• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAND

Status
Not open for further replies.

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,844
173
Raaz khul rahen hain... Lekin abhi bhi bahut kuch clear hone baaki hai....Sach kahun to Anand bhai , ye double naam bahut jyada confusion kar rahe hai. Aap ki kahani bhi sirf ek baar me padh kar samaghi nahi jaa sakti hai...... bahut mehnat karni padegi samaghne ke liye.......jab ki kahani ka climex abb samne aa gaya hai...

Waiting next update bhai...
Aapka kahna sahi hai ki abhi kayi suspenses khulne baki hain.
Kahani jab tak apne antim shikhar tak nahi pahuch jati tab tak ye sanshay bana rahega kyon ki ye makad jaal hai.
Jaha tak double naam ke confusion ki baat hai to, double naam teen hi characters ke aaye hain.
Pahla, sheetal aur sadhana, jo ki ab apne asli naam par hain, to inke naam me confusion nahi hona chahiye.
Dusra, Malti, to maine raj ki maa malti ke liye maa shabd likha hai jabki jo start se malti thi, use malti hi likha hai.
Third, raj, to jo start se raj hai kahani ka hero, uska naam hi raj rahega, dusre ka judwa bhai likhunga.
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,844
173
Hahahaha yaha malti or malti me kafi confusiya gaye bhaiya.... Koun si malti kiski maa.... Sala vivekwa itna bada harami raha... Jane kitna khata khola hai... Bechari.... Saala chaku mara to mara koun... Kouno waha thakurwa ka aadmi raha ka... Yaa phir sarwa vivekwa hi maarwa diya usne..... Or ye madari ne hi raj ko uthaya raha... To phir gaya kahan wo... Humko to lagta hai sala ye bhi jhutha hai... Game khel raha... Yahi black star hai... Jaise seetal sadhna ko fasaya yaha bhi raaj ko fasane me koi kasar nhi chhodi thi... Or golu madar ab kaha gaya... Itna gareeb golu madari.... Achan se registan me mahal kaha se banwa diya koun saa maya racha sasure ne... Sab jhil maal hai.... Saale black ? .......... Sala kuttreya..... Star bhi koi black hota hai....
Jo starting se Malti thi use maine malti hi likha hai aur jo nayi malti thi, use maa likha hai. Jaisa ki maine pahle bhi kaha tha ki kahani jab kale kamre me jayegi to black star ke makad jaal me ulajh kar rah jayegi. makad jaal se jitna bhi bahar nikalne ki koshish karo, vo utna hi ulajhta chala jata hai, tabhi maine ise makad jaal kaha hai. Chaku kisne mara, ye aage pata chal jayega.Golu madari iss kahani ko suljhane me ek bada turning point hai, lekin ek kirdar aur bhi hai jis par kisi ne dhyan nahi diya, Naina. Golu madari par shaq to banta hi hai. sabse pahla shaq to issi baat par jata hai ki usne uss bachche ka naam raj hi kyo rakha, jabki uske judwa bhai ka naam bhi raj tha to..? koi dusra naam kyo nahi rakha...? Manav nirmit star to kisi bhi rang ka ho sakta hai.
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,844
173
Super Duper Hit & Awesome & Mast & Very Nice Update Bro

Waha aakhir asli sheetal ne b kamaal kr diya y b bahut pyaar krti h super jis sale langde ne sb ka chutiya kata sheetal ne uski b maar li hahahaha


Ohh teri sala y kya malti ka pagal jesa hona esa lg rha h jese malti ka b double role h sala is hum shakal ke chakkar ne to black star k sath raj ki family or yaha readers sb ka dimag ghoom rakha h

Esa b ho sakta h bad m madari black star se mil gya ho or sheetal or sadhana k conversation se b vivek ka black star hone ka fout bad rha H




Waiting
Shukriya Fighter bhai iss khubsurat prati kriya ke liye.
Sheetal bhi black star ko uski hi juban me jawab de rahi hai matlab ki mind game khel kar.
Malti ki koi hum shakal nahi hai bhai.
Ab to sirf black star koun ho sakta hai, sirf iss par suspense create ho raha hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top