UPDATE NO - 148(B) post kar diya hai dosto.
Read nd enjoy it.
Nd aaj ab tak ke comments ka aaj reply mil jayega.

Nice update bro maine socha ki kissa khatam hoga yanha ka par huva ni update size bi acha thaUPDATE - 05Last updated me aapne read kiya kaise sare Hunter dare hue the aur achanak se big statue bhi attack kr deta h , tbhi Rider unhe warn krta h fir bhi bhut se Hunter mare jate h . Uske baad wo kaise bache yahi soch rahe hote h .....
AB AAGE .....
THE GATE
Ak aisa tunnel jo dusre worlds ko hmare World se connect krta h .
10 YEAR AGO
Jb GATE ka astitva hamare duniya me aaya , uske baad se hmare World me bhut si vichitr ghtnaye ghati .
Jiska ak EXAMPLE HUNTERS the.
Inki saktiya jb bhi jagati thi uske baad wo kabhi Change nahi hoti thi . Na hi badalti thi
Mai bhi ak HUNTER bana but meri saktiya only ak E Rank HUNTER ke layak thi .
Wo alag baat h ki mai baki jyadatar dusre humane se bahut strong hu but mere aur unke Rank ke bich bahut bada gap hai .
Jis kisi ko bhi power mila h ki wo GATE ke paar ja sake aur monster ko mar sake .
Aur agar usne use apne career ke roop me chun liya h use HUNTER kahte h .
Kabhi kabhi GATE ke paar ak OMINOUS ( bad luck) chupa hota h .
Ab powerful aur mad monster kahi se bhi bahar nahi aate h wo sb bhut phle hi khtam ho chuke h .
---------------------------------
Mai ( Rahul ke broken hath ki taraf dekhte hue )" kya aap thik h ? Khoon bahna abhi tk nahi ruka hai ! "
Rahul " abhi yaha hm kuch nahi kr skte , hai ki nahi ? "
" Mai yaha bs 3 healer le ke aaya tha , qki maine socha tha yaha sb kuch jldi hi khtam ho jayega ....."
Us taraf dekhte hue jaha jamin melt ho gayi thi aur usme se abhi bhi smok nikal raha tha , big statue ke powerful attack se " ak healer to is kahtarnak attack se phle hi mar gaya, uski laas tak nahi bachi "
Ak man ki tarah ishara krte hue jo ak patthar ke sahare apne ghutno pr baitha hua tha aur apne dono hatho se sir ko pakd ke pahli ki tarah badbada raha tha .....
" Mai abhi aur jina cahta hu .."
" Save me ... Save me.... "
Rahul " Ak ye hai jisse itna bada sadma laga h ki ye paglo jaisi harkat kr raha h ! "
Rahul ( Anjana ki taraf dekhte hue jo ki abhi bhi leti hui thi ) " Ak B Rank ki healer ho ke bhi , Miss Anjana ne bhi aaj se phle aisa kuch experience nahi kiya h . Jo kuch bhi aaj hua h . Isi liye filhal ke liye mujhe healing milna thora muskil hai . "
" Is liye filhal sbse acha yahi hoga ki hm abhi jaise h waise hi rahe , in statues jaise enemy ke against "
" Jb situation thodi thik hogi tb , tb hm yaha se bhagane ki kosis kr skte h "
" Jabki hm sb jante hai ki ye aasan bilkul nahi hoga !! "
Wahi baki sb Hunter abhi bhi dar me the aur kuch ro rahe the ...
