• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Rishta

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
I have been reading the story for many days and till now I have read many stories. Just a request not to let anything go wrong in the story. And I don't like Diya's character. You are absolutely right that happiness and sorrow are two sides of the same coin, but it is said that the end is good then all is good. I hope You understand... There is a kind of attachment to the characters in the story and that is why the pain is not tolerated. There is a difference between reading and feeling the story.
🖤🖤🖤
It's good to see you regularly and without fail on this Thread.

Well there could be many characters which one may not like, but believe one thing each and every character has a role to play in the story.

It's also proved from your writing that this story is not only a story for you, but something near to your heart.

Don't be sad for anything as everything would change in due course of time

Thanks so much
 

Alok

Well-Known Member
11,369
28,041
258
Waiting for update Amita ji.........
 
  • Like
Reactions: Aakash. and amita

Alok

Well-Known Member
11,369
28,041
258
Aadha ghanta lagega
Amita ji ek ghanta Ho Gaya hai....
 
  • Like
Reactions: Aakash. and amita

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Update 92

Tabhi Mohanlal aa gaya aur Ruchika ko Mumbai shift karne ki parkriya shuru ho gayi. Mumbai aakar usse hospital me admit karwa diya. Hospital me kisi ko bhi rahne ki izazat nahin thi bas milne ke waqt hi mil sakte the.

Mohanlal ne rehne ke liye jab hotel book karwana chaha tu Suraj ne jid karke usse apane ghar par rehne ke liye majboor Kar diya.
Mohanlal ko Suraj ke ghar par ek alag kamra de diya gaya tha. Ruchika ke admit hone ke baad Mohanlal kafi gamgin tha. Vo hospital me Doctors se salah mashvira karta aur Ruchika ki halat ki jaankari leta rehta.

Fir ek din uski tabiyat kharab hone lagi tab Doctors ne usse salah di ki uski Radiation therapy karni padegi jo ki ab chal rahi thi aur isme kafi jayada kamjori aa jati hai aur usse hospital me rehna pad raha tha. Vo har panchve din ghar ja sakti thi, lekin ghar me vo suvidha nahin milti, isliye usse hospital me hi rakha gaya.

Ruchika jab hospital me thi tu vo akeli thi aur therapy ki vajah se kafi kamjori bhi aa jati hai. Ek din vo aadhi neend me thi aur usse vo sab yaad aane laga ki vo vanha hospital me kaise panhuchi. Vo yaad kar rahi thi

Asal me Ruchika pichale kareeb 2 saal se bhi jayada se cancer se jujh rahi thi aur dawaiyon par thi. Pehle tu kafi waqt tak pata hi nahin chala. Jab uske seene me dard hua tu Doctors ki samajh me beemari aa hi nahin rahi thi. Uske seene me dard hota tha aur bukhar uttarta hi nahi tha.

Kafi waqt tak Mohanlal usse apane sath Pune me le aaya aur acche se acche Doctor ko dikhaya lekin koi fayda nahin. Fir ek din Suraj aur Diya ne unhe Mumbai le gaye aur vanha pata chala ki usse Cancer hai. Doctors ne Mohanlal ko bata diya ki iski halat acchi nahin hai aur iss halat me iske sath sex bilkul nahin karna hai nahin tu isko dil ka daura bhi pad sakta hai jo uski jaan par bhari hoga. Mohanlal ne yeh baat kabhi bhi Ruchika ko nahin batayi lekin khud par niyantran rakha. Uske liye Ruchika ki jaan uske liye jeene aur marne jaisa tha.

Doctars ki salah ko mante hue usne Ruchika ka pura khyaal rakha. Mohanlal usse itna pyaar karta tha ki sab kucch bhulkar uske liye mehangi se mehangi dawai lata aur apane business par bhi uska dhyaan kam hota chala gaya.

Mohanlal ki dekhbhal aur acchi dawaiyon ki vajah se Ruchika ki halat me kafi sudhar bhi aa gaya tha. Beech me tu aisa lagne laga ki jaise uski beemari bilkul theek ho gayi ho.


Jab Ruchika kucch theek ho gayi tu vo aur Mohanlal ghar bhi gaye lekin alag alag. Ruchika ghar panhuch kar bahut bhavuk ho gayi aur Maa se milkar usse apane upar sharam bhi aane lagi lekin ab baat bahut aage badh chuki thi. Ruchika kucch din ghar par hi ruki rahi aur dawaiyon ki vajah se usse kafi neend aati thi.

