• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Samraat ..The Tales of Debauchery, Hate & Revenge

Daksh The King

Active Member
905
6,390
124
Covid Se Pahle....

covid se pahle meri busyness kuch aisi thi.. mere liye lunch ka samay nikaal pana mushkil tha... mera kaam hi aisa tha.. upar ki krpa se sab koshal mangal tha.. par covid ne aisa disturb kiya.. kuch aise halat kharab hue.. karze ke bojh tale ja daba.. jo abhi tak utar nahi saka... life jaise taise kat rahi rahi thi..
samay freee tha bohut free tha.. so XP ko khub samay dia maine...

parrr abbb

uparwale ki krpa se mera dhanda firse apni routine par aane laga ha... aise me samay ki firse kami ho gayi ha mere paasss....
ab aap sab se juda hon to to juda rahunga.... update ki speed kabhi zayda samay mila to zayada likh kar post kar dia karnga....
kam mila to kammm...

jaise hi last kuch days se udpate likhna to door ki baat.. likhna kya ha. wo bhi nahi sochne ka samay tha mere paas..

aaj kuch din me samay mila.. to socha kya likha jaaye.. fir abhi dedh ghante me update likh daala... aur post bhi kar di...

so update let ho to mayus nahi hona.. updates aate rahenge.. der se sahi.. par aap ka sath bana rahega...

Thanks For You Love......
 

Naughtyrishabh

Well-Known Member
9,684
29,048
218


Episode:57





master chi-fang sari karwai dekh rahe the. par ab unka lok seva ka samay beet chuka tha. ab samay shuru hoa tha daksh ka, SAMRAT ka.. GURU JI bhi sab jaante the. kuch bhi unse chhupa hua nahi tha. wo to pahle se hi jante the. par kisi ki help nahi kari. daksh ki aur na uske parivar ki. hamle hone se pahle ka kuch nahi bataya GURU JI ne. aisa hi kuchh master chi-fang ke maamle me bhi tha.

ye safar ki shuruaat thi.. daksh ke SAMRAT banne tak ke safar ki. halaat kaise kaise badal kar aa karte han zindagi me. ye bataya nahi jata.. samay khud bataya karta ha. daksh ko bhi pata chal raha tha. khali telipethy se wo to kya dunya ka koi bhi shaktishali insan kuch nahi kar sakta. budhhi...dimag..brain ke use se badalti han taqdeeren bhi aur halaat bhi. control me aati ha aati dunya aur halaati. agar buddhi ho aapke paas.. daksh ke paas telepthy ke sath sath buddhi bhi thi aur shimuna jaisi supernatural power rakhne wali nimuns bhi.. fir bhi daksh payal ke apaharan ko rok nahi saka. fir bhi daksh apni haveli ko tabah hone se bacha nahi saka.

satark rahna padta ha har dumm aur ye baat bhi mind me bithani padti ha. jab bhi koi buddhi ke istemal me bartari sabat kar gaya.. wo vijeta kahlayega..

khel khela tha shakuntla ne.. budhhi ka istemal kiya tha shakuntala ne. underworld wale..BAO wale RPO wale haveli par chadh daude.. sab ka ek hi laksh tha.

DK ya shimuna....

ya DK ko ghutne tekne par majbur karne ke liye koi bhi DK ke parivar ka khas sadasy.

aur is maamle me baazi maar gayi thi sophia.. jo ghayal bhi thi.. ek baazo se ek hisab se mahrum bhi thi.. apne desh me bethi wo buddhi ka use karte hue daksh ko, sabko cheat kar gayi thi. apni strong buddhi ka loha manwa liya tha sophia ne...

sophia ke hath payal lagi to wo apna sara dard, sara gham bhul gayi.. aur khushi se cheekh uthi.... wahi uske bade sare BA bhi apne apne cabin me maujud sab live jaan pa rahe the. ek dusre se baat kar rahe the.. sophia ko badhai de rahe the. aur sophia apne mission ki orr pahle kamyab kadam par khushi se phooli nahi sama rahi thi.. unfit hote hue bhi usne ek mohim sar kar li thi..

shimuna ne piche aane wale RPO aur underworld ek 3 helicopters ke tukde tukde hawa me hi bikher kar rakh diye the. wo sab shimuna ke liye the. wo sab BAO ke helicopter par hamla karke usse uska shikar chheen lena chahte the. DK par unka palda bhari rahe. ye soch kar wo aaye the. par BAO walun ko kuch karna hi nahi pada.. shimuna ne hi bina pattharo ke teeno helicopters uda diye the.. un helicopters ke gas nahi thi.. shimuna ko der nahi lagi aur teeno chopars maar giraye..