" Hu hu ~~ huuuuuuukkk "
" Ab hum kya karenge ? "
(Gusse se ) " Ye sirf ak D Rank Dungeon hai ......sirf ak D Rank Dungeon ??? "
Wahi ak HUNTER soch raha tha ' jaise ki Mr Rahul aur Rider ne kaha hm pr tabhi attack hoga jb hm apni jagah se hilenge '
' Agr kisi tarah hm is big statue se bach bhi gaye tb bhi hme door ke gate pr khade guard wale statue ko paar krke jana hoga . '
' Jo ki sayadh hi hme kabhi yaha se bahr jane dega . '
Ye sb sochte hue usne kuch decided kiya aur aur apni jagah se khada ho kr jor se bolta h " Mai yaha aise nahi mar sakta !!! "
" Maine finally ak big Guild join kiya h "
" To mai yaha yaha to bilkul nahi mar sakta !! "
Aur wo apne ghutno ke bal baith kr apne full power ko use krne ko ready ho raha tha .
Hm sb usi ki taraf dekh rahe the .
Tabhi Rahul chilla kr usase bolte h " tum kya kr rahe ho ? Apni jagah se hilna bhi mat !! "
Lakin wo to kisi ki bhi baat nahi sun raha tha bs apne mn ki kr raha tha " mai ye kr skta hu "
" Agr kisi chij ko le kr mujhe pura vishwas hai to wo hai meri speed !! "
" Mai is door ko ak second me paar kr dunga ... "
Itna sb bol kr wo apni full power ko use krke light speed se door ki taraf bhagne lagta h , Qki uski Power uski speed thi jo ki speed of light ke equal thi .
Wo full confidence me tha aur door ke paas phucha hi tha ki tabhi mai aur rahul dekhte hai us big statue ke eye se wapas se power release hone lagti h aur bahut hi teji se us Hunter ki taraf chli jati h . Ye sb itna fast hua ki hme kuch dikhayi hi nahi deta h ki hua kya , jb hm sb hose me aaye aur samne dekhte h to hme us hunter ke bs ghutno ke niche ke bs leg hi dikhe jo ki abhi bhi hawale the jaise bhag koi person bhag raha ho aur uski baki body jal kr raakh me badal gayi thi .
Ye sb dekh kr sb log aur bhi jyada sadme me chle gaye aur dar ke bahut tej tej rone lage .
Mai ( apne mukke ko jamin pr marte hue ) " fuck !!! "
" Ye sare statues Wale hme jb cahe tb maar skte h . Hai ki nahi !!? "
Rahul " ye to ak makkhi ko masalne se bhi aasan hai "
Mai " ye hamara isi samay safaya kr skte hai . "
" To ye hme maar q nahi rahe hai ? "
Rahul " pata nahi !! "
Kuch sochne ke baad Rahul ne mujhse bola " bhle hi ye hme maar skte hai . Pr ye hame maar nahi rahe hai ..."
" Qki ye un pagal monster se alag hai , jo hme kahi bhi dekhte hi andho ki tarah marna suru kr dete hai "
" Wo Guard wala status tabhi attack karta h jb koi door kholne ki kosis karta h "
" Wo big statue apni eye se beams tabhi nikalta h jb koi move hota h "
" Ye sabhi ak pattern me attack kr rahe hai .
" Ak pattern me ...!!! "
Ye sunte hi mai turant piche mud kr us wing wale statue ko dekhne lagta hu aur sochne lagta hu ' ye nahi ho skta.... !! '
'Kya is room me koi rule hai ? '
'Haa , CARTHENON ke rule !! '
' haa , yahi ho skta h !!! '
Aur mai turant Rahul se puchta hu " Mr Rahul 1st rule kya tha ? "
Rahul ( confuse ho kr ) " rule ? "
Mai wings wale statue ki taraf isara karta hu tb unhe kuch smjh me aata h . Aur wo bolte h " 1st rule tha..... Bhagwan ki pooja kre . "
Fir mai big statue ki taraf ghur ke dekhta hu aur apne man me kahta hu ' yahi hoga yaha ka bhagwan ! '
Mai khada hote hue Mr. Rahul se bolta hu " sir yaha is Dungeon me ak niyam hai ..."
