• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Pyaar mohabbat sab kismat ka khel hai

Pappu roy

Active Member
655
872
108
Kya hua bhai updated nahi aa raha hai
 
Pappu roy

Active Member
655
872
108
Reply to nahi da raha hai
 
Pappu roy

Active Member
655
872
108
My last message this site
 
Pappu roy

Active Member
655
872
108
I quit
 
Riverman

Member
259
3,295
123
Update 38 ending....
Annu aaj bahut khush thi kyonki uski sabhi sapne poore ho gaye the....
Aman - mujhe aapse kuch poochna tha...
Annu - puchiye...
Aman - dekhiye ab humari noukari ho gayi hai... Ek mahine baad humari job ki joining aa jayegi to mai soch raha tha ki humdono kahi ghoom aate hai...
Ye sunkar annu khush ho gayi...
Annu - lekin humdono jayenge kahan...
Aman - pata nahi...jahan kismat le jaye...waise maine kuch soch rakha hai...aap tension mat lo...
Annu ye sunkar bahut khush ho gayi...aur aman ke gale lag gayi...
Annu - thank you thank you...is vaccation ko mai humare life ka best vaccation banane ka kosis karungi...
Aman - aap galat bol gaye...
Annu - kya...
Aman - hum is vaccation ko nahi balki is jindagi ko best jindagi bana denge...isme aap mera saath dengi na...
Annu to ye sunkar khushi se rone wala chehra bana li...
Aman muskura kar bola - rone ki jarurat nahi hai...itna bhi bura nahi hoon mai...
Annu pyaar se ek thappad uske sar par maari...
Aman fir has kar boka - aap mujhe maar kyon rahe ho...
Annu aman ke gale lag gayi...
Annu - jarur maine kabhi kisi janm me kuch bahut achha kaam kiya hoga jo aap mujhe mil gaye..
Aman annu ke bahte palko ko chumta hai...aur bola- aapka to pata nahi lekin uparwala mujhpar jarur meharbaan hua jo aap mujhe mil gaye...
Ye sunkar annu aur jor se aman ke gale lag gayi
Aman - ab bas bhi kijiye sona bhi to hai kal jana bhi to hai...aur fir dono ek dusre ke baho me bahe daal kar so gaye...
Subah fir dono uthe aur chal pade...apne safar par...
Subah subah dono ki flight thi to flight par chadh kar chal diye...aur dono pahuche sikkim.....
Annu- ye jagah to bahut thandi hai...
Aman - haa hai to...
Annu - aap yahan pahle aaye ho...
Aman - haa...ek baar...
Annu ab kya plan hai...
Aman - pahke hotel chalte hai kapde badalte hai fir chalenge...
Fir dono hotel chale jate hai...
Aman apne bag me se ek packet nikalata hai...
Annu is packet me kya hai...
Aman - ek dress hai aap pahan lo aapko pasand aayegi...
Annu jab packet kholti hai to bahut khush ho jati hai..kyonki usme ek laal rang ka joda tha..
Aman app yw kapde pahan lo tab tak mai bhi apne kapde badal leta hoon...idhar annu bathtoom me ghus kar lal joda pahen leti hai...aur bahar room me aman bhi kapde badal leta hai...annu to bahut khush thi...aur saj savar kar bathroom se nikli...
Annu - ab mai kaisi sikh rahi hoon..
Aman - aap khubsurat to dikh rahi hai lekin kich kami lag rahi hai...
Annu ye sunkar thoda sa udas ho gayi...aur fir se bathroom jane lagi dekhne ko kahi usne kivh galat to nahi pahen liya hai...
Aman - aap udhar kahan jaa rahi hai pahle yahan to aaiye...ye bolkar aman annu ka hath pakadta hai aur bed par baitha deta hai...
Aman - maine ye kab kaha ki aap achhi nahi lag rahi hai...aap humesha khubsurat lagti hai...bas maine ye kaha ki kuch kami hai wo mai poora kar deta hoon...
Ye bolkar aman fir bag se ek packet nikalata hai aur usme se laal chudiya nikal kar annu ke dono komal komal hathon me pahnane lagta hai...fir aman ek payal nikalta hai air annu ke pairo ke pass baith kar dono pairo me payal pahanata hai...uske baad ek bindi annu ke mathe par lagata hai uske badd annu ke mathe ko chumta hai...annu bas aman ko pyaat se dekhe hi jaa rahi thi jab se wo chudi pahna raha tha...
Aman - ab aap lag rahi ho duniya ki sabse sabse sabseee sundar....kahi najar na lag jaye....ye bolkar annu ko gale laga leta hai aman.....annu ka sil bhar aaya aman ka pyaar dekh kar...
Annu- ab humlog jayenge kahan..
Aman ab koi sawal nahi bas aap chaliye...
Aman annu ko sikkim ke ek traditional mandir me le jata hai...ye ek pahad ke upar mandir tha..jiske choti par barf ki chadar chadhi hui thi...
Annu jab mandir dekhi to bahut khush ho gayi...kyonki ye madir bahut khubsurat tha...
Aman - aaj se humari nayi jindagi suru hone wali hai isliye mai chahta hoon humlog bhagwan ke ashirwaad se ye nayi jindagi suru kare...
Annu bas aman ka haath thame khadi thi...
Aman - ab mai aapko apne god me lekar upar jaunga...
Annu - ye jaruri hai kya...
Aman - nahi...lekin mai nahi chahta meri jivansathi ko humare naye jivan me koi dukh uthana pade...ye bolkar aman annu ko god me utha liya aur sidhiyan chadne laga...aman to bas upar ke mandir par baithe bhagwan ki taraf dekhte hue aage badh raha tha wahi annu aman ko hi apna bhagwan manne lagi thi...
Dono bhagwan ke dwar pahuch gaye...fir doni saath me pooja kiye aur fir prasad liye...saath hi upar se sahar bhi kaafi khubsurat dikh raha tha...dono wahi baithkar kuch der nature ka maza liye fir dono wapas aaye...aur annu jaise hi room kholi chouk gayi...kyonki room poora foolon se saza hua tha...
Aman annu ko fir se god me uthaya aur bed par baitha diya...bed foolon se saza hua tha...poora room foolon ke sugandh se bhara hua tha...
Aman aur annu dono ke dhadkan kaafi tej dhadak rahe the...aman apne kampte hue hothon se himmat karke pucha- kya aap taiyaar hai...
Annu to ye sunte hi itna khushbho gayi ki aman ko pakad kar chumne lagi aur usko bistar par gira kar use pyaar karne lagi...fir dheere dheere dono ke kapde utartw chale gaye ....unke dil ke saath aaj tan man badan sab ek ho gaye..aur unke pyaar bhare awaz se room gunjnenlag gaya...hum unki private life me nahi jayege...bas ye dua karenge ki humlogon ko bhi ek pyaar bhari jindagi mile...aur hasi khushi hum sab ki bhi jindagi bit jaye........

The end,.........

Akhiri update thoda late aaya uske liye maafi....aur jo log is kahani me humare saath bane rahe un sab ka shukriya.....

Dhanyavaad.....
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,407
28,436
218

Nice ending?
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910

lovely update happy ending
 
  • Like
Reactions: ABHISHEK TRIPATHI
Top