Oooho I am late bro bc maine bhi socha rakha tha aise hi zombie apocalypse wali story likhunga like mai bahot bada wala fan hu zombies movie or superhero wali movie ka mera next topic yahi tha chal koi na aab plot change kr dunga lekin theam zombie wali hi rakhunga chal bhai koi na per update bahot mast tha waise bhi avi time hai apni wali zombie story ko aane mai usse pehle mujhe meri the power or the lord or the time khatam Krna haiUpdate 1
'Apocalypse'
Main hu Aalok, age 20, 5"10, sada simple ladka, koi pehelvano vali body nhi hai, lekin roj exercise ki vajah se bahut fit aur healthy hu. College me self defence bhi sikha hai to 1-2 bando se nipat sakta hu aaram se.
Meri family me meri Didi - Anjali, age 22, koi jannat ki pari nhi hai lekin khubsurat hai aur main pyar karta hu.
Maa - Kamini, age 44
Papa - Prakash, age 47
Main jab subah utha to kuch ajeeb sa mehsus hua, ek bhayanak si shanti aabo hawa me faili hui thi. Aaj vo tazgi mujhe mehsus nhi ho rahi thi ji roj hoti thi.
Mene uthkar angdai li aur khada hua ki itne me hi ek jordar dhamake ki aawaz se pura mahol hil gya.
Mene hadbadakar dekha to kahi thodi dur duaa uth raha tha aur aag ki lapte nazar aa rahi thi. Meri hairani tab aur badh gayi jab maine dekha ki charo taraf hi kuch aisa manjar tha.
Shahar me jagah jagah aag lagi hui thi.
Aalok - Ohhh bhencho ye kya ho rha hai, aisa lag raha hai jaise ye shahar nhi shamshan hai.
Aaj mujhe uthne me deri ho gyi thi, iss vakt tak maa ki tez aawaz mere kano me padh jati thi. Lekin abhi tak maa ne mujhe aawaz nhi di.
Chhat ki sidhiya sidha ghar ke bahar ki taraf sadak par nikalti thi, isliye koi bhi anjan sidhiyo se upar aa sakta tha, isko rokne ke liye hamne sidhiyo me darvaja lagva rkha tha.
Main uthkar niche jane laga, jaise hi maine sidhiyo ka darvaja khola ki mujhe kuch ajeeb dikha aur mene darkar phir se gate band kar liya.
Aalok - Hhhh! vo kya tha. or kya kar raha tha?
Mene phir se himmat karke gate halka sa khola to mene dekha ki koi aadmi pada hua hai aur ek dusra aadmi uske pass betha hua hai aur kuch kar raha hai.
Mene dhyan se dekha to najar aaya ki vo aadmi uss jameen par pade hue aadmi ko kha raha tha. Khun idhar udhar bikhra hua tha. Aur kuch maans ke tukde bhi yahan vahan gire hue the. Mera ye scene dekh ke hi ulti jaisa mann hone laga tha.
Lekin ab mujhe ghar valo ki chinta hone lagi, BC koi gali me koi narbhakshi ghum raha hai aur kisi ko koi khabar hi nhi hai. Mujhe ab tak unka chehra nahi dikha tha.
Mene himmat ki aur chupke se bahar nikalne laga , main aaram aaram se bina aawaz kiye ghar ke darvaje ki taraf jaa rha tha.
Lekin....
Meri aankho ne kuch aisa dekha ki meri ruh kamp gyi, maano meri duniya hi ujad gyi... Sab kuch khatam ho gya...
Main jor se chillaya,
Papaaaaaaa..........
Meri aankho ke samne jis aadmi ki lash jameen par padi hui thi vo koi aur nhi balki mere papa the. Aur koi unke shareer ko nochkar kha rha tha.
Mere aansu behna shuru ho gye... Papaaaaa...
Meri chikh sunke vo aadmi khada hua aur palta....aur mujhe ghur kar dekhne laga...vo aadmi jo mere papa ko kha rha tha koi aur nhi balki hamare padosi aur papa ke sabse ache dost
Shyam uncle the....
Main - Uncle ye aapne kya kiya, main aapko chhodunga nhi, main aapki jaan le lunga...
Shyam uncle meri taraf badhne lage, vo kuch bol nahi rahe the,.bas dheere dheere meri aur badh rahe the...aur ajeeb tarike se gurra rahe the...
Shyam - gurrr..ahhh...gruhhhh...ggghhhhhrrrr....
Vo meri taraf badhne lage, unki aankhe puri safed thi, jaise unki aankho me putli naa ho... Unka chehra pura khun me sana hua tha...
Vo meri taraf jhapte aur mujhe katne ki koshish karne lage....main apne aapko bachane ki koshish karne laga, mene unki gardan ko pakda hua tha....