Sandhya ne ek do baar puccha bhi lekin vo taal gayi. Mohanlal usse ghar par chhodkar kuch dinon ke liye tour par chala gaya. Aise hi Ek din Ruchika ki tabiyat kucch jayada hi kharab hone lagi tab usse ek local Doctor ko dikhaya tu usne Ruchika ki purani reports dekhne ke liye kaha tu vo Ruchika ke bag me thi. Vo bekhyali me apani Mom ko unhe lane ke liye bol gayi, lekin baad me usse bada pachtava hua. Doctor tu dawai dekar chala gaya lekin iss hadse se halchal mach gayi.

Sandhya ko pata lag gaya ki Ruchika ko Cancer hai aur usse ye bhi pata lag gaya ki usne apane hi Papa se gupchup shaadi kar li hai. Sandhya ke tu pairon tale zamin hi nikal gayi. Vo apana matha pakadkar baith gayi. Vo kare bhi tu kya kare. Kaise apani Jaan se pyaari beti se lade jo pata hi nahin kab tak jeevit bachegi. Usse tu apane Pati par gussa aa raha tha. Usse lag raha tha ki uske Pati ne uske sath dhokha kiya hai.

Usne thande dimagh se socha ki kya karen. Ek din Mohanlal ka phone aaya aur Ruchika so rahi thi. Sandhya ne socha ki baat kare lekin usne baat na karke phone Ruchika ko de diya aur bahar khade hokar unki baatein sunti rahi lekin kucch na karne ka nischay karke usne kisi ko bhanak nahin lagne di ki usse sab pata lag gaya hai. Vo apane me man hi man ghutti rahi lekin kucch na kiya. Hothon par muskaan aur dil me dard samet liya.

Kucch din rehne ke baad Ruchika chali gayi aur Mohanlal ke sath Kabhi Pune me tu kabhi Delhi me lekin ab Delhi vo hostel ki bajaye ek flat me rehti thi aur uski dekhbahal ke liye ek maid ko bhi rakh diya gaya tha.

Aise hi Ruchika ki halat kabhi theek tu kabhi kharab. Ek din Sandhya ne himmat karke usse baat kar li aur usse santavna di ki vo uske aur Mohanlal ke beech nahin aayegi. Ruchika ka yeh sunna tha ki vo bahut bhavuk ho gayi aur usne Mohanlal ko chhodne ki baat bhi kahi. Sandhya ne usse mana kar diya aur kaha ki 'agar vo tujhe chhod bhi de tu mere paas ab uss adhikar se nahin aa payenge aur khud ko doshi manenge, usse kya fayda hoga. Mere se tu vo ab dur ja chuke hain aur ab iss waqt tumhe mujhse jayada jarurat hai'

Ruchika kehne lagi 'Mom mujhe maaf kar do'
Sandhya 'Tum yeh samajh lena ki meri jindagi bhi tum jinrahi ho aur kabhi bhul se bhi unhe kucch na batana nahin tu agar unhone paschataap me aakar koi ulta seedha kadam utha liya tu bahut galat ho jayega. Tumhara ilaz bhi nahin ho payega, Mainntu har taraf se lut jaungi. Ab tum mujhse vaada karo ki kabhi bhi ye baat apani zubaan par tu chhodo kisi haav bhaav me bhi unhe pata nahin chalne dogi'

Ruchika 'Lekin Mom fir aapak kya hoga'
Sandhya 'Main ji lungi, jaise taise karke'

Ruchika 'Aap kisi se shaadi kar lena'
Sandhya 'Beta ye aasaan nahi hai aur Main aisa nahi kar paungi'
Ruchika 'Ek vaada aapko bhi karna hoga ki aap ab meri jindagi jiyengi aur apani umar kam karwa kar Aditya ki girlfriend banakar uske sath apani jindgi ko sanwaar lo'

Sandhya 'Aditya aisa kyoun karega'
Ruchika 'Pata nahi mujhe aisa kyoun lag raha hai ki vo aapse man hi man pyaar karta hai'

Sandhya 'Tu kucch bhi sochati hai'
Ruchika 'aap ye sab koshish tu kar sakti ho'
Ye sochate hue uski kab neend khul gayi aur hamesha apane aap ko iss sab ka doshi manne lagi. Waqt beeta raha.

Aise hi 6 hafte beet gaye aur Ruchika ki reports bhi aa gayi jo kafi acchi thi aur Ruchika ko ghar le jane ki izzazat de di gayi. Usse abhi Suraj aur Diya ke ghar par laya gaya. Uski halat me kafi sudhar tha lekin vo kafi kamjor ho chuki thi. Uski dekhbahal ke liye ek nurse ko bhi rakhne ke liye kaha tu Diya ne mana kar diya aur kaha ki vo dekh legi.