par shimuna yahan safal hoke bhi asafal rahi.. wo payal ke liye kuch nahi kar saki.
BAO wale pahle hi sari tyari kar chuke the. helicopter ka rukh mumbai sea side tha.

shimuna ne dekha.. wahan pahle se ek submarine maujud thi. payal ko us submarine me daal kar wahan se lejaya jaane laga.

shimuna dukhi hoke soch rahi thi. daksh ki didi ke liye wo kuch nahi kar saki.

aise samay par daksh uske dimag me pohncha.. sab dekha aur jaana to bade shaant mann se bola.

daksh: jo hona tha wo ho gaya shimi.. tum laut aao. BAO wale to kya, unki maa bhi meri di ko wapis karegi. ek baar main sabko safe kar lon. fir unko bhi dekh longa.

shimuna dukhi hote hue: daksh humse laparwahi hui.

daksh: nahi! aisa mat socho. hum se koi kotahi nahi hui ha. bas kismat ka fer tha. na tumse koi galti hui na mujhse. payal di ko chhat par raat ke is samay jane ki zarurat hi kya tha. unke jate hi sab hona tha. kai gangs ka milkar haveli par chadhai karna hamari nakami ka reason bana ha shimi. aur abhi hum is khel ke mahir khiladi bhi nahi ha.

shimuna: to bano na daksh! aise to sab kuch khatam bhi ho sakta ha.

daksh: samay! shimi samay! dunya ki kisi bhi field me shamil ho jao. kabhi bhi dino me puri tarha koi bhi trainned nahi ho sakta. tumne dekha, humne ek aur dhayan diya to dusri aur se maat kha gaye. main SAMRAT bankar saamne aata to bhi khel bigad sakta tha.

shimuna: to ban jate na SAMRAT.. payal to bach jati.

daksh: di ko ab bhi kuch nahi hoga shimi.. helicopter ke andar ki awaz sunkar bhi main us awaz wale ke dimag me nahi ghusa. wo super agents the sabke sab.. aise samay par agar SAMRAT wahan pohnchta to wo samjh jate. DK aur shimi ke sath SAMRAT ka kuch na kuch sambandh zarur ha.. aise me di ke liye khatra badh jata. dunya pahle hi mere tumhare piche han. power badhane ke liye kuch bhi kar jaye ye dunya. aise me meri telepathy wali power jan kar mere liye aur bhi pagal ho jati. di ke liye to fir wo aur bhi khatarnak ho jaate.. main samjh gaya hon shimi. khel keval telepathy se nahi dimag se bhi khelna padega mujhe. aisa mujhe master chi-fang ne bhi bataya tha. par achanak se hue hamle me bhi active rahna badi baat hoti ha. aur iss maamle me hum dono hi nakam hue. par baki sab ko bacha kar safal bhi rahe hum.

shimuna ne ek lambi saans li aur: kahan ho tum is samay.

daksh: ek safe house par hon. wahan se sab ko asharam ki or rawana karne wala hon.

shimuna: haan ab kisi ka yahan par rahna sahi nahi ha. tumhe yaad ha na, GURU JI ne kaha tha. nimuns kabhi bhi tabahi machane ke liye maidan me kood sakte han. aise me sabko safe karna zaruri hoga.

daksh: main abhi nahi jaa sakta. tum aisa karo. tum sabko asharam tak pohncha aao. fir hum di ke liye nikalte han.

shimuna: main har dum tumhare sath rahna chahti hon daksh

daksh: pahle yahan to aao.. sab ko chhod aao. fir dekhte han.


wahin alka ko khabar mili haveli par kai ORGs ne milkar hamla kiya ha. sunkar alka guse aur chinta me aa gayi.

turant RAW team ke sath helicopter me beth kar wahan ke liye nikal padi. wahan ponchi, tab tak bache khuche agents wahan se farar ho chuke the. alka haveli ki tabahi dekh kar dukhi ho gayi. yahi wo jaga thi, jahan usay uske parivar ko kho dene ke baad ek naya parivar mila tha. ye wahi sthan tha, jahan usne zindagi ki gumshuda khushiyan firse paayi thi. yahan ke daro deewar uski achi buri yaadon ke gawah the. alka hasrat se tooti haveli ki deewaron ko, building ko dekhne lagi.

