• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Rudra (adventure story) ( Completed )

Kya me is story me magic aur super natural power add karu

  • Yes

  • No


Results are only viewable after voting.

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,453
17,268
144
Click Here for index


Dhamesh singh (dad) died

Jyoti singh (mom) died

Rudra (hero)

Rahul (side hero)

Anjali (rudra's love interest and sister of rahul) died

Sanjana (mother of rahul and anjali) died

Siddharth (father of rahul) died

Bade papa= sujit singh sodhi (died but his body captured by igris) unexplored character

Mahamahim (friend of igris) unexplored character

Sura (friend of igris) unexplored character

Aacharya (friend of igris) unexplored character

Balveer (son of sujit singh sodhi) 1st villain

niraj pandey (rahul ke chacha) 2nd villain

Choudhary (died but his body captured by myasur) unexplored character 3rd villain

Mr. X (kaal) slave of mayasur 4th villain

Mohini (another asur and slave of mayasur) 5th villain

Daitya (somer relationship with rahul and rudra) unexplored character

Paritosh thakur (famous business man friend of raj singh) unexplored character

Raj singh (city ka mla) unexplored character

abhay = CBI chief ki post par hai (friend of siddharth)

Abhi (cbi officer and friend of Rudra)

Sam cbi officer and junior of abhi

Arun cbi officer and junior of abhi

Dev cbi officer and junior of abhi

Sangeeta cbi officer and junior of abhi

Ram sharma (criminal killed by rudra (beast) brother of sahdev)

Sahdev UCA ka agent "agent lion" and friend of rudra

Some secret police services

STF (secret task force)

SST (secret service team)

UCA (under cover agency)

Bhau another villain of story killer by rudra (beast)

Ranga another villain of story killer by rudra (beast)

Lucky hacker from underworld killed by bhau

Shankar mahadevan (olg PM of india killed by abhi slave of bhau)

Trilochan another villain of story killer by rudra and also slave of mohini

Ojha slave of trilochan another villain of story killer by rudra

Sukka guardian of rudra in isla planet

Zeba guardian of rudra in isla planet

Friends of rudra in isla planet

harry isla ke main city ka prince unexplored character

simona Sirius desh ki princess unexplored character

somi Sirius desh ki second princess unexplored character

kayko argon desh ka prince unexplored character

sayli sinour desh ki princess unexplored character

Another characters

Lord of the spiritual beasts (rahul)

Lord of dragons

Lord of demon warriors (agrasen)

Lord of demon magicians

Professor albus principal of royal magic academy in isla

Professor snape professor and co founder of royal magic academy in isla

Professor Hagrid professor in royal magic academy in isla

Professor oak professor and Co founder of the royal magic academy in isla

Professor nura professor and Co founder of the royal magic academy in isla

There are more characters are comming in story

Main villain???
 
Last edited:

Shanu

Deadman786
6,102
16,912
188
Nice ending Bhai 😊☺️
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,903
39,802
258
Update 200 (SUPER MEGA FINALE EPISODE)

Chacha :- paritosh ke pass

Jab chacha ne paritosh ka naam liya toh dadaji shocked ho gaye

Dadaji :- paritosh sahar me hai aur ye baat tumne batayi bhi nahi

Chacha :- kya karta pitaji us terrorist attack ke baad jab humara sab kuch ujad gaya toh mene aur nuksaan na ho isiliye rebel gang ko deactivate kar diya

Aise hi thodi der baaate karte hue woh teeno paritosh ke ghar pahunch gaye jaha par mla aur paritosh apne pure pariwar ke saath baith kar khana kha raha tha aur jaise hi usne dadaji aur chacha ko dekha toh woh shocked rah gaya

Lekin jald hi khud ko sambhal ke usne sabka swagat kiya toh wahi paritosh ki biwi ne bhi jald hi unko pahchaan liya aur dadaji ke pair pakad liye pahle ye dono miya biwi dadaji ke ghar pe hi kaam karte the lekin phir dadaji ne inhe khudka business start karne ke liye bahut help ki aur paison se bhi aur anubhav se bhi isiliye ye dono khudko unke ahsaanmand maante hai

Toh wahi jab paritosh ki beti ne apne mata pita ko aise pair chute dekha toh woh bhi uthake dadaji ke pair chune lagi phir uske baad paritosh ne un sabko khane ke liye invite kiya jiske baad sabne milke khana khaya aur phir baad me dadaji ne apni googli fecki

