• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Rudra (adventure story) ( Completed )

Kya me is story me magic aur super natural power add karu

  • Yes

  • No

Results are only viewable after voting.

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,484
18,053
144
Click Here for index

Dhamesh singh (dad) died

Jyoti singh (mom) died

Rudra (hero)

Rahul (side hero)

Anjali (rudra's love interest and sister of rahul) died

Sanjana (mother of rahul and anjali) died

Siddharth (father of rahul) died

Bade papa= sujit singh sodhi (died but his body captured by igris) unexplored character

Mahamahim (friend of igris) unexplored character

Sura (friend of igris) unexplored character

Aacharya (friend of igris) unexplored character

Balveer (son of sujit singh sodhi) 1st villain

niraj pandey (rahul ke chacha) 2nd villain

Choudhary (died but his body captured by myasur) unexplored character 3rd villain

Mr. X (kaal) slave of mayasur 4th villain

Mohini (another asur and slave of mayasur) 5th villain

Daitya (somer relationship with rahul and rudra) unexplored character

Paritosh thakur (famous business man friend of raj singh) unexplored character

Raj singh (city ka mla) unexplored character

abhay = CBI chief ki post par hai (friend of siddharth)

Abhi (cbi officer and friend of Rudra)

Sam cbi officer and junior of abhi

Arun cbi officer and junior of abhi

Dev cbi officer and junior of abhi

Sangeeta cbi officer and junior of abhi

Ram sharma (criminal killed by rudra (beast) brother of sahdev)

Sahdev UCA ka agent "agent lion" and friend of rudra

Some secret police services

STF (secret task force)

SST (secret service team)

UCA (under cover agency)

Bhau another villain of story killer by rudra (beast)

Ranga another villain of story killer by rudra (beast)

Lucky hacker from underworld killed by bhau

Shankar mahadevan (olg PM of india killed by abhi slave of bhau)

Trilochan another villain of story killer by rudra and also slave of mohini

Ojha slave of trilochan another villain of story killer by rudra

Sukka guardian of rudra in isla planet

Zeba guardian of rudra in isla planet

Friends of rudra in isla planet

harry isla ke main city ka prince unexplored character

simona Sirius desh ki princess unexplored character

somi Sirius desh ki second princess unexplored character

kayko argon desh ka prince unexplored character

sayli sinour desh ki princess unexplored character

Another characters

Lord of the spiritual beasts (rahul)

Lord of dragons

Lord of demon warriors (agrasen)

Lord of demon magicians

Professor albus principal of royal magic academy in isla

Professor snape professor and co founder of royal magic academy in isla

Professor Hagrid professor in royal magic academy in isla

Professor oak professor and Co founder of the royal magic academy in isla

Professor nura professor and Co founder of the royal magic academy in isla

There are more characters are comming in story

Main villain???
 
Last edited:

parkas

Well-Known Member
29,621
64,601
303
Update 143

Abhi hum sab baate kar rahe the ki tabhi aasman se humare guptcharon ka jhund udte hue aane laga

Me (panchi se) :- kya khabar hai

Panchi :- kruk grah ke raja durjan is waqt aaram se apne mahal me baith kar rajsi aishwarya ka luft utha raha hai aur mafi chahenge lekin uski kamjori hume nahi mili

Me :- koi bat nahi woh apne mahal me hi hai tumne is baat ki pusti kar di wahi kafi hai (apne sathiyon se) chalo dosto ab usse bhi milke aate hain

Panchi :- apna dhyan rakhiyega mahoday use shiksha dene wale is pure grah ke sabse shaktishali yodha hai

Panchi ki baat sun kar hum sabke chehron par muskaan aa gayi

Me :- jaante hain aacharya yuhan ki baat kar rahe ho na tum hum dekh lenge

Itna bolke hum nikal gaye mahal ki taraf

P :- ab kya karna hai rudra

Me :- pahle sandesha bhijwao use ki uske rajya par humla hone wala hai

N :- hum sidha humla kyu nahi karte aise toh hum use taiyar hone ka mauka de rahe hai