alka ki ankhen nam ho chuki thi. wo mala thaam kar aage badhne lagi. uski dhadkane bohut tez chalne lagi thi. usay pata nahi tha, haveli ke rahne wale zinda bach gaye han, ya sabke sab maare ja chuke han. ya malbe ke niche dabe hue han. alka sab ko sochte hue badi hi dukhi hui aage badhne lagi. raw chief bhi ek helicopter me wahin aa pohncha.

alka mare hue kadmon ke sath aage badhti dikhi to uske paas ja pohnche..

chief ne alka ke kandhe par hath rakh dia.. chief janta tha, alka isi haveli me pal kar jawan hui ha.

chief: main tumhare gham me barabar ki shareek hon alka beti. raja thakur parivar ke sabhi sadasy safe han sivaye ek ke..

alka: sir jo bhi kahna ha, khul kar kahen!

chief: khabar mili ha, haveli dawara haveli se kisi ko kidnap kiya gaya ha. kise? ye pata nahi chal saka. aur dk ke sath sath dusre planet se aayi ek ladki bhi yahi par paayi gayi thi.

alka chonk kar chief ko dekhne lagi.. badbadayi: dk...dusre planet ki ladki..

foran hi alka ki ankhon ke saamne us raat ka dikha sapne me dikha drshy lahra gaya. alka ke dil me dk aur shimuna dono ke liye nafrat ke bhav aa gaye. sapne me alka ne dk aur shimi ko sex karte dekha tha.

alka: sir! mujhe dk ya us behaya ladki se kuch lena dena nahi ha. mujhe ye batayen, kaise pata chala, kisi ko kidnap kiya gaya ha.

chief: basti me hamare agents phel chuke han. wahi detail collect kar rahe han. mujhe sari info sath sath di ja rahi ha..

foran hi chief apne kaan me lagi device ko daba kar dusri aur se kuchh sunne lage. alka dhayan se chief ko dekhne lagi.

baat karne ke baad chief alka se bole: kisi mahila ko kidnap kiya gaya ha alka beti.

alka ek pal ko khush hui: kahin wo kidnap hone wali ladki dusre planet wali to nahi.

ab tak ye khabar raw wale bhi jaan chuke the. dk ke sath haveli me parvesh karne wali ek ladki thi.. anuman yahi tha, helicopter ki or fly karne wale shoes usi ladki ne pahne honge. jise sabhi org walun ne aur haveli ke aas paas ke rahne walun ne dekh liya tha.. isi bina par chief aur sab ka yahi andaza tha, wo ladki hi another planet wali ha. kyu ki uske kad kaath ki bhi baten ho rahi thi.

chief: nahi! jise kidnap kiya gaya ha, wo ladki koi aur ha. kon ha, ye pata nahi chal paya. par wo dusre planet se ayi ladki nahi ha. mumbai ki or badh rahe ek helicopter me usi ladki ko lejaya ja raha ha aur reports ke anusar wo stranger ladki bhi helicopter ke piche ha.


bad ki checking me haveli me kai lashen dekhne ko milen. haveli ke bahar sonali ki laash dekh kar alka chonk gayi.

alka: sir! ye kon ha?

chief: tum nahi janti ho kya ise?

alka: nahi sir! maine ise pahle kabhi nahi dekha.


haveli ke disaster ki detail to subah tak hi sari collect hoti..

wahin asharam me QUEEN ka parivar jo soya nahi tha. baton me laga hua tha. news par dk haveli ki khabren chali to jan kar sab heran rah gaye..

natasha papa: (shocked) raja thakur ki haveli par hamla! raja thakur itne kamzor kabse ho gaye..

natasha chacha: suna nahi tha aapne bhai saab! kuch mahino se raja thakur ke halat bigad kar rah gaye the. jabse wo dk wala matter bana tha.

natasha papa: oooo haaann! betiyon kya aayi. main to sab bhul hi gaya. natasha bhi tv dekh rahi thi. uth kar apne papa ke paas aai aur unke gaal par kiss karke kandhe par sar rakh dia..

natasha: love you papa.. mujhe bhi to sab kuch bhula hua ha... fir kuchh me aate hue.. mujhe to mere dusre parivar ka karz bhi chukta karna tha. jo abhi tak mujhpar karz ha.

mummy:b buri baat ha beti. ye to pahle karne wala kaam tha.

natasha: sorry maa! pahle sab asaan nahi tha. mera mission lamba tha. fir aap sab ke baare me pata chala to aap sab ke paas aa gayi.

chachi: koi baat nahi beti. bass ab kisi dusht papi ko chhodna matt

bhai: ab to hum sab yahan safe han. yahi se apna business bhi handle kar sakte han.

sab isi hisab se baaten karne lage.. aur natasha sochne lagi. dk bhi aam banda nahi ha. dusre planet se aane walun se uska naam jud chuka ha. kuch to baat hogi usme.

dusre planet ki baat kisi ke mann me bhi aati thi to wo utsukta me aa jata tha. earth ke baad kisi aur planet par life ha, pahle koi nahi janta tha. ab sab jaan rahe the. to dusre planet baare bohut si baaten sabke mann me aane lagi thee. QUEEN bhi is baare me sochne lagi.



