• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Raja

chaudhari

Member
178
137
43
Update 47


Raja rote huye rajkumari ke gale lag jata hain or uske pure chehre ko chumne lag jata hain or jab raja ka honth rajkumari ke sath milte hain to rote huye raja use jibhar ke chusne lag jata hain raja ka besumar pyar dekh rajkumari se rha nhi jata hain or uske ankhoo se bhi ashhon niklne lag jata hain




Dono rote huye ek dusre ko pyar kiye jaa rhe hain tabhi bich me sarojni bhi aa jati hain or dono ke honth ko chusne lag jati hain sarojni apne ap pr kabu ki huyi thi lekin jaise hi rajkumari ki ankh sarojni ki ankh se milta hain to sarojni kiss ko bich me todte hi rajkumari ko gale laga rone lagti hain .


Rajkumari- rote huye didi chup ho jaye



Thodi der rajkumari raja or sarojni ko samjhati hain or chup karati hain


Raja sarojni ke trf ishara kuchh karta hain jise sarojni samjh jati hain or rajkumari ke kapde ko change kar deti hain or rajkukari ko dulhan ke kapde pahna deti hain .



Raja apne hawa agni or pani ke shakti se or sarojni apni shakti se ek mahal taiyar karti hain or ek dulhan bed lati hain



Khud sarojni bhi dulhan ke libash me aa jati hain or dono dulhan bed pe dulhan ki trh raja ka intazar karne lagti hain thodi der me jab. Raja ata hain to dono dudh ka glass deti hain jise raja pi jata hain uske bad Raja dheere dheere age badh dono ke ghunghat ko ughrta hain dono raja ko dekh sharma jati hain


Raja unke chehre ko apne hantho se upper karta hain

Dheere dheere raja dono ke kapde ko nikalne lagta hain kuchh der ke bad teeno ki kaam krida suru ho jati hain teeno dil ki ghahrayion se ekdusre se pyar karne lagte hain


Raja apna pura pyar rajkumari pe lutane lagta haain jisme uska sath sarojni bhi deti hain

Kab rat dhal gyi pta bhi nhi chla teeno ki kam vasna subhah ki phli kiran tak chla


Jaise hi subhah ki phli kiran hone ko ayi raja or sarojni dono rajkumari ko kashkar apne gale laga lete hain or rone lagte hain

Rajkumari unhe samjhane lagti hain tabhi lal mani sarojni ke sarir se bahar niklta hain or rajkumari ke sir ke upper aa jata hain or kahta hain.


Lal mani- ab chalne ka waqt aa gya hain maharani ji .



Rajkumari- hmm

Rajkumari honthon pe ek jhuti or phiki muskan liye raja or sarojni ke gale lag jati hain or jane ki izzat dono se mangti hain lekin dono apna sir naa me hilane lagte hain lekin rajkumari ishare se un dono ko samjhane jati hain or jab rajkumari se rha nhi gya to uske ankh se bhi anshoon niklne lagte hain or ishare se lal mani ko ishara karti hain


Raja or sarojni dono rajkumari ka hath jod se pkde huye the lekin jaise hi lal mani rajkumari me samata hain to dheere dheere rajkumari ek roshni beam me badal jati hain or sarojni ke ander samane lagti hain jab rajkukari ka sarir pura sarojni me sama jata haain to raja jor se chilate huye raajkkkummmarrriiiiiiii........ Tabhi raja ko kuchh girne ki awj ati hain jab wo pichhe mud dekhta hain to pta hain ki sarojni ka sarir chamak rha hain or wo behosh hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 48


Raja sarojni ke pass jakar uske sir ko apni god me le leta hain or sarojni ko uthane lagta hain


Kuchh or der prayas karne ke bad jab sarojni jagti hain to use apne ander ek nayi urja ka abhash hota hain


Jaise hi sarojni ko puri tarike se hosh ata hain to wo rajkumari kah kar rone lagti hain jise dekh raja bhi rone lagta hain tabhi wahan rajkumari ki awaj gunjane lagti hain.



Rajkumari- ye kya ap dono to aise ro rhe ho jaise main kahi dur chali gyi ho main to ap dono ke sath hi hun main kahin nhi gyi isliye chup ab sant ho jayo or aap jaldi se baki apni shakti or mani ko pakar dharti ko nast hone se bachaiye samjh gye na nhi to main apse kabhi bhi bat nhi karungi.



Raja or sarojni- thik hain main ab nhi royenge .

Rajkumari- thik hain jaldi se kapde pahan lijiye apko aise nirvastr dekh kar mera man bahak rha hain .



Rajkumari ki aisi batein sun dono hasane lagte haain



Jab sarojni apna hath apne sine pe rakhti hain to pati hain ki rajkumari ki aawaj uske dil se aa rhi hain .



Dono - ab hum kabhi royenge or tumhara man kar rha hain to ho jaye ek or.



Rajkumari- nhi nhi ab jaldi se kapde pahan lijiye or chaliye . Thik ab mujhe bhi aram karne dijiye bahut thaka diya apne rat bhar ka mehnat ab aram karke nikalne dijiye.



Dono hahahhaha thik hain.



Uske bad dono taiyar hote hain or chal dete hain apne 10 mani ki trf mani raja ke sarir se nikal jata hain or dono ko 10 mani ke trf le jata hain.



10 mani



Dono apne ap ko ek jwalamukhi ke ander pate hain jo kabhi bhi fat sakta hain lekin dono ke pass shakti hone ke karan dono us jwala mukhi ke ander rah paa rhe the.



