• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance SHAURYA:EK VEER

Status
Not open for further replies.
105
195
44
UPDATE 6

Ayush:Kya baat hai Megha itni Paresan kyu ho,padate samay bhi tumhara dhyan nhi tha,ankh se anshu aa rahe the tumhare

Megha:Nhi aisi koi baat nhi hai Ayush bas aise hi,mere ankh mai kuch chala gya hai

Ayush:Nhi koi baat toh zarur hai jo tum mujhe nhi bata rahi ho,dekho tum nhi bataogi,mai naraz ho jaunga

Megha:Acha mai sab bata dungi,maine tumhare liye meri maa ne bahut pyar se palak ka shaag aur bajra ki roti laya hai ise kha lo phir baat karenge…………….

AB AAGE

Ayush megha ka laya hua tiffin khane lagta hai,use bahut acha lagta lekin uske maan mai ek sawaal paida zarur ho gya tha,ayush ka janamdin kal hai,Megha humesha ayush ke janamdin par uske liye yeah khana lekar ati hai aj ek din pahile lekar ayi aur ek azeeb si ghabrahat bhi hone lagi hai use.

Ayush:-Tumhari mummy ne khana bahut badiya banaya hai,maza aa gya,dekhna ek din tum badi ho jaogi tumhare hath ka bana hua khaunga

Jaise ayush se yeah sab sunti hai uska dil rone ka kar raha hai,woh ab ache se jaan chuki hai megha ab kabhi nhi mil payegi lekin chup thi kuch nhi boli

Megha:-Ayush,chutti hone mai 3 ghanta baki hai tab tak tum mere sath baithoge padhne ke liye,please aj bahut man kar raha hai tumhare sath baithkar padhne ka.

Ayush:-Thik hai jaise tum chaho,par tum rogi nhi,wada karo chutti ke baad tum mujhe sab bata dogi kya baat hai kyu tum ro rahi thi

Megha:-Thik hai sab mai bata dungi,pakka

Ayush man jata hai megha ke sath baithkar padhne ko class piche baithkar dono pad rahe hai,Ayush ka dhyan padai par tha,lekin megha sirf ayush ko dekhne mai busy,woh har ek pal sirf ayush ko jee bharkar dekhna chahti hai,pata nhi phir use yeah mauka kab mile

Dusri Taraf Sarita kaam khatam hone ke baad apni beti ko god mai liye bolti hai,

Sarita:j pagaar milega kal tumhare bhai ko aur tumhe mela ghumayenge,ghumogi na mela mere aur ayush ke sath

uski choti si gudiya komal kuch nhi bolti khil khilakar has deti hai phir se bha bha karne lagti hai jaisi bol rahi ho haan mai bhi ghumungi bhai ka janamdin bahut jordar tarike se manayenge,Sarita aise hi apni gudiya ko god mai lekar khelati hai pagaar milne wale line par sab aueton ke pass khadi ho jati hai.

Ek manager hai jiska naam ravi hai hi sabka pagaar de raha tha,sabko ek ek karke pagaar de raha hai jaise hi sarita ki bari ayi,use pagaar deta hai lekin usme do hazaar rupiye kaam the,sarita jab dekhti hai woh ravi se puchne lag jati hai

Sarita:-Sahab apne do hazaar rupiye kaam diye hai

Ravi:-Haan maine tumhare paise kate hai,iski wajah yah hai,tum kaam karne ke bich mai apni beti ko khelane lag jati hai jitna samay tum kaam nhi karti uthna samay tum apni beti par dhyan deti ho

Ravi:-Mai man lagakar kaam karti hun,yeah thoda rone lag jati hai jana pad jata hai,phir bhi mai pura kaam samay par khatam kar deti hun

Ravi:-Yeah sab mai kuch nhi janta,tumhe shikayat karni bade sahab ke pass jao

Kallu hi udhar cabin mai baitha tha usi ke kehne ravi ne yeah sab sarita ko bola tha,sarita ko jab cabin mai ate hue dekhta hai woh apne khatarnak tarike se has deta hai,

Sarita jab dekhti hai kallu baitha hai Ramesh ki kursi par woh hairaan ho jati hai,puchti hai

Sarita:-Badke sahab kursi par tum kya kar rahe ho,

Kallu:-Mai bhi toh sahab hun,mujhe milne mai koi dikkat hai tumhe kab se tumhare piche laga hun,lekin Sali tu bhav hi nhi deti isliye tujhe dhokhe se bhulaya

Sarita Gusse mai:-Acha yeah sab khel tumhara hai,sidhe se mere paise wapas de do warne bade sahab se tumhari shikayat kar dungi