Rahul ( mujhe dekh ke shock se dekhte hue ) " ye tum kya karne ja rahe ho ? "
Mai " agar mai sahi hu to !!! "
Rahul ( chillate hue ) " kya tum pagal ho gaye ho ? "
Pr mai bina kuch sune khada ho jata hu aur ghur kr us big statue ki taraf dekhta hu . Rahul meri eye ko dekhta h aur kud se kahta h " ye us aadmi ki aakh nahi h jisme death ka koi dar najar aaye "
Aur m us big statue ki taraf dekhte hue bolta hu " ye us par attack nahi krte hai jo move hota h !!! "
Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar banaye rakhiyega !!
To ek or nikal liya apni hosiyari me, Apne aap ko bahut bada dhavak samajh rha tha or kisi ki baat nhi sun rha tha, btao kya bcha uska sirf pair ko chhod kr... Vahi Rahul or apna hero apas me bate karte huye yha se nikalne ki tarkib sochte hai or apna hero ek natije pr pahucha jo tha rule ko follow karne ka... To pahla rule ko follow kr rha hai Apna hero dekhte hai kya dekhne ko milega aage... Superb update bhai sandarUPDATE - 05Last updated me aapne read kiya kaise sare Hunter dare hue the aur achanak se big statue bhi attack kr deta h , tbhi Rider unhe warn krta h fir bhi bhut se Hunter mare jate h . Uske baad wo kaise bache yahi soch rahe hote h .....
AB AAGE .....
THE GATE
Ak aisa tunnel jo dusre worlds ko hmare World se connect krta h .
10 YEAR AGO
Jb GATE ka astitva hamare duniya me aaya , uske baad se hmare World me bhut si vichitr ghtnaye ghati .
Jiska ak EXAMPLE HUNTERS the.
Inki saktiya jb bhi jagati thi uske baad wo kabhi Change nahi hoti thi . Na hi badalti thi
Mai bhi ak HUNTER bana but meri saktiya only ak E Rank HUNTER ke layak thi .
Wo alag baat h ki mai baki jyadatar dusre humane se bahut strong hu but mere aur unke Rank ke bich bahut bada gap hai .
Jis kisi ko bhi power mila h ki wo GATE ke paar ja sake aur monster ko mar sake .
Aur agar usne use apne career ke roop me chun liya h use HUNTER kahte h .
Kabhi kabhi GATE ke paar ak OMINOUS ( bad luck) chupa hota h .
Ab powerful aur mad monster kahi se bhi bahar nahi aate h wo sb bhut phle hi khtam ho chuke h .
---------------------------------
Mai ( Rahul ke broken hath ki taraf dekhte hue )" kya aap thik h ? Khoon bahna abhi tk nahi ruka hai ! "
Rahul " abhi yaha hm kuch nahi kr skte , hai ki nahi ? "
" Mai yaha bs 3 healer le ke aaya tha , qki maine socha tha yaha sb kuch jldi hi khtam ho jayega ....."
Us taraf dekhte hue jaha jamin melt ho gayi thi aur usme se abhi bhi smok nikal raha tha , big statue ke powerful attack se " ak healer to is kahtarnak attack se phle hi mar gaya, uski laas tak nahi bachi "
Ak man ki tarah ishara krte hue jo ak patthar ke sahare apne ghutno pr baitha hua tha aur apne dono hatho se sir ko pakd ke pahli ki tarah badbada raha tha .....
" Mai abhi aur jina cahta hu .."
" Save me ... Save me.... "
Rahul " Ak ye hai jisse itna bada sadma laga h ki ye paglo jaisi harkat kr raha h ! "
Rahul ( Anjana ki taraf dekhte hue jo ki abhi bhi leti hui thi ) " Ak B Rank ki healer ho ke bhi , Miss Anjana ne bhi aaj se phle aisa kuch experience nahi kiya h . Jo kuch bhi aaj hua h . Isi liye filhal ke liye mujhe healing milna thora muskil hai . "
" Is liye filhal sbse acha yahi hoga ki hm abhi jaise h waise hi rahe , in statues jaise enemy ke against "
" Jb situation thodi thik hogi tb , tb hm yaha se bhagane ki kosis kr skte h "
" Jabki hm sb jante hai ki ye aasan bilkul nahi hoga !! "
Wahi baki sb Hunter abhi bhi dar me the aur kuch ro rahe the ...
