- 2,860
- 13,713
- 159
UPDATE - 89
Amar payal or nidhi bahi baithe rahe or harry ke call ka wait karne lage. To thodi hi der me usne amar se contact kiya.
Harry- sir no. To band hai filhaal lekin jab ye no. Chalu tha or jab ye msg bheje gye the maine tab ki location check ki or us insan ka lata laga liya jisne ye photos send ki thi.
Amar- great to batao kon hai vo or kaha milega. Or ha chacha ko beech me mat bhejna me sambhal lunga.
Harry- ok sir. Vo ladka filhaal filhaal uski shop per hai. Ek net cafe ki shop chalata hai vo.nehru nagar me hai sumit net cafe naam se. Maine uski location aapko bhen di hai aap check karle.
Amar- ok. Ek kaam karo ek car bhejo yaha ham usi se jayenge.
Harry- already bhej di hai or pahuch bhi gyi hai. Aap dekh lo.
Amar- thanks Harry. Byy.
Harry- ok sir. Byy.
Ye kehkar connection kata or amar khada hua or uske sath baaki dono bhi.
Amar- chalo uska pata chal gya hai jisne ye photos tumhe send ki thi.
Payal- baise kon hai vo.
Amar- pata nhi koi cafe wala hai sumit naam ka cafe chalata hai. Baaki bahi Chalke dekhte hai kon hai kya hai.
Nidhi- jaldi chalo aaj uski khair nhi hai.
Ye kehkar nidhi aage badi or amar or payal uske pechhe. Bahar aaye to car khadi hui thi. RR
Payal to dekhte hi gir gyi.
Payal- isme jayenge ham.
Amar- ha jald bazi me yahi available thi to aagyi. Itni low car me baithne ki aadat si hi mit gyi hai ab.
Ye sunke payal ne apni aankhe chada li. Or tirchhi nigahon se amar ko dekha.
Jab tak nidhi aage ki seat per baith gyi or amar gya driving seat per or payal pechhe baith gyi. Or amar ne car ko aage bada diya. Raste me thoda bahut traffic mila lekin use aasani se paar karte hue vo nehru nagar pahuch gye. Amar ke mob. Me live location chal rahi thi. Or amar usi raste per apni car ko aage badhata gya or akhir me vo log pahuch hi gye ek chaurahe per jaha per ek kone me chhoti si dukan thi sumit net cafe.
Amar ne car ko ek jagah park kiya or teeno car se utar kar uski shop ke pass chale gye.
Harry ne uski ek photo bhi bheji thi jisse inko thoda andaja rahe ki akhir hai kon vo.
Baha pahuch kar amar ne us photo wale ko dhunda to vo apne counter per hi baitha dikh gya. Net chala raha tha.
To amar uske pass gya.
Amar- hii.
Ye sunke usne apni mundi uper ki or jaise hi amar ko dekha uski aankhe chodi ho gyi.
Amar- kya baat hai yaar bahut khatarnaak editing karte ho tum to. Kya photos banai hai meri.
Ye sunke use paseena aane laga. Lekin usne socha ki agar abhi kamjor pada to bahut pitaai lagegi. Isliye usne thodi himmat se bola.
Sumit- kon ho bhai kis bare me baat kar rahe ho. Kya me janta hu tumhe.
Amar- kamaal hai ye photos tumne edit karke kisi ko bheji or ab puchh rahe ho ki jante ho mujhe.
Ye sunke usne apna thok andar liya or fir se bola.
Sumit- dekhiye yaha ye sab nhi hota hai me ye kaam nhi karta hu. Jarur aapko koi galatfehmi hui hai.
Pls aap jaiye yaha se.
Amar- lagta hai tum aise nhi manoge. Mujhe cyber police ki madad leni hi padegi.
Ye kehkar amar ne apna phone nikala or vijay ko call kiya.
Amar- hii uncle
Vijay- hii amar kaise ho.
Amar- badiya hu uncle. Darashal mujhe aapki thodi help chahiye hai.
Vijay- ha bolo.
Amar- uncle aaj kisi ne meri kuch ashleel photos edit karke meri ek friend ko send kardi. Halaki Harry ne bataya mujhe ki vo kon hai lekin vo apna jurm kabul nhi kar raha hai. Isliye aap aao jara or cyber walo ko leke aao or isse badiya se puchhtachh karo. I m sure jab aapke dabde padenge to apne aap sab bak dega ki kyu kiya ye sab isne.
Vijay- address bhejo ham pahuchte hai.
Amar- maine bhej diya hai aap jaldi aao.
Vijay- 15 min. Me pahuchte hai
Amar- ok uncle.
Ye kehkar amar ne call cut kar diya.
Bahi jab usne ye sab suna to uski to pent hi geeli ho gyi. Use sach me samajh nhi aaya ki ab vo akhir kare to kya kare. Kyuki vo aise chhote mote kaam paiso ke liye karta rehta hai. Or uska backup bhi uske computer me available tha. Isliye usne sabse pehle apne computer ko totally formate maarne ki try ki. Lekin amar uske baaju me hi tha or jaise hi usne dekha ki ye kuch karne laga hai jaldi me. To amar ne uski coller ko pakda or uski seat se utha kar use apne baju me baitha liya.
Amar- jo karna hai baad me kar lena. Itni jaldi kya hai karne ki. Jail me bahut time milega.
Sumit- dekho tum ye theek nhi kar rahe ho. Me tumhe police ke hawale kar dunga.
Amar- ha kar dena police yahi to aarahi hai. Kar dena.