Kallu janwaro jaise haste hue:Sali ja kar de tujhe malum bade sahab meri kitni baat mante hai,teri baat woh sunenge bhi nhi hahaha

Kallu aise janwaron jaisa haskar uske pass ata hai use chune ki koshish karta hai,sarita use ek jordaar thappad mar deti hai jise wahan jitney log the uski gunje sunai deti hai,Kallu ko aa jata hai gussa,gussa mai bolti

Kallu:Sali hath uthati hai,abhi tujhe batata hun in sabke samne tumhari izzat ki dhaziya udegi tab tumhe pata chalega badi akkad hai tere mai,abhi sab nikalta hun,jaise hi woh aage badta hai Ramesh aa jata hai jab dekhta kallu sarita se badtamizi kar raha hai,use gusse mai chillate hue

Ramesh:Kalluuu

Sarita jab dekhti hai bade sahab aye hai bhagkar unke pass jati hai aur bolti hai

Sarita:Sahab isne mujhe dhokhe se bulaya mera pura paisa bhi nhi de raha hai.

Ramesh Gusse mai ate hue,kallu par chilla deta hai

Ramesh:Tu lagta hai apni aukaad bhul gya hai,sidhe se iske sare paise wapas kar warna mujhse bura kuch nhi hoga

Kallu:Sarkaar yeah jhuth bol rahi hai,yeahi humare pass ayi hai,chaho toh manager se puch lo kaun galat hai kaun sahi

Ramesh:-Mujhe kisi se kuch nhi puchna mujhe malum kaun kitna niche gir sakta hai chup chap ise iska pagaar de de tu janta hai kallu mai kya kar sakta hun

Kallu gusse mai ate hue bolta hai

Kallu:-thik hai sarkaar,mai de deta hun

Kallu ravi se bolkar uske sare pagaar de deta hai sarita khush hokar Ramesh ko bolt hai

Sarita:- dhanyawaad sahab aap nhi hote yeah mere sath kya karta iska ehsaan mai zindagi bhar nhi bhulungi

Ramesh:Isme ehsaan ki koi baat nhi yeah tumhare mehnat ke paise hai isme tumhara pura haq hai,maine sirf tumhari madat ki hai,

Ramesh apne jeb se 5000 aur de deta hai bolta hai

Ramesh:Ise rakh lo,mana mat karna yeah bhi tumhare mehnat ke paise hai,ek aurat hokar jis tarah tum apne bete aur beti aur sharaabi pati ko sambhalti ho sab dekha hai maine mai bahut khush hokar tumhe yeah sab de raha hun........
 
Last edited:

Shahrukh

Well-Known Member
5,193
14,375
188
Awesome update bhai keep posting
 
  • Like
Reactions: Smith_15

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,443
17,037
144

Wah bhai mast update hai ye toh
 
  • Like
Reactions: Smith_15

park

Well-Known Member
11,660
13,908
228
UPDATE 5
Namrata:-Manaya maine tujhe,love you sirf papa ko,meri koi value hai kin hi,meri toh kisi ki kadar nhi hai

Megha:-Nhi maa,sorry,I love you meri pyari achi wali mummy

Namrata:-I love you too beta,chal jaldi se so ja kal tujhe school bhi jana hai

Megha:-Haan Maa mai abhi jati hun good night papa,good night maa

Shreyas aur Namrata dono ek sath bolte hai good night beta……….

AB AAGE.........

Unhi Palon ko yaad karke megha ke ankhon mai anshu aa rahe hai aj uska padhne ka bilkul bhi man nhi tha isliye aaj adhyapak kya pada rahe hai uspar dhyan nhi de rahi hai,Bas baar baar ayush ko dekhkar uske ankhon mai anshu aa rahe hai,Ayush ke puchne par bhi kuch bata nhi rahi hai,use dekhkar muskura kar bolti hai kuch nhi hua,Ayush samaj jata hai kuch toh baat hai jo megha chupa rahi hai isliye woh Avkash(recess) hone ka wait kar raha tha,jaise hi avkash hoga usme megha se puch lega kya baat hai kyu aj woh itna udas hai yeah sab sawaal use puch lega.

Tab Tak jante hai Dusri Taraf Sarita kya kar rahi hai,Sarita humesha ki tarah apni 2 saal ki beti ko lekar eeth ke Bhatti mai kaam karne ayi hai,Eeth ki Bhatti Thakur Ramesh Singh ka hai,itna bada kamina admi hai shayad hi koi hoga,aurton ki garibi ka fayda uthakar unki izaat se khelne ka uska pesha ban chukka hai,na jane kitni aurton ki zindagi tabah ki hai usne,is kamine ka koi koi kuch bigad hi nhi sakta hai yahan ke sarpanch se lekar police adhikari sab ise mile hue hai,jab iske khilaaf koi awaaz uthata use mar ke gayab kar deta.

