SAAND
UPDATE-297
Hum jhadiyo ko raste se hatate huye aage badhne ka rasta banate banate chalte gaye…aise hi chalte chalte thodi doori par kuch khandahar jaisa kuch nazar aaya.
Iron man—lagta hai ki vahi hoga..
Raj—hmmm..chalo dekhte hain..
Hamne tezi se kadam badhate huye akhir uss toote phute ghar tak ka rasta tay kar hi liya..lekin vaha pahuch kar jaise hi hamne uss khandahar me ghusne ke liye apne kadam aage badhaye ki tabhi achanak…
Ab aage…….
Meri nazar uss lagbhag dharashayi ho chuke khandhar par padi to main kuch pal ke liye chounk kar rah gaya…uski banawat hi kuch iss tarah ki thi ki mera use dekh kar chounkna swabhavik hi tha…uss ghar ke ya phir sahi shabdo me use ghar ki bajaye aalishan mahal kahna hi adhik upyukt hoga kyonki vah kafi bade bhu-bhag par bana hua tha jiski teen taraf ki deeware aadhi gir chuki thi…vah ghar ya mahal paanch kono ki sanrachna se banaya gaya tha.
Raj (hairan, mann me)—ye ghar paanch kono wala kyon hai ? ise aisa banane ke piche kya vajah ho sakti hai ?
Prem—raj kya soch me pad gaye ? andar chalna hai ya phir vapis lout chale ?
Iron—iss khandahar me aane ka kya matlab hai yaar ? yaha andar pata saanp ya bichchoo bhi ho sakte hain, black army se to kisi taraf bach ke aa gaya lekin agar inhone ek baar kaat liya to bachna mushkil hai.
Raj—pata nahi yaar bas mann me iss ghar ko dekhne ki ichcha huyi to chala aaya..ab jab yaha tak aa hi gaye hain to ek baar andar chal ke bhitar ka nazara bhi dekh hi lete hain.
Sorbobhuk—theek hai chalo phir lekin savdhan rahna kya pata andar kaisa khatra ho..
Raj—hmmm..chalo..
Hum savdhani se beech me jagah jagah lage huye jaalo ko hatate huye andar aa gaye…lekin vaha malbe ke atirikt kuch bhi nazar nahi aa raha tha ..haan, itna jarur tha ki ghar double manzil ka bana hua tha…dono hi manzil ke kuch avshesh ab bhi shesh the, chhat jarur gir gayi thi.
Upar wali manzil par six room ke sath ladies bathroom tha aur uske hi niche ground floor par gents bathroom aur itne hi kamre bane huye the…hamne vaha kuch der tak ghum phir kar dekha kintu kuch bhi hairatangej baat nazar me nahi aayi to hum vaha se vapis lout aaye.
Sorbobhuk—main pahle hi kahta tha ki yaha aana bevkoofi hai..hame sheetal didi ke sath sath ab chodu gang ko bhi talash karna hai aur samay bahut kam hai hamare paas.
Iron—mere khyal se hame ab planning kar ke sheetal didi aur chodu gang ko khojna chahiye, aisa karne se hum charo me se kisi na kisi ko to kamyabi mil hi jayegi…warna ek hi disha me bhatakte rahenge aur vaha vo black star apne manshubo me safal ho jayega.
Raj—nahi yaar, alag alag jane me risk hai.
Iron—hamare paas dusra koi chaara bhi to nahi hai..ya phir tumhare paas koi plan ho to batao..
Raj—prem bhai, tum abhay aur uski haweli par nazar rakho…sorbobhuk aur iron man tum dono chodu gang ko talash karne ke sath sath unse contact karne ki koshish karo aur main sheetal didi ki khoj karta hu.
Teeno—ok
Raj—aur haan, apne phone on rakhna..
Iske baad plan final hote hi sab apne apne kaam me bataye anusar lag gaye..prem, abhay ki haweli ki taraf chala gaya.. baki dono chodu gang ki talash me nikal gaye aur main apne kaam me lag gaya lekin mera mann behad ashant ho raha tha.. nirasha mere upar havi ho rahi thi.