" Hu hu ~~ huuuuuuukkk "
" Ab hum kya karenge ? "
(Gusse se ) " Ye sirf ak D Rank Dungeon hai ......sirf ak D Rank Dungeon ??? "
Wahi ak HUNTER soch raha tha ' jaise ki Mr Rahul aur Rider ne kaha hm pr tabhi attack hoga jb hm apni jagah se hilenge '
' Agr kisi tarah hm is big statue se bach bhi gaye tb bhi hme door ke gate pr khade guard wale statue ko paar krke jana hoga . '
' Jo ki sayadh hi hme kabhi yaha se bahr jane dega . '
Ye sb sochte hue usne kuch decided kiya aur aur apni jagah se khada ho kr jor se bolta h " Mai yaha aise nahi mar sakta !!! "
" Maine finally ak big Guild join kiya h "
" To mai yaha yaha to bilkul nahi mar sakta !! "
Aur wo apne ghutno ke bal baith kr apne full power ko use krne ko ready ho raha tha .
Hm sb usi ki taraf dekh rahe the .
Tabhi Rahul chilla kr usase bolte h " tum kya kr rahe ho ? Apni jagah se hilna bhi mat !! "
Lakin wo to kisi ki bhi baat nahi sun raha tha bs apne mn ki kr raha tha " mai ye kr skta hu "
" Agr kisi chij ko le kr mujhe pura vishwas hai to wo hai meri speed !! "
" Mai is door ko ak second me paar kr dunga ... "
Itna sb bol kr wo apni full power ko use krke light speed se door ki taraf bhagne lagta h , Qki uski Power uski speed thi jo ki speed of light ke equal thi .
Wo full confidence me tha aur door ke paas phucha hi tha ki tabhi mai aur rahul dekhte hai us big statue ke eye se wapas se power release hone lagti h aur bahut hi teji se us Hunter ki taraf chli jati h . Ye sb itna fast hua ki hme kuch dikhayi hi nahi deta h ki hua kya , jb hm sb hose me aaye aur samne dekhte h to hme us hunter ke bs ghutno ke niche ke bs leg hi dikhe jo ki abhi bhi hawale the jaise bhag koi person bhag raha ho aur uski baki body jal kr raakh me badal gayi thi .
Ye sb dekh kr sb log aur bhi jyada sadme me chle gaye aur dar ke bahut tej tej rone lage .
Mai ( apne mukke ko jamin pr marte hue ) " fuck !!! "
" Ye sare statues Wale hme jb cahe tb maar skte h . Hai ki nahi !!? "
Rahul " ye to ak makkhi ko masalne se bhi aasan hai "
Mai " ye hamara isi samay safaya kr skte hai . "
" To ye hme maar q nahi rahe hai ? "
Rahul " pata nahi !! "
Kuch sochne ke baad Rahul ne mujhse bola " bhle hi ye hme maar skte hai . Pr ye hame maar nahi rahe hai ..."
" Qki ye un pagal monster se alag hai , jo hme kahi bhi dekhte hi andho ki tarah marna suru kr dete hai "
" Wo Guard wala status tabhi attack karta h jb koi door kholne ki kosis karta h "
" Wo big statue apni eye se beams tabhi nikalta h jb koi move hota h "
" Ye sabhi ak pattern me attack kr rahe hai .