Eeth ki Bhatti logon ko dikhane ke liye khola hai isne,iska asli dhanda toh ghanja,drugs,chote bachiyaon ko uthakar bechna hai ise se usne bahut sari kamai ki hai kamine,Eeth ke Bhatti mai jo bhi aurten ya chote bache use pasand ate hai use uthwakar gayab kar deta tha unhe bech deta tha aur khud bhi maze le liya karta hai.

Thakur Ramesh singh ki ek beta hai Ravi singh jo bahar Mumbai mai pad raha hai pad kya raha hai apne baap ke kadmo par chalkar udhar galat kaam kar raha hai,sala bahut sare gangster,underworld sab se mila hua hai unlogon se hath milakar bahut sari tabahi machayi hai usne,College ke principal se lekar wahan ke commissioner bhi uska sath dete hai sale ne sabko apne niche dabakar rakha hai,Baap ki tarah ladkiyan bhi iski kamzori hai,na jane kitne logon ka ghar barbaad kar diya hai,sale ki dehsat hai pure Mumbai mai.

Thakur Ramesh Singh Ki patni Arti singh badi ghamandi aurat hai apne pati aur bet eke galat kamon mai unka sath deti hai unlog ki tarah yeah bhi galat kaam karti hai,yeah garib logon par jurm jaise uski adat si ho gyi hai,jab bhi man karta hunter unlogon ko maar diya karti hai,sharaab ki lat hai isse isliye sharab ki adde banayi hai uski smuggling karti hai,yeah parivar ki wajih na jane kitne logon ko is gandi aadat ki lat lag gayi,ghar ke mardon ko iski talab lag jati uska fayda Thakur Ramesh singh utha liya karta hai,sharaab ka lalach dekar jaise abhi bataya gya waisa kaam karta hai.

Yeah Kamino Ka bhi ek sardaar hai khunkaar bhediya hai uske baare mai baad mai bata diya jayega filhaal ke liye itna janna jaruri hai Ramesh,Ravi,Arti is bhediya ke paltu kutte hai,uska sirf yehi kaam hai yeah teeno se dhanda karana apne samrajya ko bahut bada karna uski dehsat itni hai uska naam sunte hi mantriyon se lekar police wale aur bahut sare criminals bhi ise darte hai.

Sarita niche tauliya bichakar apni ladli bitiya ko rakhkar kaam karne mai vyasth hai,aur aj bahut khush bhi thi,aj use pagaar milne wala hai,jise kal ayush ka janamdin mana sakti hai.Wahi 2 ankhen is bichari ko hawas ki nazar se dekh rahe hai,aisa nhi hai sarita in hawainon ke kale kartooto ke bare main nhi janti sab janti hai,lekin sab sehti rehti hai,uski mazburi hai apne bete aur beti ke parvarish ke liye in haivonon ke bich kaam karna pad raha hai.

Sarita kaam kar rahi wahi kallu sala Ramesh singh ka naukar hai ek no ka kamina hai,aur chalaak hai,Ramesh ke niche na jane kitna maza karta hai jiski khabar abhi tak Ramesh singh ko nhi hui,Ramesh singh ki naak ke niche isne bahut sare galt kaam kiya hai is saab se anjaan Ramesh Singh ise apna faltu kutta samajta hai,ache khase ghar mai aag lagana usme maharath hasil hai,Ramesh singh ko bhadkane mai isne koi kasar nhi chori hai,un do ankhon mai ek ankh kallu ki bhi thi jo sarita ko bhogna chahta hai,kallu malik se kehta hai

Kallu:-Sarkaar,itni aurton ko apne khaya hai ise kahe chor rakha hai,is bhi ek din shikaar kar lo.

Ramesh:- Arey Kallua,yeah khane wali chiz nhi hai rey,yeah toh pyar karne layak chiz hai,ise toh mai apni patni banaunga,iske gusse mai bhi ek tez hai jo dil ko ghayal kar deti hai,ek baar haan kehde iski ghulami karne ko tayaar hoon,dekhta nhi kitni sundar hai aisa lagta hai yeah gaon ki nhi mehlon ki rani hai.

Kallu:-Baad aap toh sahi keh rahe ho sarkaar,par sarkaar jaldi kuch kariye,warna sone mai jung lagne mai bhi deri nhi hogi.