Main - Ahhh, uncle...pagal ho gye hai aap...me unhe puches marne laga. Lekin unhe to koi asar hi nhi ho raha tha...
Vo pagalo ki tarah sirf mujhe katne ki koshish kar rahe the...unse ladte hue main jameen par gir gya...aur vo mere upar chadhe hue the...mujhe kuch samajh nhi aa rha tha...main unhe rokne me nakamyab ho raha tha...mene apna ek hath side me ghumaya to mujhe ek eent mili. Mene uss eent ko pakadkar jor se uncle ke sar par vaar kiya ...aur unhe apne upar se dhakka dekar hataya...lekin vo phir khade hue aur mujhe katne ke liye daude...mene khade hokar puri takat se uss eent se vaar kiya aur vo vahi gir gaye...lekin main vahi nhi ruka...mene uske sar par lagatar kai vaar kiye...jisse unka sar puri tarah se phat gya... Phir main side hokar jor jor se saanse lene laga.
Mene apne aapko sambhala, aur jahan papa ki lash padi thi vahan par gya...unhe dekhkar mere aansu nikalne lage...main unse lipatkar rone laga...unka pura sharir khun se gila tha aur unke pet me se antadiya bahar aa rahi thi...main ye dekhkar aur jyada rone laga...
Papa....
Main kuch der vahin baitha raha, phir mujhe maa aur didi ka khyal aaya....
Main - Maa... Didi...vo dono kahan hai...
Maine papa ki ankhe band ki aur tezi se uthkar ghar par bhaga...ghar ke darwaje par bahar se kundi lagi hui thi...
Mene darvaja khola aur andar gya....
Maaaa... Didiiii.....Maa... Didiiii.... Kahan hai aap...
Lekin koi jawab nhi.... Main yu hi chilla raha tha ki achanak se Didi ki awaz mujhe upar vale kamre se aayi...Main daudkar vahan gya...kamre ko bahar se bad kar rkha tha...jab mene darvaja khola...to andar didi aur maa khadi thi...
Maa - Aalok bete...kya hua hai...tere papa hame yu band karke niche gye the....raat me...lekin lautkar nhi aaye...
Didi - Bhai kya hua hai bta...hamne tujhe bhi raat me kai aawaze lagayi thi... Bahar se kuch jor jor se chikne chillane ki aawaze aa rahi thi...papa hame band karke gye aur aaye nhi...tu tha kya unke sath...kahan hai papa.
Main Maa aur Didi ko dekhkar aur emotional ho gya aur rone laga...kaise btau inhe...
Kya hua Aalok bta kya baat hai...tu ro kyu raha hai...aur tere papa kahan hai...bol...dekh ab mujhe dar lagg raha hai...bta de.. Maa Boli
Main - Maapapa hame chodkar chale gye...ab vo iss diniya me nahi rahe...
Ye kehte hi mere gaalo par ek jordar chata pada jo maa ne mara tha...
Sharam nhi aati...ye koi majak karne ki baat hai...aane de unhe...aaj teri belt se pitayi karvaungi...
Main - maa yahi sach hai...bahar... bahar...
Kya bahar...aur maa tezi se niche jane lagi...abhi main unhe rokta ki maa aur didi dono niche jane lagi...
Niche pahunchte hi Maa aur Didi dono ek sath chikh padi....
Aaahhhhhhhhhhh......
Maa ki to jaise duniya hi ujad gyi...Maa aur Didi dono papa ki lash ko dekh ke jor jor se rone lagi...mujhe bhi unki halat dekhke rona aa rha tha...
Vo dono kafi der tak roti rahin...aur maa rote rote behosh ho gyi...main unn dono ke piche khada tha...
Lekin tabhi meri nazar side me padi jahan ek aadmi.. didi ko ghur raha tha aur didi ki taraf chalke aa rha tha... Vo bhi shyam uncle ki tarah hi dikh rha tha...
Didi aur Maa ko khatre me dekhkar main unki taraf daudne laga...abhi vo didi par jhapatta marta usse pehle hi mene ek kick marke dur kiya vo samne ki diwar me jakar takraya...
Vo phir se khada hua aur meri taraf bhadne laga..
Didi to usse dekhkar jam gyi thi...
Main - Didiii Maa ko lekar andar jao jaldi....
Mere jor se bolne par unka dhyan tuta aur vo maa ko khichte hue andar le jane lagi...
Vo aadmi meri taraf aaya to mene phir se ghumakar use ek lat mari aur vo side me jake gira... Mene dekha ki didi almost darvaje par pahuch gyi hai...to main bhi gate ki taraf bhaga...vo aadmi bhi meri taraf tezi se aane laga...main jaldi se ghar ke andar pahucha aur gate band karke ek side me rakhi table khichkar uss gate ke aage laga di...vo aadmi jor jor se darvaja pit ta raha...
