Arjun Singh 72
Well-Known Member
- 8,137
- 15,028
- 143
Update 27Raj sikayat karke sidhe aake sofe pe beth jata hai aur gussa hone ka natak karne lagta hai.Raj : tum dono ko sabse pehle mujhe thank you kehna chahiye tha, per nahi pehle hame lipta lipti karna hai.Rohan (gusse mai) : Raj ke baate sunne ke baad, oye gadhe tujhe to mai ache se thank you bolunga, Zara se baat kyun nahi karwa raha tha meri..rukh wanhi tere paas jake kehta hun ache se thank you.Jaab Rohan aage badhta hai to Raj bhi uska maksad samajh ke wanha se bhagne ke liye sidhe jump marke sofe ke piche chala jata hai. Rohan bhi uske piche thodi der bhag doud ke baad Raj Rohan ke hath lag jata hai to ache khatir dar hoti hai Raj ki.Raj : aaahhh, jor se lagi yaar..aaram se…pehle meri baat to sunle….Rohan Raj ko ghur ke : Chal bata….Raj : yaar aagar mai yesa nahi karta to tum dono ka wanhi pehle aap wala kaam suru ho jata, aur mujhe to apne yaar ki jaldi jaldi shadi karwani thy to maine tum dono ko thoda dur rakha….Aur natiza samne hai, kese lipta lipti ho rahe thy....wese mujhe laga tha ki tu dil ki baat jaldi karega per mujhe kya pata tha ki tu sidhe shadi ke liye puch dalega….Anu : wow bhai aap to yanha aake love guru bhi ban gaye….what an idea sir ji..maja aagaya….Ruhi : aapne ye saab isliye kiya..sir apko pyaar ke baare mai itna kese pata? Aap bhi kisi se pyaar karte hai?Ye sun ke saab Raj ke aur dekhne lage aur Raj muskurata huya Ruhi ko dekh raha tha, aur wanha se Ruhi ke paas chala gaya….Uske paas pahunch ke,Raj : ji han, maine bhi pyaar kiya tha, abhi bhi kar raha hun, aage bhi karta rahunga….Jaab ye baat Ruhi sunti hai to uska duniya hi ujda hua lag raha tha….fir bhi usne puch hi liya….Ruhi : kis se?Raj : aapse…..Raj ki baat sunke Ruhi to ek daam but banke jam so gayi, aur Rohan ne apna matha put liya, aur Zara apne munh pe hath rakh diya aur sabse bada jhatka laga Anu ko uske hatho se to phone girne wali thy acha hua Rohan ne usse pakad liya….Ruhi : k…kya..kaha aapne…..Raj : aare yaar pehle meri puri baat to sunlo, mai aap sabse pyaar karta hun mere dost Rohan, Zara se bhi, meri pyaari behen Anu se bhi aur apse bhi dosti wala pyaar….aap kya samajh rahe thy!!!Anu : kya bhai..kyun shock de rahe ho….fir Raj ke paas aake, wese bhi aagar Ruhi di se pyaar hai to mujhe bahut acha lagega di ko bhabhi bolne mai….Rohan : kya baate ho rahi hai bhai behen mai….Raj : kuch nahi, aare han Ruhani jakar change kar ke ready ho jao, ek deal hai Bangalore mai abhi pata chala hai to kaal tak pahunchna hai to mai aur tum ja rahe hai….Ruhi : iss time aur details..wo..mere paas nahi hai….Raj : relax maine saab tayar kar liya hai aur hame 10 minutes mai nikalna hai to jake ready ho jao….Ruhi herani se Raj ko dekhti hai jo abhi businessman wala roop mai aachuka tha….Rohan : chalo mai bhi chalta hun tumhare sath….Raj : oye gadhe, abhi abhi to dil mila hai thoda time spend karo tum dono akele….Anu : han ye baat sahi hai bhai ki, aur mai chali sone aur kal mujhe koi jaldi nahi uthayega..aap saab ki wajah se meri pyaari nind kharab huyi hai, to mai chali sone good night everyone..aur bhai and di have a safe and happy journey…..Anu apne kamre mai chali jati hai sone ke liye aur Ruhi chali jati hai ready hone ke liye, aur Raj ne Rohan aur Zara ko pool side bhej diya thoda waqt bitane ke liye..aur khud Ruhi ka wait karne laga….Udhar jaab Ruhi room mai gayi to wo wanhi suit select kiya jo usko Raj ne diya tha, aur usko ache pehna aur thoda makeup wagera karke niche aagayi….Jaab Ruhi niche aati hai to Raj nahi tha wo already car mai tha to Ruhi jaldi se car k aur bhagti hai, jaab wo car ke ander jaati hai to hath mai pakdi huyi laptop piche rakhti hai, per jaab car ka darwaja Ruhi kholti hai to Raj uske tarf dekhta hai to dekhta reh jata hai, Ruhi bahut hi jyada khubsurat lag rahi thy. Car se beth ne se