- 178
- 137
- 43
update 67
itna sun raja khush ho jata hai or yudh ke liye apni ta;war or apne dragon ko bula letahain or uspe swar ho jata hain raja ke dragon ke sath kayi dragon ate hain
tabhi asman se koi ata hain jisw dekh raja ke honthon pr muskuan aa jati hain
ab agge .......
asman se arawat hathi pr virajman hokar devton ke raja dev rja indra aa rhe the apne devta gan ke sath or sath simbha ke sathi ( simbha jo raja ki talwar ki dhar hain or talwar jise 7 mahaguru ne diya tha raja ko) yani ki sher aa rhe the asman se
nicche jamin pr utar ke devton ke raja indra dev raja ke pass jakar uske sath kandhe se kandhe milkar khade ho jate hain
raja age badh indra dev ke charan chuu unhe pranam karta hain or simbha ke sathi or devta gan ka dhanywad karta hain unke sath khade rhane ke liye
a;b raja ki sen abadh kal ki sena ke adhi ho gyi thhi
kal indrdev ko dekh kar bolta hain
kal- indra maintujhe nhi chhodunga tune mere pita ji ka wadh kiya tha or apni sena ke balbute tune haraya tha lekin is bar tumhari sen akisi kam ki nhi hahahha....... tum or tumhari ye bandar sena mujhe nhi hara sakti hain
indra dev kal ki bat sun hans kar jawab dete hai
indra dev - ye humare hath me nhi hota hain ki kon jitega or harega ye to sirf uski kabiliyat or uski sena ki himmat hi us vyakti or raja ko jitati hain
kal itna sunane ke bad akraman kar deta hai raja ki sena pr
kal ki sena kisi bukhe dher ki trh raja ki sena pr akraman kar deta hain kal apne har talwar baji sena ko age kar deta hain idher bhi indra dev ki agya pakar raja ki sena akraman dhawa bol deti hian kal ki sena pr dono paksh ki sena ek dusre ko kha jane wali najron se ek dusre pr ani shakti ka or bal prayog karte hain
jin lok ki sena gyab hokar kal ki sena ko apne talwar se unke dhar ko kat rhe the to prailok ki sena raja ki sena me jo bhi ghyal ho rhe the unhe apni healing power ki madad se unhe thik rhe the or devton ki sena apne apne khash shakti se akraman kar hre the koi apne jal ki kshakti se to koi agni ki madad se to kisi apni dharti ki shakti se unhe jala de rhe the devton ki sena me yudh kala ki sahaj or kaise yudh karna hain milkar ye deka jaa sakta tha
jis devta ke pass dhsarti ki shakti thi wo apni apni shakti se rakshokshon ko wahin rok de rhe the jise simbha ke sathi apn etej dhar danton se unhe unke dhar se alag kar de rhe the or aise hi yudh chalta jaa rha the yudh suru huye kuchh 1 pahar hi bite the ki raja ki sena ne apas me milkar kal ki sena ko kafi nukshan pahunch diye the apn i har ko dekhte huye kal ne apne kiku namak teer ko chla deta hain jisase parilok ki sena ek bar me hi murchhit ho jati hain or dhumketu apne sena ko age kar deta hain jo jinlok kki sena ko rok deta hain mahesh apni sena or hathiyar ki madad se simbha ke sathion or dragon jo upper se akraman kar rhe the unhe kaid kar deta hain ye sab hota dekh raja trija indradev sambhavi or pari maidan me kud padte hain apne sathiyon ki madad ke liye indra dev or unki sena simbha or dragon ko bachane ki jima lete hain to triaj or pari sambhavi ke sath milkar jinon ki raksha ke liye jate hain or raja parilok ki sena ko jyada nukshan na ho ilsiye wo kal ke har teer ko apne teer se kat de rha hain or kal se teeron ki yudh suru kar deta hain
aisa hi yudh apni sampati ki or badhti jaa rhe the yudh khatam khatam hote hote raja ki sena jo kal ki sen aki adhi thi ab wo ghat kar 1/4 ho gyi thi yudh ke pahle hi din raja ko kafi nukshan hota hain sambhavi or parilok ki kuchh sena apni healing power ki madad se apni chotil sena ko htik kar dete hain