Me :- ha sahi kaha me use taiyar hone ka mauka de raha hu yaad hai na hume is pure yudh me apne guruwar ke pratiroop ko darshana hai aur woh kabhi bhi kisi par piche se waar nahi karte hai

V :- sahi kaha lekin uske pass humara sandesha kaise pahuchyenge

Me :- pruthvik hai na (P. Se) uthao dhanush lagao nishana bilkul uske sabha ke bich me aur woh bhi khas teer se

P :- samajh gaya me tum kis teer ki baat kar rahe

Itna bolke usne apna right hath aage kiya aur kuch mantra bolne laga jisse uske hathon me guruwar ka diya hua dhanush uske haath me aa gaya aur usne jaise hi dhanush ki pratyancha khichi toh uske dhanush me apne ap tir aa gaya aur usne woh raj mahal ki aur chala diya

Toh wahi raj mahal me is waqt raja durjan apni sabha me baitha hua tha aur uske saamne raj nartkiya apna nritya pradarshan kar rahi thi aur raja sang sare mantri bhi is pradarshan ka luft uthane me lagr the ki tabhi bich sabha me pruthvik dwara choda gaya tir aake girta hai jisse waha nritya kar rahi sabhi striyon ki chikh nikal gayi jise sun ke waha sabha me maujood sabka dhyan bhi us tir ki aur chala jata hai aur use dekh kar raja ne sabhi striyon ko jane ki anumati de di jisse woh sabhi waha se nikal gayi

Unke jane ke baad raja bhadak utha

Durjan :- kisme itni hummat aa gayi jo mere sabha par waar kare

Jaha woh bhadak raha tha toh wahi shayad uska mantri jiske kapdon se woh pradhan lag raha tha

Pradhan :- bich me rokne le liye maafi chahunga maharaj (tir uthate hue) lekin aap tir ko pahchaan nahi pa rahe hai

Itna bol ke usne us tir ko durjan ke paas le gaya aur jab durjan aur sabhi mantriyon ne us tir ko dhyan se dekha toh unko aisa jhatka laga jaise ki unhone jite ji koi bhoot dekh liya ho

Durjan :- ye toh aacharya yuhan ka khas baan hai toh kya woh abhi bhi jeewit hai

Pradhan :- aapko abhi bhi sandeh hai maharaj unke alawa aur kon ho sakta hai jo aise achanak se hum par humla kare

Durjan :- ab hume yudh ke liye taiyar rahna hoga yudh kabhi bhi aarambh ho sakta hai

Pradhan :- yudh aarambh ho gaya hai tabhi toh ye teer yudh ki ghoshna ke swaroop me chalaya gaya hai

Toh wahi unke isi sab baat chit me kab raat ho jati hai maalum nahi padta aur Wahi dusri taraf

Is waqt me apne doston ke sath usi pahaad ki choti par baithe hue mahal me ho rahe halchal dekh raha tha ki tabhi mere guptcharon ka jhund udte hue humare pass aata dikha

Me :- (panchi se) kya hua aise kyu ude aa rahe ho kahi kuch gadbad toh nahi hui

Panchi :- woh sab chodo pahle ye batao ki aacharya kaha hai hum yaha unse hi milne aaye hai humne suna hai aacharya ne khud apne khas baan se yudh ki ghoshna ki hai aur pure kruk grah me bas tum 6 hi aise hi jinhone durjan ke khilaaf astra uthaye hai

Me :- nahi guruvar humare Saath nahi aaye hai hum yaha kewal unki guru dakshina lene aaye hai

Panchi :- (udas hote hue) ohoo woh tumhare sath nahi aaye (achanak se) matlab tum sabhi unke shishya ho aur unka badla lene aaye ho hum bhi isme tumhare saath hai

