- 42
- 55
- 18
Ab agli subah…
5th june
Ashutosh college ke canteen mein baithe hua tha… tabhi ek madhur awaaz Ashutosh ke kaan mein padti hai….
“Good Morning Sir” Nisha ne wish kiya
Ashutosh: arey Nisha ji aapse kitni baar kaha hai aap hume sir naa bulaya karein…
Nisha: hum aapke paas gyan lene aate hai… toh is rishte mein aap humare Sir hue naa…
Ashutosh: aap kyun mazaak karti hai… jo ek khud ithihaas ke lecturer reh chuki hai… aap toh bas mere sodh karta mein interest thi, isliye maine aapko apni class mein aane ki permission di hai…
From now onwards no sir… call me with the name… okay…
Nisha: sure sir…![Grinning face with smiling eyes :smile: 😄](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f604.png)
Ashutosh: aap kabhi nahi sudhrenge…![Slightly smiling face :slight_smile: 🙂](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f642.png)
Waise Nisha ka poora naam Nisha Rothore hai…woh jyaada tar apne kaam se kaam rakhti hai…lekin Ashutosh ke research aur achhe bartaav ke kaaran woh usse ghul mil gayi thi… sab logo ko lagta tha ki Nisha ka chakkar Ashutosh se chal raha hai… waise baat bhi sahi hai, kahin na kahi woh ashutosh ko man hi man chahti thi…
Nisha: achha ashutosh ji…aapko is 3 moon theory ka concept kitna sahi lagta hai… ?
Ashutosh: tumhe kya lagta hai… kya yeh sab jhoot hai?
Nisha: (kandhe oopar karke kehti hai) may be it’s true or not… dil toh kehta yeh sab sahi hai… lekin mind kuch aur keh raha hai…
Ashutosh: kya keh raha hai tumhara mind?
Nisha: yeh ki yeh sab afwaayein hai… in sab ko nazar andaz karke kisi dusre research mein dhyaan diya jaaye…
Ashutosh: achha… (kuch sochte hue kehta hai) theek hai tum in sabko afvaayein manti ho right… ?
Nisha: (sankoch karte hue) shaayad..
Ashutosh: okay… kya tum Mahabharat ko bhi Afwaayein manti ho?
Nisha: to be honest… aaj tak koi thos pramaan nahi mila hai… hum apne indian saints ya researchers ki kitaabo tak hi simit hai… hum un sabko sach kaise maan le…
Ashutosh: (muskurate hue) hmm sahi kaha… hum apne rishi, muni ya anya historians ka kaise bharosha karle… aaj ke generation ko western culture jyaada prabhuvit karta hai… aur unki baato ko bhi maanta hai… (what a pity!!!)
Chalo mein tumhe mahabharat ke bahar unanian historians ke taraf leke chalta hoon…
Ek unani historian chandragupta ke darbar mein Shree Krishna ko “Hericulez” keh kar sambhodit kiya tha… yani unke yaha “Heri” bhagwaan ko kaha jaata hai… aagey woh likhte hai “sursanoi” herculez ka bahut hi samman karte the… ab yeh sursanoi kaun hai?
Nisha: agar mein galat nahi hoon toh yeh vasudev ke pita Sursen the…
Ashutosh: bilkul sahi… aagey unhone yeh bhi likha hai ki unka mukhya sehar “methora” tha… any idea yeh kaunsa sehar hai?
Nisha: (jhatt se) Mathura!!!
Ashutosh: jee haan yeh mathura hi tha…
Nisha: toh iska matlab mujhe aur bhi bahut kuch jaanna hoga… yaani mujhe aur bhi kai research karna padega!!!
(Doston yeh maine kahani ke hisaab se kuch facts tod marod ke bataaya hai… please isko sach mat maan lena)
Ashutosh: haan yeh toh sahi kaha aapne
Nisha: agar aapne in sab cheejon ka itna gehra adhyan kiya hai toh iska matlab 3 moon theory ka concept bhi sahi hai!!!
Ashutosh: woh toh waqt hi bataayega…(yeh kehte hue ashutosh ke aankhon mein ek chamak thi)
Nisha: woh dekh apne man hi man samjh gayi thi… ho na ho ashutosh is kadi ke bahut hi kareeb hai… aagey kuch puchne hi waali thi… ki tabhi dono ke kaan pe ek awaaz padi…
“Professor Ashutosh Vyaas aap hi hai…”?
Ashutosh: peeche ghumte hue kehta hai, haan mein Ashutosh Vyaas hoon…
“Aapko Col Lal Singh aur unki secretory ke murder keliye arrest karta hoon” SP Khan ne kaha!!!
Wahan murder ki baat sunkar sab log chonk gaye… sab ko pata tha ki yeh kuch galat fehmi hui hai… nisha ko kuch bhi samajh nahi aa raha tha ki yeh sab kya hai?
Ashutosh: (sab ko nazar andaaz karte hue kaha) kyaaa Lal Singh Sir ka murder ho gaya hai… yeh kaise ho sakta hai? Parson toh mein khud unse mila tha…
SP khan: chalo achha hai aapne khud kabool liya ki aap unse mile the… aapko wahan par Lal Singh me padosi ne dekha tha, aur unhi ke madat se hum log yahan pahunche hai… .
Ab aap humare saath chalne ki kripa karen… hum log aapke saath koi zabardasti nahi karna chahte!!!
Ashutosh ko kuch samajh nahi aa raha tha.. Ki yeh sab kya ho raha hai… woh toh khud unko guru manta tha… aur woh unka murder kyun karega… ?
“Jaldi chaliye….” SP khan ne kaha!
Ashutosh bina kisi ko dekhe SP Khan ke saath chal deta hai… aur idha poora college aacharya mein tha ki yeh sab kya ho raha hai?
5th june
Ashutosh college ke canteen mein baithe hua tha… tabhi ek madhur awaaz Ashutosh ke kaan mein padti hai….
“Good Morning Sir” Nisha ne wish kiya
Ashutosh: arey Nisha ji aapse kitni baar kaha hai aap hume sir naa bulaya karein…
Nisha: hum aapke paas gyan lene aate hai… toh is rishte mein aap humare Sir hue naa…
Ashutosh: aap kyun mazaak karti hai… jo ek khud ithihaas ke lecturer reh chuki hai… aap toh bas mere sodh karta mein interest thi, isliye maine aapko apni class mein aane ki permission di hai…
From now onwards no sir… call me with the name… okay…
Nisha: sure sir…
![Grinning face with smiling eyes :smile: 😄](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f604.png)
Ashutosh: aap kabhi nahi sudhrenge…
![Slightly smiling face :slight_smile: 🙂](https://cdn.jsdelivr.net/joypixels/assets/7.0/png/unicode/64/1f642.png)