Mere paas sirf teen din ka samay bacha tha aur ab tak main apni talash me jaha se chala tha, apne aap ko vahi khada pa raha tha, black star ki koi pahchan mere paas nahi thi aise me do din baad use khatam karna bahut kathin kaam lagne laga tha.
Raj (mann me)—mujhe lag raha tha ki unn paheliyo ka kuch na kuch sambandh jarur hona chahiye uss ghar se lekin uss ghar me to kuch nahi mila, jaisa mujhe laga tha..ab kya karu, kaise apni manzil tak pahuchu ? mere paas aaj ko chhod kar do hi din ka time hai aur ab tak black star ya phir wasiyat ke baare me meri jankari lund bate paratha hi hai…ragini didi ki bhosdi saas ne jis shakhs ka naam liya tha, vo sun kar mujhe poora yakin tha ki yaha kuch to jarur milega jiska mere maqsad se bahut gahra sambandh hai lekin vaha jane ke baad khali lawda hilate vapis aana pada..agar do din me maine wasiyat ko khoj kar uss madarchod ke hawale nahi kiya to meri sadhana nahi bachegi aur vo madarchod phir na jane kya karega sadhana ke sath..
Raj (ghabra kar)—nahii..nahi..main apni sadhana ko kuch nahi hone dunga..mujhe har haal me unhe bachana hoga..chahe isme meri jaan hi kyon na chali jaye..haan, mujhe bachana hi hoga…lekin kaise ? koi surag bhi to hath nahi lag raha ? kab tak andhere me bhatakta rahunga ? ab kaha se talash shuru karu ? (kuch soch kar) kyon na iss ghar ke baare me pata lagau, shayad kuch nayi jankari mil jaye ? dusra koi rasta bhi samajh me nahi aa raha hai, ab risk lena hi padega mujhe.aap chinta mat karna didi, main har haal me aapko bachaunga, agar aisa nahi kar paya to meri jaan jana bhi nishchit hai.
Mann hi mann kuch soch kar main uss ghar se nazdik ke ilako me ja ja kar uss ghar ke baare me puchtach karne laga, lekin ek to ye ghar bahut purana tha dusra new generation ko iske baare me malum nahi tha aur teesra, ye bhag main abadi ke hatkar tha isliye koi bhi iss ghar ke baare me kuch thos jankari de pane me asmarth the.
Raj (tension se mann me)—sale sab ke sab madarchod hain…inki maa ko chodu kisi ko kuch malum hi nahi hai uss ghar ke baare me…pardada ji tumhari maa ka bhosda..itni paheliya likh kar meri upar ja kar gaand marwa raha hai bhosdike aur yaha main chutiya bana ghum raha hu…lagta hai ki tu apni wasiyat bhi gaand me daal ke le gaya hoga ? ab kya karu, kaha jaau, kisse puchu ? …kyon na golu madari se pata karu ? ho sakata hai ki shayad use kuch malum ho ? akhir vo har jagah ghumta phirta rahta tha..(kuch yaad aate hi)..lekin vo madarchod bhi to ghar se bahut samay se gayab tha..kya pata vapis louta hoga ya nahi ? phir bhi ja kar ek baar dekhne me kya harz hai..ho sakta hai ki vapis aa gaya ho ?
Phir mann me golu madari se hi milne ka faisla kar ke main uske gaon ki taraf chal pada lekin vaha pahuch kar bhi mere hath nirasha hi aayi kyonki abhi bhi uske ghar me taala latka hua mila..phir kuch vichar kar ke main ussi budhiya ke yaha chala gaya jisne mujhe golu madari aur naina ke gayab hone ke vishay me bataya tha…Mujhe dekhte hi vo behad khush huyi.
Raj—maayi, naina aur baba vapis aaye ki nahi ? unke ghar me abhi tak taala laga hua hai ?
Budhiya—kaha aaye beta..na jane dono baap beti kaha chale gaye..? jab se gaye hain tab se unka koi ata pata nahi hai.
Raj—(mann me)..kyon na isse hi puch kar dekha jaye, shayad kuch pata ho ?