" Ak pattern me ...!!! "
Ye sunte hi mai turant piche mud kr us wing wale statue ko dekhne lagta hu aur sochne lagta hu ' ye nahi ho skta.... !! '
'Kya is room me koi rule hai ? '
'Haa , CARTHENON ke rule !! '
' haa , yahi ho skta h !!! '
Aur mai turant Rahul se puchta hu " Mr Rahul 1st rule kya tha ? "
Rahul ( confuse ho kr ) " rule ? "
Mai wings wale statue ki taraf isara karta hu tb unhe kuch smjh me aata h . Aur wo bolte h " 1st rule tha..... Bhagwan ki pooja kre . "
Fir mai big statue ki taraf ghur ke dekhta hu aur apne man me kahta hu ' yahi hoga yaha ka bhagwan ! '
Mai khada hote hue Mr. Rahul se bolta hu " sir yaha is Dungeon me ak niyam hai ..."
Rahul ( mujhe dekh ke shock se dekhte hue ) " ye tum kya karne ja rahe ho ? "
Mai " agar mai sahi hu to !!! "
Rahul ( chillate hue ) " kya tum pagal ho gaye ho ? "
Pr mai bina kuch sune khada ho jata hu aur ghur kr us big statue ki taraf dekhta hu . Rahul meri eye ko dekhta h aur kud se kahta h " ye us aadmi ki aakh nahi h jisme death ka koi dar najar aaye "
Aur m us big statue ki taraf dekhte hue bolta hu " ye us par attack nahi krte hai jo move hota h !!! "
Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through !!
Apna pyar banaye rakhiyega !!
Thanks nd keep supportingNice update
Sukriya bro bs aisa hi support krte rahna story aage ummid se bhi jyada achi h ...Nice update bro maine socha ki kissa khatam hoga yanha ka par huva ni update size bi acha tha
Matlb story shandaar aur interesting ja rahi h
Sahi kaha isi liye bade log kahte h hamesa dusro ki baat km se km ek baar to sunani hi cahiye . Ha wo to aage hi pata chalega ki sb rule ke mutabik hota hai ya nahi .To ek or nikal liya apni hosiyari me, Apne aap ko bahut bada dhavak samajh rha tha or kisi ki baat nhi sun rha tha, btao kya bcha uska sirf pair ko chhod kr... Vahi Rahul or apna hero apas me bate karte huye yha se nikalne ki tarkib sochte hai or apna hero ek natije pr pahucha jo tha rule ko follow karne ka... To pahla rule ko follow kr rha hai Apna hero dekhte hai kya dekhne ko milega aage... Superb update bhai sandar
Rider ne apni samajh or sujh bujh ke sath sabko bchane ki Kosis ki pr jb tk vo sabko agah kr pata us preyer karne vale ka kaam tmam Ho chuka tha rider ne pta lga liya tha ki Vo preyar galat bhagvan Ki kr rha hai, Chalo healer ko hosh aa gya hai or Usne bhi apne ghutno pr baith gyi hai... 1st rule ko pura karne pr big statue ki ankho ki chamak change ho gyi hai or ab bari hai 2nd rule ko pura karne ki, Dekhte hai sahi god ki preyar dhundh pata hai ya nhi or usko dhundhne me kya kya kho jata hai inka... Superb update bhai sandar jabarjastUPDATE - 06AB AAGE ........
Jaisa ki aapne last updated me read kiya , starting me hmare World aur Hunter ke bare me information di gayi fir ak aur Hunter bhagne ki kosis me mara jata h . Fir mai kuch bato gaur karta hu aur kuch kuch yaha ke bare me smjhne lagta hu ....
Jaise hi mai khada hua us big statue ki eye ki brightness aur bhi increase hone lagi .
Mai turant hi niche jhuk gaya aur big statue ki taraf dekhne laga uski eye ki brightness wapas se normal ho gayi thi , ek pal ko to mai bhi dar gaya fir maine apne aap ko wapas se relex kiya fir sochne laga ..
' ye tabhi attack karta h jb tm ak limit se jyada height se khade ho kar move kro . '
Aakhirkar mai 1st rule ka matalab smjh gaya tha aur mere akho ki chmak thori si increase ho gayi thi .