Ramesh:-Teri mansa saaf samaj raha hun,meri ko bhadkake tu bhi isko pana chahta hai

Kallu:-Nhi sarkaar,kabhi maine apke khilaaf gya hun jab ab jaunga woh toh isliye keh raha tha,sarkaar ek baar apne dil ka haal bata do dekho kaise apke pass ati hai,waise bhi iska pati sharaabi hai kisi kaam ka nhi,pyasi toh yeah bhi hogi

Ramesha:-Sab samajta hun,chal tu bhi kya yaad rakhega yeah agar maan jayegi,tu bhi iske maza le lena,lekin jo bhi karenge pyar se baki aurton ki tarah iske sath ko jor jabardasti nhi karenge.

Kallu:-Jaisa aap kahe Sarkar apki batein salakhon par

Ramesh aur kallu dono khi khilakar hasne lag jate hai

Is baat se anjaan dono mai kya baat ho rahi hai apne kamon mai vysath ho jati hai.thodi thodi samay apni ladli betiyan ko bhi dekh leti hai.

Yahan dusri Taraf Avkash ke samay Jab ayush megha ke pass ata hai,ayush puch lag jata hai

Ayush:Kya baat hai Megha itni Paresan kyu ho,padate samay bhi tumhara dhyan nhi tha,ankh se anshu aa rahe the tumhare

Megha:Nhi aisi koi baat nhi hai Ayush bas aise hi,mere ankh mai kuch chala gya hai

Ayush:Nhi koi baat toh zarur hai jo tum mujhe nhi bata rahi ho,dekho tum nhi bataogi,mai naraz ho jaunga

Megha:Acha mai sab bata dungi,maine tumhare liye meri maa ne bahut pyar se palak ka saag aur bajra ki roti layi hun ise kha lo phir baat karenge…………….
Nice and superb update....
 
  • Like
Reactions: Smith_15

parkas

Well-Known Member
28,182
62,354
303
UPDATE 6

Ayush:Kya baat hai Megha itni Paresan kyu ho,padate samay bhi tumhara dhyan nhi tha,ankh se anshu aa rahe the tumhare

Megha:Nhi aisi koi baat nhi hai Ayush bas aise hi,mere ankh mai kuch chala gya hai

Ayush:Nhi koi baat toh zarur hai jo tum mujhe nhi bata rahi ho,dekho tum nhi bataogi,mai naraz ho jaunga

Megha:Acha mai sab bata dungi,maine tumhare liye meri maa ne bahut pyar se palak ka shaag aur bajra ki roti laya hai ise kha lo phir baat karenge…………….

AB AAGE

Ayush megha ka laya hua tiffin khane lagta hai,use bahut acha lagta lekin uske maan mai ek sawaal paida zarur ho gya tha,ayush ka janamdin kal hai,Megha humesha ayush ke janamdin par uske liye yeah khana lekar ati hai aj ek din pahile lekar ayi aur ek azeeb si ghabrahat bhi hone lagi hai use.

Ayush:-Tumhari mummy ne khana bahut badiya banaya hai,maza aa gya,dekhna ek din tum badi ho jaogi tumhare hath ka bana hua khaunga

Jaise ayush se yeah sab sunti hai uska dil rone ka kar raha hai,woh ab ache se jaan chuki hai megha ab kabhi nhi mil payegi lekin chup thi kuch nhi boli

Megha:-Ayush,chutti hone mai 3 ghanta baki hai tab tak tum mere sath baithoge padhne ke liye,please aj bahut man kar raha hai tumhare sath baithkar padhne ka.

Ayush:-Thik hai jaise tum chaho,par tum rogi nhi,wada karo chutti ke baad tum mujhe sab bata dogi kya baat hai kyu tum ro rahi thi

Megha:-Thik hai sab mai bata dungi,pakka

Ayush man jata hai megha ke sath baithkar padhne ko class piche baithkar dono pad rahe hai,Ayush ka dhyan padai par tha,lekin megha sirf ayush ko dekhne mai busy,woh har ek pal sirf ayush ko jee bharkar dekhna chahti hai,pata nhi phir use yeah mauka kab mile

Dusri Taraf Sarita kaam khatam hone ke baad apni beti ko god mai liye bolti hai,

Sarita:j pagaar milega kal tumhare bhai ko aur tumhe mela ghumayenge,ghumogi na mela mere aur ayush ke sath

uski choti si gudiya komal kuch nhi bolti khil khilakar has deti hai phir se bha bha karne lagti hai jaisi bol rahi ho haan mai bhi ghumungi bhai ka janamdin bahut jordar tarike se manayenge,Sarita aise hi apni gudiya ko god mai lekar khelati hai pagaar milne wale line par sab aueton ke pass khadi ho jati hai.

