- 1,127
- 929
- 129
update 7
Idhar aacharya Ramshukla ki samadhi tutti hai.unhe samadhi me hi yah pata chal chuka ta ki kuch a isht hone wala hai .lekin ush anisht ko kuch samai k liye tala awasya ja sakta hai.yai prayas wo karna chahte te .
Unhone mantra ucharan dwara DHRUMLOCHAN ke prakat hone ka awahan kiya .
Bhayankar garjana k sath waha ek visal manavakriti prakat hui.
Dhrumlochan:maharsi aapne hame yaad kiya koi khas karya .
Aacharya:ha vatsa , paap nirantar badhta ja raha hai.hame dar hai ki ish paap ki aandhi me vo chirag jo ki iske anth ka karan banega waqt se pahle hi na bhuj jaie abhi toh ushne apni mata ki garv me asraya nai lia.aur jab janni hi na rahe toh srijan kaise hoga ye socho.
Dhrumlochan :aapka sanket mai bhalibhati samajh raha hu par jab shakti dand jaisi shakti kisi k pass ho toh bhala hamari kya awaskta.
Aacharyadhrumlochan ki baat sunn aacharya kuch deer muskurate hai) agr ek navyuvak ko jisnekabhi teer na chalaya ho aur usse hum lakshya de de toh kya wo usse vedhan kar sakta hai.
Dhrumlochan :chama aacharya mai aapka kathan samajh gaya.
Aacharya : ha shakti dand apne aap me ek prabal astra hai lekin hamari sishya ye bhul gai ki shakti hona hi awasyak nai .shakti ka gyan aur uska ushka abhyas b jaruri hai.tabhi koi b gyan apna fall deti hai.waise hame garv hai apne sishya par.
Dhrumlochan :ji aacharya lekin usne jo kiya wo sahi kiya.
Aacharya :iska aashirwad usse milega watsh aane wale samai msseusse ek aaisi putri ki prapti hogi jo apne mata k saman hi prabal kushagra pram yodha ttha pram sati hogi.uski takat uski satitwa me hi niwas karegi jisse v uski sadi hogi usse iska aadha bal prapt hoga
Lekin choro filhal tumhe bhadrasen aur kalawati ko sakusal yaha tak lane ka karya karna hai.
Wo kuch samaya paschat hi prasthan karne wale hai aur iski suchna chandrasen tak b pahuchne hi wali hai aur ek baat aur hamari shisya ko b sawdhan kar dena vaidantpur par b hamla hone wala hai.
Filhal bas hum ush anisht ko kuch samaya bas taal sakte hai taki bhavisya bacha rahe.
Dhrumlochan :hame prasthan karne ki anumati de
Idhar badhrasen maharani kalawati k sath nikalne ki taiyari me vyast te. tabhi durg k dawar k samip hi bhyankar vishfot k sath dhrumlochan prakat hota hai
ek baar toh jami kaaap utti hai aur baki sabi b kaap jate hai unhe kuch samajh aata usse purv hi dhrumlochan unke sammukh ta.ek visal manavakriti k roop me.ussne dwarpal ko suchna dene ko kaha
Dhrumlochan:jao dwarpal sumaila tak ye khabar pahuchana ki dhrumlochan ko aacharya ne bheja hai
Fir ussne apni aakriti sadharn manav k roop me kar li
Idhar sumaila ko jab yah suchna mili toh wo maharaj ko sath le rath par swar ho kar ush or badh chali.
Jab dono samip aate hai toh ek dusre ka abhiwadan kar te hai
Dhrumlochan :kafi samai baad hum mile hai fir se tumhe dekh kar khusi hui.
Sumaila :hame v bhut khusi hui aap toh hamare bare bhai ttha guru dono hi hai. Aaiye mahal chale wai baate karenge .waise pita ji prashtan karne wale hai toh mai akeli hi rahungi mujhe v aapka sath mill jaiega.
Dhrumlochan: na bahn , sayad sandeshwahak k sabdo par tumne gaur nai kiya.mujhe aacharya ne bheja hai
Sumaila : ( usse maharaj k samne prayojan puchna uchit na laga)chaliye vai baat karenge
Maharaj: hamari putri sahi kah rai hai hame b aapke aaatithy ka awsar pradan kare.
Dhrumlochan: hame aapke sath hi chalna hai maharaj hum jante hai ki aap himalaya ki or prasthan karne wale hai aacharya se milne aur aapko waha tak sakusal pahuchane ki jimmedari hame saupi gai hai
Ish baat se maharaj aur sumaila dono chauk parte hai kyuki ye baat kuch logo ko hi malum ti parantu sumaila ki chaukne ki wajh dusri ti.
dhrumlochan: isme chaukne ki koi baat nai aacharya apni yog sadhna k bal par bahot kuch jante hai.
Jo kuch ho raha hai ya fir jo kuch b hone wala hai aur tum to unki priya sishya ho tumhe toh yah malum rahna chahiye.
Sumaila : (chintit swar me ) mai ush baat se nai chauki khair chaliye sesh baat hum mahal me hi karenge abhi pita sri k prasthan me kuch pal sesh hai