi pta lagega kya bnaya hai tune
(Aryan ab bhi sana ki taraf hi dekh raha tha tabhi suman usko ek halke se thapad lagati hai )
Suman - bas kar badtamiz

Sana bhi yeh notice karti hai ki jab aryan usko aate hue dekh raha tha tab suman ne uske chanta maar diya aur yeh dekh kar woh muskura deti hai .

Sana man mein - yeh pagal kya karta hai bilkul bhi sharam nhi hai isko dekh toh aisa raha hai jaisa pehli baar koi ladki dekhi ho

Rl - beta jaldi aao bahut bukh lagi hai

(Rl ab aryan ki taraf gusse se dekhta hai aur aryan apna muh dusri taraf kar leta hai kyunki usko pta tha ki rl ko bahut bukh lagi thi aur woh kisi ko khane ko nhi de raha tha )

Sana- ji papa bas aa gyi
Sana ab aryan ke samne aakar baith jaati hai aur usko dekh kar blush karne lgti hai .
Aryan man mein - jab bhi isko saree ya achhe se suit mein dekhta tha toh dil karta tha abhi utar du aur iske sath sex karu par aaj pta nhi kyu dil kar raha hai ki bas isko dekhte hi jau yeh kitni pyari lag rahi hai yaar yeh kaisa ehsas hai .
Hina- ab kare shuru
Aryan- han han yeh lo sana sandwich
Sana- rukiye yeh aap kya kar rahe ho thodi toh samajhdari dikhao pehle maa papa ko do sandwich aur aapne in sab ko naashta kyo nhi karne diya kitni bukh lagi hogi sab ko
Aryan - par mein soch raha tha ki aaj tum mera matlab sab milkar hi nashta karenge isliye
Sana- yeh kya bacho jaisi zid hai ji bas karo ab aap 22 saal ke ho ab dekhiye apko aisa nhi karna chahiye tha rukiye mein khud sab ko serve kar deti hun aap rehne dijiye .
Hina- mujhe dena pehle
Sana- sabar kar thoda
rl- shukar hai beti tu toh samajhdar hai .


502addc5e881f25fba898d4af9349740-1
to upper
Sana sabse pehle rl ko aur suman ko nashta serve karti hai aur phir neha aur aryan ko aur is waqt hina uski taraf gusse se dekh rahi thi .
Sana- aise gusse se kya dekh rahi hai abhi de deti hun tujhe bhi
Hina- bura mat maniyega aunty ek baat kahu
Suman - han bolo beta kya baat hai
Hina- na apke ladke ko koi tamiz hai aur na apki bahu ko , sana mujhe bukh lagi hai mujhe sandwich de ( gusse mein)
Sana- deti hun baba chilla mat
Suman - lgta hai tum dono bahut achhi saheliya ho kafi pakki dosti hai tumhari
Hina- bas yeh hi toh galti kar di maine iske sath dosti kar ke
Sana man mein - ruk abhi tere ko btati hun
Sana - aryan ji woh yaad aaya ki hina kal raat ko keh rahi thi ki patient ke paas ab nhi jaana hai bahut nakhra kar raha hai isliye aap isko na uske paas mat lekar jayiyega .
Hina man mein - kamini saali bahut tej ho gyi hai yeh ab mein kya karu
Aryan - thik hai darling jaisa tum kaho
(
Sana darling sunte hi aryan ko ishara kar ke kehti hai ki woh kya bol raha hai sab ke samne )
Hina man mein - yeh dono jab ladte hai tab hi thik rehta hai kyunki jab sath mein hote hai tab khatarnak ho jaate hai .
Suman - tere ko akal hai nalayak yeh kya usko darling keh raha hai sabke samne thodi toh sharam kar
Aryan- woh galti se muh se nikal gya , thik hai sana baby jaisa tum kaho nhi chorrta hina ko ka.. mera matlab patient ke paas
(Suman ab aryan ki baat sunkar uske thapad maar deti hai )
Sana ab aryan ki baat sunkar apna hath sar par rakh deti hai
Sana man mein - mein kin paglon ke khandan mein aa gyi upar se yeh mere wala pura ka pura hila hua hai. yeh sach mein apne doston jaisa hi hai .

Suman - bas kar bandar thoda toh lihaj rakh zuban par koi control nhi hai kahi par kuch bhi bol deta hai yeh kya bol raha hai tu bahu ko dekh woh kitna embarass lag rahi hai
Aryan- sorry woh galti ho gyi
Rl - beta galti toh humse hi gyi tujhe Paida kar ke .
(Ab phir sab has dete hai )
Hina man mein - tum dono uncle aunty ko jaane do phir tum dono ko btati hun
Hina - nhi nhi maine kab aisa kaha ki woh patient nakhra kar raha hai sana tumko koi galatfehmi ho gyi
Suman - are beti hina yeh patient hai kon bada ajeeb hai bala khud ka ilaj karana hai usme bhi itna nakhra rehne de beti mujhe toh woh koi pagal lagta hai .
Sana- nhi maa ji patient toh thik tha pehle usne phir hina se dawai le li phir pagal ho gya ab hina usi guilt mein ki woh iski wajah se pagal ho gya phir uska ilaj karne aayi pta nhi ab us bechare patient ka kya hoga. bechare patient bhaiya
(Sana ki baat sunkar sab hasne lagte hai )
Suman - are bahu tu bhi mazak karti hai mujhe toh laga bas chup chap baithi rehti hai lgta hai puri tarah samne aayi nayi abhi tak
Sana- nhi maa ji yeh koi mazak nhi tha aisa sach mein hua tha .