Tabhi us jwala mukhi me se ek aag ka pathar bahar niklta hain jo ek dragon ka rup le leta hain jiske sir pe 10 mani tha .




Wo dragon apne aag ki madad se dono pe warsa kar deta hain lekin dono ko kuchh hota na dekh wo dragon apne mukh me se kayi aag se bane sena ko bahar niklata hain jo raja or sarojni pe hamla kar deta hain.


Raja apne talwar ko yaad karta hain or sarojni ko ek surkshaghere me dal deta hain .



Raja apne talwar se un sabhi sena ko marne lagta hain lekin ye kya wo sena mar to rhe hain lekin wo dubara ji jaa rhe hain



Tabhi raja dekhta hain ki wo sabhi sena aag ke karan ji jaa rhe hain raja apne pani ki shakti ko talwar me dal deta hain or sena pe hamla kar deta hain jiske karan wo sabhi sena bhap ban ud jaa rhe hain


Jab sab sena mar jata hain to dragon raja pe hamla kar deta hain dragon apne udne. Ki shakti ke karan wo raja ko kabhi chot pahunchane lagta hain jab raja dragon ko mar nhi pata to wo apne dragon ko yaad karta hain

Tabhi wahan ghanghor andhera chha jata hain kale kale badal saaf asman ko gher leta hain



Kale badlon ko chirte huye raja ka dragon bahar ata hain or raja ke pass akar utrata hain jis pr raja turant chadh jata hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 49



Dragon jiske upper mani hain use main dragon 1 kahunga or raja ke dragon ko dragon kahunga




Dragon 1- aaj tak mujhse bachkar koi jaa paya hain.


Raja- dekhte hain mere dost mujhe upper le chalo.


Iske bad dragon raja ko upper le jata hain or wahan suru ho jati ek bhayankar ladai dragon1 apni aag ki shakti se raja ko marne ki kosis karta hain raja dragon1 ke upper apne aag pani or hawa ki shakti se use marne lagta hain ye yudh kuchh ghante chalte hain jisme akhirkar raja dragon 1 ko mar girata hain phir raja us dragon 1 ke sarir se mani leta hain or chal deta hain apne 11 mani ke padao



11 mani ke padao me raja kuchh shaktishali rakshakshon se samna karta hain jahan use un rakshakshon se use dharti ke jaise kathorta ki shakti milti hain apne 11 mani ko hasil kar raja 12 mani ko pane chal deta hain jahan use mahabharat ke samaye ke guru milte hain jinse raja ko gyat hota hain ki asal me wo 12 mani unke pass hain prantu use us mani ko hasil karne ke liye use devlok se aye upahar ko jinko kuchh udand daiyanto ne humse chura liya use lana hain



Rishi ki aagya man raja un rakshakshon se wo uphar lane chal deta hain jahan uska samanna bishal kaye rakshakshon se hota hain jinko harane ke liye raja apni sari shakti ka upyog karta hain or us uphar ko rishi de deta hain jiske falshwarup rishi rajja ko uske 12 mani de dete hain
Aise 13 mani 14 or 15 mani me uska samna ek se badhkar ek shaktiyon se hota hain jinko raja bakhubi apni shakti ka istamal karta hain or apni shakti ko bhi badha or or majbut kar leta hain


Raja apne 16 mani ko hasil karne chal deta hain lekin use kya pta uska samna uska kisase hoga jo usko buri tarike se hila dega
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 50


Jaise hi raja or sarojni 16 akhiri mani ke parav me pahunchte hain to wo khud ko charo trf se vano se ghira pate hain unhe kuchh samjh nhi ata isliye wo dono age badhte jate hain tabhi unhe koi ek ped ke nicche dikhta hain jo ghor tapsya me lin tha jab dono pass jakar dekhte hain to dono chonk jate hain.


Wo shaksh apni bina ankh khole hi kahte hain

Admi- ayo raja or sarojni ghabrao nhi mujhse or nhi darne. Ki koi awaskta hain or nhi ye koi mayajal hain.



Sarojni- lekin ap to


Admi- main hi hun raja ka pichhle janm ka rup mera nam maharaja veer hai


Veer apni ankhe khol kahta hain.

Veer- mujhe pta hain main dubara kyun janm liya sarojni ka janm kaise huya pari nurja trija ka bhi main janta hun sab kuchh janta hun main bhut bhavisya vartman sab janta hun .



Raja- lekin



Veer- sarojni kya tumne raja ko nhi bataya ki tumhe kaise pta chla nurja ke bareme



Sarojni- ji nhi inhone puchha hi nhi



Raja- is bat pr maine dhyan hi nhi diya wo rajkumari me or saya me bahut jayada kho gya tha to is or dhyan hi nhi gya.



Veer- mujhe pta hain sarojni ko nurja ke bare me kaise pta chla chalo dekhata hun


Veer raja or sarojni us ghane jangal me or ander tak le jate hain jab veer rukta hain to samne ek kabila tha



Us kabile me se koi shkash bahar niklta hain jise dekh raja chonk jata hain


Wo or koi nhi sardar tha jisne sarojni ko pahchan liya tha jahansarojni pregnant hain ye pta chla tha



Raja- sardar ap yahan



Sardar- ap to bilkul mahraj ki trh dikh rhe hain mahraj ye mahasaye kon hain ?