leke piche laptop rakhne taak Raj baas usse hi dekhte ja raha tha.Jaab Ruhi wapas aage dekhti hai to car chal nahi rahi thy to Raj ke aur dekhi to paya ki wo to baas usse hi dekh raha hai, Ruhi thodi sarma gayi fir bhi smile ke sath,Ruhi : yese kya dekh rahe hai sir….Ruhi ke bolne se Raj apne hosh aata hai,Raj : kuch nahi….kuch nahi…..Ruhi (haste huye) : chale aab…..Raj : ha..han….chalo chale…..Fir Raj kuch bhi nahi bolta aur samne ki aur dekh ke car chalane lagta hai….Kuch der baad Raj ke taraf se koi harkat na pake Ruhi hi kuch baat karne ka sochti hai….Ruhi (mann mai) : ye to kuch baat hi nahi kar rahe hai..mai janti hun ki aap hi mere Raj ho, per kuch bolo to sahi wese bhi pure ek mahine baad aap ko dekh rahi hun, kya apko pata hai ki mai hi Ruhi hun….Raj please koi to hint do…..Apne mann mai ye saab soch kuch bolne hi wali thy ki Raj gana chala deta hai….Ye harkat se Ruhi ko thoda gussa aaya kyun ki Ruhi jaab bhi baat karne ki kosis karti Raj music ka volume badha raha tha yese baar hone se, Ruhi bhi na baat karne liye decide karke apne ankhe band kar seat mai apna sar lagage sone lagti hai.Raj ek baar Ruhi ko dekhta hai aur smile karke car drive karne lagta hai. Ruhi sach mai so gayi thy ye usse pata hi nahi tha, dhire dhire uska sar Raj ke kandhe pe aagaya to Raj muskurake Ruhi ka hath ko pakad kar apni baju pakda diya, Ruhi ne bhi nind mai Raj ko kash ke pakad liya….Raj : tumhara pura pura haak hai mujh pe Ruhi….ye haal sirf aur sirf tumhara hi hai….dekho to kese bachi ki tarah so rahi hai aur harkat bhi bilkul bacho wali hi hai….Raj ne abhi tak jo music chala raha tha wo slow kar diya aur car drive karne laga, piche ke taraf uske car ke piche aur 2 car aarahi thy, Raj ke ek ishara pe 1 car Raj ke car ke aage aagayi aur 1 uske piche hi reh gayi, 3 car ek hi line mai ek hi speed mai baas chale ja rahe thy.
behatrin update bro
Thank youFor completed 10k views on your story thread..
Mast update bhaiUpdate 27Raj sikayat karke sidhe aake sofe pe beth jata hai aur gussa hone ka natak karne lagta hai.Raj : tum dono ko sabse pehle mujhe thank you kehna chahiye tha, per nahi pehle hame lipta lipti karna hai.Rohan (gusse mai) : Raj ke baate sunne ke baad, oye gadhe tujhe to mai ache se thank you bolunga, Zara se baat kyun nahi karwa raha tha meri..rukh wanhi tere paas jake kehta hun ache se thank you.Jaab Rohan aage badhta hai to Raj bhi uska maksad samajh ke wanha se bhagne ke liye sidhe jump marke sofe ke piche chala jata hai. Rohan bhi uske piche thodi der bhag doud ke baad Raj Rohan ke hath lag jata hai to ache khatir dar hoti hai Raj ki.Raj : aaahhh, jor se lagi yaar..aaram se…pehle meri baat to sunle….Rohan Raj ko ghur ke : Chal bata….Raj : yaar aagar mai yesa nahi karta to tum dono ka wanhi pehle aap wala kaam suru ho jata, aur mujhe to apne yaar ki jaldi jaldi shadi karwani thy to maine tum dono ko thoda dur rakha….Aur natiza samne hai, kese lipta lipti ho rahe thy....wese mujhe laga tha ki tu dil ki baat jaldi karega per mujhe kya pata tha ki tu sidhe shadi ke liye puch dalega….Anu : wow bhai aap to yanha aake love guru bhi ban gaye….what an idea sir ji..maja aagaya….Ruhi : aapne ye saab isliye kiya..sir apko pyaar ke baare mai itna kese pata? Aap bhi kisi se pyaar karte hai?Ye sun ke saab Raj ke aur dekhne lage aur Raj muskurata huya Ruhi ko dekh raha tha, aur wanha se Ruhi ke paas chala gaya….Uske paas pahunch ke,Raj : ji han, maine bhi pyaar kiya tha, abhi bhi kar raha hun, aage bhi karta rahunga….Jaab ye baat Ruhi sunti hai to uska duniya hi ujda hua lag raha tha….fir bhi usne puch hi liya….Ruhi : kis se?Raj : aapse…..Raj ki baat sunke Ruhi to ek daam but banke jam so gayi, aur Rohan ne apna matha put liya, aur Zara apne munh pe hath rakh diya aur sabse bada jhatka laga Anu ko uske hatho se to phone girne wali thy acha hua Rohan ne