Main turant hi sbko bola ( chilla kr ) " Sblog !!.... Big statue ke aage apne ghutno pr jhuk jao !!! "
Rohan " Rider kahi tm pagal to nahi ho gaye ho ? "
Abhi " tum kis baare mein baat kar rahe ho "
Rohan " huh !!! "
Rahul ( meri taraf dekh kr ) " tmne kuch pata kr liya h na ? Mai sahi kah raha hu na ? "
Mai " haa "
" Ye tabhi attack karta h agr tm ak limit se jyada height se khade ho kr move kro , isi liye ye attack nahi krega agr jb tum iske samne jitna ho ske utna niche apne ghutno pr jhuk jao . "
" Bhagwan ki pooja kre ka matlab yahi h ki apne ghutno pr jhuk jao aur is big statue ki pooja kro "
" To jb tm iske samne apne ghutno pr jhukoge ....."
Bich me hi Rahul bol padta h " aisa krne ke liye kahi tumhare antah mann ne to nahi kaha ? Kya mai sahi bol raha hu ? "
Mai " abhi ke liye jo bol raha hu mai bs wo kro ..."
Rahul " well !! Iske alawa abhi hum sb aur kuch kr bhi nahi skte . "
Aur sare Hunter Rahul Ko dekh kr apne ghutno pr baith kr us big statue ke samane jhuk jate hai .
Sb sochte hai ...
' sayad ab hame jine ko mil sakta h ?'
' sayad ab hum is jagah se bahar ja sake ? '
' kya sirf ghutno pr jhukne se aisa ho skta h ? '
Anjana bhi ab tb uth chuki thi wo bhi baki sbke sath apne ghutnon ke bal jhuki hui thi .
Tabhi us big statue ki eye ki brightness slowly slowly khtam ho gayi aur achanak se hi agle pal uske face ka expression bilkul change ho gaya . Ab vo big statue kisi evil ki tarah smile kr raha tha, uske sare daat dikh rahe the aur uske aakho ke brightness ka colour bhi change ho kr light red ho gaya tha .
Hm sb apna face upar krke dar ke sath us big statue ke face ko hi dekne ki kosis kr rahe the aur mai sath me soch raha tha ...
' iske face ke sath kya ho gaya ? '
' ye kya ! Iska expression ..... '
' .....ye change ho gaya !! '
' ab tk is big statue ne kitne attack kiye ? Aur kitne mare gaye ? '
' abhi kitne jinda bache hai ? '
' kb tak ...? '
' kb tak hm sb ko ye sb krna padega ? '
Abhi ( big statue ki taraf dekhte hue ) " dekh kr aisa lagta h isne attack krna band kr diya h !! "
Rohan " aisa nahi ho skta "
" Tumhe nahi lagta h ki ye ab kuch naya try krega ? "
" Tumhe kya lagta h ki ab sb thik ho jayega qki hm iske samne ghutno pr jhuk gaye h ? "
" Are ! Are ! Tum khade q ho gaye ? "
Abhi ( khada ho ke ) " dekho "
" Attack hona band ho gaya h "
Baki sb Hunter bhi abhi ko dekh kr khade hone lagate h aur Bolte h ....
" Ye such hai ! "
" Ye big statue ab kuch nhi kr rha h "
" No way ! Kya such me sb khtam ho gya h ab ? "
" Hm sb bach gaye "
" Hm sb abhi aur jiyenge "
TUDDD... TUDDD... TUDDD.....
Mai ( big statue ki taraf shock se dekhte hue ) ' nahi !! '
' fir se nahi !! '
Baki sb Hunter bhi usi taraf dekh rahe the shock aur dar se ....
TUDDD..... TUDDDD....TUDDD....
Actually me Wo big statue apne chair se khada ho jata h , aur jaise hi apne pair niche jamin pr rakhta h ...
BOOM............
Uske pair rakhne waha ki jamin tut kr ander dhas jati h .