Dadaji :- waise paritosh aaj me tumne mere sare ahsanon ka gala ghot diya hai

Paritosh :- king mene aisa kya kiya jo aap itne naraz ho gaye please mujhe nadan samajh ke maaf kar dijiye

Dadaji :- agar tumne galti ki hoti toh jarur maaf kar deta lekin rudra ke baare me chupa kar tumne apradh kiya hai

Paritosh :- Rudra ke baare ji unke baare me mujhe bhi 2 saal pahle hi pata chala tha lekin unki jaan ko khatra tha isliye mene khud prince ko bhi is baare me nahi bataya tha lekin jab mene unhe sach bataya toh us din pata chala ki unki jaan ko kbatra kabhi tha hi nahi

Dadaji :- tum kahna kya chahte ho saaf saaf batao.

Paritosh :- matlab rudra ne aapko kuch nahi bataya hai

Dadaji :- nahi kuch nahi lekin ab tum bataoge kon hai rudra uska aur humara kya rishta hai

Paritosh :- woh woh

Abhi koi kuch aur bolta ki tabhi chacha ka phone baj utha

Chacha :- hello

Samne se :- virendra tum abhu tak jinda ho mujhs to laga abhi tak mangal ne tumhe kaat kar gaav ke chaurahe par tang diya hoga khair tum na sahi tumhara pariwaar hi sahj

Chacha :- rana kya bol rahe ho tum saaf saaf bata mangal kya karne wala hai

Rana :- tumne soch bhi kaise liya ki tum kisi ko bhi utha kar le aaoge aur hume dara doge are aaj tumhe pata chalega ki hum kya cheej hai us din kya kaha tha us ladkke ne haa yaad aaya woh kah raha tha ki "aakhiri baar kah raha hu ki ratan garh aur shekhr singh se door raho agar me door karne par aa gaya toh sidha sabko sansaar se door kar dunga kal se gaav me waise hi haal hone chahiye jaise dharmesh singh ke jinda hote the samjhe" aaj pata chalega usko ki usne kisse panga liya hai

Itna bolke rana phone kaat diya jiske baad chacha ne sabko rana ki dhamki ke baare me bata diya jisse waha dadaji aur fufa ghar par lagataar call karne lage lekin ye woh waqt tha jab mene sabko uper wale store room me chupa diya tha aur abhi me rana ke aadmiyon par goliyon ki baarish karna shuru kar diya tha jisse phon ki aawaj goliyon ki aawaj me dab gayi thi

Dadaji :- waha koi phone nahi utha raha hai hume jaldi karni hogi

Paritosh :- aap chinta mat kijiye king rudra hai na waha jab tak woh hai rana aur mangal jaise chahe 100 bhi kyu na aa jaye woh akela sambhal lega

Chacha :- dekho paritosh mere pariwar ki suraksha ka sawal hai mujhe sach sach batao ki aakhir rudra kon hai

Paritosh :- rudra nahi rudradev singh aapke bade bhai dharmesh singh aur jyoti ka beta aapke ghar ke bade bete hai woh

Paritosh ki baat sunne ke baad toh jaise un teeno ke chehre par aisi khushi cha gayi ki unhone koi bahut bada khajana mil gaya ho lekin jab unhe rana ki dhamki ka khayal aaya toh woh log turant ratan garh ke liye nikal gaye aur unke sath paritosh bhi nikal pada

Toh wahi me mangal ko wahj chaurahe par chodke ghar wapis aa gaya tha aur jaise hi me ghar pahucha toh waha hall me sirf chachi yash aur suresh tha baki sab shayad abhi bhi uper the me jaise hi yash ka haal puchne uske pass pahucha waise hi chachi mere pass pahuchi aur jaise hi woh mere passs pahuchi toh unhone turant hi ek thappad mere gaal par jab diya

Chachi :- kon hi tum aur kyu aaye hi humare Jindagi me aaj tumhare wajah se mere bete ko goli lagi agar us daku ka nishana jara bhi chukta aur goli iske dil me lag jati toh kya hota waise hi ek baar pahle hi isi khoon kharabe ki keemat mend apni beti apahij bana ke chuka di hai ab apne bete ko nahi kho sakti

Me :- chachi aap chinta mat kijiye me jab tak hoon aap logo par koi haath toh kya nazar bhi uthake nahi dekh sakta me sabki aakhe fod dunga

Chachi :- bas karo ye sab khoon kharaba aur agar tumje ye sab band nahi karna hai toh nikal jao humare ghar se aur phir jo karna hai karo waise bhi tum is ghar me kewal kucb din ke liye rahne aaye the