Veer- ghabrao nhi sardar ye mera agla janm ka rup hain ye hain raja
Raja chalo ander



Uske bad veer raja or sarojni ko ander le jata hai


Veer- samne dekho wo jo tasvir dikh rhi hain



Raja samne veer jidhar ishara kar rha tha udher dekhta hain jahan ek pathar pr kuchh ubhar tasvir bane huye the jab raja gor se dekhta hain to pata hain ki wo tasvir raja or nurja ka hain ye dekh raja buri trh se chonk jata hain


Veer - ise dekh kar hi sarojni ko pta chla tha ki nurja kon hain or sardar se bhi puchha tha


Sarojni- haan ye sach hain maine apse jhut bola tha mujhe maf kar dijiye apna sir nicche kar leti hain

Raja sarojni ka sir upper kar kahta hain

Raja- koi nhi priye


Raja- main kon hun ?


Veer - tum mtlb main ek rakshaksh hain lekin mujhe santi pasand hain aman chain pasand hain isliye main yahan hun


Chalo tumhe apne bare me batata hun


Flashback

Bat tab ki hain jab mera janm huya ek bahut bade rakshaksh mahamahim ke yahan jinhone pure brahmand pr kabja kiya huya tha unhone sare devtaon ko hara kar unka gaddi hasil kar liye the or wahan ki sare apsarayon ko kabja me kar liye the wo devtaon pr julm uthane lage ek din wo brahmand ka bhraman karte huye wo dhartilok pr aye or unki najar raja sudhanshu ki putri pr padi jo snan ke liye nadi jaa rhi thi tabhi mahamahim ka dil un pr aa jata hain or unka rishta mangane ke liye unke pita raja sudhanshu ke pass jate hain or apne or rajkumari ki rishta ki bat karte hain lekin raja sudhanshu ye faisla apne putri pr chhod dete hain usi samaye rajkumari snan karke wahan aa jati hai or mahasur mahamahim ko dekhkar wo un pr mohit ho gyi or rishte ko kabul kar li kuchh din ke uprant dono ki sadi huyi lekin rajkumari jab maa banane wali thi tabhi pta chla ki mahamahim ne kayi devtaon ki patni ko jabardasti apna gulam bana diya hain isliye wo unhe chhodne ka faisla karti hain or ek rat mata jasmine pita shri mahamahim ko soya huya pakar chupke se wo mahal chhodkar chali jati hain puri rat chalne ke bad wo mahamahim ke rajye se bahar nikal jati hain or wo ek jungle me pahunch jati hain or unhe ek rishi milte hain wo apne tapasya me lin the unki abha ko dekhkar mata jasmine wahin rukane ka faisla karti hain or unki seva karne lagti hain.
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 51


Idher subhah jab mahamahim uthta hain or mata ko na pata dekh wo krodhit ho jata hain or bahar khade pahredar ko bula kar marne lagta hain or sena pati ko bulakar



Mahamahim- jao rajkumari ko dhundh kar layo varna main kisi ko jinda nhi chhodunga jaooo or dhundh kar hi lautna varna nhi lautna agr bina rajkumari ke laute to sab ko maut ki saja milegi



Senapati- ji maharaj hum sabhi bina maharani ke nhi lautenge




Senapati mahamahim ke kaksh se bahar nikl jata hain or apni sena ko charo dishaon me mata ko dhundhane bhej deta hain

Mahamahim kaksh me idher se udher tahl rhe the or apni shakti se mata ko dhundhne ki bahut chesta kiye lekin unhe mata nhi mil saki to wo gusse me swarg lok pahunchkar devton ke raja ko or baki devgan ko mata ko dhundhane me laga diye



Mata dhundhte huye kayi din gujar gye lekin unka pta nhi laga sake or idher jab sadhu maharaj apni tapsaya purn kar apni ankhe kholte hain to unke mukh manadal pe ek muskan fail.jati hain or pass me mata ko seva karte dekh kahte hain



Sadhu- putri


Mata achanka awaj se pichhe mud sadhu maharaj ko dekh


Mata- pranam gurudev


Sadhu- sada khush rho main.tum se prashan hun mango kya vardan chahiye



Mata- mujhe koi vardan nhi chahiye gurudev


Sadhu- aise kaise lekin phir bhi main tumhe ek vardan dena chahta hun ise grahn karo
Main tumhe vardan deta hun ki tumhara putr param shaktishali hoga uske pass panchmahabhuton ki shakti hogi ise koi bhi devta ya rakshaksh nhi hara sakega wo bahut bada dani hoga or bahut bada tapaswi hoga uske pass teeno pramkhu devtaon ki shakti bhi hogi
Ayushman bhava


Jaise hi ahsirwad dete hain tabhi mata garbh me se ek punj niklta hain or wo pnuj gurudev ke hathon me aa jata hain or wo ek ladka ka rup le leta hain

Sadhu maharaj us balak ko mata ke hathon me rakh kahte hain


Sadhu- putri ye balak bahut shakti shakli hain ise hamseha achhi siksha hi dena ab tum apne mahal laut jayo mahamahim kuchh der me yahan pahunch jayenge
U


Ye bol sadhu maharaj wahan se lop ho gye kichh kashan bad mata ko tab hosh ata hain jab wo meri rone ki awaj sunte hain tab jakar mata ki tantra tutti hain


Tabhi wahan pita shri mahamahim wahan aa jata hain or mata ke hathon me mujhe dekhkar wo khush ho jate hain or wo mata ke pass akar unhe sine se laga lete hain