Hm sb Hunter dar se usi big statue ko dekh rahe the aur badbada rahe the...
" Wait ! Ye abhi khatam nahi hua hai "
" Ah ! Ah ! "
" Nahi "
" Ab ye mt kahna ki hme isase fight krni hogi "
Rahul ( meri taraf jor se kahte h ) " Rider "
" Kya tumhare paas koi aur plans nahi h ? "
Mai " bhle hi aap mujhse pucho , lakin mere paas aur koi plans nahi h . "
Rahul " kya such me tumhare paas aur koi Ideas nahi h ?? "
Mai " mai to aage kya karna h ye bhi nahi janta !! "
Aur tabhi wo big statue ka ek pair move hota h aur wo hamari taraf aage badne lagta hai . Ye dekh kr sb Hunter waha se bhagne hi wale hote h tabhi mai bolta hu ( jor se ) " ruk jao ! Is Dungeon ke apne kud ke kuch rules hai "
" 1st bhagwan ki pooja kre !! "
" 2nd bhagwan se prathna kre !! "
" Isi line me koi raaj hai . "
Ab sub Hunter sochne lag jate h ...
" Prathna kre ? "
" Agar yaha prathna krne ki baat ho rahi h to ..."
Abhi wo Hunter aage kuch kahta usase phle hi ak HUNTER kahta h ( big statue ko dekhte hue ) " mai ak chance le ke dekhna cahta hu "
" Mai CHURCH me prayer gane walo me se ak hu ... "
" Agar yaha baat bs gana gane aur prathna krne ki hai to , mai ye kr lunga "
Aur wo Hunter apni jagah se thora aage badh jata h aur big statue ke bilkul saamne aa kr apne hath se apne gale me latka hua GOD ke locket ko pakad leta h aur prayer karna start kar deta h ....
( prayer English me hi likhunga )
" I approach the lord ,
Make me anew ,
And pour your graces ,
The weakness found within me ,
All will wash away ,
From the love of the lord ,
Your love holds on to me ........ "
Jb wo Hunter prayer kr raha tha tb bhi wo big statue apne right pair ko dhire dhire move krte hue uske upar le jata h .
Mai bhi shock se ye sb dekh raha tha .
Rohan " kya ye kaam kr raha h ? "
Abhi " aisa lag to raha h , qki uske pair bahut slowly move ho rahe h ab . "
Mai ( dhyan se us big statue ki taraf dekhte hue kud se ) ' nahi , ye glt soch rahe h '
' ye kuch aur hi h !! '
Hunter ( jo prayer kr raha tha )
" ..... Like an angel flapping it's wings above ,
I shall also walk with my lord above ,
From with in the lord's love ..."
Ab tk us big statue ke pair us Hunter ke bilkul karib aa gaye the aur wo pasine se bhiga huaa dar ke karna kaap raha tha fir bhi wo ruka nahi aur prayer krta raha .
Tabhi mujhe khyal aata h ' ye to galt bhagwan ki pooja kr raha h ..... ! '
Pr isase phle ki mai kuch bol pata us big statue ne apne r8 pair se us Hunter ko kuchal diya .
BOOM........
Aur uske pair ke niche us Hunter ki body ak makkhi ki tarah masal gayi , aur waha uske pair ke chro taraf kewal blood hi blood fail gaya ....
Aaj ke liye itna hi dosto !!
Aapke review nd suggestions ka wait rahega comments ke through .
Apna pyar aise hi banaye rakhiye .
Shandar upfate i think wo god nahi h wo devil god h ab toh gine chune he bache h hero kab dimag lagayega aur muje ye bi lag raha h ki wo devil khus hoke hero ko power bi degaUPDATE - 06AB AAGE ........

Kya update lika hai bro yani abhi bhi ya theak dy sumjh nai py k kya ho raha hai in k sath or agy kya kya ho fa or apni weakness wala hero kasy bach py ga is syUPDATE - 06AB AAGE ........