Mene didi ko dekha unhone maa ko sofe par lita diya tha...vo meri taraf aayi...
Didi -Bhai ye sab kya hai...vo aadmi...aur papa...papa
Main -pta nhi di...lekin hamne papa ko kho diya hai...
Didi phir se rone lagi...mene unhe apne gale se laga liya...
Kuch der baad...
Kuch sochkar mene TV on kiya aur Newschannel lagaya...news par khabar aa rahi thi...
Emergency... emergency...sarkar ne kiya national emergency ka announcement...
Kuch dino se duniya bhar ke kai jagaho par ajeeb tarah ki khabre aa rahi hai...log ek dusre ko kaat rahe hai...kha rahe hai...ye bimari lagbahag duniya ke har desh me fail chuki hai...hamare Desh me bhi halat bahut bigde hue hai isliye sarkar ne national emergency ka ailan kar diya hai...aur logo ko hidayat di hai ki vo apne gharo me hi rahe...aur rashan ka dekhbhal ke sath istemal kare...abhi iss bimari ke bare me koi jankari nhi hai ki ye kahan se aayi hai...or kya hai...sarkar ne lockdown laga diya...kisi ka bhi ghar se nikalna allowed nahi hai...
Log ise duniya ka ant bta rahe hai...
Sabhi TV channels ko bhi kuch der me band kar diya jayega...hum aapke surakshit rehne ki kamna karte hai...
Ye dekh kar mere dimag me ek hi shabd aaya,
"Zombies"
Update 1

Zombies par movies drama stories sabhi ko bohut pasand aati han. aap bhi aisi hi koi story likho bhai. main zarur read karungaOooho I am late bro bc maine bhi socha rakha tha aise hi zombie apocalypse wali story likhunga like mai bahot bada wala fan hu zombies movie or superhero wali movie ka mera next topic yahi tha chal koi na aab plot change kr dunga lekin theam zombie wali hi rakhunga chal bhai koi na per update bahot mast tha waise bhi avi time hai apni wali zombie story ko aane mai usse pehle mujhe meri the power or the lord or the time khatam Krna hai
Zaror bhai likhunga or koi kaam bhi to nahi hai study ke awala waise apki story bhi bahot achi hai maa ka ladla bigad gaya One 2 Ka 4Zombies par movies drama stories sabhi ko bohut pasand aati han. aap bhi aisi hi koi story likho bhai. main zarur read karunga
oooo Thanks bhai. fir to bohut maze hone wale han. aise topic ke liye to mann chahta hai. kabhi finish hi na hon. koi likhta jaye aur hum padhte jayen.Zaror bhai likhunga or koi kaam bhi to nahi hai study ke awala waise apki story bhi bahot achi hai maa ka ladla bigad gaya One 2 Ka 4
Oooho I am late bro bc maine bhi socha rakha tha aise hi zombie apocalypse wali story likhunga like mai bahot bada wala fan hu zombies movie or superhero wali movie ka mera next topic yahi tha chal koi na aab plot change kr dunga lekin theam zombie wali hi rakhunga chal bhai koi na per update bahot mast tha waise bhi avi time hai apni wali zombie story ko aane mai usse pehle mujhe meri the power or the lord or the time khatam Krna hai
Bro
what a different and lovely start
Thanks Bhai for liking this story,oooo Thanks bhai. fir to bohut maze hone wale han. aise topic ke liye to mann chahta hai. kabhi finish hi na hon. koi likhta jaye aur hum padhte jayen.
meri kahani ke liye Thanks bhai
koshish kar raha hon likhne. dekhte han kaisi likh pata ha.
Bss kya Update likh ke rahi hai ek jaga fash raha hai wahi abhi chora hai Update jaise hi aage ka mind mai aayega post kr dunga UpdateBhai mere mind me kal hi idea aaya tha. Mene chhap di turant. Me bhi zombie movies aur series ka bahut bada fan hu. Hollywood aur Korean sabhi zombie movies dekhi hai almost.
Yeah bro, forum par topic naya hai, to bahut scope hai likhne kaa. Koi bhi likh sakta hai. Aapki story ka wait rahega besabri se.
Filhall to jo story hai aapki unpar update do, chudai ki sabki par update ka intezar hai
Signature mai dalo iss story ko mera favourite genre hai zombie or super heroThanks Bhai for liking this story,
Abhi mene aapki story nhi padhi hai but jaldi padhunga
koi chinta nahi. samay mile to padh lena. mai to bas yahi kahunga. apni is story ki zayada se zayada updates dene ki koshish kijiyega.. bohut achi story hai yeThanks Bhai for liking this story,