Uske bad pita shri mahamahim mujhe or mata ko lekar mahal laut jate hain mere ane ke khushi me pure patal lok or swarg lok ko deepon se sajaya gya tha pita ji ko itna khush dekhkar mata pita ji se kuchh mangne ki ichha jattati hain



Mata- suniye main apse kuchh mangna chahti hun



Pita - mango jo mangna hain dil khol ke mango aaj main bahut khush hun aaj mera chirag jo janm liya



Mata- main chahti hun ki aap swarg ke devtaon ko azad kar de or unpr koi julm na uthaye



Pita- rajkumariiiiiiiiiii

Mata- mujhe bas yahi chahiye main nhi chahti ki mere putr pr koi glt sangat ka asar pde main use ek achha vyakti banana chahti hun



Pita- thik hain aaj tumne mujhse pahli bar kuchh manga hain main swarg lok ko azad kar deta hun




Mata- dhanyebad swami


Pita- tumhari jisme khushi hogi usme hi meri khushi bhi hogi main tumse sabse jyada pyar karta hun ab chalo jasn ka anand lete hain or phir swarg lok ko bhi to azad karna hain



Mata- ji

Uske bad mata or pita dono jashn ka anand lete haain or uske pita ji mata ko diya huya vachan pura karte hain or swarg lok ko azad kar dete hain jisase prashan hokar devtaon ne sada pita ji ki madad ka vachan diya




Lekin ye sab batein senapati ko achhi nhi lagi or wo pita ji marna chahne lage



Aise hi kuchh sal pit gye or main jab 5 sal ka huya to mata or pita ji devtaon ke raja ke kahne pr mujhe yahan bhej diye taki main ek nek vyakti ban sakun or shaktishali bhi




Or yahan pr meri mulakat nurja se huyi or humdono suru me to anjan the hum dono sirf gurudev se siksha grahn karte or apni ichha shakti ko jagrit karte hain humdono ka koi dost nhi bana tha nurja apni jin ki shakti ko jagrit karti or apne swabhav swarup wo natkhat pan karti wo hamesha dusre chhatr ko preshan karti aise hi kuchh mahine or bit gye ek din gurudev bhari sabha ko sambhodit karte huye kahte hain aaj se thik char din yahan chhatron ki pariksha hogi or jo utirn hoga use mahaguru apna chhatr manenge idliye ap sabhi chhatr gan se anurodh hain ki wo kuchh alag kare jisase mahaguru prashan ho wo kayi salon bad tapsya ko purn karke aa rhe hain





Gurudev itna bol sabha ko asthagit karte hain tabhi ek chhatr mere pass a kar kahta hain



Chhatr- dekhna main hi tujhe haraunga



Main- tum to ?????????????
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
MEGA UPDATE



Update 52


Main- tum to senapati ke putr kal ho na


Kal- haan main hi hun kal or tumhara dushman bhi



Hum dono ki batein nurja dur se sun leti hain or apni ek khas dost jo uski trh hi jin thi usase puchhti hain



Nurja - ye dono kon hain?



Dost- ye hain maharaja mahamahim ke putr yuva hain or ye hain unke senapati ke putr kal hain



Nurja- mmmmm yuva achha nam hain



Dost- achha nam hi nhi uski shakti ka mukabala syad hi yahan koi kar paye uske jitna shakti shali koi nhi yahan pr yahan pr sabhi ladkiyan usase bat karna chahti hain or apna dost bhi iske liye wo log kuchh bhi karne ko tayar hain pr ye kisi ke trf dekhta hi nhi




Abhi humdono kal or main abhi bat hi kar rhe the ki tabhi wahan trijta aa jati hain trijta meri bachpan ki dost jo mere pita ji ke mahamantri ki putri hain




Trija- kya huya yuva or kal tum maine kahi thi na yuva se dur hi rhna jayo yahan se



Kal wahan se chala jata hain mujhe chetawani dekar ki wo mahaguru ka khas chhhatr ban or shkati ko hasil kar mujhe haryega



Trija- uski baton pr dhyan na do yuva chalo hum dono chalte hain mujhe tumhe apni ek nayi shakti dekhani hain or tum batana ki main sahi kar rhi hun ki nhi



Main- thik hain chalo



Idher nurja trija ko mere pass dekhkar apni dost se puchhti hain trija ke bareme


Dost - wo yuva ke pita ji ke mahamantri ki eklauti putri hain or yuva ki bachpan ki dost bhi jab bhi yuva nayi shkati sikhta hain ya trija nayi shakti sikhti hain to dono apas me ek dusre ko apni apni shkati dekhate hain sari ladkiyan trija ke pichhe padi rhti hain taki wo uski dosti yuva se kara de lekin ye unlog se is bat pr lad jati hain main khud ise kayi bar kaha lekin ye mujhse bat bhi nhi ki us din se




Nurja- oh
Nurja man me- lagta hain mujhe bhi kuchh kuchh ho rha hain



Nurja- achha abhi ye dono kahan gye honge



Dost- abhi ye dono jung ke maidan me gye honge apni shakti ka abhyash karne




Nurja -oh chalo chalkar dekhte hain inki shakti ko



Dost- agr tum nhi bhi kahti to bhi main jati main roj yuva ko abhyash karte huye dekhti hun




Uske bad dono chal deti hain in dono ko abhyash karte huye dekhne lekin inhe dur se hi do ankhe nurja ko hi dekh rhi thi