Doctors ne Mohanlal ko bata diya tha ki abhi khatra tala nahin hai aur uska sharir kafi kamjor ho chuka hai, isliye galti se bhi uske sath sex nahi karna hai, lekin usse yeh batana bhi nahi hai. Usse ehsaas dilana hai ki vo usse pyaar karta hai aur usse kabhi bhi dukhi nahi karna hai.

Jab Ruchika vaapis aayi tu uski halat dheere dheere theek hone lagi aur jab kucch acchi ho rahi thi tu usne ek din Mohanlal se sex ke liye zid ki tu Mohanlal ne bade hi pyaar se samjha diya ki 'vo uske sath sex tab karega jab vo puri tarah theek ho jayegi aur jo uss raat hotel me nahi ho saka, usse pura karega'

Idhar Diya ke man me Mohanlal ke prati pyaar badhta hi ja raha tha aur vo usse bahut hi lalchai nazron se dekha karti thi. Vo kai baar aise ishare se chuki thi jo ki Ruchika ki nazron se chup na sake.

Ek din Mohanlal aur Suraj kisi kaam se bahar gaye hue the, tab donon baithakar gappe maar rahi thi aur Ruchika uske hath ko pakad kar keh rahi thi 'yaar ek vaada karegi mujhse'
Diya 'kya'

Ruchika 'vaada kar na'
Diya 'bata tu sahi kya vaada chahiye'

Ruchika 'Teri jaan chahiye'
Diya 'Tu le le na'

Ruchika 'yaar jaan dene ko taiyar hai lekin vaada nahi karegi'
Diya 'yaar aisa mat bol, chal diya vaada'

Ruchika 'agar kal ko mujhe kucch ho jaye tu tum inhe Patni ka pyaar dogi'
Diya gusse se chikhi 'Tujhe kucch nahin hoga'

Ruchika 'yaar beemar behan par gussa hoti hai'
Diya 'Tum aisi ulti seedhi baat karogi tu gussa nahin aayega'

Ruchika 'yaar mujhe meri halat malum hai, pata nahin kab kya ho jaye'
Diya 'kucch nahi hoga, an tu tum pehle se kafi acchi ho gayi ho'

Ruchika 'yaar ye sab kehne ki baatein Hain, Maine inki aur Doctor ki baat sun li thi aur unka kehna tha ki abhi halat sudhre nahin hain, isko aaram ki sakhat jarurat hai. Ab yaar tum sochon ki kya un jaisa insaan mujhse Patni dharam nibhane ke liye kabhi kahega, kabhi nahin. Aur mera kya farz banta hai ki Main unhe Pati Patni ka sukh pardan karun'
Diya 'Yaar Pati Patni ka Rishta sirf sharirik Milan par hi aadharit nahi hota, vo tu aatmye Milan hota hai, jo ki tumhare aur inke beech ho chuka hai, isliye tumhe chinta karne ki bilkul jarurat nahin hai'

Ruchika 'kya kehne, Tumhare munh se aajkal inka naam nahin liya jata, sirf INKE hi nikalta hai' aur fir uske chehre par kutil muskaan aa gayi.
Diya 'arre yaar vo tu Main Tumhare liye keh rahi thi'

Ruchika 'Main sab samajhti hun, accha isko chhod vo vaada tu nahin bhul jaogi'
Diya 'yaar Tumne mujhe iss tarah uljha diya hai ki Main kya karun, lekin Mujhe yeh acchi tarah se pata hai ki tumhe kucch nahi hoga'

Ruchika ne hath badhate hue 'vaada kar'
Diya 'Mujhe fansa hi liya'

Ruchika 'vaada kar'
Diya ne hath aage badhaya aur uske hath me hath dekar 'vaada raha'

Ruchika 'ab tu tere man me laddu fut rahe honge'
Diya 'Sharam kar kucch, itni buri nahin hun ki apani behan ko kucch hone dun'

Ruchika 'accha mere hote hue kucch karna chahti hai'
Diya 'kya bol rahi hai, aaj tujhe kya ho gaya hai'

Ruchika 'Mujhse inka dukh dekha nahin jata aur jara socho agar ek biwi Patni ka sukh na de paye tu dusri biwi ko vo sukh dena chahiye'
Diya 'Tum aur sirf tum unki biwi ho, samjho'

Ruchika 'Main kucch bhi nahin bhuli hun, kya vo tumhare Pati nahin hain'
Diya 'Mere manne ya na manne se kya hota hai. Ye un par nirbhar karta hai ki vo Mujhe Patni mante hain ya nahin. Jab tak vo mujhe Patni nahin mante, tab tak sirf aur sirf tum hi unki Patni ho'
 
Last edited:
Top