Me :- ye aap kya kah rahi hai chachi ye ghar kaise chod sakta hoon me is ghar ka (man toh kar raha tha ki sab kuch sach sach bata doon lekin na jane kyu meri himmat hi nahi hui me chahta tha ki unhe gale se laga kar bol du ki me bhi aapke pariwar ka hissa hoon lekin me kuch bol nah paya aur aise hi ghar se bahar nikal pada

Aur mere ghar se nikalne ke kuch der baad hi dadi bhi seema aur deepti ke saath niche aa gayi toh wahi bua ne turant hi deepti ko uske wheelchair par bitha diya aur woh log aate hi niche yash ka haal puchne lage aur jab woh yash ka haal puch rahe the ki tabhi ghar me dadaji aur baki sab aa gaye

Aur jab dadi aur chachi ki nazar paritosh par padi toh woh dono shocked ho gaye toh wahi jab chacha aur bakion ne ghar ke bahar ka haal dekha toh unki toh mano saas hi atak gayi toh ye sab nazara dekhke paritosh muskura raha tha

Chacha :- ye bahar kisne kiya

Dadi :- woh us kamine mangal ne hum sabko khatam karne ke liye gunde leke aaya tha lekin acha hua ki rudra yaha par tha usne sabko maar kar hume bacha liya

Fufa :- lekin rudra ne in sab ko mara kaise matlab uski umar ke hisaab se ye sab toh na mumkin hai

Paritosh :- prakash ji abhi toh bahut kuch aisa hai jo aap jaante nahi ho

Fufa :- aur kya hai woh

Chacha :- woh sab baad me pahle ye batao ki rudra kaha hai mujhe milna hai usse

Chacha ki baat sunkar yash aur suresh ghabra gaye

Chachi :- uske wajah se aaj humara pariwaar khatam ho jata aaj yash ko goli chu ke nikli aur kal koi dusra khatra na ho isiliye mene use ghar se jane ke liye kah diya

Chachi ki baat sunkar sab shocked ho gaye the chacha ke chehre se hi pata chal raha tha ki woh kitne gussa hai

Dadi :- jane ke liye kah diya matlab kaha jane ke liye

Chachi :- kaha bhi jaye lekin ab uske wajah se humare pariwaar pe koi khatra nahi aayega

Abhi chachi ne ye kaha hi tha ki tabhi chachi ke galon par chacha ke hathon ka karara thappad pad gaya jo dekh kar fufa ne turant chacha ko pakad ke side kar diya toh baki sab shocked hoke sirf dekhte rahe unhone bahut salon baad chacha ko gusse me dekha tha

Fufa :- dekho Virendra ye sab baad me dekha jayega pahle rudra ko dhoondhna hoga

Chacha :- ha jaldi chalo

Itna bolke woh dono ghar se nikalne lage lekin abhi woh nikalte ki tabhi waha rana kuch police walon ke saath aa gaye

Police :- kaha ja rahe ho virendra ji

Chacha :- officer aap yaha kaise

P. O :- ghar ke bahar khoon ki nadi baha rakhi hai aur police ko bol rahe ho ki woh kaise

Chacha :- dekh officer ye sab humne nahi kiya balki is rana ne hi apne dost mangal ke saath milke mujhe aur mere pariwar ko maarne ka try kiya tha

P. O :- toh kya tum khoon ki nadi baha doge tumhare khilaf murder ki complain aayi hai ki pure gaav ke bicho bich tumhare bhade ke gunde ne mangal ko dardnaak maut di pure gaav ne uski chikhe suni hai

Chacha :- dekhi officer woh koi bhade ka tattoo nahi hai aur waise bhi ye sab self defense me hua hai

P. O :- woh sab court me batana

Itna bolke woh chacha ki taraf badhne lagta ki tabhi bahar se joro se aawaj aane lagi aawah bhi aisi jaise koi full speed me pankha chala diya ho jab sabki nazar bahar gayi toh waha par ek helicopter aasman se utarte dikha aur us helicopter se meri beast gang bahar nikli

Sam :- pata nahi rudra kab sudhrega dekho kaise mara hai inko ab ye sab sambhalenge kaise

Abhi (muskurate hue) :- waise hi jaise har baar sambhalte hai

Jaise hi abhi ne ye kaha toh waise hi sam aage badhne laga aur usne ek dead body ko khichte hue dewar ke pass le jane laga aur baki sare andar ki taraf jane lage

