Awesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
ab ye bhediya ki nayi musibat aa gayi, aur turant hi vo gayab bhi ho gaya hai, aur vo sadhu bhi gayab ho gaya hai,
bhai payal ka tanziya roop bahot hi lajawab hai, nani ki har baat par uska tanz kasne ka tarika bahot hi amazing hai,
ab Raj sabke sath uss khoon ke lakir ka pichha karte hue ek bhayavah aur nirjan jungal me pahuch gaya hai,
ab ye bansuri ki sangit ke sath iss nirjan sthan par gana kaun ga raha hai,
bhai sach me aapne itne adbhut tilism ka nirman kiya hai ki mai bata nhi sakta hoon,
ab anjane me hi sab pahadi dhalan par pahuch gaye hai,
Dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update