Budhiya—tum baitho beta, main tumhare liye kuch khane pine ko lati hu.
Raj—nahi..nahi maayi..mujhe abhi bhukh nahi hai..achcha maayi..ek baat puchni thi aapse..
Budhiya—haan, pucho beta..tumhe to maine bachpan se apni god me khilaya hai..mujhse kuch puchne ke liye tumhe aagya lene ki jarurat nahi hai beta..pucho..
Phir maine usse vahi ghar ke baare me pucha lekin usne jo bataya vo mere liye kafi hairan karne wala tha..
Budhiya—mujhe jyada kuch to pata nahi hai lekin maine apni saas aur ek baar golu madari ke muh se ye baat jarur suni thi ki vo mahal numa bada ghar rajasthan ke ek bahut bade admi ne banwaya tha..poore rajasthan me unhe seth ji ke naam se jana jata tha…unke 12 ladke the aur unki 12 biwiya sabhi ek sath sanyukt pariwar me rahte the..unke bade bete (pardada) ko chhod kar baki sabhi nikamme aur aiyyash the, isliye unhone marte samay apni poori jaydad apne bade bete (pardada) ke naam kar gaye..unke marne ke kuch samay baad se hi baki bhai jaydad par apna kabza jamane ke liye kshadyantra rachne lage..lekin phir na jane kya hua ki vo sab ek ek kar ke uss ghar se achanak hi gayab ho kar kaha chale gaye ? bas mujhe isse jyada nahi malum..
Raj (shocked)—kyaaaa..12 ladke the aur unki 12 biwiya ?
Budhiya—haan, har ladke ki ek biwi..lekin tum ye sab kyon puch rahe ho ? golu bhi jab dekho uss ghar ke baare me meri saas se puchta rahta tha.
Raj—bas aise hi…lekin aapki saas ko ye sab kaise malum tha ?
Budhiya—kyon meri saas ki saas uss ghar me naukrani ka kaam karti thi isliye thoda bahut meri saas ko unki saas ne bataya hoga aur meri saas ne mujhe.
Raj—ohhh ..(mann me)..kahi uss paheli ka sambandh inn 12 ladko aur unki 12 biwiyo se to nahi hai ? kya thi paheli..? haan, yaad aaya..
“Seth Sethaain Baarah Jodi, Seth Ka Kurta Lamba…Upar Se Sethaain Moote, Seth Kahe Har Ganga”
‘’सेठ सेठाइन बारह जोड़ी, सेठ का कुर्ता लम्बा ----ऊपर से सेठाइन मूतै, सेठ कहे हर गंगा”
Uske baad main thodi der aur idhar udhar ki baate karne ke baad main vaha se rawana ho gaya phir se uss ghar me jane ke liye..pahuchte pahuchte ab tak sham ka andhera ho chala tha..maine mobile ki torch on kar ke uss ghar me phir se ek nayi ummid ke sath ghus gaya.
Raj (mann me)—agar iss paheli ka sambandh iss ghar se hai to iska (paheli ka) matlab kya hai ? seth, sethaain 12 jodi ka matlab to samajh aa gaya lekin seth ka kurta lamba aur upar se sethaain moote, seth kahe har ganga..iska kya arth hua ? kya pardada madarchod, lamba kurta pahanta tha ?..iski maa ko chodu, inn paheliyo ne to mood ki gaand maar ke rakh di hai.
Main mobile torch ki roshni me vaha toote phute har kamre me ghum ghum kar dekhne laga magar kuch bhi aisa nazar nahi aa raha tha jisse ki mujhe koi aage ka rasta samajh me aaye..kintu tabhi mere dimag ki batti thoda jali..
Raj (achanak hi)—ek minute..ek minute…seth ka kurta lamba se kahi matlab bade kamre se to nahi hai, jo shayad pardada ka raha ho ? aur ‘Upar se sethaain moote, seth kahe har ganga’ iska matlab bathroom se ho ? kyonki ladies bathroom upar hai aur gents ka niche..to saaf jahir hai ki ladies upar wale bathroom ko hi mootne ke liye use karti rahi hogi aur gents niche ka nahane aur mootne ke liye use karte honge ?..haan, yahi raha hoga..lekin phir bhi paheli ka pardadi ke upar se mootne aur pardada ke niche nahane se kya sambandh ho sakta hai ? jo bhi ho par kuch to jarur hai..chalo pahle bathroom hi dekh liya jaye..