Ek manager hai jiska naam ravi hai hi sabka pagaar de raha tha,sabko ek ek karke pagaar de raha hai jaise hi sarita ki bari ayi,use pagaar deta hai lekin usme do hazaar rupiye kaam the,sarita jab dekhti hai woh ravi se puchne lag jati hai

Sarita:-Sahab apne do hazaar rupiye kaam diye hai

Ravi:-Haan maine tumhare paise kate hai,iski wajah yah hai,tum kaam karne ke bich mai apni beti ko khelane lag jati hai jitna samay tum kaam nhi karti uthna samay tum apni beti par dhyan deti ho

Ravi:-Mai man lagakar kaam karti hun,yeah thoda rone lag jati hai jana pad jata hai,phir bhi mai pura kaam samay par khatam kar deti hun

Ravi:-Yeah sab mai kuch nhi janta,tumhe shikayat karni bade sahab ke pass jao

Kallu hi udhar cabin mai baitha tha usi ke kehne ravi ne yeah sab sarita ko bola tha,sarita ko jab cabin mai ate hue dekhta hai woh apne khatarnak tarike se has deta hai,

Sarita jab dekhti hai kallu baitha hai Ramesh ki kursi par woh hairaan ho jati hai,puchti hai

Sarita:-Badke sahab kursi par tum kya kar rahe ho,

Kallu:-Mai bhi toh sahab hun,mujhe milne mai koi dikkat hai tumhe kab se tumhare piche laga hun,lekin Sali tu bhav hi nhi deti isliye tujhe dhokhe se bhulaya

Sarita Gusse mai:-Acha yeah sab khel tumhara hai,sidhe se mere paise wapas de do warne bade sahab se tumhari shikayat kar dungi

Kallu janwaro jaise haste hue:Sali ja kar de tujhe malum bade sahab meri kitni baat mante hai,teri baat woh sunenge bhi nhi hahaha

Kallu aise janwaron jaisa haskar uske pass ata hai use chune ki koshish karta hai,sarita use ek jordaar thappad mar deti hai jise wahan jitney log the uski gunje sunai deti hai,Kallu ko aa jata hai gussa,gussa mai bolti

Kallu:Sali hath uthati hai,abhi tujhe batata hun in sabke samne tumhari izzat ki dhaziya udegi tab tumhe pata chalega badi akkad hai tere mai,abhi sab nikalta hun,jaise hi woh aage badta hai Ramesh aa jata hai jab dekhta kallu sarita se badtamizi kar raha hai,use gusse mai chillate hue

Ramesh:Kalluuu

Sarita jab dekhti hai bade sahab aye hai bhagkar unke pass jati hai aur bolti hai

Sarita:Sahab isne mujhe dhokhe se bulaya mera pura paisa bhi nhi de raha hai.

Ramesh Gusse mai ate hue,kallu par chilla deta hai

Ramesh:Tu lagta hai apni aukaad bhul gya hai,sidhe se iske sare paise wapas kar warna mujhse bura kuch nhi hoga

Kallu:Sarkaar yeah jhuth bol rahi hai,yeahi humare pass ayi hai,chaho toh manager se puch lo kaun galat hai kaun sahi

Ramesh:-Mujhe kisi se kuch nhi puchna mujhe malum kaun kitna niche gir sakta hai chup chap ise iska pagaar de de tu janta hai kallu mai kya kar sakta hun

Kallu gusse mai ate hue bolta hai

Kallu:-thik hai sarkaar,mai de deta hun

Kallu ravi se bolkar uske sare pagaar de deta hai sarita khush hokar Ramesh ko bolt hai

Sarita:- dhanyawaad sahab aap nhi hote yeah mere sath kya karta iska ehsaan mai zindagi bhar nhi bhulungi

Ramesh:Isme ehsaan ki koi baat nhi yeah tumhare mehnat ke paise hai isme tumhara pura haq hai,maine sirf tumhari madat ki hai,

Ramesh apne jeb se 5000 aur de deta hai bolta hai

Ramesh:Ise rakh lo,mana mat karna yeah bhi tumhare mehnat ke paise hai,ek aurat hokar jis tarah tum apne bete aur beti aur sharaabi pati ko sambhalti ho sab dekha hai maine mai bahut khush hokar tumhe yeah sab de raha hun........
Nice and lovely update....
 
  • Like
Reactions: Smith_15
Status
Not open for further replies.
Top