Hina Man mein- uda lo mazak agar karn ko manane mein tumhare help nhi lgti toh sana tere ko mein achhe se btati .
Hina - maa ji yeh bakwas kar rahi hai mujhe ab gussa aa raha hai
Sana- maine sach toh kaha
Hina- yeh tu kya bol rahi hai sana dekh jyada bakwas mat kar mein ja rahi hun apne room mein .

Sana - thik hai jaa

(Hina ab wahan se uth jaati hai aur jaane lagti hai )
Suman - ruk jaa beti hina aur tum dono aryan x sana bas karo ab kyu pareshan kar rahe ho bechari ko
(Hina man mein - are bahut bukh lagi hai yaar )
Rl - waise aryan kehna padega sandwiches bahut achhe bnaye hai tune bahut tasty hai

(Hina rl ki baat sunte hi phir table par aakar baith jaati hai )

Hina- mujhe bukh bahut bukh lagi hai please ab mujhe bhi serve kar de aur han mein ab bhi naraj hun aur naashta kar ke chali jaungi apne room mein aur tum miya biwi mujhe muh bhi mat lagana aur han neha mujhe chorr degi patient ke paas hai na neha chorr degi na meri behan
Neha- bilkul hina ji aap jab bhi kaho

Suman - ruk neha kahi nhi jayegi .beti hina yeh aryan tumko le jayega aur sana chal ab hina ko naashta serve kar sath mein bahut ho gya mazak ab sab naashta karo chup chap baith kar .

Hina- shukriya aunty ji .

Hina man mein- shukar hai yaha kisi ko toh akal aur tum dono miya biwi ko mein baad mein dekhungi .

Ab sabhi nashta kar lete hai baatien karte hue .

Sana- aryan ji apne sach mein bahut achhe sandwich bnaye hai bas thode se spicy the .

Neha- are spicy se yaad aaya kal bhai sab ke liye mithai lekar aaya tha na par kisi ne nhi khayi .
Hina- sach mein jaa jaldi lekar aa neha mujhe bahut mirchi lag rahi hai .

Sana- par woh toh sirf 5 logo ke liye lekar aaye the ek kaam karte hai mein na aur aryan ji share kar lenge ek hi plate mein aur neha tum bakiyo unki- 2 mithai serve kar dena alag alag plates mein .

Suman - shukar hai beta tune thoda toh sharmana band kiya aisa hi Raha kar

Hina - aunty ji yeh sana kab se sharmane lagi badi besharam hai .

(Sana ab hina ki taraf gusse se dekhti hai )

Aryan- are di aap rehne do mein laata hun sab ke liye mithai .

Sana man mein - aaj mere pati ko ho kya gya hai yeh toh kuch alag hi behave kar raha .

Aryan - par sana ne galat kaha hai mithai sab ke liye alag alag hai toh ek hi plate mein kyu khayenge .

Sana - nhi ji aap sirf 5 alag alag mithai lekar aaye the kyunki humko pta nhi tha ki hina bhi ghar par aa gyi hai .

Hina- are tum kha lo apni apni mithai mein bas sana ki plate se thodi se le lungi .

Aryan- nhi hina ji 5 nhi 6 mithai lekar aaya hun abhi sab ke liye lekar aaya


Sana- nhi ji mujhe achhe se yaad hai sirf 5 mithai hi thi

Aryan- tum chup karo

Suman- are udhar ghum kar kahan jaa raha hai sidha sidha nhi jaa sakta .

Aryan - are sidha nhi jaate maa aise apshagun hota hai
Suman - achha yeh nayi chiz suni maine aisa bhi hota hai kya
Rl- hota ho ya na ho ab isne bol diya hai toh aaj se hone lagega bahut gandi zuban hai iski

Aryan- aaj toh thodi ijjat de do yaar papa

Aryan ab sana ki side par aa jaata hai .

Aryan- mujhe waise yaad aaya ki mujhe bhi mirchi lagi hai soch raha hun kuch mitha kha hi lu

Suman - pehle mithai toh lekar aa phir kha lena
Aryan- yeh samne toh padi hai meri mithai
Hina- kya yeh box mein hai dekho jija ji mujhe bhi bahut mirchi lagi hai mujhse thodi share karoge
Aryan- yeh mein kisi se share nhi kar sakta sorry sali sahiba
Neha- kya box mein hai
Aryan- nhi yeh hai meri mithai


100
(Aryan ab sana ke paas aakar sab ke samne uske gaal par kiss kar deta hai aur woh sharam ke maare apna muh niche kar leti hai )

Sana man mein- mr immature tumhe mujhe hamesha pareshan karne mein kya maza aata hai sab ne dekh liya haye Allah mein kya karu upar dekhu ke nhi beta tu mujhe room mein mil phir tujhko btati hun
Suman - besharam thodi toh sharam kar sabke samne aryan

Aryan- isme sharam kis baat ki kya ab mein apni biwi ko ek kiss bhi nhi kar sakta

Rl man mein - yeh ladka kitna kamina hai

Hina man mein - chutiya ho gya hai yeh

Neha man mein - Nibba nibbi
Whah bhai ab aryan ki khair nahi 🤭
 
Top