Me :- badla nahi guru dakshina jo kewal hum 6 lenge

Panchi :- thik hai hum tumhare guru dakshina ke bich nahi aayenge lekin tumhe wachan dena hoga ki tum hume aachary se milaoge

Me :- (kuch soch kar) ye wachan me nahi de sakta mevtoh abhi unka shishya bana hoon ye wachan tumhe woh (pruthvik ke taraf ishara kar ke) de sakta hai woh guruvar ka khas hai

Mere itna bolte hi sare panchi pruthvik ke taraf jane lage to wahi jaise hi sare panchiyon ne pruthvik ko gher liya baki charo daudkar mere pass aaye

N :- panchiyon ne kya bataya aur ye achanak pruthvik ke sar pe kyu udne lage

Toh mene unhe sab bata diya jise sunkar woh sabhi hasne lage

J :- ye majak masti ek taraf lekin ab aage kya hoga

Me :- aage woh durjan apne shaktiyon aur jasooson dware is pure grah par aise logon ki talash karega jo ki aaj se pahle yaha dekhe bhi nahj gaye the

N :- matlab ab hume chupna hoga

Me :- hum kyu chupne lage hum kal uske darbar me jakar use lalkarenge

V :- toh kal hum aakrsman karenge

Me :- bilkul kal humare guruvar ke hue apman ke pratishodh ka aarambh hoga

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut hi shaandar update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and lovely update.....
 
kas1709

Well-Known Member
10,647
11,235
213

Nice update....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

dhparikh

Well-Known Member
11,144
12,777
228

Update 144

Agli subah

Aaj waisa hi ho raha tha jaise mene socha tha us durjan ne kruk me aaye sabhi naye logon ko apne mahal me bulaya tha jo mana karte toh uske sainik unhe maar pit kar jabardasti le aate

Is waqt hum sabhi aur saath me aur bhi 10 log waha us mahal me maujood the itne sare logon ko dekh kar sabse pahle pradhan ne durjan se anumati leke waha maujood jinke bhi pass kruk ki nagrikta thi un sab ko waha se bhej diya abhi waha sirf 8 log bache the jisme 6 hum the aur 2 shayad kisi dusre grah se aaye the

Un 2 no ka sharir bilkul pahadon sa majboot aur balshali lag raha tha hum 6 toh un dono ke saamne bachhe dikh rahe the jis wajah se sabka dhyan un dono par hi tha toh wahi pradhan baar baar mere taraf meri aakhon me kuch dhundhne ki koshis kar raha tha use aisa karte dekh ab mene bhi uske aakhon me ghur kar use dead look dene laga tha jisse uske man me is waqt bhay aa gaya tha

Durjan :- (un dono se) aap dono kon hai aur yaha humare kruk grah aane ka karan

Aadmi 1 :- maharaj hum pas hi ke grah shakti lok se aaye hai humare grah par kuch shaitani shaktiyon ne aakraman kar diya hai isiliye hum aapki sahayta mangne aaye hain

Durjan :- (ghamand me chur ho ke) agar kuch mangne aaye ho toh bhikariyon ke tarah bhik mango

Aadmi 2 :- maharaj hum bhik nahi sahayata mangne aaye hai

Durjan :- toh bhik mango ho sakta hai tumhari bhik mangne ki kala se prasann ho ke kuch sipahi tumhe de sakta hoon

Us durjan ke shabd sunke ab mera gussa badh gaya tha

Me :- maharaj ye dono aapke mehamaan hai inka aisa apmaan thik nahi

Durjan :- tum shant raho bachhe humare bich bolne ki jarurat nahi hai do badon ke bich me nahi bolte itne sanskar bhi tujhe nahi hai

Me :- mere itne bure din nahi aaye ki tujh jaise adharmi se sanskaar sikhu

Durjan :- Teri itni himmat ladke kon hai tu kyu aaya hai yaha aur kiske balbute se teri itni juban chal rahi hai

Me :- me rudra hoon mahan aacharya yuhan ka shishya me yaha guru dakshina ke liye unka badla lene aaya hoon