Main bari bari se dono bathroom dekhne laga magar kuch samajh nahi aaya to bahar aa kar room check karne laga..niche ka ek room jarur baki ke muqable kafi bada tha to main usko hi dekhne me ghanta bhar laga raha lekin iski maa ko chodu, kuch samajh nahi aaya..akhir thak haar kar vapis ek jagah baith gaya aur sochne laga.
Raj (mann me)—madarchod, kuch bhi samajh me nahi aa raha..chalo dusri paheli ke baare me sochta hu isko maa chudane do apni…kya thi dusri paheli..? haan, yaad aaya…
“Agal Bagal Chaara , Beech Mein Indaara ”
“अगल बगल चारा (घास) , बीच में इंदारा (बड़ा कुआं)”
Raj (mann me)—ab bhala iska kya matlab ho sakta hai madarchod..? agal bagal chaara aise likh diya jaise ki jhaant ho..( kuch yaad aate hi)..arrey haan, kahi iska matlab ‘BUR’ to nahi hai ? jarur bur hi hona chahiye…agal bagal jhaant, beech me bur ka gaddha…jarur yahi hai..bur hi hona chahiye iska jawab..lekin wasiyat ka bur se kya lena dena ? ya phir ye paheli pahli paheli se sambandhit ho ? ..(sochte huye)..agar inn dono paheliyo ko jod kar dekha jaye to sethaain (pardadi) upar se mootti hai aur pardada niche naha raha hota hai aise me pardadi ki bur kaha par hogi ?..toilet sheet ke upar..good. mil gaya jawab..
Main turant vaha se uth kar upar wale bathroom me gaya aur toilet sheet ko nikalne ka jugad karne laga..jab kuch jugad hath nahi laga to vaha pade huye patthar se usko todne ki koshish me jut gaya..akhir meri mehnat rang layi…toilet sheet jaise hi tooti, maine usko ukhad liya..lekin madarchod, kuch nahi mila.
Raj (mann me)—iss pardada ki maa ka bhosda madarchod..yaha kuch nahi hai..phaltu me mehnat karwa diya bhosdi ke ne..iski sethaain (pardadi) ko chodu..pardadi ki bur me to kuch nahi mila..ab chal ke pardada ka lawda todta hu..
Uske baad main pardada ko mann me dhero gaaliya dete huye niche wale bathroom me aa gaya aur vaha tod phod karne laga..lekin bathroom ke farsh ki jaise hi ek jagah ki tiles tooti to jaise mere dil me umang ki ek nayi lahar paida ho gayi… vaha tiles ke niche lagbhag ek hath ki gahrayi par ek golakar wall (chakri type) laga hua dikhayi diya.
Raj (hairan)—ab ye kya hai madarchod ? kahi phir se to koi paheli nahi mil jayegi bhagwan..bachana iss baar..paheli mat dena ab ki..chalo isko ghuma ke dekhta hu..ho sakta hai ki pani ke pipe ka wall ho lekin agar aisa hai to isko itni khufiya jagah par lagane ki kya jarurat thi ? chalo jo hoga dekha jayega..pardadi ki bur ka naam le kar isko ghuma hi deta hu..
Maine vaha hath daal kar uss wall ko ghumana chaha lekin vo madarchod tas se mas nahi hua..ye dekh kar maine aav dekha na taav gusse se ek bada patthar utha kar uske upar thok diya….vo kahte hain na ki laato ke bhoot baato se nahi mante..aisa hi hua, patthar lagte hi uss madarchod ki gaand phat gayi..
Iss baar maine jaise hi ghumane ke liye thoda jor lagaya to vah karr..karr ki awaz ke sath ghum gaya..lekin agle hi pal chounkne ki bari meri thi.