11:50:PM

komal apni team ke sath delhi shahar se bahar kuch doori par verane me bane ek bade hi-fi farmhouse se kuchh fasle par maujud thi..

kuch seconds hi guzre the. farmhouse ki left side wali puri deewar kai dhamako ke kaaran blast ho gayi.. eenten door door tak girti chali gayi.. farmhouse ke andar kohram mach gaya. andar maujud kuch deewar ke blast hone se udne wali eenton ka nishana ban gaye. kuch door the, wo gun utha ke kuch piche hatkar bina dekhe, tooti deewar wali disha me gun ka rukh kiye, maare ghabrahat ke firing karne lage..

abhi unki guns khamosh bhi nahi hui thee. right side wali puri deewar bhi kai dhamake ek sath hone ke kaaran blast ho gayi. wahan se udti eenten kaiyon ko ghayal kar gayi. kuchh gun khamosh hui to kuch guns rukh badal kar firing karne lagi.

kisi ko kuch samjh hi nahi aa raha tha. ye ho kya raha ha. jab bhi koi sochne ki sochta.. us samay koi na koi deewar blast ho jati..

left fir right side ki deewar udi.. jaise hi sab kuch shaant hue.. farmhouse ke piche wali deewar bhi dhamako se udne lagi.. fir to sab aise dahshat me aaye.. jo bach chuke the. gun phenk kar niche late gaye aur jaan ki aman ke liye cheekhne lage.

farmhouse ki chhat par ke ek heavymachine lagi hui thi. wahan ek banda betha hua bahar dekh raha tha. par uska pura sharir pani pani hone laga tha. kai dhamakon ne uske muscles ko damage kar ke rakh dia tha. uski ungli to heavy machine gun ke trigger par thi. par usay apni ungli me shakti ka ahsas nahi ho pa raha tha. uska pura sharir larz raha tha. aur kaan saain saain kar rahe the..

aise hi samay ek goli khamoshi se chali aur uske sar ke paar ho gayi.

front deewar bhi dhamako ki nazar ho chuki thi. andar cheekhen kam sunai de rahi thi. dhuaan aur dhool mitti zayada udne lagi thi.

neha: bhagwan ki kasam maza aa gaya. barson baad komal ke sath aisa khel khel ke maza aa gaya.

vidhi: aur mujhe bhi.. kutton ki aisi hi cheekhen sun sunkar to mujhe chain ki nind aati ha.

anu: main to jab tak kutton ka khun nahi dekh longi mujhe maza nahi aayega

renu: aur main jab tak kutton ke bade kutte ki boti boti nahi kaat longi mujhe chain nahi milega..

komal sab ko bari bari dekh rahi thi. uske honto par badi pyari muskan thi.

komal: tumhare rahte hi ye kutte sher bane han.. mere gham me na doob kar pahle hi inka kaam tamam kar deti to ye kutte kabse kutte ki maut mar chuke hote.

neha: hehehe.. chief, tumhare sath ke bina shikar ka maza nahi aata humen.

vidhi: tum hi to ho, hamari asli takat.

komal: chalo ab behoshi wale fire karo.. bohut ho gaya tamasha.

sabne ek sath milkar behosh kar dene wali bullet fire karne shuru kar di.. ye mini size ke capsule the. jo kisi chiz se takrate hi phat jate the. aur uske andar ki bina bu wali smell kisi ko bhi pal bhar me behosh kar deti thi.

ye mission khamoshi se bhi anjam diya ja sakta tha. par sabke sar par khun sawar tha. komal ko bhi aisa khel khelne me maza aata tha.

10 minat ke wait ke baad panchu farmhouse ki aur badh rahi thi. dhuan aur dhool ab kam ho chuki thi. sab khamoshi se andar padi lashon ko dekhte hue aage badhne lagi..


.
.
.
.
.
.
.
.
.

aaj ke liye itna hi mitro.. milte han agle episode ke sath jald hi..
::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
 
Top