Raghav1997
Banned
- 1,060
- 4,840
- 143
Itne peeche kaise reh gye kahi vyast the kya bhai ?भाग 194
अद्भुत , अप्रतिम , अनुपम व उत्कृष्ट भाग बन्धु.
आनंद आ गया.
Itne peeche kaise reh gye kahi vyast the kya bhai ?भाग 194
अद्भुत , अप्रतिम , अनुपम व उत्कृष्ट भाग बन्धु.
आनंद आ गया.
bhai inme se aadhe se jyada ke naam to maine sune bhi nahi the,Arthur Conan Doyle, Ian Fleming, Edgar Allan Poy, Raymond Chandler aur Agatha Christie wo bade naam hai bhai jinke upanyas jasoosi jagat ka encyclopaedia hai. James Bond, Sherlock Holmes, Black Mask series swarnim upanyas hai aur khushkismat hu ki mujhe ye padhne ka mauka mila. Sidney Sheldon, Dan Brown bhi ullekhniya lekhak hai jinki dream series, Angels and Demons, Vinci code, inferno, bloodlines, tell me your dreams, other side of midnight bahot he umda kitabe hai. Aap ek adhyaaye padhte hai aur fir agle wale ke liye sateek anumaan lagate hai lekin wo dhara ka dhara reh jata hai jab aap khudko he us rachna aur jaal ka hissa paate hai. Master of the game aur midnight memories aisi he rachnaye thi. Wahi Dan Brown aapko aise safar par le jaate hai jo samaaj me ho kar bhi samaaj ke khilaaf ek rehasya jaisa hota hai. Har parat kholne par ek aur nay parat jisme pehle se adhik jokhim.. ant tak toh kirdaar khud he gumnaam ho jata hai .
Lekin maine inke sath Marry J Putney, Ayaan Rand, Nora Roberts, Nicholas Spark, Mary Burton, Linda Howard ko bhi kaafi padha hai. Unki kritiyaan itni khoobsurat aur marmsparshi hai ki aksar aap aadhi pustak tak he aansu baha dete hai. Romance, thriller aur social/natural impacts inse behtar shayad he koyi dikha paya ho isliye Erich Segal ki Love Story aur Only love kaisi adhbhutt rachnaye main inke baad he rakhta hu. The obsession, cut and run, the fountainhead, the notebook jaisi kitaabe apne aap me ek khajana hai. Hindi rachnakaro ke baare me pehle bata chuka isliye aaj inka ullekh kiya.
Bhai aajkal ke hajaro novels inse he nikle aur anginat film/web series bhi. Ek ek writer ko padhna shuru karna.bhai inme se aadhe se jyada ke naam to maine sune bhi nahi the,
ab to ek baar inhe jaroor padhunga
Jaroor bhai,Bhai aajkal ke hajaro novels inse he nikle aur anginat film/web series bhi. Ek ek writer ko padhna shuru karna.
Kaha se maloom hota hai aalu bhaiya source kon hai aapka ?aaju ke maut ke wakt jo mahila aur purush the wo netram aur devaki the aisa maloom hota hain...
Aaj ka update abhi raste me hai 11:30PM tak ajayega.Bhai kal ka update bahut acha tha...
Har baat baatrin lagi.. lekin aaj ka update kaha hai
Aaj ka update 11:30 baje raat ko aayegaBhai kal ka update bahut acha tha...
Har baat baatrin lagi.. lekin aaj ka update kaha hai