Wo bhi nurja ko dekhne uske pichhe pichhe chal deta hain jab wo do ankhe dekhta hain ki nurja jung ke maidan ki or jaa rhi hain wo gusse me akar wahan se chal deta hain




Jung ke maidan me trija apni nayi sikhi huyi shakti ko yuva ko dekha rhi hain jisme wo ek balak ban kar daudne lagti hain lekin uski gati hawa se kayi guna thi trija ko daudte huye koi nhi dekh paa rha tha siwaye yuva ke





Jaise hi nurja jung ke maidan ke pass pahunchti hain to dekhti hain ki wahan kayi sari ladkiyan wahan chhup chhup kar yuva ko dekh rhi hain



Nurja ki dost use lekar ek kone me chali jati hain jahan karib 30 ladkiyan wahan maujud thi nurja se ye sab dekh kar rha nhi jata to wo puchhti hain ki yahan pr ye sab or tum or main aise kyun chhupkar dekh rhe hain samne se bhi to dekh sakte hain



Dost- aise nhi karna uske samne mat jana agr gyi to yuva apna abhyash nhi karta hain or chla jata hain phir trija gusse me aa jati hain or sabko hawa me latka deti hain or sikshak bhi kuchh nhi kah sakte hain kyunki wo kayi bar sikshak ko bhi aisi saja de chuki hain



Nurja- to use ashram se kyun nhi nikal dete


Dost- agr. Aisa karenge to yuva bhi nhi rhega or phir mahamahim yahan aa jayenge or unke gussa ka pta nhi kya karenge phir yahi soch kar koi kuchh nhi bolta ab tum chup chap dekho or ek bhi swal nhi karna




Nurja- kyun?



Ladki1- ye ladki chup kitna bolti ho sant ho jayo



Ladki2- he tum ise lekar ayi na lekar jayo ise




Nurja dost- maaf karna nyi hain na yuva ke bare mee nhi janti ab ye nhi bolegi




Ladki3- agr boli to dekh lena achha nhi hoga




Nurja dost- ab nhi bolegi ab chup rhna yuva ab apni shakti ka pradarshan karega




Nurja - thik hain



Idher trija apni tez ko kam karti hain or apne rup me aa jati hain or rukte huye puchhti hain


Trija- kaisa tha ?


Yuva - achha tha




Trija - ab tumhari bari tum kya sikhe ye dikhayo




Yuva- thik hain main hawa ko rok sakta hun




Trija - karke dekhayo phir



Uske bad yuva apni shakti ka awahan karta hain or wahan aas pass ki hawa ko apne sarir ke ird gird bana jama kar leta hain us hawa ki tez itni adhik hoti hain ki us jagah ki jamin or aas pass ki chhoti se chhoti or badi se badi chijen us me sama jati hain kuchh ladkiyon ki halat kharab hone lagti hain wo us hawa ke trf khinchne lagti hain sab ek dusre ko hath se pakde huye taki us bawandar me na fase


Aisi ladkiyon ki halat ko dekhkar trija ko.hasi aa jati hain idher wo bander anant akash tak uski ucchayi pahunch chuki thi

Jaise hi yuva us bander ko apni hatheli pr rakh kar use aksh ki or uchhal deta hain wo itna tez hota hain ki wo bawander antriksh me pahunchkar dharti ki or aa rhe ulka pind ko nast kar deta hain antriksh me hi


Ye bawander itna bhayank tha ki dharti se bhi bade ulkapind ko chur chur kar deta hain




Us bawander ke hat te hi ladkiyon ki sas me sas ati hain or wahin ek dusre ke upper gir kar apni sas ko kabu karne ki kosis karti hain. Jab un log ki sas kabu me aa jati hain to wo log ek dusre ke upper se hat kar yuva ki or dekhti hain lekin tab tak yuva wahan se jaa chuka tha
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 53


Jab ladkiyon ki njar us jagah pr gyi jahan yuva khada tha us jagah ki ghas dikh nhi rhi thi khair uske bad sabhi ladkiyan wahan se jane lagti hain lekin nurja or uski dost wahin ruki huyi rhti hain nurja dheere dheere us jagah pr pahuchti hain jahan pr yuva khada tha or apni shakti ki janch kar rha tha us jagah ki aisi halat ko dekhkar nurja sochne lagti hain


Nurja - kitni takatwar shakti hain inki




Dost- kya huya chalo bhi kuchh der me kal yahan ayega agr usne tumhe yahan dekh liya to pta nhi kya hoga tumhara




Nurja- kya hoga ?kya kar lega mere sath?




Dost- tumhe pta nhi hain syad kal ne ab tak na jane kitni ladkiyon ki jindagi ko barbad kar diya hain or jis kisi ne bhi guru ko batane ki kosis bhi ki uski jan le leta hain kal jaldi chalo




Nurja ko dost uski le jati hain bahar maidan ke jaise hi wo log maidan ki sima ko par karti hain to unhe kal unhe dikhta hain jo dusri trf se maidan ki or jaa rha tha


Uske bad nurja wahan se chali jati hain apni kaksha ki trf
Kuchh or jin ki shakti ke bare me jan kar apne sayenkaksh me aram karne chali jati hain kuchh der paschat rat ka bhojan grahn kar apne kaksh me wapas akar yuva ke bare me sochne lagtj hain use lagne lagta hain ki use yuva se pyar ho gya hain aise hi sochte huye nurja kab nind ki aaghosh me chali jati hain pta hi nhi chalta