Abhi :- toh officer aap inhe kis ilzaam me arrest kar rahe ho

P. O :- tum kya kahi ke commissioner ho jo mujhse aise sawal puch rahe ho

Abhi (apna id dikhate hue) :- RSF chief mumbai

Abhi ka id card dekh ke us officer ki saas hi atak gayi use pata tha ki ye team direct PMO ke under aati hai isiliye woh inse koi panga nahi le sakta tha toh wahi baki sab bhi shocked ho gaye the unhone bhi news ke chalte is team ke baare me bahut suna tha

P. O :- jai hind sir mafi chahunga mene pahchaana nahi me inko murder ke charge me arrest karne aaya hoon aapne bahar dekha hi hoga

Abhi :- theek hai arrest warrent dikhao nahi toh fir ki copy

Abhi ki baat sunne ke baad police ki hawa tight ho gayi thi kyunki woh bas paison ki lalach me yaha aaya tha

Abhi :- kya hua kuch nahi hai na tumhare pass toh chup chap nikal jao yaha se aur agar is case par koi bhi inquiry karne ki khujli ho toh bahar jake dewar dekhna sari khujli mit jayegi

Abhi ki baat sun kar woh officer haweli se bahar nikal gaya aur jate jate jab usne dewar par dekha toh uski haalat aur kharab hi gayi kyunki dewar par beast ka sign baha tha jise dekh ke woh turant waha se nikal gaya

Abhi :- rana tere ko rudra ki warning samajh nahi aayi kya jo tune aise humla kiya shukar mana tum uske hathe nahi chadha nahi toh teri aisi haalat hoti ki tu marne ki bhikh mangta lekin maut nahi aati

Rana :- ae sun tu jo koi bhi ho mujhe aise dhamki dene ki himmat kaise hui tumhari aur rahi us ladke ki baat toh uska gala me apne hatjon se kaatunga

Rana ke itna bolte hi chacha ka gissa out of control ho gaya aur sidha unhone rana and ka gala pakad liya aur apne ek haath se hi use hava me utha diya

Chacha :- tu marega use ha pata bhi hai kon hai woh rudra usi dharmesh ingh ka beta hai jisne teri phat ke char ho jaya karti thi tudra usi rebel ka beta hai jisne teri puri hizdon ki fauz ko akele khatam kar diya tha aur wahi aaj usne bhi kiya hai akele hi teri puri fauz ko kaat ke rajha hai

Paritosh :- aur agar tujhe phir bhi use maarna hi hai toh beshak use dhoondho lekin ye baat rakhna ki woh koi aam ladka nahi balki woh THE BEAST hai wahi beast jisne pure india ke dons ko kutte ki maut mara hai usse ulajhne se pahle apni sari ichaye jaroor puri kar lena

Jaise hi sabne chacha aur paritosh ki baat suni toh sabke pairo ke tale se dharti hi khisak gayi sabse jyada shock toh chachi ko laga ki jise salon pahle apne khud ke bete jaise pyar dene ke sapne unhone dekhe the usko unhone khid hi apne se door bhej diya tha toh wahi beast ke baare me sunkar sabhi dang hi gaye the toh wahi rana ne toh kab ke pran tyag diye the chacha ki haath ke pakad me usne apni aatma ko uske sharir se alag kar diya tha

Jaise chacha ne use choda waise hi uski dead body jamin par gir gayi jise dekh kar abhi ne sam ko ishara kiya jiske baad sam ne aur force ko bulaya aur sab kuch saaf kar diya sare saboot mita diye sare gaav wale toh rudra ki sachai jaan kar saaf mukar gaye sab bolne lage ki toofan ke wajah se na unhone kuch dekha na suna

Toh wahi us din ke baad sabne rudra ko dhoondhne ki bahut koshish ki lekin kisi ko kuch nahi mila kyunki us waqt rudra dharti se bahut door chala gaya tha mile toh bas kuch papers jo ki rudra ke property ke the jo usne magic se banaye the jisme usne apna sab kuch chacha aur fufa ke naam kar diya tha aur india ke top 2 malls seema aur deepti ke naam kiye the toh bike & car showroom yash aur suresh ke naam

Woh kahte hai na ki jab tak end haapy na ho tab tak end nahi hota sab galat kaahte hai kuch kuch stories ka end sad bhi hota hai aap sabke pyar aur support banaye rakhne ke liye dhanyawad milenge jald hi new story me tab tak ke liye peace out

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
THE END

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zabardast shandaar story 👍👍👍👍👍👍👍👍
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

The Immortal

Live Life In Process.
Staff member
Sr. Moderator
58,217
43,133
354
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,339
9,083
188
Hello guys
Ye meri first story hai toh agar koi mistake ho toh maaf karna.