Mera introduction sunke waha maujood har koi shock ho gaya

Me :- (shakti lok walon se) aap dono chinta mat kijiye apni gurj dakshina lene ke baad me swayam aapke grah aake aapko un shaitano se mukti dilaunga ye mera wachan hai

Durjan :- yaha se jinda bachega tabhi toh unki sahayata kar payega (jor se chillake) sainikon khatam kar do is ladke ko

Uske itna bolte hi char shipahi mere taraf badhne lage lekin woh mere taraf badhte usse pahle hi pruthvik ne un sabko khatam kar diya jisse sabki nazar ab uske uper chali gayi thi aur jab sabki nazar uske chalaye banon pe gayi toh sab shocked ho gaye kyunki ye wahi baan the aacharya yuhan ke khaas baan jise dekh kar sabko ab dar lagne laga tha kyunki woh baan aacharya yuhan ki shakti darshate the aur woh kisi aur ke pass hone ka saaf arth tha ki aacharya ko uske uper pura bharosa hai

Durjan :- tum sabhi maroge aur sabse pahle marega (mere aur ishara karke) ye ladka

Me :- kal tir ke dware tujhe chunauti di thi humne aaj me khud tujhe yudh ke liye lalkarta hoon kal subah ki pahli kiran dhara pr girte hi hum yudh aarambh kar denge agar tumhare andar yudh karne ki himmat hai toh yudh karo me tumhe ek veer ki tarah sahid kahlane ka pura avsar dunga nahi toh tumhe patal se bhi dhoondh kar kutte ki maut marunga

Durjan :- teri itni himmat ja kal subah tujhe yudh maidaan me dikhaunga ki mujhse ladhne ka kya anjaam hai

Me :- hum bhi taiyar hai kal subah milenge jama karo jitni sena jama karni hai utni sabka kal antim divas hoga

Itna bolke me apne doston ke sath waha se nikal gaya aur woh dono bhi mere piche aa gaye aur woh durjan waha gusse me pagal huye ja raha tha

Durjan :- (pradhan se) pradhan jao aur jake yudh ki taiyari karo kal subah ki pahli kiran ke saath yudh aarambh hoga

Pradhan :- maharaj aap itni jaldi se nirnay na le hume us balak ki shaktiyon ka andaja nahi hai aur agyat shatru humesha khatarnak hota hai

Durjan :- shant ho jao pradhan tum ek mamuli sewak ho isiliye mujhe sahi galat ks gyan na do nahi toh abhi tumhare sar ko dhad se alag kar dunga jitna bola jaye tum utna hi karo ek gulam ho usi ki had me raho

Durjan ki us baat par pradhan bhadak utha jaise ki uske dubte lath pe hath rakh diya ho

Pradhan :- mafi chahunga maharaj lekin aapki gulami karna meri majboori hai mere purkhon ne is grah ke sukhon ke liye aur udhar ke liye humari har pidhi ko wachanon se bandh ke rakha hai

Durjan :- agar aisa hai toh jao me tumhe tumahre wachno se azaad karta hoon mujhe jarurat nahi hai tumhari un bachon se nipatne ke liye me akela hi kafi hoo

Pradhan :- me bhi na jane kitne varshon se isi din ka intjaar kar raha tha aaj se me bhi apne pradhan pad se istifa deta hu aur khud ko apne purkhon dwara diye wachno se ajaad maanta hoon

Itna bolke usne apne sar par pahne hue mukut ko nikal ke wahi jamin par pheck diya

Pradhan (jor se chillate hue) :- me mahaveer yodha SNAPE apne apko aaj se aur abhi se puri tarike se aacharya yuhan ko samarpit karta hoon

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
 
111ramjain

Well-Known Member
2,614
3,874
158
Nice update
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

park

Well-Known Member
12,382
14,616

Nice and superb update....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

Bhupinder Singh

Well-Known Member
2,004
5,014

Top