Agli subhah nurja jaldi jaldi uthti hain or apne nitye karye pura kar jung ke maidan ki or chali jati hain uski saheli ne bataya tha ki yuva subhah suraj ki phli kiran ke sath hi apna abhyash karne lagta hain talwar baji ka




Jab nurja maodan me pahunchti hain or usi jagahh jakar chhup jati hain jahan phle se hi kayi ladkiyan wahan maujud thi
Wo sab apne rajkumar ko abhyash karte huye dekh rhi thi





Jaise hi trija maidan me pahunchti hain to wahan ladkiyon me halchal hone lagti hain wo trija ko jalan ki bhawna se dekh rhi thi
Phir wahi apne nitye abhyash kar yuva or trija apne kaksha ki trf chali jati hain yuva ke pichhe pichhe sabhi ladkiyan or nurja bhi apne kaksha ki trf chali jati hain





Aise hi kuchh din bit jate hain rojana yuva pr najar rakhna chhup kar ye nurja ka roj ka kam ban gya tha aaj wo din bhi aa gya tha jiska gurukul ke har ek chhatr ko intajar tha



Sabhi chhatr ko bataya jata hain ki sabhi chhatr gurukul ke mukhye dwar pr khade ho jaye or jab mahaguru aye to unka swagat pushp ke varsha se ki jaye mukhye dwar se lekar mahaguru ke kaksh tk yuva pushpon ka rah bana deta hain taki mahaguru ko tinka na chhubhe




Wo waqt bhi aa gya mahaguru jab gurukul ke mukhye dwar pr pahunche to unka swagat gurukul ke pradhnacharye or shikshak gan karte hain mahaguru jaise hi gurukul me pravesh karte hain to unke upper chhatr pushpon ki varhsa karte hain mahaguru pushpon ke rah pr chalte huye apne kshak me pahunch jate hain or kuchh der vishram karne ke pahschat pradhancharya se kahte hain




Mahaguru- vats hum kal apne shisye ko chunenge ye jakar sabhi chhatr ko bta dijiye hum unki prakisha kal lenge





Pradhancharya bahar akr sabhi chhatr ko mahaguru ki khabar bta dete hain kal unka pariksha hoga




Ye sun sabhi chhatr apni akhiri taiyari me lag jate hain ek dusre ko harane or mahaguru ke shishya bnane ke liye betab ho gye



Agle din suraj ki pahli kiran ke sath hi sabhi chhatr jung ki maidan me jut jate hain haso ulash ke sath nurja bhi apne asthan pr jakar baith jati hain




Jaise hi maha guru ate hain unke smanan me sabhi chhatr or chhatrayein khade ho jate hain or unka ishara pate hi sabhi baith jate hain uske bad sabhi yudh me samil yodha ko jung ki maidan me bulaya jata hain jinme sabhi ki najar yuva {veer} ,kal or yuva ki dost trija pr rhti hain


Mahaguru yuva ko dekhkar kafi mohit hote hain or use hi man hi man apna shishye man lete hain lekin vachan or niyam ke anusar wo badhye the





Mahaguru apne ashan se khade hote hain or ek lal rumal ko uthakar hath se chhod dete hain jiska mtlb tha ki chhatr apna shakti pradarshan kar sakta hain






Lekin yudh ke kuchh niyam the ki yodha dusre yodha ko ghayal nhi kar deta ya jabtak wo har nhi man leta tabtak unke bich yudh chlta rhega




Dusra ki wo khud apna sathi chun sakta hain


Aise hi sabhi chhatr ek dusre ko apna sathi chun rhe the lekin koi yuva ko nhi chun rha tha or nhi kal ko lekin kal apna shakti dekhana chahta tha jiske liye wo jo bhi uske samne aa rha tha use ghayal kar de rha tha kal jaise hi yuva ke pass pahunchta hain yudh ke liye usase pahle trija kal se yudh karne lagti hain lekin wo kal ke samne jyada der nhi ruk pati or kal use buri trike se ghyal kar deta hain jisko dekh kar yuva ko gussa aa jata hain or wo daudta huya trija ke pass Pahunch kar use Pahle ki bhati use tandrusht.kar deta hain or kal ke Pass pahunchkar use chunoti deta hain adha pahar Pashchat hi wahan us jung ke maidan me kewal.do jan rh jate hain pahla kal or dusra yuva indono.ko dekhkar shikshak dar jate hain or mahaguru se kahte hain




Shikshak- guruwar kripya kar is yudh ko yahi khatam.kare warna yahan sab kuchh khatam ho.jayega dono.ki shakti is duniya me sabse adhik hai. Agr dono ki shakti apasme takrayi.to sab kuchh khatam ho jayega kripyakare guruwar





Mahaguru- ye yudh to nhi roka jaa sakta lekin haan main is jung ke maidan ko apni shakti se gher deta hun jisase in dono ki shakti se kisi ko nukshan na pahunche


Uske bad mahaguru apnishakti se us jagah ko gher dete hain




Indono.ko jung ki maidan me khada dekh kar chhatr ki halat kharab ho jati hain sabhi chhatr ko dono ki shakti ka pta achhi trh se yahan kya hone wala hain ye sochkar hi chhatr ke pasine chhut jate hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 54



Kal- aaj tumhe koi nhi bacha sakta yuva aaj main sabko bata dujga ki main is duniya me sabse shaktishali hun