usse pakad liya….Ruhi : k…kya..kaha aapne…..Raj : aare yaar pehle meri puri baat to sunlo, mai aap sabse pyaar karta hun mere dost Rohan, Zara se bhi, meri pyaari behen Anu se bhi aur apse bhi dosti wala pyaar….aap kya samajh rahe thy!!!Anu : kya bhai..kyun shock de rahe ho….fir Raj ke paas aake, wese bhi aagar Ruhi di se pyaar hai to mujhe bahut acha lagega di ko bhabhi bolne mai….Rohan : kya baate ho rahi hai bhai behen mai….Raj : kuch nahi, aare han Ruhani jakar change kar ke ready ho jao, ek deal hai Bangalore mai abhi pata chala hai to kaal tak pahunchna hai to mai aur tum ja rahe hai….Ruhi : iss time aur details..wo..mere paas nahi hai….Raj : relax maine saab tayar kar liya hai aur hame 10 minutes mai nikalna hai to jake ready ho jao….Ruhi herani se Raj ko dekhti hai jo abhi businessman wala roop mai aachuka tha….Rohan : chalo mai bhi chalta hun tumhare sath….Raj : oye gadhe, abhi abhi to dil mila hai thoda time spend karo tum dono akele….Anu : han ye baat sahi hai bhai ki, aur mai chali sone aur kal mujhe koi jaldi nahi uthayega..aap saab ki wajah se meri pyaari nind kharab huyi hai, to mai chali sone good night everyone..aur bhai and di have a safe and happy journey…..Anu apne kamre mai chali jati hai sone ke liye aur Ruhi chali jati hai ready hone ke liye, aur Raj ne Rohan aur Zara ko pool side bhej diya thoda waqt bitane ke liye..aur khud Ruhi ka wait karne laga….Udhar jaab Ruhi room mai gayi to wo wanhi suit select kiya jo usko Raj ne diya tha, aur usko ache pehna aur thoda makeup wagera karke niche aagayi….Jaab Ruhi niche aati hai to Raj nahi tha wo already car mai tha to Ruhi jaldi se car k aur bhagti hai, jaab wo car ke ander jaati hai to hath mai pakdi huyi laptop piche rakhti hai, per jaab car ka darwaja Ruhi kholti hai to Raj uske tarf dekhta hai to dekhta reh jata hai, Ruhi bahut hi jyada khubsurat lag rahi thy. Car se beth ne se leke piche laptop rakhne taak Raj baas usse hi dekhte ja raha tha.Jaab Ruhi wapas aage dekhti hai to car chal nahi rahi thy to Raj ke aur dekhi to paya ki wo to baas usse hi dekh raha hai, Ruhi thodi sarma gayi fir bhi smile ke sath,Ruhi : yese kya dekh rahe hai sir….Ruhi ke bolne se Raj apne hosh aata hai,Raj : kuch nahi….kuch nahi…..Ruhi (haste huye) : chale aab…..Raj : ha..han….chalo chale…..Fir Raj kuch bhi nahi bolta aur samne ki aur dekh ke car chalane lagta hai….Kuch der baad Raj ke taraf se koi harkat na pake Ruhi hi kuch baat karne ka sochti hai….Ruhi (mann mai) : ye to kuch baat hi nahi kar rahe hai..mai janti hun ki aap hi mere Raj ho, per kuch bolo to sahi wese bhi pure ek mahine baad aap ko dekh rahi hun, kya apko pata hai ki mai hi Ruhi hun….Raj please koi to hint do…..Apne mann mai ye saab soch kuch bolne hi wali thy ki Raj gana chala deta hai….Ye harkat se Ruhi ko thoda gussa aaya kyun ki Ruhi jaab bhi baat karne ki kosis karti Raj music ka volume badha raha tha yese baar hone se, Ruhi bhi na baat karne liye decide karke apne ankhe band kar seat mai apna sar lagage sone lagti hai.Raj ek baar Ruhi ko dekhta hai aur smile karke car drive karne lagta hai. Ruhi sach mai so gayi thy ye usse pata hi nahi tha, dhire dhire uska sar Raj ke kandhe pe aagaya to Raj muskurake Ruhi ka hath ko pakad kar apni baju pakda diya, Ruhi ne bhi nind mai Raj ko kash ke pakad liya….Raj : tumhara pura pura haak hai mujh pe Ruhi….ye haal sirf aur sirf tumhara hi hai….dekho to kese bachi ki tarah so rahi hai aur harkat bhi bilkul bacho wali hi hai….Raj ne abhi tak jo music chala raha tha wo slow kar diya aur car drive karne laga, piche ke taraf uske car ke piche aur 2 car aarahi thy, Raj ke ek ishara pe 1 car Raj ke car ke aage aagayi aur 1 uske piche hi reh gayi, 3 car ek hi line mai ek hi speed mai baas chale ja rahe thy.
Ok bhai waitingUpdate chota hai iske liye sorry aur ek aur update sham ko aajayega![]()