Yeh story rudra naam ke ladke ki hai jo Delhi me apne parivaar ke saath rehta hai
Ye middle-class family se belong karta hai
Ab aate hai introduction par

Dhamesh singh (dad)
images


Age 50
Inki ek grocery shop hai jo ghar se pass hi hai is age me bhi fit hai apne parivaar se bahut pyar karte hai
Shant aur hasmukh aur shant mijaj ke hai bacho ko freedom dene ke paksh me hai


Jab Delhi me naye the toh dukan me as a delivery boy kam kate the fir apne mehanat aur dimaag ke dam pe apni dukan kholi jisme inki help inke shop owner ne ki thi (ek baat shop owner ki shop aur dharmesh ki shop alag alag hai lekin 1 hi area me hai)
Jiske baad ek partnership par dukan kholi hai.Uske baad shop owner ko apne hisse ke paise dekar puri dukan ke ekmev owner ban gaye.


Jyoti sngh (maa)
images

Age 48
Ye house wife hai lekin ghar se tiffin service chalati hai taki apne pati ki ghar chalane me madad kar sake ye discipline ko le strict hai lekin ye bhi freedom dene pe believe karti hai ye bhi apne parivaar se bahut pyaar karti hai


Rudradev urf rudra (hero)
images

Age 19
Height 6.5 ft fair colour
blue color eye
8 pack abs
personally aisi ki college ki har ladki is pe marti thi leki ye kisi ko bhav nahi deta boleto ek dum sakht lounda
Ye filal college me hai computer science me graduation complete kar chuke hai london se aur ab apne pita ki help karne ke liye job dhoondh rahe hai london me bhi apne dam pe scholarship se padhai complete ki hai bahut intelligent hai jisse 19 saal me hi graduation complete kar li hai apne maa baap ke eklaute santaan hai isliye laad pyaar me jiddi h lekin kabhi galat baat ki jid nahi ki hai apne maa pita ki help ke liye alag alag compitition me part leta tha jisse ise price money mil sake jaha sab jitne ke liye participate karte the wohi ye paise kamane ke liye part leta tha isliye ye jyada dar arts aur games me champion ho gaya hai jaise fight, dance, singing, instrument playing(specially guitar aur mouth organ) and etc arts and game intelligent hai har exam aur compitition me first aata hai is liye sir mam ka bhi chaheta hai in short jis bhi cheej me hath dalta hai succesful hi hota hai. Iske apne kuch raaj hai jo waqt sath pata chalega

Note :- ye meri first story hai isliye iske kuch scene movie ya other stories se copy lag skte hai but belive me wo bas inspired hoga use completely copy nahi hoga.
Bahut jabardast introduction hai
 
  • Like
Reactions: ashish1980

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,339
9,083
188
Update 1
Ek kamre me ek aurat apne bachhe ko padha rahi thi wo ldka kuch 4-5 saal ka hoga

Ting - Tong
Tabhi door ki bell baji aur ek 34-35 saal ka aadmi ghar aata hai
HUHH
Aur wo aadmi andar aake chair par baith jata hai uske chehre se hi aisa lag raha tha ki bahot thak kar aaya hai wohi ladka jab aadmi ko dekhta hai toh apni totli jaban me bolta hai
Ladka (totli juban me) :- baba, aap ko kya hua aap ka face se ice cream ki tarah pighal raha hai.

Hahaha
Jaise hi woh ladka ye bolta hai ghar me hasi ka tahaka gunj uthta hai jaha wo aadmi ke thake hue chehre par muskurahat wahi wo aurat has padti hai
Ladka (confused) :- kya hua maa aap has ku rahi ho?
Baba (muskurate hue) :- kyonki,me icecream ki tarah nahi pighal raha hu woh toh mujhe paseena aarha hai
Ladka :- paseena, woh kya hota hai aur kyu aata hai?
Maa :- jab koi jyada mehanat karta hai tab use paseena aata hai. Jaise tum jab dhup me khelte ho tab aata hai waise.
Ladka (muh fulate hue) :- matlab, baba aap akele akele khel ke aaye mujhe saath kyu nahi le gaye jao me aaapse nalaz hu. 😤😤😤😤😤

Hahaah
Is baar maa ke saath baba bhi taha ka laga ke has pade kyuki ye baat ladke ne bade hi gusse lekin cute tarike se boli thi
Baba :- alelele mera beta mera rudra mujhse nalaz ho gaya ye lo me sorry bolta hu agar chahe toh murga banta hu (sahi pahechana woh bachha apna hero hai aur aadmi uske baba dharmesh aur woh aurat hero ki maa jyoti
Ek baat bata du abhi dharmesh delivery boy ka hi kaam karta hai)
Chair se uthkar murga bante hue