Yuva- tumhari himat kaise huyi trija ko chot pahunchane ki aaj tumhe koi nhi bacha sakta mujhse main hamesha tumhe maaf karte aya lekin aaj nhi karunga


Kal- wo to dekha hi jayega



Iske bad suru hota hai dono ke bich yudh kal asaman ki or dekhta hain or dekhte hi dekhte wahan sholayon ki barish hone lagti hain or wo sholaye yuva ke upper girne lagte hain lekin yuva un sholon ko apne upper ane nhi deta unse bachte huye yuva kal ki gardan pakad leta hain or use maidan ke bichon bich fenk deta hain jisase wo aag ke sholye kal ke upper girne lagte hain lekin kal apni gati se un sholaon se bach niklata hain




Sholayon se bachne ke uparant kal ek shakti ban bana kar yuva ke upper chhod deta hain shakti ban yuva ke najdik pahunchne se phle wo ban kayi lakhon ban ban jata hain yuva vano ko apne tk pahunchne se phle hi use bich me rok leta hain wo un sabhi bano ko kal ke trf fenk deta hain jisase kal ghabra kar apne charo trf ek kabach bana leta hain jiske karan wo sabhi ban idher udher chale jate hain agr mahaguru surksha kavach nhi banate to syad kayi chhatr aaj jinda nhi bachte ban ke karan




Abhi yuva un sabhi bano ke trf dekh rha tha kahi ban ke karan kisi chhatr ko chot to nhi pahunchi abhi yuva ye dekh hi rha tha ki is maoke ka faida kal utha leta hain apni talwar se yuva pe hamla bol deta hain yuva jabtak khud ko sambhal pata kal ki talwar yuva ke baju ko lag chuki thi jiske karan yuva ko hath me thodi chot pahunch jati hain





Yuva ke hath se khoon ko bahta dekh nurja oe trija ke muh se jor ki chikh nikl jati hain trija apni tLwar liye kal ke trf badhne lagi thi ki yuva use mana kar deta hain






Ab yuva sambhal chuka tha kal dobara yuva pr hamla karta usase phle yuva apni talwar ko yaad karta hain or kal ki talwar ko rok leta hain dono ki talwar takrane se wahan asman se bijli girne lagti hain dono apni talwar se talwar lada rhe the dono me se koi pichhe hatne ka nam nhi le rha tha tabhi wahan achanak kal apne dragon ko yaad karta hain or asman me ud jata hain yuva bhi apne dragon ko yaad karta hain or asman me ud jata hain dragon sirf unhi chhatr ko milti hain jo achha pradarshan karte hain gurukul me





Phir hona kya tha asman me dono ki talware takrane lgti hain or dragon ek dusre ke upper aag barsha rhe the apne malik ka sath de rhe the.


Abhi jyada kuchh huya nhi tha ki tabhi achanak kal apni talwar ko nichhe jamin me fenka deta hain jamin se takrate hi wahan ek jordar blast ho jata hain or wahan pura ilaka kale dhuyon se ghir jata hain jiske karan yuva ko kuchh nhi dikhta or kal uska faida utha kar yuva nicche jamin pr fenk deta hain




Jamin se takrane se phle hi yuva ki talwar se simbha bahar niklta hain or yuva asman me hi pkr leta hain or use sahi salamt nicche jamin pr utarta hain or phir wapas simbha talwar me chla jata hain yuva jamin pr utarte hi kale dhyon ko apni shakti se hatata hain abhi kala dhuyan hata hi tha ki achanak kal yuva ke samne akar ek punch yuva ke chehre pe marta hain jiske karan yuva dur jaa girta hain yuva ke uthne se phle hi kal ek or punch uske chehre pe marta hain agla punch kal jaise hi marne wala tha ki yuva pakar kar use hawa me utha deta hain or uske upper lagatar uske pet me punch marne lagta hain or phir yuva achanak kal ko nicche jamin pr fenk deta hain aisa lag rha tha koi ulka pind nicche jamin pr gir rhi ho jahan kal girta hain wahan jamin kayi meter dhash jati hain or kal behosh ho jata hain isi ke sath yuva ye yudh jit jata hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 55


Pure maidan me taliyon ki gunj hone lagti hain jiska sabut tha ki yuva ne is jung ko jit liya jab yuva ka gussa khatam hota hain to khud ko is maidan me akela pata hain or kal jamin ke ander kayi meter dhasha huya milta hain


Trija daudti huyi akar yuva ke gale lag jati hain tabhi wahan kshikshak gan or mahaguru yuva ke pass akar yuva ko jit ki badhayi dete hain isi ke sath mahaguru maidan me yelan karte hain ki yuva ab mera kshikshye hoga or wo mere sath rhega





Ye bat sun trija nurja or baki kanyawon ka muh latak jata hain tabhi mahaguru kahte hain


Mahaguru-. Ab main bhi isi ahsram me rhunga jabtak yuva ki kshiksha puri nhi ho jati


Is ke bad mahaguru sabhi chhatr ke ane ke liye shukriya uske bad sabhi jan chale gye



Yuva ko trija apne sath jabardasti usko apne sath jungle le jati hain

Undono jungle ki or jate huye nurja dekh leti hain or unka pichha karne lagti hain


Trija or yuva jungle ke kafi ander chali jati hain jahan unhe kuchh jungli unhe gher lete hain or unhe apne sath lekar jungle ander chale jate hain ye dekh nurja ghabra jati hain or wo tej tej chalne lagti hain taki wo yuva ko bacha sake