udher kal ki sena ko bhi kafi nukkshan uthana pada uski sena ab adhi ho gyi thi lekin sankhya me adhik hone ke karan unhe kuchh jyada fark nhi pada
agle din ke suraj ki pahle kiran ke sath hi yudh ek bar fir prarambh ho utha is bar raja ki sena kafi gusse me apne ane wale har shaitan ko mar kar age badhte jaa rhe the raja bhi kisi kahar kitrh kal ki sena ko khatam kiye ja a rhe tha aaj aise lag rha the ki raja ki sena or raja aaj ke aaj hi is yudh ko sampat kar dena chah rhe ho
aisi bhayank garjna ko dekh kar raja ki nirdamant sena ka vadh ko dekh kar kal ki sena pichhe hatne lagti hain raja ke pass jab teer samapt ho jate hai to wo apni talwar se dragon pr swar ho kar sidhhe kal ki sena ko sampat karne laga jo bhi raja ke pass aa rha tha to raja uske ang ko katate jaa rhe tha kisi ke pair to kisi hath kisi kamar kisi sir ko hi kat de rha tha pure jung ki maidan mme kal ki sena ki chhekhe hi sunayi de rhi thi pari bhedhiya ban ( pari ek bhedhiya hain or wo raja ki mukhye shakti hain) kal ki sena ko apne daton me lekar uhnhe fadti jaa rhi thi dragon bhi asman se agg ke gole barsa rhe the jabki simbha ke sathi ab bhi kal kekakbje me the indra dev trija ke sath milkar bijliyon ki garjna kar rhe the
apne bajr se kal ki sena ko rakh me badl rhe the unhe rokne keliye mahesh ssamne aa jate hain jo sidha jakar trija se bidh jata hain trija ke sath bal yudh karne lagtahain
sham dhalte dhalte kal ki sena ab raja ki sena ki barabar ho jati hain or udher trija ant me apne hath se mahesh ke sir ko ukhad fenk deta hain jo sidh kal ke kadmo gir jata hain
raja ki sena aaj ke yudh se khush hokar jashn manane lagte hain aaj ke yudh ke pariman ke chalte aaj rat ke khane me kheer me banta hain puri sena ke liye
kheer banane ki jima devta gan ko di jati hain kul teen devta gan kheer banane lagte hainjabki nurja aaj apne hathon se raja trija pari sambhavi or indra dev ke liye khana alag banti hain
lekin ye kya achanak do devta kheer me kya dal rhe hain
dono devta agr kheer me kuchh mila rhe hain to to teesra devta kahan hain
are ye barton ke nicche kon leta huye jhain
ye kya ye to teesra devta hain ye aise kyun leta huya hain
or ye don o iski madad kyun nhi kar rhe or ye dono kya batein kar rhe hain chaliye chalkar sunte hain inki batein ye kya batein kar rhe hai
dono devta ko 1or 2 likhunga
devta 1 - hahahha kal ki yukti akhir safal ho hi jayegi
devta 2- haan kya kal ne yukti banaya hain hume khud indra dev ki sena me samlit hone ke liye kahan
( ye kya ye dono kal ki sena hain )
devta 1- haan aajunke hi kahne pr humne ye dawt rakhne ko kahan
devta 2 - or isme humne wo jadi buti mila diya hain jise kha kar ye sabhi apne apne lok me pahucnh jayenge or wahan kaid ho jayenge
devta 1- bilkul tumne sahi kahan magar indra dev rh gya agr wo raja use apne sath nhi le jata to
devta 2- fikar kyun karte ho bina sena ke ye log har jayenge or phir uske bad is pure brahmand pr sirf hamara hi kabja hoga
devta 1- hmmmm....tumne sahi kaha ... ab jaldi chalo sabhi ko khila dete hain
devta2- lekin ek bat samjh nhi ye kal un sheron ko apne kabje kyun rakhe hain unhe mar kyun nhi dete
devta1- kal nhi unhe mar sakte hain wo sher vishnu ke priye hain unhe vardan hain unhe koi nhi mar sakta hainor nhi un dragon ko koi mar sakta hai sirf kaid kiya jaa sakta hain or kal is dawat ke bad un sheron ko unke lok bhej kar kaid kar denge
devta 2- ab chalo jaldi dekho kooi aa rha hain
itna bolne ke bad jaise hi wo palte hain wahan kisi ko dekh kar ye dono dar jate hain
akhir achank kon agya wahan