Hahahaa
Isi ek aur tahake ke saath ghar me ek 45-46 saal ka ek aadmi aata hai use dekhte hi rudra bade paap kekar daudte hue unke gale lagta hai
Aadmi jhuk kar rudra ko apni goad me bitha kar dharmesh ke paas leke aata hai aur wahi dusre chair par baith jaata hai
Aadmi (dharmesh ko dekhte hue) :- kya hua aise murga kyu bana hai
Aur phir jyoti use sab bata deti hai

Hahahahahaha
Phir ek baar sab has dete hai shwaye 1 ko chod kar wo hai apna hero kyuki use pata hi nahi tha ki ye log kyu has rahe the
Aadmi (dharmesh se) :-chal uth ja nahi toh gutne dukhne lag jayenge
Phir dharmesh uth kar baith jata hai lekin sab abhi bhi has rahe the
Rudra (confusion ke saath sab ko dekh te hue aadmi se) :- kya hua bade papa aap sab has kyu rahe hai?
Aadmi (khud ko sambhalte hue) :- kyunki aap ke papa kahi bhi kelke nahi aaye balki woh mehanat kar ke aaye hai
Rudra (masumiyat se) :- mehanat kya hoti hai?
Aadmi :- jab bhi koi bhi kisi bhi tareeke ka kaam kar te hai tab woh use karne ke rahe apni energy kharch karte hai
Wahi kharch hui energy ko mehanat karna kehte hai
Jaise hi woh aadmi bolke khtam karne ke bad rudra ko dekhta hai toh use hasi aa jati hai kyunki rudra ke face per se hi lag raha tha ki wo kuch nahi samja
Aadmi :- kya hua nahi samjha chlo koi baat nahi aasan tarike se batate hai
Jab bhi ham koi bhi kaam karte hai toh hum thak jjate hai kyu batao
Rudra (sir khujlate hue) :- kyun?
Aadmi :- jab bhi ham kaam karte hai toh kaam karne ke liye jo taakat hum lagate hai use mehanat kehte hai
Rudra (sochte hue) :- Acha, mehanat kyu karte hai?
Aadmi (muskurate hue) :- kyu ki jab ham mehanat kar te hai tab hame kuch na kuch inaam milta hai isliye us inaam ko MEHANAT KI KAMAI kahte hai
Rudra :- mehanat kis kis tarah ke hote hai?
Aadmi :- 3 tarh ki hote hai jaise sharirik mehanat, dimagi mehanat, aur bina wajah ki mehanat
Rudra :- toh maa baba konsi mehanat karte hai?
Aadmi (muskurate hue) :- aapke maa baba aur hum sharirik mehanat jyada karte hai aur dimagi mehanat kam
Rudra :- aur me
Maa :- tujhe mehanat na karni pade isilye toh hum itni mehanat karte hai
Rudra :- me bhi aaj se mehanat karunga
Baba :- nahi beta abhi aap ki mehanat karne ki umra nahi hui hai aap jab bade ho jayenge tab aap se hum bahut mehant karwayenge
Rudra :- ni mai bhi mehanat karunga woh bhi bhut saari taki mujhe bhi bahut saari kamayi mile aur me usse roj ice cream khaunga
Maa :- nahi abhi aap mehant nahi karoge abhi aap bahut chote ho
Rudra :- ni me bhi karunga
Baba :- ni beta jid nahi karte
Rudra (sad hoke) :- ok baba
Maa :- shabas beta aur yaad rakhna jab bhi aap mehant karoge tab utni hi karna jitni aap kar sakte hai agar aap apni taakat se jyada mehanat karoge toh aap bimaar pad jaoge
Rudra (sochte hue) :- toh baba bhi bimar pad sake hai na?
Maa :- haa
(Bina sawal dhyan se sune jawab dete hue)
Rudra(chintit swae me) :- nahi me baba ko bimar nahi padne dunga ab me bhi mehanat karunga baba ke saath jisse baba bimar nahi padenge aur mere saath khelenge bhi
Maa :- rudra
Abhi maa kuch bolti usse pahle hi aadmi(bade papa) bol pade
Bade papa :- are beta kisne kaha ki ap mehanat nahi karte aap toh hum se bhi jyada mehanat karte ho
Rudra (confused ke saath exited ) :- kaise
Bade papa :- woh aise ki jaise maine bataya ki aap ke maa baba dimagi mehanat kam aur sharirik mehanat jyada karte hai wohi aap sharirik dimagi mehanat dono 1 saman krte hai
Jaise ki aap school se paidal ghar aate ho phir khelne jaate ho waha daudte ho kudte ho tab aap sharirik mehanat karte ho aur jab aap padhai karte ho kuch naya shikhte ho tab aap dimagi mehanat karte ho samjhe
Rudra :- ha bade papa
Bade papa :- chlo ab sojao subah school bhi toh jana hai aur (dharmesh ko dekhte hue) ab me bhi chalta hu kal thoda jaldi dukan aana kuch kaam ki baat karni hai
Aur woh aadmi(bade papa) bhi chale jate hai aur 3 no jan bhi so jaate hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut bhole man ka hai apna hero Rudra bachpan se hi
 