Us bechari ko ye bhi nhi pata ki abhi wo brahmand ke sabse taktwar guru ka shishye bana hain


Lekin wo bawali daudti huyi uske pass jaldu se pahunchne ki kosis karna chah rhi thi





Idher kal ko jab hosh ata hain wo khud ko kuchh kale libash me ghire logon ke bich khud ko pata hain jise dekh kal gusse me ek ko mar deta hain




Kal gusse me - tum sabne meri madad kyun nhi ki

Wo log darte huye kahte hain

Kale libash ke log ko kl likhunga


Kl- maf kijiyega malik wo mahaguru ne apni shakti se wahan ek ghera pure maidan me faila diye the



Kal - us mahaguru ko nahi chhodunga jayo pta karo kahan hain wo k***** yuva pata karo jaldi or mujhe khabar do




Tabhi wahan ek yodha ke sena ke libash me ek admi wahan ata hain jise dekh kal ke sath sath wahan maujud sabhi log khade ho jate hain or kal us admj ke gale lag jata hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 56


Nurja un jungli logo ka pichha karnw lagti hain jo trijaor yuva ko bandhak bana kar le gye the




Nurja prem me bawali ho jungle ke ander bina wapas ka rasta jane wo age badhtu jaa rhi thi tabhi wo ek chauraha pr akr ruk jati hai use samjh nhi ata wo log yuva ko kidher lekar gye






Kuchh sujhta na dekh nurja apne dhadktate dil ko mahsus kar ek rasta ko chun leti hain abhi wo age hi badhi thi kuchh meterkadam hi chali hogi ki wapas wo us chaurahe pr pahunch jati hainn





Fir wo dusra rasta chunti or teesra chunti lekin wo wapas usi raste pe pahunch jati hain

Nurja apne prem ka nam le wo chauthe raste pr chali jati hain abhi kuchh km hi chsli hogi ki use kuchh jungliadmi gher lete hainn or use behosh kar use bandi bana apne logon ke bich pahunch jate hain wahan jab nurja ko hosh ata hain to wo khud ko ek ghar me pati hain jab wo apna sir utha kutiya ke khidki ke bahar najar ghumati hain to use kuchhi duri pr yuva or trija kuchh bacchon ke sath khelti pati hain yuva ko sahi salamt dekh nurja ko achha mahsus hota hain





Nurja yuva ke husn me is kadar gum jati hain ki use hosh tab ata hain jab yuva uske pass pahunch uska halchal puchhne lagta hain aisa pahli bar huya ki yuva ko koi ladki psand ayi ho apne pass yuva ko dekh nurja hadbada jati hain or apna chehra apne hath se dhak leti hain aisi harkat ko dekh yuva ghayal ho jata hain nurja ke masoomiyat yuva ko is kadar nurja me leen hote dekh trija ko jalan hone lagti hain or wo age badh nurja ko apne sath lekar chali jati hainyuva bechara ko tab hosh hosh aya jab nurja or trija kutiya ke bahar chale gye the




Trija nurja se sab kuchh puchhti hain wo kaise yahan pahunchi or ye bhi puchha ki kya wo yuva ko pasand karti hain jiska utr nurja bade masoomiyat se deti hain jise dekh trija bhi jo abtak aggbabula ho rakhi thi sant ho jati hain or nurja se dosti kar leti hain





Phir uske bad trija nurja ko sardar or wahanke rhne wale logon se milati hain or sham dhalne se pahle wo log wapas ashram laut jate hain



Jara ab hum chalte hain kal ke trf use bhi dekh le ki akhir kon hain wo jise dekh kal ke sath sath kale libash shautanom jaisi shakal rakhne wale yun achanak us vyakti ko dekh khade kyun ho gye





Kal khada hokar
Kal- pitaji ap yaha yu achanak mujhe bula diye hote maim vhla ata




Kal ke pita ji ko klp likhunga


Klp- beta ye main kya sun rha hun tum yuva se har gye tumko to maime shaitan ke devta se tumhe paya or tum me to shaitan ke devta ka ansh hain tum har kaise gye





Kal- pta nhi pita ji jarur use panchon shakti ka gyan hoga tabho wo kamina mujhe hara paya





Klp- hmmm beta jo main tumhe bata rha hun wo dhyan se suno tum to mahaguru ka shishye to ban nhi paye lekin tumhe unki kshiksha grahn karna padega






Kal- lekin wo kaise pita ji




Klp- aise ki tumhe ye taral padhart pina padega jisase tum mahaguru ke najar me nhi ayoge or tum yuva ko jo shakti milegi wo tum bhi chhup kar prapt kar sakoge





Kal- dhanyawad pita ji




Uske bad klp kal ko wo taral padhart pine ko deta hain jise kal pi leta hain




Us taral padhart ke pine ke bad kal wapas ashram aa jata hain or chal deta hain us jagah jahan mahaguru yuva ko kshiksha denge





Jab teeno wapas laut jate hain asharam ki ore pure raste yuva chhup chhup kar nurja ko dekhta haai bina trija ke najar me aye jabki trija ko ye achhe se pta rhta hain ki yuva chor najar se nurjs ko dekh rha hain ye dekh trija mand mand muskurane lagti hain Nurja bhi chor najar se yuva ko dekh leti hain aise hi nain mataka karte huye teeno ashram pahunchti hain jaise hi teeno ashram ke mukhye dwar pr oahunchti hain unki najar kisi ko dekh kar wo chonk jati hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav
Top