Amar ne use ladke ke pakad rakha tha. Taaki vo bhagne ki kosis na kare. Bahi uska dill bahut hi hoti se dhadak raha tha or uska pura sarir halke halke kamp raha tha. Or aisi situation aksar dekhi jati hai logo me jab uski koi chori bahut jaldi unki ummid ke ulte pakde jaati hai to. Jiske baare me unhone kabhi socha bhi na ho or vo achanak se ho jaaye to kaisa lagta hai baisa hi is waqt sumit ko lag raha tha. Bahi payal or nidhi chupchhap bas use hi dekh rahi thi. Man to unka bhi bahut kuchh karne ka ho raha tha lekin vo filhaal ruki hui thi. Taaki ek baar ye kabul karle fir dekhte hai ise.
Bahi theek 15 min. Baad 2 police ki jeep usi dukaan ke saamne aake ruki. Or unhe dekhte hi uski haalat or kharab hone lagi. Use laga ab to vo gya kaam se.
Vijay- Amar
Amar- ha uncle idhar.
Amar ki aawaj sunke vo sabhi andar aaye
Vijay- to yahi hai vo. Kyu be. Bahut shock hai editing ka. Chal teri editing nikalta hu me jail me. Saale sari zindagi tujhe jail me na baithaya to bolna tu. Aap sabhi iske computer check keejiye or unhe seize keejiye
Ye sunte hi 2 log ek ek computer per baith gye. Or jab unhone uska computer check kiya to usme aisi kai photos thi jinhen edit kiya gya tha. Kuch per ladkiyo ke chehre lagaye gye the to kuch per ladko ke.
Or ye sab dekhte hi vijay ne lagaya use kheech kar. Or vo jameen per dhul chatne laga. Or vijay use dusra maarta usse pehle hi usne unke pair pakad liya
Sumit- maaf kar do sir. Maine hi edit kiya tha inka bhi photo or ye baaki sab bhi. Lekin sir ye me apne liye nhi karta hu. Balki mujhe paise dete hai log aisa karne ke liye. Unko kisi na kisi ko badnaam karna hota hai to ye sabse best trick hoti hai. Pls sir maaf kar deejiye. Aainda se nahi karunga pls sir
Vi gidgidane laga tha. Bahi amar aagye gussa or amar ne baise hi khade khade uske thobde per maari ek laat. Or itni jordaar thi ki sale ke kuch dant to hil hi gye honge kyuki muh se khun jo tapakane laga tha. Or vo sambhalta usse pehle hi amar ne use uthaya or 3k jordaar punch mara uske naak per. Or ye hogya uska kaam khatam. Sala do hi baar me behosh ho gya. Ye dekhke vijay ne amar ko roka. Or use jor se pakad liya.
Vijay- bas kar mar jayega vo. Abhi usse pata lagana hai ki tumhari photos edit karne ko kisne kaha tha ise. Fir uski jitni chahe utni dhulai kar lena.
Ye sunke amar thoda thanda hua. Bahi ek hawaldaar ne uske muh per paani dala jisse vo turant hi hosh me aagya or aate hi jordaar karah nikli uske muh se. Or amar ko dekhke vo vijay ke pass chala gya.
Sumit- pls sir bacha leejiye aap jo kahenge vo karunga pls sir.
Vijay- sach sach bata kisne kaha tha tujhe iski photo edit karne ke liye. Bata.
Sumit- sir sach keh raha hu. Me use nhi jaanta hu. Uska mujhe kal phone aaya tha or ek parcel me inki photo. Or usne phone per kaha tha ki edit kardo kisi or ke sath. Baaki mera jo bhi charge hota hai vo usne usi packet me rakh kar pahucha diya tha. Baaki mujhe koi idea nahi hai ko vo kon tha or kyu usne aisa karne ko kaha tha. Baad me jab photos ready hui to usne mujhse kaha ki me hi ye photo ek no. Per bhej du. Jo sayad in madam ka no. Tha. Kyuki usme inki dp lagi thi.bas mujhe or kuch nhi pata hai.
Ye sunke vijay ko bhi gussa aagyu or usne bhi ek rakh diya uske thobde per.
Vijay- vo lifafa or no. Batao hame.
Sumit pagalo ki tarah khada hua or usne vo lifafa nikala or usme vo photo or paise abhi bhi rakhe hue the. Or fir usne apne mobile me vo no. Bataya or uski time bhi or uski recording bhi sunai usne ham sabhi ko.
Hamme se koi bhi uski aawaj nhi pehchanta tha. Sayad usne aawaj badal kar baat ki hogi. Bahi vo no. Bhi public phone ka tha. Na ki kisi mobile ka. Lekin isse Harry pata laga hi lega ki vo kon tha or kya tha. Bahi us recording me bahi sab baate thi jo sumit ne batai thi.
Baaki ek baat to thi ye jo bhi tha tha bahut hi shatir. Usne kitni aasani se apna kaam karwa kiya or dur dur tak uska naam bhi nhi aaya. Vakai me kaafi soch samajh kar ye kiya usne. Or uske itna smart hone ka shrey jata hai crime petrol CID or movies ko. Jinse crime band karne ki jagah log naye crime ko kaise anjam dena hai ye seekhte hai.police unhe kaha or kaise pakad sakti hai ye cheeze vo pehle hi calculate kar lete hai. Lekin use ye nhi pata tha ki hamare pass out of syllabus me Harry hai. Jo achhe se achhe crime seen ko chutkiyo me solve kar deta hai. Past ki footage dekh ke.
Uske baad vijay ne use baithaya jeep me or uski dukaan ko kiya seize or uske computer ko bhi or use le gye thane. Bahi ham bhi unke pechhe baha gye. Jaha pahuch kar hamne apni complaint darz karwai or unhone use arrest karke andar daal diya.
Bahi ab bhi asli apradi bahar hi ghum raha tha or ab uski baari thi.
Baaki ab dekhte hai vo pakdata hai ya nahi.
To be continue………………………..