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,339
9,083
188
images
New entry
Sujit singh sodhi (bade papa)
Jis dukaan me Dhamesh kaam karta tha us ke owner dharmesh inhe bade bhai ka maan deta hai
Age 55 years
Height 5.2
Is age me bhi kamal ke fitness hai akele 5-5 ko sambhal sakte hai kushti ke bahut se dav pech jaante hai apne hero ko bhi woh daav pech sikhate hai khaandani raees hai inhe pason ki koi dikkat nahi hai hamesh khush rehte hai
Kuch saal pahle apne pariwar ke saath rahte the lekin kuch saal pahle inke saare pariwaar ki accident me maut ho gayi tab se hero ko hi apna sab kuch maante hai
Jiska koi na ho aur use ab koi pyar kare toh wo usi ka ho jata hai isliye Sujit bhi hero me apne bete ko dekhta hai
 
Last edited:

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,339
9,083
188
Update 2

Me aap ko apne ghar ke baare me bata du
Philhaal (when rudra was small kid) hum sujit uncle(bade papa) ke hi 1 ghar me rahte hai jo ki 1 rk hai jise woh as a seervents quarter ki tarah use kate hai jo ki shop ke uper hi hai
Next day
At morning

***** school
Is waqt apna rudra school ke gate per hi tha lekin uske dimaag me abhi kal raat me jo uske bade papa ne gyan dia tha wohi chal raha tha wohi sochte sochte woh kab class me pahuch gaya use hi pata ni chala use tab hosh aaya jab wo kisi takra ke jamin pe gir gaya
Aadmi :- kya chote miya kidhar?
Rudra :- sorry sir woh me class ja raha tha
Sir :- lekin tumhara class toh piche chut gaya toh idher kidher
Rudra :- sorry sir me abhi class me jata hu
Jaise hi rudra jane ke liye palat ta hai waise hi sir use rok dete hai
Sir :- ruko class jake kuch fayda nahi hai
Ruudra :- kyun sir
Sir :- kyunki aap 10 min late ho aur saare students ground me khel rahe hai
( is school me 2 ground hai 1 bahar ki taraf jise o.g. Kahenge or dusra ground andar ki taraf hai jise i.g. Kahenge)
Rudra :- matlab
Sir :- matlab ye ki aaj first or second mera lecture hai yani P. E. ka (physical education) isliye sab i.g. me hai samjhe pyaare
Sir (santosh patil, P. E. ke sir hai saare students ke favorite bhi hai kyunki iske 2 rason hai 1. Ye bahut friendly way se students ke saath baat karte hai on 2. Inka subject P. E. jisme sab ground me khelkud karte hai aur khelna kis student ko pasand nahi hota)
Rudra :- sorry sir
Sir :- sorry nahi ye batao kaja gum ho ki na class ka pata chala na saamne se chalte aaye insaan ka
Rudra :- sorry sir woh dhyan nahi tha
Sir :- wohi toh puch raha hu dhyan kaha tha tumhara
Rudra :- sir woh (phir rudra sir ko kal ki saari baat batata hai)
Sir(muskurate hue) :- acha toh janab ko jeevan ka sabse bada gyan mil chuka hai
Rudra :- matlab sir
Sir :- woh mai tumhe phir kabhi bataunga
Rudra :- ok sir
Sir :- ab yeh batao ki tum soch kya rahe the
Rudra(sad hoke) :- yehi sir ki maa baba mere liye itni mehnat kate hai ki kahi unki tabyet na kjarab ho jaye
Sir :- acha ye baat hai toh tum unki madad kyu nahi karte
Rudra :- me kaise unhone mana kia hai mehanat karne se woh kahte hai ki me abhi bahut chota hu
Sir :- hmm chote toh tum ho usme mai kuch nahi kar sakta (kuch sochte hue) ha lekin ek idea hai jisse tum apne maa baba ki madad kar sakte ho
Rudra :- (excited tone me) sach sir
Sir :- ha me tumse jhuth kyu bolunga
Rudra :- bataiye na sir kya idea hai
Sir :- toh suno

__________________________________


Wohi dusri taraf dukan me lunch time me

Bade papa (s.o /shop owner) :- aa bhai dharmesh khana kha le
Baba :- ha abhi ye delivery karke aata hu phir kha lunga
S.O. :- are tu pahle khana kha kaam toh tu 2 bando ka kaam akele karta hai vaisa khana bhi kha nahi toh beemar pad jayega
Baba :- acha theek hai hath muh dhoke aata hu
S. O. :- ha jaldi aa me bike chalu karta hu
(me aapko bata du dupehar 2 se 4 shop band hoti hai us me hi aaram aur lunch ka bhi time hota hai)
Thodi der baad
S. O.:- Sach bhabhi bada mast khana banati ho aap
Maa :- thank you bhaiya
S. O. :- are isme thanks ki kya baat jo sach hai woh sach hai
Baba :- bahiya aap kal raat bol rahe the kuch kaam hai karke
S. O. :- ha mujhe apne nahi tere baare me baat karni hai
Baba :- matlab
S. O. :- matlab ravi(baba ke dost jinki Electronic ki dukan hai usi area me) ne sab bata diya hai ki tu bhi apni dukan kholna chahta hai
Baba :- maaf karna bhaiya mujhe pata tha aapko ye sun kar dukh hoga ki aapne
Jiski itni help ki wohi aapke khilaf competition me aana chahta hai
S. O. :- are tu pagal hai kya tu mere chote bhai jaisa hai yaad hai maine jab aapne pure pariwar ko kho diya toh tum 3no hi toh the jinhone mujhe tutne se bachaya nahi toh me kab ka tut kar bikhar chuka hota ek taraf tum log ho jo paraye hote hue bhi mujhe apno se badhkar maan dete ho aur ek mera woh chota beta balveer…
Abhi S. O. Kuch bol pate tabhi maa bol padi
Maa :- yeh kya kah rahe aap mai aapko bhaiya bhulati ya rakhi bandhti hu woh isliye thodi ki aap mere pati ke seth ho woh isliye ki aapko me sache apna bhaiya manti hu isliye lekin aap toh humare pyaar ko aihsano me gin rahe hai
S. O. :- toh kya jab mera chota bhai bhi khudka dhanda shuru karega toh kya mujhe bura lagega
Baba :- aisa nahi hai bhaiya
S. O. :- aisa nahi hai toh kya meri kahi har baat manoge
Baba :- aap hukum karo bhaiya
S. O. :- me kaise yakin karu ki tum dono kam sunne ke baad paltoge nahi
Dono (maa, Baba) :- hum nahi paltenge aap kam batao
S.O.:- nahi tum dono pahle rudra ki kasam khao
Maa :- aisa kya kaam hai jise karne ke liye hume rudra ki kasam khane pade
Baba :- ha bhaiya
S. O. :- kyu tumko mujhpe vishwas nahi hai
Dono :- nahi aap galat samajh rahe hai
S. O. :- toh khao kasam
Dono :- theek hai hum rudra ki kasam khate hai ki aap jo bologe woh hum karenge
S. O. :- toh chlo apna saman pack karo aur mere haveli chlo aaj se wohi tum dono ka ghar hai aur me kuch nahi sunne wala
Mom :- ab aapne rudra ki kasam de di toh ab hum kya bole
S. O. :- aur tu dharmesh sun me tujhe jo bhi dunga woh tu chup chap le lega chlo me tempo le ke aajata hu tab tak sara saman pack karke rakh dena samjhe
Itna bolte hi woh bina kisi se sawal kiye nikal jaate hai aur udhe jyoti aur dharmesh muh phaade unhe jaate hue dekhte hai jaise abhi jo bhi hua woh abhi tak unke dimag me process hi ho raha hai
S. O. (bahar se chillake) :- chlo saman pack karo
Yeh aavaj sunte hi dono ko hosh aata hai aur turant bhagte hue sara saman pack kar dete hai aur nikal jaate hai naye ghar
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut acha kiya bade papa ne aur sir ne bhi kuch acha hi idea diya hoga hero ko waise es story ko me padh chuka hun kafi pehle
 
Top